Hello Friends hamne pichli post me jana kaise ham SEO Title likhe apni Post ke liye taki usko padkar jada se jada visitor hamare blog par aaye. Par yaha ek or bhut jaruri Chij hai jo Blog Title ke liye bhut jaruri hai Blog Title after Post Title for SEO.
SEO ki najar se Post ka Title sabse pheli chij hai jo deside karta hai ki post me kya hai or ye kitni important hai..
Blogger par agar aapka blog hai or agar aap blog ka Dafult template use karte hai to aapne dekha hoga ki jo aapka Blog ka Title(Blog ka Naam) hai wo phele aata hai or Post ka Title baad me.. Aesa har jagha hota hai Search me bhi Blog ka Title phele or Post ka title baad me aata hai or agar post ko share kiya jaye Social Network Sites par to bha bhi Blog ka Title phele or Post ka Title Baad me aata hai..
Jo Title hai wo search result me, Browser ki heading me or Social Networking sites me dikhega to agar Blog ka Title phele aata hai to hamari post ka jo title hai wo cut ho jayega.. Jisse hamare post par visitor me kami aa sakti hai q ki unko samaj hi nahi aayega ki post me hai kya..
Jese search result me 66 sabd aate hai or agar Blog ka Title phele aata hai to utne sabd to aese hi kam ho gaye post title ke isse ho sakta hai post ka pura title naa aaye jo bilkul bhi acha nahi hai Post SEO ke liye.
Post Title Phele or Blog ka Title baad me karne par kuch is trha dekhega.
To Friends Sabse Phele apni Post ko Open karke dekhe agar aapke Blog ka Title phele dikh raha hai to usko abhi change karke Post Title ke baad me kare..
SEO ke liye Ye Post Bhi Pade –
- SEO ki Puri Jankari [Full Guide in Hindi]
- SEO Friendly Post likhne ke 5 tarike.
- Blogger me Meta Tags Add kare.
- Blog ka Title, Discription, Address Change kare.
Post Title ko Blog Title ke Phele karne ka Tarika
ye bhut hi simple hai, sirf hame ek code hai jisko badal kar uski jagha dusra code dalna hai, to chaliye dekhte hai kaise kya karna hai.
Step 1: Blogger.com me login karke apne blog ke Deshboard me jaye.
Step 2: Blogger ke Template me jaye fir uske Edit HTML par click kare.
Step 3: Ab Template Editor me is Code ko search kare.
<title><data:blog.pageTitle/></title>
- Sabse Phele Editor me Click kare.
- Ab Keyword me Ctrl+F dabaye.
- Ab ye Code dale <title><data:blog.pageTitle/></title> search box me. ( Ctrl+V )
- Fir Enter ki Button dabaye..
ab jaha bhi ye Code hoga wo highlight ho jayega.
Step 4: ab Code milne ke baad usko delete karde or uski jagha ye Code dale
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'> <title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title> <b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>
Step 5: Code ko replace karne ke baad Template Save karde.
Ab apne blog ko open karke dekhe post Title Phele or Blog Title Baad me aane lagega. Agar aapko isme koi sabal hai ya fir koi dikkat aa rahi hai to comment karke bata sakte hai.. Ye Jankari kesi lagi ye bhi bataye.. :)
Blogger or or jankari ke liye www.HMH.pe/Blogger par jaye.
Ye Bhi Pade: Blog ki security kaise badaye
Sir mujhe mera blog blogger me hai or mujhe ye code hi nhi mil rha find karne par title blog page wala code to ab main kya karu.plz help me
sir i followed the above steps and i tried to change the title of the blog but it is showing an error.
Sir wordpress me post se Blog tittle hide kaise karu Rankmath seo plugin use karta hu
Aapka QUestion samaj nahi aaya.. aap konsa title hide karna chate hai or kaha se.. Search Engine se?
Sir Search Engine me Post tittle ke aage Blog ka tittle show hota hai e.g.. ब्लॉग क्या है – Hindimehelp मुझे hindimehelp hide करना है Search engine se सभी post tittle me se site tittle hide करना है
Blog Name ko Post Title ke Baad set kare SEO ke liye uski jankari yaha hai.
