Flipkart App Download kara kar Paise Kaise kamaye [Flipkart App Affiliate]

Hello dosto aaj hum Jane ge ki Flipkart Appshare program se paise kaise kamate hai aapne flipkart affiliate market ka naam to suna hi hoga per aapne ya suna hai ki flikart app install karwa kar bhi hum paise kama sakte hai.

Flipkart kitni Popular hai e-commerce me ye batane ki jarurat nahi hai.. Aapko Flipkart ki Success Story bhi Jarur padni chaiye. Flipkart jis par ham ghar baithe kuch bhi kharid sakte hai. Aap Flipkart ke Affiliate ki madad se paise bhi kama sakte hai.

Advertisements

Must Read:

Flipkart App Affiliate Program Se Paise Kaise kamaye

Page Contents

Flipkart App Affiliate Program Se Paise Kaise kamaye

Ham Flipkart ke App ko Install karwa kar paise kama sakte hai, chaliye jaan lete hai kaise.

Flipkart App Install karwa kar hum kitne kama sakte hai

flipkart app download karwane ka commission

Flipkart App install karwa kar ham 40 ya 25 rupee kama sakte hai ek installation par.

  • 40₹: agar hamari kisi affiliate link par click karke koi App install karta hai agar uske pass pehle se nahi hai to hame 40₹ mileage.
  • 25₹: agar Hamare App link par click karke koi App install karta hai to hame uske 25₹ mileage.

Agar aapke Pass Flipkart App nahi hai to Aap usko Download kar lijiye, q ki uski madad se aap apni mobile par hi badi aasani se Shopping kar sakte hai.

Flipkart App Affiliate se Paise Kaise Kamaye

Step 1: Sabse Pehle to aap Flipkart Affiliate Program me apna account bana lijiye agar aapka account nahi hai too.

Join Now for Free ki button par click kare, fir jo Form aayega usko bhare.

flipkart affiliate program join kare paise kamane ke liye
flipkart affiliate me register karne ke liye form bhare
  1. Email ID Dale
  2. Password dale account ke liye
  3. Double se Password dale
  4. Agar aap marketing ki tips chate hai email par to tick kar dijiye.
  5. Aap robot nahi hai proof karne ke liye tick kare
  6. Terms and conditions ko tick kare
  7. Register Me ki button par click kare

Ab aapke Email ID par ek email aayega usme jo link hai uspar click karke apne account ko conform kare.

Step 2: Ab aapka Account ban chuka hai, Ab apne Flipkart Affiliate Account me login kare.

Step 3: Account me Login karne ke baad aap deshboard me aa jayege.. usme niche aap dekhege ki App Install karne ki link di hui hai.

Flipkart App install karne ki afflilate link

jo aapki link hai ab aap ko bas wo logo se share karna hai or jada se jada logo aapki link par click karwa kar Flipkart App ko install karwana hai. Is tarah aap jitna chahe utna paise kama sakte hai.

Ye Jarur Pade:

Aap Facebook, Whatsapp, Twitter jese jitni bhi social network hai aap apni link share kare or logo ko App install karwaye.

Note: App Download karne ka paisa sirf jab milta hai jab koi hamari link par click karke App install kare, or Flipkart ka App Pheli war install ho raha ho Mobile me jab. Agar Flipkart ka App phele install ho chuka hai to hame uska commission nahi milega.

Paise Kaise Milege Flipkart Affiliate ke

Jab hamare 1000₹ ho jayege to ham unko bank account me transfer kar sakte hai ya fir ham un paiso se flipkart par kuch kharid bhi sakte hai.

Aapko ye jankari kesi lagi ya usse sambandhit koi sawal hai to aap comment me puch sakte hai.

Ye ek Guest Post hai HMH, Agar aap bhi Guest Post karna chahte hai to yaha click kare

Dusri Guest Post Padne ke liye yaha click kare

Ye Bhi Pade: 

Share on:

Hello friend mera naam Saddam Khan hai or main www.secretpromo.in Ka founder hu.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

31 thoughts on “Flipkart App Download kara kar Paise Kaise kamaye [Flipkart App Affiliate]”

  1. Bhai flipkart affiliate fallback app install process batao maine bahot try kiya app install link share kiya lekin uska commission direct install me earning me atta hai , rs.15 direct, rs.20 fallback app install, please help karo fallback kaise kare

    Reply
  2. Mere bhai flipkart affiliate fallback app install process how to working please batao step by step
    Main bahot bar try kiya fallback app install
    Karne ka lekin uska commission direct install earn hota hai

    Reply
  3. Rohit bro –
    flipkart ka apps to install krwa denge , but kya sach me aisa karke hm paisa earn kar skte h?
    aur wo paisa account me lane ke lie ,apna account kaise add krenge and kab?

    Reply
  4. Flipkat Affiliate Programme accha hai ya Amazon ki affiliate program? maine Flipkart ki Revenue details dekhi thi, har alag alag products pe unke share alag alag percent hai. lekin amazon me 10% fixed hai. to sabse badhiya kaun hai?

    Reply
  5. Hello bro main apne house par wifi lagwana chahta hun usko lagwane mein kitna kharcha aayega OR uska charj monthly fix hota hai ya jitna mb data ham use karte hai uske hisab se aata hai

    Reply
  6. sir me apne site ka speed pingdom par check kara to mere site ka speed 5.0sec. load hone me laga or page size 2.5MB hai me kese site ko speed karu or kese pagesize karm kare

    Reply
  7. Online paisa kamane ka accha trike hai
    Sr or is post se me kafi impress huvahe hu
    Or new blogger ko is se kafi help Milegi
    Agar paisa kamana sakte hai to

    Thenks sr aapne online paisa kamane ka Bhi jankari dekhe ek golo ko ek option dediya hai

    Reply