99 Topics Blog Website Banane ke liye [Full List]

Maine jab se blogging start ki hai tab se ek subject par sabse jada gaur kiya hai ki log HindiMeHelp se blogging shikkar same wahi topic par blog bana rahe hai jis topic par Rohit Mewada kar rahe hain.

Kya aapko lagta hai ki aap aisa karke blogging me safalta pa lenge, agar lagta hai to bilkul kijiye.

Advertisements

Par kai aise log hai jo is baat ko samajh rahe hain ki ek hi topic par jada blogging karne se aap apna sirf samay barbad karenge aur dusre popular blog ka bhi value kam karenge. Maine yah bhi jana ki aise blog website ko Google AdSense se High CPC Rate ki achhi Earning nahi hoti hai jada traffic hone ke bawajood bhi.

To ab aap janiye aise topics ke bare me jispar aap blog banakar kam traffic me bhi achhi Income kar payenge aur Public ke liye bhi achhi sabit hogi.

99 Topics Blog Website Banane ke liye [Full List] - Blogging

Blog Website Topics List Hindi Me

  1. Photography Guide Blog for Stock Photos websites
  2. Insurance Advisory Blog with Insurance plans
  3. Smartphones
  4. Photography Blog with Amazing Photo collections
  5. Education guide
  6. Google AdWords guide
  7. Bank Products for Investment
  8. Government Job Exam
  9. Men Health Tips
  10. Women Health Tips
  11. Premium Hosting Website Guider
  12. Fashion Blog
  13. History Blog for Student
  14. Laughing Blog For All Category People
  15. News
  16. Javascript Code Guider
  17. HTML Code guider
  18. PHP Code guider
  19. Tech Education
  20. WordPress Guider
  21. Story Blog
  22. Life Events
  23. Political Story Blog
  24. Relationship Guider
  25. Untold Story
  26. Science Education Blog
  27. Psychology Guider
  28. Ayurvedic Medicine
  29. Videography Guider
  30. Video Blog
  31. Audio Blog
  32. Self improvement/Self-Hypnosis blog
  33. Health & Fitness blog
  34. Language Learning Blogs
  35. Travel Blog (Best hotel deals. Car rental. Trip advice.)
  36. Writing Style Tips
  37. Animals Lover Blog
  38. Khana Banana or Sikhane ka Blog
  39. Personal Development (Passions & Ambition Pursuing)
  40. Social Dynamics & Communication Skills
  41. Self Defense (khud ke Bachav ke Tips ka Blog)
  42. Lovers Tips
  43. Using technology in small business (Google Docs, CRM, credit card processing)
  44. Bullying/cyber bullying
  45. Body-weight training
  46. Entrepreneurial education for young children & adults
  47. DIY Projects, DIY Business and Selling Homemade Items (Ghar par saman banane ki Tips)
  48. Careers vs job: following your passion
  49. Job Alert Blog
  50. Mind strengthening (mind over matter/ lucid dreaming)
  51. Healthy eating blog
  52. Self defense training (“for women” or “for children” or “for business executives”)
  53. Indie Video Game Development
  54. Video Game tactics shown through video tutorials
  55. Community gardening
  56. Starting and running your own social network
  57. Point and Shoot Photography (Kisi bhi camera se ache photo kaise le uski tips)
  58. Blog & Website Design for Non Designers (Blog or website banana sikhaye jinko bilkul nahi aati)
  59. Self-Employment (khud ka kaam karke kaise paise kamaye jaye uski tips)
  60. Jaldi Language sikhne ki tips
  61. Acha writer Banne ki Tips
  62. Interior design blog
  63. Health conscious, High mileage, Minimalist traveling
  64. Famous Rock-star kaise bane
  65. Sports Photography
  66. Life skills/life coaching for high school students
  67. Study Material Blog
  68. A Family related site (Family se sambandhit topic par blog banaye, jisme happy family ki tips de)
  69. Music Instruments kaise bajaye
  70. Simpler Living (Aasan jindgi kaise jiye uski tips)
  71. Car maintenance
  72. The world of virtual conferences
  73. QR codes. How to best use them in small business Marketing.
  74. vehicles Information
  75. Sports
  76. Online Training
  77. Review Blog
  78. Social Network Tips
  79. Make Money Tips
  80. Save Money Tips
  81. Jokes/SMS
  82. Dancing Blog
  83. Technology
  84. Arts ke liye blog banaye
  85. Government se sambandhit jankari ka blog banaye
  86. History ka blog banaye
  87. biography ka blog banaye
  88. New Gadget ka blog banaye
  89. Security Tips ka blog
  90. Coupons Site
  91. Online Tips
  92. Hacking (isme adsense approve hone me mushkil hogi)
  93. online course blog
  94. Personal Blog
  95. Fashion Blog
  96. Cartoon Blog
  97. Gaming
  98. Music
  99. SEO

