Agar Aap Youtuber hai to aapka hamesa ye rheta hoga ki aap ek acha Video banaye jo dekhne me accractive lage. Ek ache video ke liye sirf acha cemera hi jaruri nahi, Video ke liye ek badiya Video editing software bhi jaruri hai jiski madad se ek acha video bana sake.
Paid Software to bhut mil jayege jinme ham aasani se video ko badiya tarike se edit kar sakte hai, par agar aap new hai or aapke pass abhi itne paise nahi hai ki aap software kharid sake to tension lene ki koi baat nahi hai, me aapko is article me Best Free Video Editing software ke ware me batane wala hu jinki madad se aap ek acha video bana sakte hai.
Best Free Video Editing Software ki List
1. LightWorks: Ye ek powerful video editing tool hai, jisme ek badiya movie bana sakte hai. Aapko jaan kar herani hogi par is software par Batman or Mission Imp[ossible jesi badi movie bhi bani hai.
Is Software me aapko ye future milege: timeline, multiscreen, effect add kar sakte hai or video ko cut bhi kar sakte hai jo bhut aasan hai isme karna. Ye Best Free Video editing software hai, or aap jese jese isko use karege aapko or jada achi se use karna aata jayega.
2. Windows Movie Maker: Ye Windows me phele se aata hai jo use karne me bhut aasan or simple hai. Is Video editior me jada option to nahi hai par agar aapko simple ek video banana hai to aap isme bana sakte hai.
3. VirtualDub: VirtualDub ek video recoder or editor hai jo 32 bit or 63 bit dono me work karta hai. Iska GNU license hai to koi bhi isko use kar sakta hai Free me. Is Software me badi file ko bhi jaldi edit kiya ja sakta hai. AVI or MPEG-1 formate me video bante hai is editor me.
4. T@b ZS4 Video Editor: ZS4 Video Editor ek free tool hai isko aasani se download karke use kiya ja sakta hai. Is Software ko mainly files ko add karke video banane ke liye use kiya jata hai.. jese Image, Sound, video ko add karke ek video bana sakte hai iss software me.
5. WAX: Wax is Professional Video editor hai jisme special effect add kiye ja sakte hai video. Wax me 2d 3d effect badi aasani se add kiye ja sakte hai or sabse main baat ye bhi free hai.
6. Cinefx Jashaka: Cinefx ek offline playback, editing, encoding, animation or visual effects tool hai jisme special effect add kiye ja sakte hai bhilkul ek professional editor ki trha. Hollywood me special effect ke liye bhi is tool ka use kiya jata hai.
7. Blender: Blender ek Free open source 3D Video editor hai, jisko koi bhi publicy use kar sakta hai. Is Tool me Edit kar sakte hai, 3D Graphics add kar sakte hai, special effect add kar sakte hai or bhi iske aalawa bhut kuch hai.
8. Avidemux: Avidemux ek free Video Editor hai Simple Cutting, filtering karne ke liye. Isme bhut se video formate suppport karte hai jese AVI, DVD compatible MPEG files, MP4 or ASF. Isme Video editing badi aasani se render ho jati hai.
9. MoviStorm: MoviStorm is puri trha se 3D Movie banane ke liye hai jisme aap badi aasani se cartoons, crime, music, horror etc bana sakte hai. Ye software animation video banane ke liye best software hai.
10. Movica: Movica ek Graphical user Software hai jisme movies ko aasani se edit kiya ja sakta hai. Is SOftware ki ek khas baat ye hai ki isme keyword ki shortcut keys use kar sakte hai jisse kaam or aasan ho jata hai.
11. Video Spin: VideoSpin ek free editor hai jo bhut acha hai dusre free software se compare kare to. Isme ham basic editing or movies badi aasani se or achi se bana sakte hai.
12. AVIedit: Ye bhi ek badiya SOftware hai .AVI files ko edit karne ke liye. isme ham badi aasani se Video ko edit, Chota bada, Cut , join kar sakte hai or Frame by Frame bhi edit kar sakte hai. Is Software ki ek or khas baat ye hai ki isme Video Compress hoke banta hai, matlan kam memory me acha video.
Also Read: Video ka Size kam karne ka Software or App [Compress Video]
13. StoryBoard Pro Software: Ye ek badiya SOftware ek Animited story banane ke liye, jisme aese tools diye hai, un tools ki madad se ham video me text, title, bagera add kar sakte hai. Editor me Video, Image, music bagera bhi add karke ek acha Video bana sakte hai.
StoryBoard Pro Software
14. AVI Trimmer: AVI Trimmer ek free or fast evideo editor hai jisme bina quality ko ka kiye video ko cut kar sakte hai, edit kar sakte hai. Video ko edit karne ke baad video ka formate bhi badal sakte hai apni marji ke hhisab se.
