Android mobile mein virus ane ke kaee trike ho skte hai lekin me aapko kuch yese important tarike batane bala hu jiske karn hmare mobile phone me viruses aata hai aur Mobile Hang hone lagta hai. mobile mese virus ko kaise htay aaiye jante hai.
Page Contents
1. App Permissions
kaee bar hmare phone me app permission ke vajhase virus aajate hai aur hme ptabhi nhi chlta.
aapne dekha hoga ki jabbhi aap koi aap playstore ya kisibhi website se app ko download krte ho aur open krte ho to yese me wh app aapse permission magta hai wh permissions hote hai camera, contents, location, storage in sari chijo ka permissions magte hai taki wh istmal kr ske.
aap in sari chijo ko allow kr dete ho us app ka aapki mobile ka pura control hota hai.
ab yese me wh app aapke mobile storage me kisibhi prkar ka virus dal skta hai aur hmare mobile me aasani se virus aajata hai aur aapke contenst ko bhi dekh skta hai aur aapke location bhi jan skta hai.
aagr aapko lgta hai ki yh app bhrose ke layk nhi hai to aap us app ko permission allow mt kijiy agr aapne us app ka permission allow kr diya to aap aasani se settings me jake bnd kr skte hai.
App ki Permission bnd kre
sbse phle aap settings pr jay aur application pr click kre aur jisbhi aap ka permission bnd krna chahte hai us app pr click kre phir permission pr click kre aur kisi bhi permission ko bnd krna chahte hai use bnd kr dijiye
2. App INSTALL
playstore ke alawa kisi bhi website se app ko download kr lete hai yese me us app me virus ho skta hai isiliye aap playstore sehi app download kre yesa isliye kyuki playstore ke kisibhi app me virus ho to palystore use app ko ban kr deta hai.
3. installing hack modified app
hack app games modified app ko download na kre ismebhi virus hota hai aur aapka mobile hack bhi hoskta hai.
4. Rooting Your mobile
aap aapne mobile ko Root krte ho to aapka mobile ka surkjha khtm ho jaiga aur yese me aapka mobile koi bhi hack kr skta hai aur virus aane ka kabhi chans br jate hai isi liye aap apne mobile ko root na kre
5. Suspicious Link
aksr hme message E-mail aate hai aur hme kha jata hai ki is link pr click kijiy ya phir ham kisi website pr jate hai kuch download krne ke liye aur wha kisi link pr click krte hai to automatic ham kisi yese website me chle jate hai jha automatically mobile app download ho jata he aue hme pta bhi nhi chlta aur yese suspicious link pr hme click nhi krna chahiye iski wjhase hmare mobile me virus aajate hai aur hme pta bhi nhi chlta to yese suspicious link pr click nhi krna chahiye
ab aap jan gye hoge ki virus hmare phone me kaise aate hai, agar aapke mobile me virus aagya hai to ab ham janege ki virus ko aapne mobile se kaise htaye.
6. Use Antivirus App
aap virus ko delete krne ke liye Antivirus ka istmal kr skte hai antivirus hmare mobile me virus ko aane nhi deta aur hmare phone ke surkchh ke liye bhot jruri hota hai aagr aap paid wala Antivirus use krte hoto,
agr aap paid Antivirus nhi khrid skte to free wala Antivirus bhi yek bar use krke dekh skte ho
free Antivirus app
ye Antivirus app aapko playstore me mil jayega aap in mese koi bhi yek app download krke mobile ke virus ko delet kr skte hai.
- Cm Security
- 360 Security-antivirus Boost
- Kaspersky Antivirus & Security
- Remove Unknown App
- Use Cleaner App
aap in mese koi bhi yek app ko download krke viru ko hta skte hai.
umid hai ki aap jan gye hoge ki virus hmare mobile me kaiye aate hai aur ko delet kaise krte hai agr aapko achha lga app is post ko dosto ko bhi share kigiye.
gb whatsapp chalane se koi dikkat hota hai kya
You have shared very good information
personally, I love this article
Nice content. sir aap sach me sabki help kar rehe ho
mujhe Kaspersky pc version ke sath free me mobile ka bhi mila kya ise use karna sahi hoga? mobile slow to nahi hoga
Sir aap bahut achche se smjhate hai. mera ek question hai ki sir
kayi log bolte hain samsung mobile me antivirus install karne ki zarurat nahi hain.
aapka kya kahna hai is baare me?
kisi bhi phone me antivirus ki jarurat nahi.. wass aap koi bhi App Playstore ke bahase se install naa kare.
rohit sir mene suna tha android phones me virus nahi aate hai kya ye sahi hai.
Nice content. Bhai aap sach me sabki help kar rehe ho
Meri bhi ek post hai similarly mobile tips ki
The Post was really awesome to read.
Thanks for sharing with examples.
Very useful post About mobile virus protected
Android mobile mein virus ane ke kaee trike ho skte hai lekin me aapko kuch yese important tarike batane bala hu jiske karn hmare mobile phone me viruses aata hai aur Mobile Hang hone lagta hai. mobile mese virus ko kaise htay aaiye jante hai.
bahut badhiya article hai bhai shukriya share karne ke liye
Thank You, Abhishek ji and Also Rohit Brother
You have shared very good information
personally, I love this article
Thank you for sharing
nice info sir ji
kya mast post hain. hamari galtiyon ki vajh se virus aate hai
Nice post thanks.
Bahut achhi jankari di hai aapne, Mobile virus ke baare me.
Bhai mera domain name .com tha jo 19May ko Expire ho gya tha or mene usse 1 Jun ko Renew krne ke liye Try kiya to renew price 7000INR show kr rhe hai… bhai hoi hal batao
Ab koi solution nahi.. Aapko jada me hi karna padega
buht he badhya article hai informative
Sir maine ek app download kiya tha uske baad mere mobile me se sare contact numbers aurbmere mobile ke photos apne aap delete hogaye please help me
Wo app download se nahi hue..
Aapki jo email hai wo kisi or phone me bhi login hogi.. Or usme wo contact delete kiye hoge.
Nahi bro! Main ek fake whatsapp group me tha jisme sirif 9jhan the pata nahi woh mujhe kyu add kiye.. Fir unme se ek jhan ne ek application bheja aur usne kaha yaha bahut badhiya application hai download karte hi aapko 13000milege toh main download kar liya
Fir pata nahi kuch der baad automatically bahut saare numbers se fake calls aur messages aane lage
Aur kuch der baad maine apna Contact numbers dekha toh 0 tha aur images bhi😥😥😖 please batao sir
bro, hum apne blog k liye latest gadgets ki image kha se use ker sakte hai. mera ek tech blog hai jis per mai latest gadgets k bare mai likhta hu. jisk liye mujhe latest gadgets ki image blog mai use kerni padti hai. please pick my question.
Aap unke official site se le sakte hai.. Or image me niche image ka credit jarur dede.
nice kafi achhi jankari hai
Nice
Sahi jankari di bhai . Yahi sarey major reason hai jissey virus atey hai .
Bahi meri post kaha hai 3 din pehle ki thi
bahut hi badhiya post likhi hai aapne
nyc post bhai
bahut badhiya hai aapne, aksar mere mobile me kuch app apne se install ho jate hain. kuch dino baad mobile hang hone lag jata hai
Very good information sir ji thanks for sharing article………
Sir wordpress ke blog post ke bich me adsense ad kaise lagaye ….Plz….Sir ji replay dena fast plz……..