Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor

Blogger Blogging ka sabse Best Platform hai jo Google ka hai or iski sabse khas baat wo ye ki ye bilkul free or use karne me aasan hai.

Blogger me Post kaise likhte hai, uski detail me phele share kar chuka hu, jisme mene Blogger Post editor ke ware me sab kuch share kiya tha.

Advertisements

Aaj Post Editor ke hi short cut ke ware me janege, jinki madad se jo hamara kaam hai wo ham or aasan or fast kar sakte hai.

Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor

Blogger Post Editor Keyboard Shortcuts

ye jo Keyboard shortcuts hai blogger post editor ke wo Computer me work karege, jinki madad se aap apne kaam ko aasan bana sakte hai, or jo kaam karne ki speed hai wo double kar sakte hai.

ShortcutsKeyboard Shortcuts ka Use
Ctrl+Cselect kiye content ko Copy karne ke liye.
Ctrl+VCopy kiye content ko Paste karne ke liye.
Ctrl+ZAgar kuch galat ho gaya hai to usko delete (undo) karne ke liye. (ek step piche jane ke liye.)
Ctrl+YAgar jo Undo kiya hai usko (Redo) wapas lana hai.
Ctrl+XSelected contend ko Delete karke copy karne ke liye.
Crl+BSelected Text ko Bold karne ke liye.
Crl+APuri Post ko select karne ke liye.
Crl+SPost ko Auto-Save karne ke liye.
Crl+Uselected Text ke niche underline karne ke liye.
Crl+ISelected Text ko italicize karne ke liye.
Crl+KText me hyperlink (URL) add karne ke liye, iske liye phele text ko select karna hai.
Tab
  • Bullets ke sub bullets ke liye.
    • Jese ye Example hai.
Ctrl+F Post me Kuch bhi search karne ke liye.
Ctrl+Shift+MIt will convert your Blogger Post Editor to Mobile View.
Ctrl++++Post Editor ko Zoon In karne ke liye
Ctrl+-+-Post Editor ko Zoom Out karne ke liye.
Ctrl+0Screen Size ko default size me karne ke liye.
Ctrl+Shift+Vjo Copy kiya hai wo bina formatting ke paste karne ke liye.

To ab aap jaan chuke hai Blogger post Editor Keyboard Shortcut jinki madad se aapko post ko likh kar publish karne me aasani hogi, iske sath sath aap speed se bhikaam kar payege.

Agar me koi keyword mention karna bhul gaya hu to aap comment me jarur bataye..

Happy Blogging..!

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

40 thoughts on “Useful Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor”

  1. jab tak bolg par kam trafic ata hai tab tak ke liye free Hosting kaisa rahega.
    kya isse google sarch ya google addsence pe koi effect hoga.
    maine custom domain le liya hu.
    .

    Reply
  2. Hello Rohit bhai, please Ye Batayiye ki Adsense ka approval Milne se pahle blog post ko social sites par share Kar sakte hai kya. Or Isse Adsense ko koi problem to nhi hogi na? Pls reply

    Reply
  3. हेल्लो रोहित .
    मेरा नाम फारिश है. मै लोगों कि वेबसाइट और ब्लॉग के लिए 20 से ज्यादा टाइप पर आर्टिकल लिखता हु.
    भाई अगर किसी के वेबसाइट या ब्लॉग के लिए आर्टिकल चाहिए तो प्लीज मुझे whatsapp केरे.
    मेरा whatsapp नंबर 9120504215

    Reply
  4. sir ji hamari bat nahi samjhe hame songs/video wali website banana hi jaise net pe bahut se websites hi wesi website banana hi
    iss तरह के वेबसाइट से कुछ इनकम होगा या नही हमे इसकी जानकारी देने का कृपा करें

    Reply
  5. Q (1)bhai mai ek songs/video/image/aps wali website banana chatha hu (2) key iss website se income hoga कृपया बताएं

    Reply
  6. Comment: bhai mai ek songs/video/image/aps wali website banana chatha hu key iss website se income hoga कृपया बताएं

    Reply
  7. Hello Sir, Apane Bahot Acchi post likhi hai. isake liye apako dhanyawad. muze kuch question hai
    1. mai blogger hu or abtak maine 13 post likhi hai magar meri post ko accha search rank kyu nahi milata ? kya aap meri site check karake bata sakate hai ki isame kya kami hai ?

    2. Google search result me bahot sari site ke Search snippest me ‘”Jump To” Links show hoti hai ye link multiple keywords ke liye hai to kya aap bata sakate hai ki ye blogger blog me kaise karate hai.

    3. blogger ek free platform hai isiliye search result me accha rank nahi milata ?

    4. New bloggers Blogging karake paise kama sakate hai ? ya fir domain or hosting purchase karani hogi. Agar ha to hosting ke liye kam se kam kitane paise lagenge

    5. Aap Mere blog par visit karake pls bataye ki mere article me change karana chahiye or mere blog ko 8 month ho chuke hai kya mai adsence ke liye apply kar sakata hu.

    6. apako is site se kitana income milata hai ?

    Pls Muze help kijiye…

    Reply
  8. sir mai apne blogger blog par https lgaya hai krib 2 mhine phle uske baad se mera sbhi post google se remove ho gya maine sitemap bhi submit kiya tha but phir bhi sbhi indexing dhire dhire decrease ho gya aur Google search console me jab hm data highligher krte hai to khta hai ki aapka post google me index nhi hai

    Reply
  9. Thank you Rohit sir , Maine pehle domain buy kiya tha 1 year ke baad uski validity khatm ho gayi maine use renew nahi kiya or mera online card accept nahi kar raha hai kya aap please domain 2 year ke liye purchase karke de sakte hai .

    2) meri vo subdomain ke site firese blogspot me convert ho gayi hai magar jab mai suvas75.blogspot.com ke naam se google concole me sitemap add karta hu to https error aa raha hai . Please solution sir.

    Reply
  10. 1)sir mere account me 100 ho gaye hai maine sbi bank swift code bhi add kiya hai primary ka option bhi add kiya hai kya mere paise sidhe bank me transfer hoge ya fir koi dikhhat ayegi.

    2) meri website blogger per hai mai use free vale wordpress per migrate karna chahta hu to kya mai blogger ke post copy karke wo per paste karke ads laga sakta hu yaneke Adsense approval hai to wo per post paste karne ke baad wo ki sabhi setting karne per mai google adsense ke ads laga sakta hu ya nahi. ya fir wo per koi dikkat ayegi rohit sir please help me sir

    Reply
  11. shortcut key का उपयोग करने से हम थोडा फ़ास्ट हो जायेगे
    धन्यवाद आपका

    Reply
  12. Bahut he help full post likhi hai aapne

    sir kiya aap bata sakte hai ki facebook page per free men like kaise badhaye

    mera ek facebook page tha jo face book men to show ho raha tha but website men nhi jiske bad maine naya page banaya hai kiya krun ki dusre facebook page pr jyada like mil sake

    Reply