India Me Adsense Account ko Approved karana bhut muskil padta hai jada farji karano ki baja se Adsense ke rule kuch jada hi kadak hai. Sare website ke owner or blogger chate hai ki unki jada income ho unke liye bo illegal kaam karte hai.
Jada tar Adsense Disapproves hota hai q ki bo uski Niyan or sarte nahi maante. Me Is post me kosis karuga ki aapko Clear kar saku ki Adsense account par apna account banane ke liye kya kya jaruri hai or kya diyaan me rakhna padta hai.
Page Contents
- #1. Adsense ki Term and polocies
- #2. Contant ki kami
- #3. © Cut, Copy, Paste Naa kare
- #4. Bhut sari Images
- #5. Acha Design or Badiya Navigation
- #6. Koi Dhoka nahi chalega
- #7. Apni Site ke liye Visitor nahi kharide
- #8. Phele apni Traffic badao fir apply karo
- #9. Site 6 Mahine purani hona chaiye
- #10. Ye page hona jaruri hai
- #11. Language Supported naa ho Adsense par
- #12. Galat Robot.txt ka use karna
#1. Adsense ki Term and polocies
#2. Contant ki kami
#3. © Cut, Copy, Paste Naa kare
#4. Bhut sari Images
Agar aapka koi Blog hai or aap uspar Image hi daate ho to sorry aapke blog par adsense account approve nahi hoga. Bhut sari Image problem nahi hai, problem ye hai ki search engine ko Image me kya hai ye samaj nahi aata or adsense ko pata hai isliye adsense bhi approve nahi hota.
Agar aapka Photography ka blog hai or aap uspar apni Images daalte ho. Jese ye ek blog hai Pic Jumbo. To aap in steps ko follow karo –
- Image ke caption me kam se kam 100 likhe.
- Heading me or Footer me Text use kare.
- 3 sider template use kare. matlab jisme 3 colum ho. ass-pass widget or bich me post
- Jo Image hai uske baree me bhi achi se likhe .
- Image ko kahi se copy naa kare. Copyrighted images me dikkat ho sakti hai, apni khichi huii image hi use kare.
Image ko hamesa compress karke use kare, Image ko Compress karke size kam kaise kare uski jankari yaha hai.
Simple Template use kare, jo dekhne me clean ho. Jo padne or Dekhneme bhi aasaan ho. Ye kuch baate jo aapke template mo honi chaiye –
- Mobile Friendly ho.
- BackGround me koi Image naa ho. taki site ko load hone me aasani ho.
- Faltu ke widget ko add naa kare, Somple Facebook Like box, or dusre social button ko add kare.
Blogger me Template ko Upload kare or agar aapko koi badiya template chaiye to aap yaha dekh sakte hai
#6. Koi Dhoka nahi chalega
Matlab bhut log adsense ko apply karte hai fir ulte kaam karte hai. jese apne dosto se khete hai ki ads par click kare, khud alag alag computer par apne ads par cick karte hai. aesa karne par ham unki sarto ka palan nahi karrahe hote or jese hi unke system ko iski jaankari milti hai hamara adsense account bhi disapproved ho jata hai. To aesa karne ka soche bhi nahi.
#7. Apni Site ke liye Visitor nahi kharide
Jo visitor apni marji se aate hai bo google ko bhi pasand hai or agar ham Apni site ke liye visitor ko badane ke liye kisi ko paise dete hai to jo visitor aate hai bo unki marji se nahi aate or fir bo kuch ulti sidi harkate karte hai. Jo Google ko bilkul pasand nahi hai.
#8. Phele apni Traffic badao fir apply karo
Mene bhut logo ko dekha hai ki Blog banke teyaar huaa nahi ki adsense ko apply karne lage. Adsense Disapprove to hona hi hai. or agar maan lo ki adsense approve ho bhi gaya to or blog par din me 100 visitor aate hai to income bhi naa ke barabar hogi. to phele traffic badane par diyaan do Paise to apne aap aayege. Mene bhut se logo ko dekha hai jinke 1+ lakh se jada visitor aate hai unki site par per day fir bhi unhone adsense ke liye apply nahi kiya q ki uska main maksad traffic ko badana hota hai. or paise kamane ke dusre upai bhi hote hai.
