Hamne hamara online blog to Shuru kardiya tha ye jaankar ki Blog kaise banate hai or Blog shuru karne ke liye hame kya kya chaiye. Ham jab blog banate hai to Banate samay ham uska Tital dete hai uska link dete hai par kuch samay baad hame lagta hai ki hamare blog ka naam ya tital ye hona chaiye tha or ham usko change karna chata hai.
- Blog ka Address
- Blog ka Name
- Blog ka Description
Ye Sabaal mere ek Dost Golu Sen ne mujse kiya ki Blog ka Naam or Tital kaise change kare. to chaliye jaante hai :)
Page Contents
Blog ka Address, Title ye Uska Description kaise badalte hai
Dosto inko badalna bhut hi asaan hai bas aap muje follow kare.
Step 1:
Apna Blogger ke account me login kare for apne blog ke dashboard me jaaye.
Step 2:
- Ab aapko apne blog ke Setting>>Basic me Jaana hai. yaha aapko ye sab option dikhege.
- Apne Blog ka Tital ko badalne ke liye aap Tital ke saamne Edit par click karke Apne Blog ka Naam Badal sakte hai.
- Description ko badalne ke liye 3 par click kare. Description me aapko apne blog ke bare me batana hota ha or ye Search engine ke liye bhi bhut jaruri hai. jab koi hamane blog ko Google par search karta hai to ye Description hi dikhta hai. Ye SEO ke liye bhi bhut jaruri hai.
- Blog Address ko Change karne ke liye iske saamne edit par click kare or apna naya Address daalkar save karde
To Dosto ye kuch bhut ki basic baate thi Blogger ke baare me ummid hai isse aapko kuch jaankari mili hogi. Agar aapka bhi koi Sabaal hai blogger ya Internet se related to Hamse Jarur Puche.
FaQ
Blog address kya hai
Ham kisi bhi website ko eopn karte hai to aapne dekha hoga Browser me uska Link hota hai (www.facebook.com, www.google.com , www.hindimehelp.com) wahi uss site ka address hota hai.. To blog address kya hai wo aap samaj gaye hoge.. jis address ko browser me dalne par aapka blog open hoga wo aapke blog ka address hoga.
Blog Title Kya hai
Blog Title Blog ka naam hota hai jo aap browser ke top me dekh sakte hai.. jab blog ko kahi share karte hai to yahi title dikhta hai.. simple ham khe sakte hai ye hamare blog ka naam hai.
Blog Description kya hai
Description ka matlab hota hai, kisi chij ke ware me jankari.. or wahi hota hai Blog discription ka kaam bhi.. isme hamara blog kis ware me hai ham wo likhte hai.. yaha hame 2 line me apne blog ke ware me likhna hota hai ki usme kya hai.. Q ki yahi 2 line title ke niche dikhti hai search engine (Google) me ya kahi share karte hai waha.. jisme dekh kar samne wale samaj sakte hai ki ye blog kis ware me hai or usme kya hai.
Ummid hai ab aapko samaj aa gaya hoga.. Blog Title, Description or Blog Address kya hai or inka kya kaam hai or kaise unko set karte hai.. fir bhi agar aapka koi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai.
Blogger ki puri jankari ke liye aap yaha jaye..
Hello sir,
Main ek blogger hu.
Kya blog ka Tital name badal sakte hai .
Is se nuksaan hota hai Kya?
Hello sir,
Mujhe aapki help chahiye. Darasal maine apne blog k hindi title name ko galat likha diya tha. Use dubara check kiye bina maine Google search console me indexe kar diya. Lekin fir se title ko rename karne ke baad bhi mujhe search engine pr purana name dikha rha hai. Dubara index karne ke bad bhi wahi show kar rha hai. Ise kaise change karu. Please help me.
mene blog address change kiya to mera blog remove ho gya
Blogs List › Create a new blog
Title
social help
Address
vdevendragmail.com
This blog address is invalid or not supported.
sir plz help
bahut achi jankari di hai sir aap ne ,mera ek sawaal hai kya hum kisi ki bhi website se keywoard ko copy karke apane website me use karsakte hain ?
Bro blog Ka title aur description change karne se koi problem to nhi hoga main Pura template hi change Kar Diya koi problem to nhi hoga please reply Karna bro
sir m blog ke address me kuchh bhi ldta hu not availabe batata h plz sir help
Nice information
Sir kya domain khareedne ke baad v blog ka title or address change kar sakte hai??
haa kar sakte hai.
