Email Subscribe Widget Blogger Me Add kare or Apne Visitor Badaye

Hello Dosto, Aaj ham baat karege ek aese widget ki jo hamare blog ke liye bhut jaruri hai, bo hai Email Subscribe Box. Is Widget ki madad se hamare blog ke visitor Email par sabscribe kar sakte hai, fir ham jab bhi koi new post daalte hai hamare blog par to unko email ke jariye pata chal jata hai ki hamne koi new post dali hai.

Email Subscribe Widget ko add kare Apne Blogger blog me

Aapko Email Subscribe Widget ko use karne ke liye phele aapko apne Blog ki feed ko burn karna padega Google Feedburner par, janiye kaise.

Advertisements

Kesa Hai Email Subscribe Widget

Ye jo widget hai isme Ham hamare Feed burner ki feed ko use karege. Jisse koi bhi agar subscribe kare to ham usko feedburner ke account me dekh sake

email subscribe widget box ko blogger blog me add kaise karte hai email subscribe ke liye
Live Preview!

Widget ko Kaise Add kare Blogger me

Step 1. Apne Blogger ke Deshboard me ja kar layout me jaye fir Add Widget par click kare.

Step 2. HTML/JavaScript widget  select karke Is code ko usme dale.

<style>
#HMH-FeedBurner {
background: #E8E8E8;
border: 1px solid #CCCCCC;
padding: 15px 0;
text-align: center;
width: 298px;
}
#HMH-FeedBurner input[type="text"] {
border: 1px solid #BBBBBB;
font-size: 13px;
margin: 0 0 15px 0;
padding: 10px;
width: 80%;
color:#888;
}
#HMH-FeedBurner input {
box-shadow: 0 2px 2px #BBBBBB;
-moz-box-shadow: 0 2px 2px #BBBBBB;
-webkit-box-shadow: 0 2px 2px #BBBBBB;
}
#name {
background: url(http://i.imgur.com/XrHTe.png) no-repeat scroll right center #FFFFFF;
}
#email {
background: url(http://i.imgur.com/2BCD0.png) no-repeat scroll right center #FFFFFF;
}
#HMH-FeedBurner input[type="submit"] {
background: #3B8DBD;
border: 1px solid #005588;
color: #FFFFFF;
cursor: pointer;
font-size: 16px;
font-weight: bold;
height: 40px;
margin-top: 5px;
padding: 8px 0;
text-transform: capitalize;
width: 87%;
}
#HMH-FeedBurner input[type="submit"]:hover {
background: none repeat scroll 0 0 #005588;
}
</style>
<!-- HMH.pe FeedBurner Subscription Form -->
<div id="HMH-FeedBurner">
<form onsubmit="window.open('http://feedburner.google.com/fb/a/mailverify?uri=HindiMeHelp', 'popupwindow', 'scrollbars=yes,width=550,height=520');return true" target="popupwindow" method="post" action="http://feedburner.google.com/fb/a/mailverify">
<input type="hidden" name="uri" value="HindiMeHelp" /><input type="hidden" value="en_US" name="loc" />
<input type="text" id="name" name="name" onfocus="this.value=&#39;&#39;" value="Enter Your Name" placeholder="Enter Your Name" />
<input type="text" id="email" name="email" onfocus="this.value=&#39;&#39;" value="Enter Your Email Address" placeholder="Enter Your Email Address" />
<input type="submit" value="Subscribe Now!" id="submit" name="submit" />
</form>
</div>

Code ko Widget me Copy Paste karne ke baad aapko Feedburner ka username hata kar aapko apna daalna hai.

Step 3. Aap username ko badalne ke liye Ctrl+F type kare fir HindiMeHelp Search kare or fir uski jagha apna username daalde. 2 jagha change karna hai.

  • http://feedburner.google.com/fb/a/mailverify?uri=HindiMeHelp
  • value=”HindiMeHelp

Note: Email Subscribe Widget jab kaam karega jab aapke Feedburner par Email Subscription Enable hoga.