Bidvertiser ka use kar sakte ho, jab tak Adsense Approve naa ho
#9. Site 6 Mahine purani hona chaiye
India me or China or kuch country me Adsense ke account ke liye Site kam se kam 6 mahine purani hona chaiye. Ek tarike se dekha jaye to ye badiya hai q ki ham 6 mahine tak badiya post daalte hai to hamari traffic bhi bad jati hai. jisse ham jab 6 mahine baad hamari site ke liye adsense approve ho to hamari income bhi badiya ho sake.
#10. Ye page hona jaruri hai
About Us, Contact Us, Terms ke page bhi apne site me add kare isse adsense ho apne bare me samaje me aasani hoti hai to hamare adsanse ka account approve hone ke bhi jata chances hote hai. About page me apne or apne blog ke bare me bataye. Contact Us me apna Email Id Dale or ek contact form bhi add kare taki uske istmaal arke koi bhi aap se contact kar sakte. Terms me bataye ki aapke site par jo visitor aata hai aap unki kya kya jaankari lete ho bagera bagera.
- About Us Page Kaise Banaye Website ke liye
- Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
- Contact Form Page Kaise Banate hai Blogger me
#11. Language Supported naa ho Adsense par
Hamara adsense account jab bhi nahi banega jab ham apne blog par koi ayse bhasa use karege jo adsense support nahi karta. Ye jaanne ke liye ki konsi-konsi bhasa support karta hai yaha click kare. Khus khabri ki baat ye hai ki ab adsense Hindi bhi Support karta hai.
Bonus Tip ;)
#12. Galat Robot.txt ka use karna
Adsense harbar aapki site ko scan karta hai uspar ads dikhne ke liye. Agar aapne Robot.txt ke jariye Google ko naa aane diya to aapke blog par ads nahi aayege.
Sayad aapko Pata ho Ham Adsense ke account ko ek din me approve karba sakte hai Youtube ke jariye. Agar jaanna chate ho to is post ko pado .
Ye Jarur Read Kare:
- Google Adsense Ad Placement Policies in Hindi
- Adsense Account Kaise Banaye Step By Step
- Adsense Question Answers Hindi Me
To Aapko ye jaankari kaise lagi or aap kya sochte ho Adsense ke bare me ye commet karke jarur bataye.
Agar aapko koi or sabaal ho kisi or topic par to hamare HMH Group me apne sabaal ko post kare. Agar aap hamari Help karna chahe to is post ko or Hindi Me Help ko apne dosto se jarur share kare :)
Bro ye google AdSense pr account bnany k bd kia kia Jaye jis se google AdSense ka account YouTube se connect ho jye????? Tell me pxz.
Bro ye google AdSense pr account bnany k bd kia kia Jaye jis se google AdSense ka account YouTube se connect ho jye????? Tell me pxz.
Adsence approve hone se pahle blank ads bante h vo hame lagane chahiye h nhi please btao bhai
Plese yr help kero me adsens pe apply kerta hu to ye msg aata he me isko solve kaise keru app batao please
Your AdSense application status
Thank you for your interest in Google AdSense. Unfortunately, after reviewing your application, we’re unable to accept you into AdSense at this time.
We did not approve your application for the reasons listed below.
Site does not comply with Google policies: We’re unable to approve your AdSense application at this time because your site does not comply with the Google AdSense programme policies or adhere to the Webmaster Quality guidelines. It’s our goal to provide our advertisers sites that offer rich and meaningful content, receive organic traffic and allow us to serve well-targeted ads to users. We believe that currently your site does not fulfil this criteria.
Here are some recommendations to help you improve the user experience on your site and comply with AdSense criteria:
It’s important for sites displaying Google ads to offer significant value to the user. As a publisher, you must provide unique and relevant content that gives users a reason to visit your site first.