रोहित जी मेरा ब्लॉग एक फ्री ब्लॉग स्पॉट करके है क्या मैं नया डोमेन .Com खरीद कर चेंज करू तो google adsense account pr क्या असर पड़ेगा।
कृपया मेरा मार्गदर्शन करें
Sir mer blog dashboard me template kahi aa he nhi rha he plz sir help mee
aap browser ka data clear karke try kare..
Maine apne blog ka template chang kiya hai pr template created ko change kehse kare plz baiye….
Rohit ji namskar…
Maine apne blog ka title, address 2-3 baar change kiya hai. Isase hamare blog ki traffic per kya asar hoga. Kyon ki mere blog ki traffic bahut kam ho gayi he. Kya karu
agar aap address change karege to matlab wo aapka new blog hi hoga..
Sir Blogger e sabse badi problem mujhe “Blogger template ” Aa rahi hai, Google pe search karke Download to kr leta hoon upload bhi par sir jb sb ho jata hai to, Blogger ka degin template jaisi ho jati hai, lekin jo template Ke Heading me kavi picture to kvi Header k pages hote jaise menu 1 menu 2 this type, inko kaise hatate sir or Best Blogger template konsa acha h free me
Iske liye aapko template me edit me jakar code ko edit karna hoga. Mene ke liye.
hello sir, sir mai apne blog Besthinditutorial.com ko google aur bing search console me submit kar chuka hu jaisa aap btaye the but eske baad bhi meri website google search me nhi aa rhi hai,
jab mai mobile me Besthinditutorial.com search karta hu to no result aata hai aur jab mai pc me search krta hu to- 1st option pe aata to hai but upar me Blog ka title rhta hai aur niche blog ka description es tarah se- The domain besthinditutorial.com is no longer parked by GoDaddy.
You’ve visited this page many times. Last visit: 4/11/16………
sir mai blog ka description bhi change kar chuka hu but wo description bhi nhi aa rha hai…
sir plz plz plz help me.
Hlo sir,maine sir apna blog avi banaya hai aur uska jo URL h vo ye h, motivationslhindi.blogspot.com to sir mere isse banate time galti ho gayi ki isse motivational ka spelling galat type ho gya pr av.. Ye main accurate krna chahta tha.. But jb mai try karta hun.. Tb vo likhta hai ki.. Subdomain is not available. So please sir kindly help me to accurate this.
Sir maine apne blog ka tittle change kar ke awareindia.com rakha hai jabki maine apne blog ke url ko change nahi kiya hai to kya mujhe phir se apne blog ko verify karana padega tatha gogle search engine me submit karna padega kya mujhe we sari parakriya karni padegi jo maine blog banane ke baad kiya tha
Sir maine apne blog ka tittle change karke aware me india rakha hai lekin uska url maine nahi change kiya hai to kya mujhe phir se apne blog ke change tittle ko google search engine me submit karna padega aur munhe phir se apne blog ko verify karna padega kya mujhe we sab prakriya phir se dohrani padegi jo maine blog ko banane ke baad kiya tha
Sir maine apne blog ka tittle change karke aware me india rakha hai lekin uska url maine nahi change kiya hai to kya mujhe phir se apne blog ke change tittle ko google search engine me submit karna padega aur munhe phir se apne blog ko verify karna padega kya mujhe we sab prakriya phir se dohrani padegi jo maine blog ko banane ke baad kiya tha
Hello sir thanx for sharing but. Its not a complete and good solution for changing blog address as per my opinion.
And may be it affect on Google ranking bcoz of 404 not found error
Ku ki jab hm blog address change krte hai to purana address error aata hai and use hamere blog ki traffic loss hoti hai isse eliminate krne me liye 301 redirect krna padta hai plz update the post
haa aapne sahi khaa. par ye new blogger ke liye hai jo starting me kuch bhi naam se blog bana lete hai fir usko change karne ka sochte hai..
Sir m puch RHA hu ki jab m google PR vkyas.blogspot.com search krta hu to dikhata h ki want to creck jee.just follow these simple steps.m ise change krna chahta hu.ye koi post nahi h.balki jab mane blogger PR nya blog banaya tha tab uska title ye hi de diya tha.PR ab vo change nahi ho RHA h
hiiii
sir aap ye smile :) imoji kaise lagate ho
ye keyboard me emoji rhati hai uski madad se inset kar sakte hai :)
WordPress ka all details me degin karne ka bataiye tamplet , catagory ,brodacast, Facebook page ,catagory pe click karne ke bad usme v catagory dikhe top pe pic kaise set kare fully details me bataiye only WordPress ke liye
Sir me apne blog PR add ka code keshe add kru plc help me sir
Html widget me
sir aap ne internet se releted bohot sari jankari di h
pls agar aap yeh bhi bata den to bohot acha hoga
ghar bethe train ka onlin tecket kese karte h online tecket book karne ka account kese banate h?
agar yeh bhi jankari share karden to bhoht hi achi bat hogi
hello rohit muje apne blog main menu bar lagana hai uski coding chiye muje kya aap meri help kr sakte ho
ye wordpress par hai.. or agar aapko uski coading chaiye to aap source code se copy kar lijiye..
bhai kya me apne blog ka naam change karu toh traffic me koi fark toh nahi padega…??