Yrr samajh nhi aa raha aapka kaise sukriya karu mai almost 1.5 month se isko le kar paresan tha kay bar maine aapke group me post bhi dala per koo sahi reply hi nhi diya but naa thank you so much
good knowledge sharing this code work thank
Comment: rohit ji mene aapke bataye tarike se html code 2 _3 bar change kar liya par phir bhi blog ka naam pahle hi aa raha he plz koi dusra tarika bataye
Rohit bhai iss code ko 5 din pahle add kiya thai but abhi tak post title blog title se phle nahi hua hai ab kya karu bhai kuch to idea do
bhai itna time nahi lagta hai.. ye to turant ho jata hai.. aapne sahi tarike se use nahi kiya hoga code..
agar aap custom template use karte hai to wo bhi ek karan ho sakta hai.. q ki usme ye code add nahi hoga.
ye kam nhi ker raha hai please check it and replay please
Hello sir aaapne jaise bataya hai maine vasha hi kiya h lekin aisa nhi ho rha hai
Kya kru
Absikhe.blogspot.com
Template ka option nahi hai
ap browser ka data clear karke restart kare..
hell rohit sir apne bahut hi achhi jankari di
mai bhi apke jaisa banana chahata hu esliye maine es blog banaya
sir aap mere blog ko check karke bataye esame kya kami hai
helpinhindinet.blogspot.in
हैलो सर आपकी जानकारी बहुत अच्छी है लेकिन यह code प्रयोग मे लेने के बाद भी blog tital पहले आ रहा है || कैसे ठीक होगा ||
haa to dost ye code ussi liye hai.. ki phele post ka title aaye fir blog ka naam..
Hello sir mai nya blogger hun mai apne post pe share ke option m whatsapp ka link dena chahta hun aur sir mera blog check kr k batayiye mujhe aur kya krna hoga besthindivichar.blogspot.com
Agar mai apnai blogger title ko hide karna chahtai hai..
To kya krai….
Keyword ko titel mai set karne se humari post jaldi se serch mai aati hai or seo ke liye bhi best hota hai in ko mai apne blog par follow kar raha hu pae koi fark nahi dikh raha hai kaya karu help me
Blog se paisa kama sakta hun kya
Sir mujhe puri jankari do agar code pahle se hoga to use kaise change karu.
Sir ek baar mera blog check kijiye isme koi kami to nahi hai.
Sir aisa karne par bhi mere blog ka blog title pahle aa raha hai.
ho sakta hai.. code phele se add ho.. check kare or usko change kare..
sir mera blog increasetechskills.blogspot.com hai check karke batayenge ki is me koi problem to nahi
aapka blog delete ho chuka hai ya fir aapne galat link diya hai. ek baar check kare
thanks rohit
रोहित जी, काफी महत्वपूर्ण जानकारी दी है आपने. इससे गूगल सर्च रिजल्ट में बहुत फायदा होता है.
JI bilkul.. Anil ji.
Rohit aap kuch seo ready templates bataye blogger ke liye
jo abhi aap use kar rahe hai wo hi sabse best SEO template hai meri najar me. Elice
Rohit ji,meri site me maine elise template upload kiya hai.usme
<data:blog.pageTitle/>
<data:blog.pageName/> | <data:blog.title/>
<data:blog.title/>
yeh code hai .kya yeh sahi hai?yehi code rehne du ya phir uper ka code dal du ?
sir kya domain name lene ke baad hosting bhi leni padegi aur sir achha aur sasta domain neme kaha se sahi padegi
blogger par domain ki koi jarurat nahi hai.. aap domain godaddy se le.. google me search kare agar koi offer chal raha ho to.. nahi to per year 611 lagege..
ye title hee dikh raha hai men page par ise kese nikalna hai….. plllzzz chek this
aap kya khana cha rahe hai kuch samja nahi
Mujhe apni blog ka naam change krna hai .kya url bhi change krna padegA aur ise kaise change karte hain
nahi, ye jaruri nahi ki aap naam change kare to uska url bhi kare.. isse koi dikkat nahi.
dear sir, mere is blog me mainea apni post hindi me daali hai. Mera matlab हिंदी मे daali hai. Kya isse blog ke traffic par koi prbhav pdegaa ? Or mera blog maine 22 nov. 2015 se start kiya tha . Mai ye jaanna chahta hu ki ye blog google search result me kab tak show hone lgega
aesa koi fix nahi hai, par jada time bhi nahi lagta hai.. aap google webmaster me apni site ko add karke sitemap submit kare.
Dear Rohit !