Step 4. Code me apna feedburner daalne ke baad Widget ko Save karde.

To friends ab aap is widget ki madad se apne visitor ko kha sakte ho ki wo apne email par new post ki jaankari pane ke liye subscribe kare.

Blogger se related or post padne ke liye yaha click kare.

Important Blogger Widgets:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

49 thoughts on “Email Subscribe Widget Blogger Me Add kare or Apne Visitor Badaye”

  1. Brother maine ye box mere wordpress website me lagaya to ye mobile mode me to thik hai par desktop mode me ye aadha aarha hai kya karu koi solution de do 😊

    Reply
  2. Ho gaya bs ye jo aap user bol rahe the wo smjha nahi aa raha tha kon sa user dalun… Blogger ka ya feedburnr ka… fanaly sb thik se ho gaya.thank you…

    Reply
  3. Sir jis tarah aapne bataya vese mene subscribe widget add kiya lekin koi subscribe krta hai to ‘The feedback does not have subscription by email enablem’ likha aata hai to me kya kru plzz helo

    Reply
  4. sir me aap se blogging ke bare me kuch parsnal sawal puchna chahta hona sir me aap ko fb par request bhej raha hon to wo request nahi ja rahi hai sir plz aap mujhe request bheje aor sir user name kya hota hai

    Reply
  5. aapke ke blog mein sari jankari bahut saral h padh kar accha laga. meine aapke bataye anusar feedburner ka kam kiya h aur aapke blog se widget mein title badal kar paste aur save kar diya h. kaise confirm hoga ki sahi kiya h. please mera blog dekh kar batayein . i am new blogger.

    Reply
  6. sir mene enable kr diya feedbunner subscriber fir error aa rrha hai …mene aapke saaare step follow kiya hai…or ha feedbunner ka user name konsa aata hai .pls help

    Reply
  7. sir HTML/JavaScriptwidget me tital me ky likhu or jo aapne bataayaa ki feed burner ko ceng karnaa he kuch samg me nahi aaya me to mobile se seting kar rahaa please sar mobile se kese karte he ye bataiye

    Reply
  8. Rohit g mujhe aapse ye jaanna hai ki maine apne blog pe email subscribe widget and contact form add kar diya hai . mai apne blog pe ek page alag banana chahta hu jis par contact form ho…mai kaise karu ise or apna about us ya about author wala page bhi alag add krna chahta hu lekin mere blog pe to home page pe hi saare widget aa rahe hai plzz… help me in sb ko alag pages pe kaise maintain karu..???

    Reply
  9. bhai tumhari help ki jarurat hai mujhe.
    lekin main kuch social job kar raha hoon isliye mere pass aapko dene k liye paise nahi hai, lekin aapki post ko like share karta rahoonga.

    Reply
  10. bhai feedburner se kese pta chalta hai ki kis kis email id ne apne blog ko subcribe kar rakha hai, ye to pta chal jata hai ki kitno ne kiya but kis kis ne kiya ye kese pta chalta hai. pls reply rohit bhai. bcz mujhe mere blog me contest chalu karna hai, contest ke liye yeh bahut jaruri hai.

    Reply
  11. sir meri blog website pr view milne ke ke bad bhi impressions ni mil rahe phle to mil rhe the jab se mene adf.ly ka poster lagaya jo ki ab hta liya he aur impression bhi kam ho gye

    Reply
  12. sir sab kuch karne ke bas maine ek dusra gmail id daal ke check keya to ye likha aa raha hai kya karu aab The feed does not have subscriptions by email enabled

    Reply
  13. sir sab kuch karne ke bas maine ek dusra gmail id daal ke check keya to ye likha aa raha hai kya karu aab The feed does not have subscriptions by email enabled

    Reply
  14. Rohit sir ji mai ye janna chahta hu ke train ki current location kaise pata kare mera matlab hai ki train ab kon se station par hai please help kare

    Reply
  15. Hello sir mere blogger account ke mobile view me saare widgets jaise facebook like box Google follow aur popular posts aur bhi bahut much nahi aate kya karu

    Reply