15. Zwei-Stien Video Editor: Agar aap koi aesa video banana chate hai jisme bhut sare chote chote video, image or sound clips hai to aap is software ka use kar sakte hai. isme aap 256 Video ko ek sath edit kar sakte hai, or image or audio ko bhi. Editor me hame 64 effect bhi milte hai jo ham video me add kar sakte hai.
16. DVDVideoSoft Free: DVDVideoSoft ek chota or aasan software hai jisme Video or audio ko edit kiya ja sakta hai. Is Ek software me ham video k edit bhi kar sakte hai or usko DVD me burn bhi kar sakte hai, or iske sath sath ham video audio ka formate bhi change kar sakte hai taki wo har divice me ham use kar sakke.
17. AVITricks Video Editor: AviTricks ek aasan or free video editor hai jisme ham live preview karke bhi dekh sakte hai. isme hame timeline bhi milti hai jispar ham video ko alag alag timeline me add karke edit kar sakte hai.
18. DVD Knife: Ek ek simple tool hai DVD me se Video ko save karne ke liye. Isme hame simple Video ko select karna hota hai starting or end point or fir jese hi save karte hai utni film hamare computer me save ho jate hai. Iski process bhut fast hai.
19. Mewa Film: Is Software me ham Video ko edit kar sakte hai, iska sabse main kaam hai ki agar koi cideo hai uske kuch part ko aage ya piche karna hai, ya koi part hai wo hatana hai to simpel drag n drop karke kar sakte hai.
To Dosto ummid hai aapko ye Video Editing ke Free Software ki list pasand aai hogi, agar aapki kisi or free software ka naam pata hai to aap comment me jarur bataye.. OR aap ye bhi jarur bataye ki aap video editing ke liye konsa software use karte hai.
Ye Bhi Padhe:
Sir, bahut hi achha artical hai apka.
Dear Sir,
Thanks Sharing information for break blog make some awesome ideas and tips are used to many time some usefull.
You Can Read For Tech News And Tips From lworldtricks4u
Thank You.
Awesome article sir, aapka aritcle parhkar bahut achha laga, aapne jis tarah apne baton ko samja kar likha hai wo kabile tarif hai. Thank you so much sir for your valuable and inspiration post.
Great information. I will try it for sure.
Hi Rohit Sir,
Amazing Post… You Are Inspiration for Me.
List share karne ke liye bhut sara Thanks.
Mobile me video editing ke liye best free app konsa hai.
kinemaster
Sabhi achhe software hai lekin esame apne filmora , camastia jo best hai unhe nahi add kiya hai
Bhai Free ki list hai. or ye free nahi hai..
2 GB ram par kaun si video editing software achha se run karegi
Hello, sir apka post padh ke bahut he accha laga mai apka regular blog padta hu mai apke blog ke madhyam se bahut sr cheez sikhne ko mila thanks sir humara help karne ke liye. Best Android Tricks
sir offline free video ka software kun sa hi
Filmora wondershare kaisa software hai. Maine abhi tak try nahi kiya hai.
Filmora best hai ap try kar sakte hai
Hy, your posts are quite helpful dude, not a waste of time and I learned a lot.Keep It Up!
mujhe after effect ka 2017 ka cc version full cracked chahiye agar aapke pass ho to link jaroor share kare please
इस पोस्ट की जितनी तारीफ करू कम है क्यूकि इसे पढ़ कर मै बिल्कुल भी बोर नही हुआ शुरु से अंत तक मजे से पढ़ा
और आपकी Blog और writting skills कमाल की है उम्मीद है ऐसी ही पोस्ट मुझे आगे भी मिलेंगी।
Thanks Sudhir ji.. Bilkul meri kosis rahegi apna best dene ki..
धन्यवाद् इस पोस्ट के लिए | मेरे हिसाब से window मूवी maker, बेस्ट है sir सिंपल काम के लिए |
bhaiya ji ye btaye YouTube channel pr viewers badhane ke liye kya krna hoga sir mera YouTube channel hai Actor Jaitigya Name se PlzZz Help me..
sir mai apne videos ko highlight krna chahta hu kaise karu ….
aap apne video ke tags jo popular video hai songs ke unse related de.. jisse aapke video uske gusestion me aayega to aapko usse bhi views mil sakte hai.
Hey Rohit,I have been using windows movie maker.It’s a great tool for newbie youtube user.user friendly & easy to use.thanks for the rest of software list.keep sharing good stuff
Asanise video ke liyea graphic kyse digion kyse kere
aurora 3d animation maker software is also a best choice and i have its crack version you should add this it is awesome
thanks.. but ye free software ki list hai..