Please mujhe ye batao ki , kya mai apni company ke liye free animated video ad bana skta hu.
ha par aapko iske liye software ka acha use aana chaiye.
Bro mera debit card banega 13 age me aur kitne me banega aur bank walo ko kiya kehna padega woh kaise deinge
uska koi charge nahi hota hai.. bas aap bank account khole apna or bank se kahe ki aapko debit card chaiye..
Sir mujhe janna hai ki hamare blog par lagaye gaye adds par jo paise milte hai o sirf hamara blog ka post kholne se milte hai ya un adds par logo ko click karna padta hai tabhi milte. Pls help me…
Dekhne par bhi milta hai par click karne par jada milta hai..
Hello rohit bhai mene apko mail ki thi whatsapp group me add karne ki apne add nahi kiya please mera no. Add karlo 8006032845
abhi group nahi hai.. aap facebook group join kare
muje ye jan na he ki mere blog me koi kharabi he to plz bataye
badiya design hai aapke blog ka par aapki jo menu hai wo sahi se nahi klhul rahe hai.. muje lagta hai usme kuch gadbad huii hai.. aap usko check kare or favicon bhi add kare apne blog me.
sir aap mera comment delete kyo kar rahe ho
mene koi comment delete nahi kiya hai.. abhi mere blog par 2000 se jada comment waiting me hai .. usme aapke bhi hoge..
plz sir bataye
aap mera blog check krlo koi mistake ho to bataye
Bahut acchi post hai…….agar hame apne viewers badane hain to post title ko search result me pehle lekar hi aana hoga……aapka bahut dhanyabaad !
Bro bhut achi lagi apki post..bhut helpful post hai..thank u …Rohit bro mujhe ek baat janni thi aapse kyu ki mein bhut hi jldi bluehost se hosting lene ki soch rha hu..lkin kuch doubt hai mere… jaisa mera blog wordpress par hai…to mein hosting lene k baad usko usme setup kaise karu..or usse mujhe kya kya benefits honge…or mein usko kaise manage kar skta hu…plz bro mujhe reply jarur karna yr…or plz apne blog mein wordpress se related kuch post dalo yar..
aapke jo sabal hai wo wordpress se sambandit hai.. me unki post bhi daluga par agar mene abhi uski post dali to bhut log confuse ho jayege.. or mera sugestion hai ki aap hostgator se hosting me.. baby plan
Bhai ,Maine apke blog ka template download kiya Jo apne post kiya tha . jab Maine WO template apne blog me upload kiya to niche ( Design by Hindi Me Help Powered by Blogger ) aisa ata hai mai use remove karana chahata hu . pls muze batao kya karana hoga ise hatane ke liye
aap template me editor me ja kar search karke delete kar sakte hai
Bhai ,Maine apke blog ka template download kiya Jo apne post kiya tha . jab Maine WO template apne blog me upload kiya to niche ( Design by Hindi Me Help Powered by Blogger ) aisa ata hai mai use remove karana chahata hu . pls muze batao kya karana hoga
edit html me template ko edit karke .. usme search kare or usko delete karde.
Rohit ji
Apki help se mene blog banaya tha or ab wo AdSense approv bhi ho gye hai. Par meri earning nahi ho pa rahi hai mere blog par lagbhag 2000 page view hote hai . Aap thodi or help kar de ads kitne or kahan lagane hai bataye plz.
Mera ek or sawal hai ki google me Hindimehelp search karne par jo niche side me link aati hai wo kese ati hai…thanks
sabse phele to me aapko subkamna dena chahuga aapke adsense account ke liye..
ham ek page par 3 display ads or 3 link ads laga sakte hai.. post ke bich me ads jada earning dete hai.
aap jab hindimehelp search karte hai to jo niche link aati hai wo jab aati hai jab site par bhut jada traffic ho.. to google apne aap uski link aese dikhane lagta hai.. iska koi tarika nahi hai.. par haa sitemap jarur add kare google search console me
Bahut hi helpfull information hai. Rohit mera ek Sawal hai ki. Agar Hum kisi bhi chiz ka Review apne blog par dete hai l to Usme Hum Rating Ko Show Karne ke liye humko Kya karna padta hai! Taki Jo Hmara artical Search engine me show ho to artical ke niche Rating bhi show kare… I Hope You Understand My Question
Reating search me dikhane ke liye or post me add karne ke liye aapko ye Plugin purches karni padegi