Hello Friends Umeed hai aap Badiya hoge or Agar aapki website (blog) hai to wo bhi badiya chal rahi hogi.
Agar aap ek Indian hai or to aapke din me desh bhakti to jarur hoge.. or jada nahi to 15 August or 26 January par to jarur aapke dil me desh ke liye prem jagta hoga… to aese me agar aap ek blogger hai ya aapki site hai to aap apni site par tirange ke rag chorte huee plan ko apni site me laga sakte hai.
To Aaj me aapko Ek Widget ke bare me bata raha hu jisko aap apni site par add karke Independent Day or Republic Day ko apni Site par Manaye, Apne Site me 3 Airplane ko add karo jo aapki site par udege or tirange ka rang bhi chodenge.
Flying Planes Widget ko apni site par add karne se aapko ek Indian hone ka Ehsaas hoga or Proud Bhi. To Chaliye isko apni site par add karke site par celebrate kare.
Kaise Add kare Flying Planes Widget Blog me
Apne Blogger Account me Login karke Deshboard me jaye.
Dashboard >> Layout >> Add Gadget >> HTML/JavaScript me jaye.
Agar aapko nahi aata kaise HTML/JavaScript Widget Add karte hai to aap ye post pade
Tip: Agar aap apne blog me pehle se HTML/Javascript widget use karte hai to usko edit karke usme is code ko bhi dale, jisse aapke blog me faltu ke extra widget nahi badge.
Ab aapko HTML/Javascript Widget ke title me kuch nahi dena hai or Bade hisse me is Code ko dale.
Code ⤵ Copy Kare (Select karke Ctrl+C dabaye)
<!-- Indian Tiranga Plane Fly Widget hindimehelp.com --> <script src="https://aakashbapna.github.io/jet-planes/doodle.js"></script> <script type="text/javascript"> doodle.init("https://aakashbapna.github.io/jet-planes/jet.png"); </script>
Code ko Daalne ke Baad Save karde.
Ab apne Blog ko Khol kar dekhe or Celebrate kare India ko :)
Blogger se sambandhit or adhik jankari ke liye yaha click kare
Note: Agar aapka Blog WordPress par hai to aapko upar diya code Text widget me add karna hai.
Ye Post bhi Pade:
Agar Blogger se sambandhit koi bhi sawal ho to aap jarur puche.
Agar aap Indian hai to Jai Hindi! khana na Bhule.
bhai blog post me add kese lagaye ek heading ke baad aur post ke last me to lag jata hai beech me do add aur lag jaye to sahi rahega tarika batao bhai please
kahi bhi add kar sakte hai, par agar top me add karege to code sahi se load ho jata hai baki aap kahi bhi add kare, code load hone ke baad work karega.
helpfull Content
आपने यह बहुत अच्छा लेख लिखा है, यह पोस्ट मेरे लिए बहुत उपयोगी होगी, साझा करने के लिए धन्यवाद।
acchi jankari hai sir, Good
Nice Post
बहुत अच्छी जानकारी है और अच्छे तरीके से लिखा है ऐसे ही लिखते रहे
Rohit bro aapka article bhut acha hai aap article khud likhte ho
Kya Baat Hai Sir Lajawab 🙏🙏
Bhaoot mast blog he bhai
nice html code hai bhai. try karta hu.
nice information. really helpful.
thanks
Bahut Hi achcha post bhai :)
thanks for this post and
JAY HIND
Mere Blog Me to show hi nahi ho raha hai
Superb post hai bhai.
apane ekahi page par ye flying planes lagaye hai. blogger blog me kisi ek specific page par ye planes kaise lagaye.
Bhai mere video ko share karne ke liye bahut bahut shukriya or happy independence day …Sabhi blogger’s bhaiyo ko
Aapka ye plane widget bahot hi kamal ka hai. Mai thodi bahut coding karna jaanta hu. Kya aap mujhe bata sakte hai ki isse aapne coding se kaise banaya. Kyuki mujhe dusaro ki coding apne blog me lagana achha nahi lagata . Mai chahata hu mai khud ki coding lagau.
So please aap bataye aapne iski coding kaise ki ?
Brother ap coding jante hai to post me code diya hai aap usko dekh kar samaj sakte hai wo kaise banaya gaya hai.. baki usme aapko kya puchna hai wo batao.. code to aapke samne hi hai.
Nice flying planes !
but sir code not working .
thank you
Brother aapko simple code ko widget me add karna hai.. code me kuch bhi edit naa kare..
Bhai Ye Btaaiye Ki Jo Maine Blogger Blog Par Theme Lagaya Hai Vo Kaisa Hai….
aapka design clear nahi hai.
Free template blog me lagte hai to credit dena jaroori hota hai ky ??
Niche dikha raha hai template by ****
brother, agar aap kisi ne free me diya hai to unki mhenat ka credit to dena hi chaiye,,
thanxss sir such a nice inforamtion, kept up .. aapse bahut se blogger ko motivation milta hai,, once again thanxs
Welcome Bhrother
Bahut ki badhiya wedget aap hamesa kuch naya karte rahte hai. Mujhe yah wedget bagut pasand aaya thankyou.
Thanks Brother
Bhai thanks for sharing.
Aap kon si theme use kr rhe ho ??
And kitne me milegi ye theme ?
Plz ans
Newspaper Theme use ki hai bhai
free hai kya ?
free kha se milegi ??
Free nahi hai..
Demo Site use kr skta hu kya ??
And ek or Sawal hai .. Mera Blog Blogger. Com pr hai.. Mujhe wordpress pr shift hona hai… 5,000-8,000 daily pageviews hai..
Kon si hosting lu me .. Like Features me.
Rohit ji mere blog par organic traffic 0 ho gayi hai . kya aap bata sakte hai kya problem hai mere blog me
aap design change kare.. or post ko SEO Friendly likhe..
Sir mere adsense me yah dikh raha hai iska kya mtlab hua plz batao
(Your adsense account is enabled to only show adaon youtube. If u want to show ads on different site u need to provide us with the url of the if u want to monetize )
Bhai mera adsense account hai youtube se link kiya hua hosted account hai ab maine
Blog banaya hai blog usko .Com lagaya hai
Aur host bhi connect kiya hai
Ab me vaha par link dal sakta hu ki nahi meri site ki
Plz batao
Thanki bhai…. Apne bahut achhi knowledge share ki… M
Nice trick I am proud to be Indian I love my India ?
Rohit bro and other friends please check my site and mujhe iski kamiya bataye
Sir Hostgator me addon domain kaise add karte h,mai kar raha hu toh You cannot park your main domain show ho raha h
Yaha dekhe
Gujab Rohit Bhai Thanks To share This
Rohit Bhai Aapne Jo Code Box Lagaya Vo Kaise Lagaya Hai Muje Article Me Code Box Lagana Hai But Samaj Nhi Aa Rha Hai Ki Kaise Lagayu
bhai uskeliye Crayon plugin use ki hai mene