Rohit bhai blogs me whatsup botton kaise lagate uski jankari dijiye
Aur ye html coding kaha se prapat hoti hai
Blogs kaise likhe jisase jyada na likhna pade
Whatsup share ki jankari jarur bataye
Whatsapp share ki button ki jankari me jald share karuga.. Aasan tarike se..
N blog kaise likhe ki kami likhna pade dost iska koi tarika nahi hai.. Ha ye hai aap time ka sahi management karke kam karege to jada kam hoga..
Hai your idea is verygood
Thanks :)
mere blog par koi ad show nahi ho rahe chahe kisi ka bhi ho or mene ttemplate change karke bhi dekh liyya kyya karu
hi mere blog me koi ad show nahi ho rahe chahe bo koisa ho kya karu templatte change karke bhi dek lia
aiesa Koi free Video Editing Software Aata Hai Jisme Software ka Symboll Na Aaye. Ho toh Bataye bro
Maine bhi bahut search kra par aisa softwear nhi mila,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Agar aisa softwear h to zaroor batana
good work
sir right information
Inme se kon sa aisa software hai, jisme video k bich me kabhi kabhi dikhne wala watermark lagaya ja skta hai, wo v bina video quility loose kiye?
Sir main apni site to open krta hun to vo blocked user me count hota h chitika me aur mera revenue ghat jata h, koi tarika btaye jisse main apni site check kr sakta hun bina revenue rate affect kiye
Nice Post Rohit Bro
& My Web Kaise Hai http://Www.Scooppublic.com
mujhe dj video edit karne ka softwer chahye. pleas mujhe bataoge Rohit j.
Ap virtualdj ka use kar sakte hai
Dear admin , shadi mai jo cd banata hai , wo konsi apps se banati hai , aur kese
Sir Youtube Par View Badhane Ke liye apke Pass Koi Tips hai to share kijy
Inme se sabse best aur free video editing software konsa h?
aur aap konsa software use karte hai?
thanks
Happy blogging
बहुत ही बढ़िया list आपने शेयर किया है! ये post मेरे लिए बहुत helpful है!
lightworks video editor software ka username and password batane ki krapya kare yaar please reaply
Thank you Rohit bhai ye free video software share karne k liye.. mere ko youtube video bnane k liye ek software chahiye tha and me bhut dino se search kr rha tha free softwares….
Me LightWorks or windows movie maker me ek use krunga :)
Thank bro …es post ne meri problem solve kr di
Nice article. ..it helps me a lot for making vedios…thank u sir
Very very helpful article
thanks Rohit ji
Ek beginner keliye Windows Movie Maker best hai.
Aur professional keliye Premier Pro.
bahut hi acchi jankari di rohit ji, future me in software ki jarurat mujhe bahut hi jayda hogi, post share karne ke liye aapka dhanyawad…
Sir, Maine apko ek post send kiya hai please usko check karke bataye
5000 RUPEES ME AGAR APPS AAPNE BANAYA HAI TO KYA WO LIFE TIME KE LIYE HAI. AUR AAPNE APP KYA USE KRKE BANAYA HAI. MUJHE BHI BANWANI HAI. AUR US APP. ME HUM KITNE CONTENT DAL SAKTE HAI.. AUR KOI DOW LOAD HAMARI APP KAREGA TO INCOME USSE KAISE HOTI HAI. TELL ME
Rohit ji. Ye post kafi upyogi hi.. Ab
Ap mujhe google app jo ki aapne hindimehelp banai hi. Wo kaise banate hai air use Google play me kaise dalte hai. Aur kya iske liye bhi koi hosting leni padegi ha ya jo hosting aur domain pehle se mene blog ke liye le rakhi hai usi se kaam chal jayega ki nahi
. Pls explain
kya you tube ki earing recieve karne ke liye paypal account banana zaruru hai……..?????
kya sidha apne bank me paise receive nahi kar sakte…???
plzzz reply
Paypal ki jarurat nahi hai
maharshi youtube se ki hui earning adsense account me jama hogi jo 100$ hone par aapke bank account me send ho jati hai.
PayPal ka use youtube par karne ki jarurat nhi girti.
Thanks Rohit Bhai, Maine Ek New Site banayi hai abhitricks.com, agar aapke paas tym ho to dekhkar batana koi improvement karni hai ya nhi.
Sir First of all Nice post. LightWorks 32 bits System me chalega kya???
thanks sir jaankari share ke liy
ye to bahut hi upyogi software hai blogging ke liye in sabka use to ab har koi karega….
Rohit Sir, Mobile में Video Editing के लिये कौनसा App बेहतर रहेगा ?
uski jankari yaha di hui hai