Slow Computer abhi ke Time ki bekar samasya hai, jiski maja se hame bhut paresani ka samna uthana padta hai. Slow Computer hone ka main karan hota hai Computer ki RAM ka kamm hona.
Is Post me ham sikhege ki ham kaise apne computer ki RAM ko 16GB tak bada sakte hai apne computer ki Hard Disk ki memory use karke.
Computer ki speed badane ke liye hame simple hamare computer ki Virtual Memory Badana hai. Uske liye hame Apne Computer ki setting me ja kar Virtual RAM ko badana hai jo kisi bhi windows Computer me badi hi aasani se kar sakte hai.
Ye Bhi Pade: Slow Computer ki Speed Badane ke #9 Tips
Page Contents
Computer ki RAM kaise badhaye in Hindi
Kaise RAM Bada kar Computer ki Speed Badegi wo jaanne se phele thoda RAM ke ware me jaan lere hai akhir ye hai kya or isse hota kya hai.
Computer RAM Kya hai
RAM (Random Access Memory) Computer ki wo jagha hai jaha jo bhi Chije chal rahi hai hamare computer me koi Application Program to wo bha rhata hai, taki jaldi se Process ho sake. Jo bhi Ham Copy, Paste karte hai wo bhi ussi me rheta hai. RAM ki memory jaldi read hoti hai Hard Disk, Floppy ya CD ROM se. RAM me jo Data hota hai wo temporary hota hai, Jese hi Ham Computer ko Band karte hai uska sara Data chala jata hai.
RAM ka use jo Software ya Process chal rahi hai usme hota hai, to agar ham koi Bada Software chalaye to hame uske liye Jada RAM ki jarurat padti hai warna computer bhut solw work karta hai.
RAM ko Kaise Badaye Windows Computer Step by Step
Step 1: Start Menu par ja kar Computer par Right click kare fir Properties par click kare
Ye Bhi Pade: Computer me Android App kaise Install kare or Chalaye [Best Software]
Step 2: Ab hamare Computer ki Details aa jayegi.. Advanced system settings par click kare.
Apne Computer ki settine me jane ke liye aap ye address se bhi ja sakte hai.
Control Panel\System and Security\System
Ye bhi Pade: Computer/Laptop Me Fast Tarike Se Screen Shot Le
Step 3: Ab ek popup khulega.. Advanced me jane ke baat settings… ki button par click kare.
Must Read: Slow Computer ki Speed Badane ke #9 Tips
Step 4: Ab Fir ek Popup khulega. Advanced par jane ke baad Virtual memory me Change… ki button par click kare.
Ye Bhi Jane: Pendrive Se Shortcut Virus kaise Htaye Hamesa ke liye
Step 5: Ab jo popup khulega, usme hame RAM ki setting karni hai.
- Sabse phele to jo Tik hai usko hata dijiye.
- Ab Custom Size select karke usme kitni Memory chate hai wo daal dijiye.
- Ok ki button par click kar dijiye.
To is trha aap apne Computer ki RAM ko bada sakte hai, ye jo Trick hai wo Windows 7, Windows 8 or Windows 10 me kaam karti hai.
Agar aap koi Bade Software chalate hai, ya koi Heavy Game khelte hai apne computer me or jab aapka computer slow ho jata hai to ab nahi hoga. Aap Iss setting me apne Computer ki RAM ko 16GB tak bada sakte hai or itni RAM kisi bhi software ko chalane ke liye kafi hai.
Aapko ye Jankari kesi lagi ya kahi koi Problem aaye to aap comment karke bata sakte hai.
Ye bhi Pade:
Mere pc me blurstack nhi chal rha
Sir mere pc ne bluestack nhi chal rha h use kese chlaye window 7 me 32 bit processor
fake hai 1 mb bhi nhi badi
SAR MERE COMPUTER ME BLUESTACKS INSTALL NAHI HO RAHA HAI 1GB DDR HAI ISKE LIYE KYA KARU
sir meri website par thoda se bhi organic traffic nahi aata traffic lane ke liye kam se kam kitne dofollow backlink banau sir ?
do follow link se jada jaruri hai aap aese topic par posdt dale jo log search karte hai.
good
Bhai kya hm RAM ko 8 GB tak badha ke usme software download kr skte jo pehle kam RAM ki vjh se nahi ho rhe the ya bs speed he increase hogi
haa bilkul..
