Xmas Par Udte Huee Santa Claus Widget add kare Blog Website me

Hello Friends, Sabse phele to aap sabhi ko Happy Christmas Eve… Ab mene to aapko Wish kar diya or agar aapko bhi apni Site/Blog par apne visitor ko wish karna hai aap Udte Huee Santa Claus Widget add karke bade hi badiya tarike se kar sakte ho.

Xmas Flying Santa Claus Widget for Blogger or wordpress ke liye

Udte Huee Santa Clous ka example aap issi post me dekh sakte ho agar post pura load ho gaya hai to.. Aap is Widget ko apne site me add karke Xmas Wish karne ke sath impress bhi kar sakte ho, or agar koi Santa par click karega to aapke Twitter account par chala jayega jaha wo aapko Twitter par Follow bhi kar sakte hai.

Advertisements

Ye jo Santa Clous hai inki ek or khas baat ye hai ki agar ham page ko Scroll kar dete hai to wo udd kar wha aa jate hai, jo aap scroll karke dekh sakte ho..

Kuch or Widget:

Page Contents

Udte Huee Santa Claus Widget ko Kaise Add kare

Santa ko apni site me add karne ke liye Simple ek Code hai jo hame add karna hai..

Santa Number 1:

Udte Huee Santa Claus Widget 1

<script type=”text/javascript” src=”http://hindimehelp.com/tools/WidgetCodes/hmh-xmas-Santa-Claus1.js”></script>
<script type=”text/javascript”>
var twitterAccount = “HindiMeHelp“;
var tweetThisText = “Internet Ki Puri Jankari Hindi Me @HindiMeHelp – http://hindimehelp.com“;
tripleflapInit();
</script>
<noscript><span style=”font-size:11px;”>Udte Huee Santa Claus Widget By <a href=”http://hindimehelp.com/xmas-flying-santa-claus-widget/”>Hindi Me Help</a></span></noscript>

Santa Number 2:

Udte Huee Santa Claus Widget 2

<script type=”text/javascript” src=”http://hindimehelp.com/tools/WidgetCodes/hmh-xmas-Santa-Claus2.js”></script>
<script type=”text/javascript”>
var twitterAccount = “HindiMeHelp“;
var tweetThisText = “Internet Ki Puri Jankari Hindi Me @HindiMeHelp – http://hindimehelp.com“;
tripleflapInit();
</script>
<noscript><span style=”font-size:11px;”>Udte Huee Santa Claus Widget By <a href=”http://hindimehelp.com/xmas-flying-santa-claus-widget/”>Hindi Me Help</a></span></noscript>

Code Credit: Making Different

Ye jo Do Code hai inme se aap apni pasand ke Santa ka Code apni site par use kar sakte ho.. Jo Code hai usme aap apne Twitter account ka UserName jarur Change karde jo abhi HindiMeHelp hai.. Kuch is prakar

var twitterAccount = “HindiMeHelp“;
var tweetThisText = “Internet Ki Puri Jankari Hindi Me @HindiMeHelp – http://hindimehelp.com“;
tripleflapInit();

ye code me jo red kiya hai usko aap apne hisab se likh sakte hai.. or apna Twitter username dalde..

Code teyar hone ke baad Simple Add karna hai..

Blogger me HTML/JavaScript Widget me add karna hai or WordPress me Text Widget me add karke Save karde. or fir apni site ko open karke Udte huee Santa Claus ke maje le.. :)

Aapko ye Widget kesa laga Comment karke bataye, or agar aapke koi Blogger Friends hai to unse bhi Share kare..

Happy Blogging…


Ye bhi pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

49 thoughts on “Xmas Par Udte Huee Santa Claus Widget add kare Blog Website me”

  1. भाई मैं अपने ब्लॉग पर पोस्ट लिखने के लिए html का उपयोग करता हुँ और हर पोस्ट में एड़सेंस एड का कोड लगाता हुँ. यदि मैं अपने ब्लॉग पर एडसेंस की 3 से ज्यादा एड युनिट प्रयोग करूँ परंतु एक पोस्ट में तीन से ज्यादा ना दिखाऊँ तो क्या चलेगा ?

    Reply
  2. Sir Mere blog me 190 pageview hai aur mera adsense aprove nhi huaa abhi tak,jab aprove hoga to jitne pageview aprove hone ke baad honge unki erning hogi ya pure jitne pageview hai unki erning hogi.

    Reply
  3. Dear rohit, m apki site ar daily visit karta hu. Maine ek new blog bnaya hai. Jaankarii.blogspot.com
    Meri aapse request hai ki aap mere blog par visit kre. Or blog shi hai ya kuch galti hai. Ye mere blog ke comment box me comment kar ke btaye. M aapka aabhari rahuga

    Reply
  4. Dear rohit, m aapki website par continue view karta hu. Kyuki mujhe aapki site achi lagti hai. Maine aapki site se impress hokar ek blog bnaya hai. Jaankarii.blogspot.com
    Meri aapse request hai ki aap ek baar mere blog par visit kre. Or mere blog par 1 comment jarur kre. Or comment me ye btaye ki maine blog shi bnaya hai ya kuch galti ki hai. Agar kuch galti ki h to wo aap mere blog par comment kar de, i shall be thankful to you. Please visit here, jaankarii.blogspot.com

    Reply
  5. Unique Article Dear Kia Ap Mujhe Ye Bata Sakte Hain Ke Mera Blog Kaisa Hai KUch Ghalti To Nhi Hai Q K Ap Hi Bata Sakte Mera Blog Bhi Blogger,Earning,Tricks K Related Hai Iam Waiting

    Reply
  6. Dear rohit, i have a micromax yu yureka plus mobile. Mere mobile me system update ka option aa rha hai. Lekin mujhe karna nhi aata. Aap please help kijiye.

    Reply
  7. but kitne din me aa jayegi search me,
    mai lagatar post karti rahungi kahi aisa hua jo search me hi na,
    mai bahut paresan hu please

    Reply
    • agar sahi article share karege to search m,e jarur aate hai.. google me new website ko aane me 90 din tak lag jate hai.. par agar google search console me sitemap add kardiya to jaldi aa yeyega.. social network pa share kare jisse google ko bhi uski informatiob jaldi mil jaye..

      Reply
  8. mend apna chitika account mobile se banaya tha or ye likha tha successful your acount lekin wo login nahi hota jab me log in karta hu to incorect login likha aata ha please help me

    Reply
  9. hello good evening,
    mai aapke site ka post padh ke ye blog banai.
    aapne jaise jaise step diye wiase hi kiya. but
    maine blogger.com se blog banai ,
    Google search console me bhi add kar di.uske bad bhi Google search me nahi aa rahi hai. ab aage kya kya kare jo aa jayegi.
    total view 14 ho chuke. post mai 1 ki hai.
    please help me jaldi.

    Reply
    • Google me index hone me time lagta hai new blog ko.. aap regular post kare.. turant hi search me nahi aata hai.. jitni purani hoti jati hai site utni jaldi post search me aane lagti hai.

      Reply
  10. bhai aapka yeh code kaam nahi karta hai. blog mei lagane ke baad text likhe aate hai. maine ek-ek ko check karke change kiya tha but it don’t work.

    Reply
  11. bhai kal meri site par adsense approv ho gaya or 42 pageview aaye lekin 0.01bhi earning nai hui or ha . . . . ..ads kaha kaha lagane h plz btaye

    Reply