Mujhe umeed hai ab aap kisi dusre ka nakal nahi karenge yaha upar me diye topics se apko kam traffic par bhi income denge aur Low CPC wale keyword par high traffic se income honge. Rahi baat website me traffic badhane ki to HMH se sikhe Traffic badhane ke tips.
Agar yah Article aap ko acha laga to social sites par share kare. Koi sawal ho to comment kare.

ye Guest Post hai HMH, Apni Guest Post karne ke liye yaha click kare.
Dusri Guest Post padne ke liye yaha click kare

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello friends mera name Abhimanyu Kumar Kushwaha hai. Meri website hai PagalBlogger.com.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

51 thoughts on “99 Topics Blog Website Banane ke liye [Full List]”

  1. Sir maine 6month pahle 1 blog post kiya tha but abhi usko 1 saal ho gaya hai abhi mai fir se blogging start karna chahta hu toh purane blog delete kar diya but wohi email id se bolg likh per koi problem nahi aayegi na ad sence aur kisi aur cheezo mai !

    Reply
  2. I stared my blog about 15 days ago. I want to know about blogging in this website. I find that a good content about blogging and multiple knowledge in this website. so many question have to ask about blogging.
    thanks

    Reply
  3. Hello bhai mera blog mene 3 month ho gye create kiye hue m 20 post abhi tak kr chuka hu par humesha mre blog or 20,22 views he aate hai. Me SEO ka bhi dhyaan rakhta hu or long post likhta hu fr bhi blog par traffic nhi aap Dkh kr bta skte h ki kya problem h bhai ye mre blog ka link hai

    Reply
  4. भाई हिंदी स्टोरी ब्लॉग में कितना कॉम्पिटिशन है कोई आईडिया है क्या आपको !
    इस केटेगरी में लिखने को मेरे पास बहुत कुछ है लेकिन एक्सपीरियंस कम है।

    Reply
  5. mere pass do idea hai

    1- sabhi medicine ka use price saamagri ki jaankaari roman hindi me
    2- Wikipedia ki tarah wikihindi website jisme saari jaankaari hindi me rahegi

    Reply
  6. Sir mai blog banana chahti hu cooking ke topic par to mujhse kya kaise suruaat karane chahiye thodi help kar sakte hai.

    Reply
  7. Sir mai “mpscmarathi ” is naam se website banana chahta hu aur mpsc student ko help karna chahta hu lekin marathi language me to mujhe kya karna padega?

    Reply
    • blogger apko sabhi language me ap post likh sakte hai app blogger blog me sabhi languge me post ker sakte hai

      Reply
  8. thank you very much bro for this list. Now i know we can blog on any thing we would like to write on.
    ap ki is post bahot logo ko fayda hoga bhai
    jo blogging start karna chahte h

    Reply
  9. Web Designing And Web Development :-

    1) HTML
    2) PHP
    3) MySQL
    4) CSS
    5) JQUERY

    Question :- Mujhe ye bata dijiye ki yadi me ye course karu to mujhe Blogging me kuch aur fayda Milega detail me briefly batayein plzzzz…..

    Question:- Sir kya me blogger per WordPress jaisa comment box add karsakta hu… detail plzzz

    Reply
  10. Bro.
    Thanks for this great Information and Rohit bhai idhar se aap Guest Post jyada Accept kar kare ho kya bat hai……!!!!

    Reply