Mobile me ram bad skti h
ram badane ke bad computer
kitane samay me rstart hota hai
brother wo bhut si bato par depend karta hai.. par thodi speed me aapko fark jarur mhesus hoga.
mere laptop mai sim lagane ka space hai lekin sim kam kaise karega ye bata dijiye
juld sir
laptop me sim nahi lagta.. wo memory card ke liye hoga..
sir mera leptop prosesing dhimi h kese high kru
Sir
Agar humne ye ram harami ho apne pc me se to kya kare plz bataiye jaldi
wi fi ko hac k kasi kere pc se
sir mere laptop ki Ram 1gb h m apne laptop ki Ram kitni tak badha sakta hu
sir mere laptop ki Ram 1 gb h m apne laptop ki Ram kitni tak badha sakta hu
Sir bata kesi lagega ke ram ketni badhe hai
Sir mera blog site adsence aprove ho chuka hai ab usme se kaise add lagaye ham.
Mane maximum size(mb) me ram nhi likhi aur set jer di fir restart krne ko kha to mene ker diya lekin mujha to koi defrance nhi dhikha aur kya me ise dubara ker sakta hu aur achi seting ke liye
Ye net se connect ho ke badhegi ya phir without net
Kya mobile ki bhi ram badai ja sakti hai ???
AGR hai to kaise,?????
Sir kya ram change hone me bad properties me dikhega ki nahi
sir mere computer me 1-1 gb ki 2 ram lagi hui thi jisme se dusri ram jo 1gb ddr2 pc800 ki he usko lagane se computer me screen nahi aaraha he aur nikalne par aarahi he.
sir is ram ko sahi karne ka koi tarika btaye.
ram ko liye abhi 12 months hi hue h
Kya dimag hai Rohit bahi manna padega aapko mashaallah aap ki jitni tarif ki jaye itni kam hai
sar hamare pc me 1gb rem he ham badan chahte he par bad nahi rahi he hame blustic chalana par ram kam hone ki wajah se install nahi ho raha he kiya kare
Isse koi farak nhi pad raha. Waisa h hai slow..
rohit ji mere office k pc me koi bhi app unistall nai ho rhi aur install bhi nai ho rahi kya karu me..administrator password dalne ka option aata he…
haa to aapko passsword dalna padega.. iska karan ye ho sakta hai aapke computer me ek se jada user ho..
sir custom size per click kar
Phir Initail size 6000
De rahe hai to
Mximum size bhee mang raha hai
tho phir jakar ok ho raha hai kya kare
haa to aap usme daal de aapko kitni chaiye
nice post rohit ji isko virtual memory aur page file space bhi kehte hai thanks for sharing
Sir mujhe ye samaji me nahi aaraha he
Initial size(mb)aur
maximum size(mb)
in dono me kaha mb dalna plz jawab dijiye sir
dono me dalna hai.. ki aapko kitni se kitni tak chaiye
Sir mene set but .
Initial size(mb)aur
maximum size(mb)
in dono me kaha mb dalna plz jawab dijiye sir
Custom size kai sirf initial size(MB) me mai 8000 liakha hai or ok button click kiya. kya maximum size wala me bhi liakhana pdaiga. Aacha ager daikhana chahu ki maira kitna RAM badha hai toh mai kaise daikhuga….
aap kitna set karna chate hai wo yahi kar sakte hai.. or ye virtual RAM hai to aap isko yaha ke aalawa or kahi nahi dekh sakte..
jab domain or hosting ki date puri ho jaye tab usko waps re -apply karne par sab kuch waps karna padta hai kya??
ham usko renew kar sakte hai.
rohit ji मैंने एक नया ब्लॉग बनाया है. ये नया blog बनाने के लिए मुझे आपकी वेबसाइट की बहुत हेल्प हुए thanks
Most Webcome Arun ji :)
bor mere compute ki ram badi nhi
jo RAM badi hai wo kahi dikhayega nahi.. Virtual RAM hai.. aap kuch chalayege to aapko difference dikhega..
bro yaha pe show nhi ho rhi meri ibh bhi 4 gh hia
jo RAM badi hai wo kahi show nahi hogi.. wo virtual RAM hai.. aapne jaha setting ki hai sirf aap bha dekh sakte hai.