Sar me blog ka name or adress chang karna chahtaa hu pr kya sar muje feednurer ya dusri setings dubaara karni hogi plwase help sar
Sir adrs change knne k baad chitika m v change knna padega ya ni? :/
sir, Q 1 – bloging me sirf likh hi sakte he ya fir photo post kar ke photo galary ka blog bhi bana sakte hai dusri website ki tarah.
Q-2 agar bana sakte he to photo kese post karu, photo post karne ka option hi nhi aa rha he..
aap please batae mujhe thnx
sir, mene apna blog address change kr diya h lekin jab me apna change kiye hue url ko search krta hu to mera blog nhi found hota he or jab me apna blog adress vapas change krke phle wala hi rakhta hu to vo search ho jata h esa kyu please help
Aapka jo new address hai usko index hone me time lagega.. Thoda time lagta hai search me aane me..
Sir
mai apna blogger pr new account bana rha hun
pr new blog button click karne ke bad .tital .address.templat .aa rha hai .
Mujhe samjh nhi aa rha ki mai inme kya kya dalun.khas kr address me.ap pls batao ki mujhe un 3 par kya likhu ki meri account ban jai.
Pls example.de kr batan .
aare to aap ye detail daloge jab hi to blog banega.. yaha dekho kya karna hai
Brack page kya hota hai sir me bhi same problem face Kr raha Hu muje ye bataye Ki alag alag category me kaise post jayenge
sir mere blog me kuch bhi post krta hu to wo 1 hi page m sabhi chize aa jata h ,, jaise uska name ( subject) upre me aata h or niche jo likhta hu (discription) wo aa jata h ,, mere post karne pr name (subject) pr click karne par uska discription aana chahiye pls. help sir…………….. ( or agar 2 post karta hu to wo pura 1 hi page me dikhata h uska alag se subject show nhi hota)
Aap post karte samay brack page use kar sakte ho jaha tak aapko post dikhani hai or Baki ki post uspar jaanne par dekhege.
Isko ek code bhi hai bo me post me Share karuga. Ki ham kaise read more ki Vinton apne blog me add kar sakte hai.
Sir kya SAP phone par SMS bhejkar paisa Kaiser Kama yen ye bats skate hain?
sir aap mughe ye batao description change karte he to usko hindi me likhan jaruri he ya english me likhna jayda jaruri he seo ke liye plz bataye sir
Rahul,
Description ka matalb kisi ke bare me jaankari. or ham Description me apne blog ke baare me baatate hai ki ye jo blog hai Isme kya hai or ye kis topic kar hai or ham isme kya share karte hai. Hindi ho ya English ye mayne nahi rakta par agar aapka blog Hindi me hai to aap hindi me description likho.
Maanlo aapka blog english me hai or aapne English me description likh hai to hoga ye aapka blog search me aayega to jo visitor aapke blog par aayega bo aapke discription ko padega or fir aapke blog par hindi me hoga. ho sakta hai usko hindi naa aati ho to.
Ham jis language ko jaanne wale visitor ko chate hai ussi bhasa me likege to acha hoga.
ummid hai aap samaj gaye hoge. :)
Sir. Apki jankari achhi pasand ayi thanks
Jankari dene ke liye thanks
Sir app logo ki kafi help kar rhe ho bahut achha he,
Sir app 1 or jankari do ki Sar blogspot ko kese hataye apne blog se mughe apni blog ko hatakar site banana he jese blogspot.in ko hatakar .Com karna hei
Haa me bilkul bataoga par iske liye aapko Thoda intjar karna hoga. Blogspot hatane se phele aapko kuch or baate jo aapko jaanna chaiye.
Ham step by step chalege Taki mere sabhi dost samaj sake or aap bhi. Agar me abhi ye post daaldu to aapko thodi dikkat aayegi.
Aap chinta mat karo or aapke jo bhi sabaal hai bo mujse karte jao. Aapko un sab sabaalo ka jabab milega.
Mujse jitne bhi sabaal puche ja rahe hai me uski ek list bhi bana raha hu.
Sabhi sabaal ke jabab me Sahi time post karuga Taki mere sabhi dost samaj sake.
HAPPY BLOGGING :)
Thank u sir jankari k liye