FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare

Email Subscribe Kitne jaruri hai or usse hame kya faida hai.. Kaise hamare BLog ki Traffic Email SUbscribe ki madad se bad sakti hai uske bare me phele hi bata chuka hu.

FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare

Email Subscribe Badane ke liye sabse Phele hame FeedBurner me apne blog ki feed banani hai fir ek badiya Email Subscribe Widget jo Feed Burner ko support karta ho usko apne blog me add karna hai.

Advertisements

Agar aap Phele hi FeedBurner me feed bana kar Email Subscribe widget add kiya hoga to aapne dekha hoga ki usme ek error aati hai.

email subscription error message in feedburner  Error me Likha hota hai ki Publisher ne Email Subscription Chalu nahi kiya hai.

Ham Is Post me Dekhege kaise Email Subscription Activate karte hai.. Usse phele me maanta hu ki aapka Feed burner par aapki feed phele se hai.. agar nahi to phele ye post pade.

FeedBurner Email Subscriptions Activate kaise kare

Email Subscription chalu karne ke liye meri simple steps ko follow kare..

Step 1: Sabse phele Feed Burner ki site par ja kar Login kare apne account me.

Step 2: Ab aapke samne aapki banai feeds ki list aa jayegi, jisme email subscription enable karna hai uspar click kare.

feedburner me login karne apne feed burner ko select kare

Step 3: Ab aapke samne feed ka Dashboard aa jayega.

feedburner me email subscription enable kare

  1. Publicize par click kare.
  2. Email Subscriptions par Click kare.
  3. Activate ki button par click kare.

Ye lijiye aapke Feed Burner feed me ab Email Subscription Activate ho gaya hai, tha naa aasan :)

Ab aap FeedBurner Email Subscribe Widget use kar sakte ho apni Blog/Website me.

Blogger ki or adhik jankari ke liye yaha click kare

Aapka Blogger ka koi sabal or Aapke Sujab comment me likhe..

Ye bhi pade: Blog ki security badaye or hack hone se bachaye.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

112 thoughts on “FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare”

  1. Ha Bhai Wo Meine Sabkuch Remove Kar Ke Dubara Kiya Tho Ho Gya But Thanks For template
    Apne Google+ pe apne apne website ka nam kaise dala

    Reply
  2. Bhai Meine apne jo template provide kiya tha ushe me use kar rha hu but jo uska email subscripation h feed burner se verify bhi kra diya but chal nhi rha h ek barr ap dekh lo ki kya problem aarhi h

    Reply
  3. blog ki nayi post ke sath purani post ki link bhejani ho to me feed kaise bana sakta hu…. feed banani ke information dijiyega pls….

    Reply
  4. Rohit bhai aapne kaha(header me jo widget ka tital hai usse pura design gadbad ho rha hai)aap kis tital ki baat kar rhe hai.Right side me jo ask me hai uska.

    Reply
  5. badiya artical hai mera ek sawal hai ki feedburner me jab email id bahut jyada ho jata hai to humko koi nya artical sabhi email par ek sath kaise send karna cahiye

    Reply
  6. Rohit bhai humne website too banali or manlo visitor bhi aaa gaye bahut saaare to fir hamari income kaise hogi mtlb hume Blogeer me adsence jodna padega ki directly paypal account me aa jayegi plz bataye..

    Reply
    • Aap jo bhi link add karna chate ho usko copy kare Fir apni template ko edit karke menu me add kare.

      Labels ki link pata karne ke liye blog me Labels per click kare.. Uski link ? browser me mil jayegi

      Reply
  7. namskar sir,
    hamaara sabal hai kisi post ke beech me jaise ki aapne likha hai blog banane ki jankari ke liye yha padhe (yha click kare) vo post ke beech green color likha hai kaise lagate hai sir jankari dijiye.
    thanking you

    Reply
  8. bhai mujhe song banana hai, but mere pass koi lyrics nhi h. mujhe lyrics chahiye. lyrics mujhe wo chahiye jisme jo pehle se release nhi hua ho. means unrelease song chahiye. esi koi site ho to batao. pls reply rohit bhai.

    Reply
  9. hi rohit . . . . .how r u
    aap mujhe unka naam btao jo free hosting me add ho sakte h
    jaise you tube to ho sakta h
    bidviser
    google adsens
    adfly ye to bloked h
    clixsens
    aisi koi btao jo ki free hosting me add kar sakte h

    Reply
  10. rohit me jab bhi koi template edit karke dusra upload karti hu to error aata h ye
    We were unable to save your template.
    Your template could not be parsed as it is not well-formed. Please make sure that all XML elements are closed properly. XML error message:
    Content is not allowed in prolog.
    plz help me

    Reply
  11. hi….
    sir me yeh puchna chahta hu ki me Facebook page pr kisi dusre ke contant copy pest kru to koi problem to nhi hogi…..
    dusri fb page ke contant pest kr sakta hu ya nhi

    Reply
  12. hi rohit mere navbar remove karne ke liye option nai a raha h jo layout me click karne ke baad aata h side me or powered by blogger bhi nai remove ho raha h plz help

    Reply
  13. Rohit bhai mera blog aap ek baar mobile me chek kare.isme home,about us,ask me,contact us ye page show nahi kar rha hai.or mobile template disabled hai or mobile par post ke niche comment box v show nahi karta.Please help me.

    Reply
  14. Sir google adsenens hinglish ko sport karta he kya or ek blog per hum kitnne domain add kar sakte he or kese karte he please help me

    Reply
  15. bhi…………..
    mere website me jo be post kar raha hu o ek hi page me aa raha hai
    plz hlp me….
    aur headline or menu ka option kayse banaye bhi…………………

    Reply
  16. Sir
    मुझे अपने ब्लॉग मे फ़ेसबुक पेज add करना है जिससे मै जो post publish करूँ facebook page पर share हो जायें !

    Reply
  17. bhai mujhe blogger par wo page ya template chahiye jisme first page me .me apni site ke bare me jaankari de saku mujhe direct post nai dikhani h

    Reply
  18. Bhi muje ae batao ki ye jo olx ka website hai, ye log tv me hero ke sath add dalte hai aur bara bara banner loga ke bahut invesment karta hai, ye log kayse itna kamta hai….

    Reply
  19. Rohit ji meri email id par kuch blog ke post aate hai jo mene subscribe kiye he . Unme post ki kuch lines ke bad purani post ki link rahti he .par jab me mere blog par kuch post karta hu to usi post ki kuch lines subscriber ke email me jati hai . To kya me apne hisab se us jane vale email me link daal sakta hu or kese .

    Reply