Agar aapko Youtube Use karte hai or aapko youtube par jo video pasand aate hai aap usko apne dosto se share bhi karte hai to ye aapne notice jarur kiya hoga, Facebook par Youtube Video Share karne par Large Thumbnail/Image nahi aata.
Agar aap ek Youtuber hai, fir to aap jarur chate hoge Video par jada Views aaye, aese me agar Large Thumbnail ke sath aap Video share kerege to usme bhi Views jada milege, q ki thumbnail nahi dikhti to koi link par click karke video dekhna pasand nahi karte.
To aage se jab bhi fb koi boi bhi Video share kare to usko Full Thumbnail ke sath share kare, taki jinko bhi wo dikhe wo samaj sake ki ye konsa video hai..
Large Thumbnail ke sath share karne me sabse bada faida agar wo Computer me Facebook chala rahe hai to video ko direct facebook par bhi dekh payege.
Youtube Video ko FB Par Large Thumbnail ke sath Share karne ka Tarika
Youtube Video ko Full Thumbnail ke sath Facebook par share karna bhut aasan hai, wass iske liye aapko ek website ki jarurat padegi, jiske ware me me aapko batane wala hu.
Youtube Video ko kaise Share karna hai uske liye aap meri Steps ko Follow kare:
Step 1: Sabse phele aapko ek website par jana hai, jiska naam hai createyoutube.com
Step 2: Ab aapke samne kuch aesi screen aayegi, jisme aapko Youtube ke uss video ki link/URL dalni hai jo aap Facebook par share karna chate hai Large Thumnail ke sath.
Video ki link dalne ke baad Create URL ki button par click kare.
Step 3: Ab aapko niche ek URL dikhega, jisko aap copy karke Facebook par share kar sakte hai, ya fir uski niche Share ki button hai uspar click karke bhi share kar sakte hai.
Important Note: Jab aap New URL ko share karege, to pheli war me Big Thumbnail nahi aayegi.. isliye aapko first time cut karke double se share ki button par click karke share karna hoga..
Share Button click karne ke baad iss trha se Image dikhegi, uske baad Post to Facebook Button par click kare.
Agar aapko abhi bhi kuch doubt hai to aap Video me dekh sakte hai kaise Youtube Video ko Facebook par Large Thumbnail ke sath share karte hai.
Iss Trha Aap Youtube Video ko Facebook par share kar sakte hai, jo dekhne me bhi badiya lagta hai or sabko pasand bhi aata hai.
Agar aapka kahi koi dikkat aati hai isme to aap comment karke puch sakte hai, iske aalawa bhi agar youtube se sambandit koi sabal ho to aap bejijak puch sakte hai.
thanks for information
Nice bro. Simply great work. Actually, I also start a youtube channel from this great idea.
thanks sir hindimehelp best
Thank you giving very good information about how to make large thumbnail on youtube video
Sir i have a question… How we embed youtube video on Facebook please rply
DIrect share hota hai.
Thanks Sir Helpful Hai
sir bahut ache trike se bataya yeh mai mujhe phle ye pata nhi tha but les post ko padh kar pta chal gya.
very nice information shared.i was looking for this kind of post.
Facebook instant app kaise configure karte hai, jaankari dijiye.
I am motivated sir
rohit sir aapne bahut acchi jankari share kiye hai is post me
Thanks sir
rohit sir aapne bahut acchi jankari share kiye hai is post me
bahut acchi jankari share kiye hain aapne rohit sir
sir bahut hi ache tarike se aapne ye bataya hai
sir mene Bahot baar custum thumbnail change kerne ki koshis ki lekin wo change nhi hot hai kabhi bhi. Mai Creator studio use kerta hu tho muje uska koi tarika batao jis se custum thumbnil change ho jaye
Bahot accha tarika bataya hai aap ne
very nice bhaee
main youtube kafi time se use krta hu but iske bare me pta nahi tha dhanywad jankari dene ke liye.
sir mere website me share button kaise add karna hai whattaap ka plz batiye
thanks bhai jankari k liye
nice youtube videos ko facebook par share karne ki bhut acchi information aapne share ki hai.
Hello rohit sir kya YouTube video ko blog me lagane se blog ki loading speed pr fark padta hai
thoda, par usse utna faida bhi ho jata hai..
Hello Sir,
Mujhe aapki ek help chahiye
Mai youtubing krta hu aur mera channel grow nhi ho rha hai.
Please aap ek baar mere channel pe visit kare aur mujhe btaye ki mai apne channel ko kaise improve kru.
