Jada-tar log apne Computer me ke Internet WiFi se hi chalate hai, Bahut bar aisa ho jata hai ki hame apna Mobile bhi Wifi se connect karna hai par hame Password yaad nahi rehta, Aaj ham ussi ke bare me baat karenge ki kaise Connected WiFi ka Password pata kiya jaye Computer me or Mobile me bhi. or kaise wifi ka password kaise pata kare.
WiFi ka Password pata karna bahut aasan hai bas aapko uski process pata hona chahiye ki pata kaise karte hai.. to chaliye jante hai wifi ka password kaise pata kare.
Also Read: Mobile se Paise Kamaye 55 Hajar App Download karke
Computer Me Connect WiFi ka Password kaise Pata kare
Agar aapke Computer me WiFi Connect to hai par aap ko uska Password kya hai wo nahi pata to aap apne Computer me Command Prompt ki madad pata kar sakte ho.. Chaliye dekhte hai step by step kaise wifi password kaise pata kare –
Step 1: Start Menu me ja kar Search kar CMD or Fir Command Prompt Open kare
Step 2: Command Prompt Open karne ke baad usme ye Code dale –
netsh wlan show profile name=HindiMeHelp.com key=clear
Jo Code hai usme HindiMeHelp.com ki jagha apne WiFi ka Naam ya fir SSID jarur badal de.
Step 3: Ab Command Prompt me Code Dalne ke baad Enter kare.
Aapka WiFi ka Password aa jayega. :)
Android Phone Me Connect WiFi ka Password kaise Pata kare
Mobile me bhi WiFi ka pata karna aasan hai, uske liye hame ek App ki jarurat padegi jo Play Store se Download karna hai.
Note: Aap ko use karne ke liye Mobile Root hona jaruri hai.. Agar aapka Mobile Root nahi hai to yaha dekhe kaise Android Mobile ko Root kare uski jankari di hui hai –
Agar Aapka Mobile Rooted hai to Simple App Ye App Download kare PlayStore se
Aap ko Download karne ke baad aap aasani se Wifi ka Password jaan sakte hai.
Is tarah aap Connected WiFi ka Password pata kar sakte ho..
Special Tip: Agar aapka Dost aapko uska WiFi Password nahi bata raha hai to aap thoda sa Time nikal kar uski Najro se bach kar uska Password Pata kar sakte ho.. Injoy :)
Mujhe APNA password Pata karna hai wifi
Bhai please help me to connect
Muje Connect WiFi ka password pata Karna hai
yar ye sub bekar ke tareeke bathathe he koi ek thareeka bhi abi thek kam nahi aya koi na koi rokawet zaror atha he us me
CONNECT WIFI KA PASSWORD PATA LAGNA CHAI BAHI
sir wifi password pata karne ki koi trick hai kya plz bataiye me bhi ek blogger hu sir me bhi apne blog par apke jaisi jankari share karta hu agar apke paas kuch wakt ho to plz ek baar mera bhi blog dekh lijiye aur muje kuch advice dijiye
Free WiFi or Password Pata kare Mobile Me (WiFi Map)
dear sir mene apne computar ke password change kiye the lekin me ab unhe bhul gaya hu muze wah pata karne ke liye kya karna chahiye koi step ho to batao
aap bhi konsa downlod karna aap ka kya naam h plz… sir koi trik ho to batao
Sir mane aapni waifi ka password Chang kya that lakin aab muzhe ab WO password no mil ni I rahi hi sir kya aap muzha koy trick batha sakty ho
Sir Mery sath waly ghr my wifi lagi ha par usne password khud lga k diya ha ab my password dekhna chata hu pta chal skta k ni plz help me
Iska tarika Upar bataya hai aap app ki madad se dekh sakte hai
Sir agar hamara fone root nahi hai aur karna bhi nahi chahte hai to wifi ka password kaise dikhega
Kuch Apps hai aap unko tri kar sakte hai..
Sir hamaare paas eak pendrive hai vo show nahi karti hai aur jab COMPUTER pe write click kareke manage me jaate hai to vahan par show karti hai to ye kaise sahi hoga?
aap usko formate karke try kare..
Rohit Bhai mere taptop par jab cmd se password ka pata lagate hai. to usme aur to sab aa raha hai lekin security setting mai security key tak show kar raha hai. key content,key index aur cost setting kuchh bhi nahi aa raha hai. Rohit bhai plz help me
mai apne laptop ka wifi password bhul gya hu kaise password pata kru
aap upar diye hue tarike se pata kar sakte hai.
DG HR1400 login page user name admin password kya kya hota h sare ek saath bato plz
helpful for me. computer se try kiya and it worked..
Thanks :)
sir mera phone Samsung Galaxy hai isme DU recorder app support nhi ho rha hai please help me
bina root screen record karne wala koi app ho to mujhe bata sir
Hello sir
1-mera pehla sawal ye h ki agar me gk or poem articles se related blog banata hu to me adsense ke liye to apply kar paunga na kyuki inse related to add hote nahi honge??
2-sir agar ham kisi website se online logo free banate h to hum use apni wesite par use kar sakte h ki nahi kyuki webaite pr personal to free rehta h or commercial paid to blog kiame aayega??
3-sir agar me youtube par monetize video upload karta hu mtlb me agar usse paise kamana chahta hu to jo usme me background music like instrumental songs fit karunga to wo copyrights mane jayenge or mere account ko koi problem ho sakti h or agar esa hoga to esi koi free website h jaha se me songs download kar saku jo copyright na ho??
Aap dk n poem ka blog bana sakte hain.. Par usme aapki post ki length ach rakhni hogi.. Matlab kam se kam kar post ko 500 sabd se kam nahi rakhna hai..
Aap logo use kar sakte ho koi problem nahi hogi..
Aap agar background music use karoge or wo free nahi huaa to clam aajayega.. Aap use nahi kar sakte.
ARVINDKUMAR VILL-MATWALI RODA MILAK RAMPUR
Facebook me reply nehi da raha ho app
Please connected please