Channel Name : TechyAbhinav
Aap trending topic par video dale..
Hello rohit sir,
Maine AdSense ke liye 1 mahine pehle blogger dashboard se hi apply kiya tha lekin muje koi code mila nhi template me add karne ke liye…avi tk koi response v nhi mila aur ab muje pata chala ki iske liye ek code v add Karna parta hai…
kya muje AdSense k liye phr se apply Karna parega?? Or AdSense code kaise milega??
Blogger me dashboard se apply karna par adsense ka widget hai usko add karna hota hai..
Ok..thank you sir :)
भाई सचमें बहुत अच्छी जानकारी दी, क्योंकि भी तक जो वीडियो यूटूब पर शेयर करते थे उनका छोटा थम्बनेल ही आती था. धन्यबाद
Bilkul.. Hope isse aapko faida jarur milega.
Great Information bjai :)
Best wishes For Your Next Goal :*
Thanks Brother
Rohit bhaii bahut acha article likha hain aapne. Bahi kya aap apne blog me guest post accept karte hain ?
Aap Guest post yaha send kare.
Sir ap apni web k liay knsa them use kr rhy hn
newspaper
Youtube Video FB Par Large Thumbnail kaise bnate hai uske bare me bhaut hi achchi jankari di thank u
Welcome Brother.
Bahut hi sandaar post achhi jankari diya aapne trustworthy site
nice knowldge
Thank you for sharing this article with us
This article is very helpful me thank you so much…
Nice information! ye youtubers ke kaphi useful hai.
best jankari bro thanks Mai ek youtube channel banaya jo nam mujhe pasand hai uske bad jb youtube me search kiya to us nam aur logo ke kai channel mile ab mujhe kya karna chahiye apane channel ka nam badal dena chahiye aur Youtube channel ka nam blogg ka nam hona chahiye ya khuchh aur agar dono ek ho to use kya labh ya nuksan ho sakata hai pls help dhanyabad
Hi नमस्कार sir मै ये जानना चाहता हु की क्या मै अपने facebook fan page को किसी और के facebook id पर transfer कर सकता हु क्या , यदि facebook fanpage को transfer किया जा सकता है तो उसका प्रोसेस क्या है sir मुझे अपने एक फ्रेंड्स का facebook fanpage transfer करना please help me sir.
ye bhut hi aasan hai, iske liye aap phele jis ID par transfer karna chate hai unko Oage ka admin banaiye.. uske baad jo purani ID hai usse admin ko remove kar dijiye.
आपका बहुत बहुत धन्यबाद sir जो कि आपने हमें इतना अच्छा जानकारी दिया
bahut achi jankari lagi bhai
nice post bro good info
Sir mai ek blogger banaya jo jokes se related hai,, sir mai iske liye ek aachha sa template dhundh raha hu par mil nahi raha ,plz sir meri help kijiye ,ek jokes site se related template ke bare me mujhe batayiye…
Brother aap iske liye FB Group me post kare..
rohit sir agar me yoast seo ko upgrade kar leta hu to meri posts search me first page par ane lagegi ya ni or first page par posts lane ke liye kya karna chahiye.
yoast ko upgrad karne se post rank nahi hoti.. usme kuch option hai jinsse seo karne me aasani hoti hai.. wo aap dekh lijiye.. aapko samaj aa jayega.. baki aesa koi softarte nahi hai ki ham paise de or post rank hone lage..
रोहित भाई बहुत अच्छी जानकारी दी है आपने मुझे बहुत पससंद आई भाई
Thanks Brother
hello…
sir please jara mere blog ka parmotion kar dijiye..
sir aap ki bahoot meharbaani hogi.
waiting for your reply
thank you….
Aap Guest post kar sakte hai/.
Maine WhatsApp Vali Post Me Aik Comment Ki Thi Uska Jwab nhi Mila
Aapne Hindi me help WhatsApp group banaya tha. Jisme adult post bhi dali jati hai. Maine har member se pata kiya. Har koi aap Aik nya group banakar usme admin bno. Ya for mai Aik blogging ke bare me group chalata hu uske admin bno.
Brother mere pass itna time nahi rheta ki me whatsapp use kar pao.. n please aap uss group se apne aapko remove kar lijiye.. mere pass wo number nahi hai jisse wo group banaya tha.
Rohit Mewara Ji Mai Aik Blog Chalata hu Ji usme aapki Bahut help rahti hai
So thank you
Thanks Jitendra ji.. ummid hai aage bhi milti rahe,
Thank You Sir
Oh no bhai realy maza aa gya ye article read karke
Thanks