Don’t place ads on auto-generated pages or pages with little to no original content.
Your site should also provide a good user experience through clear navigation and organisation. Users should be able to click through your pages easily and find the information that they’re seeking.
You can find more details and application tips in this help article.
To update and resubmit your application, please visit google.co.uk/adsense and sign in using the email address and password that you submitted with your application. Our specialists will review your account for compliance with our programme policies, so please make sure that you resolve all of the issues listed above before resubmitting.
For a complete list of AdSense criteria, please visit the AdSense programme policies and AdSense Terms and Conditions.
For more information, visit our Help Centre or search the AdSense Help Forum, where a community of publishers shares AdSense best practices. Representatives of Google AdSense also participate in discussions.
Yours sincerely,
The Google AdSense Team
This message was sent from a notification-only email address that does not accept incoming email. Please do not reply to this message. If you have any questions, please visit theGoogle AdSense Help Centre to find answers to frequently asked questions.
Hello bhaiya mene ek web site teyaar ki jiska name ha draughtsmanmechanical. com bhiya aap Dekh kar btana ki is me kya kmi or usme or kya sudaar krna chiye
contact us. or terms kesy lagty hein blog py,
rohit sir you tube par kya 1 se adhik chanal bana sakte hai
sir kya android mobile use karke ham ye kar sakte hain ya ya fir computer hi hona zaruri hai
sir mera adsense ac aprove nahi hai .muze aage kya karna hoga .our you tub par video dikhai nahi dete ab kya karna hoga
Sir me ye jan na chahta hu ke Mera blog H or us par adsense ke ad H kya mein us par YouTube ke online video set kar sakta hu
mere 2 blog hain
mene adsense 1 blogg k liye register kiya tha
par set 2sre me kar diya ab me kya karun
rohit bhai
mere 2 blog hain
mene addsense register to ek k liye lekin
use set dusre blog me kar diya
ab me kya karun
Rohit bhai mene 1 saal pehle majak majak me youtube channel bnaya tha jisme mene 2-3 videos daali thi or uske baad adsense se bhi monetize kr diya tha or wo ho bhi gya tha lekin ab me youtube nahi chalta hu isliye ab meri monetization youtube par off kar di h … Lekin ab me blog chalta hu ab me ye jaanana chahta hu ki kya me usi gmail id se blog ke liye apply kru ya dusra account bnau ??
Iske bare me January ke L eye mujhe email kare. Bharmal88@outlook.com
sir maine youtube se adsense account banaya tha or ab usme apna blog submit karke ad code bhi le liye jab me ad post karta hu to ad blank dikhai dete he to sir meri website kab tqk approved hogi
Kya app mera blog dekhar kuch improve ke liye suggestion de.skte h
vkyas.blogspot.com
Sir
Mere blog ki language Hindi h.kya usme thode English word use krne PR adsene approve nhi hoga.
M apne blog ki comment setting apke blog ki trh kr skta hu ???
Haa aap bilkul use kar sakte ho.. Koi problem nahi hai
Main jab apne google adsense account par login kar raha hgun tab yah likha aa raha hai.. kripya iska matlab kya hai. samjhaye.
Account Not Active
An AdSense account does not exist for this login, as it is associated with an unapproved application. For more information about your application, please review the message we sent to the email address you provided with your application.
aapke reply ka intejar rahega.
Aapne adsense ke liye apply kiya hai par abhi wo approve nahi huaa hai.. Pending me hai..
Kya me apni blog k liye google se image download ker k daal sakta hu post me..?
Us se koi problem to nahi hogi na
Kuch image copyright © hoti hai to unse problem jo sakti hai
Kya me apni ek blpg ki AdSense ki add coad ko duare blog me laga. Sakta hu..?
Haa bilkul laga sakte ho.. Par ek baat ka diyan rakhe agar aapka dusra blog adsense ki policy ka ulghan karega to bhi aapka adsense account disappeared ho sakta hai
rohit bhai mera ek sawal hai ki humko kaise pata chalega ki humhara accunt adsense se connect ho gayaa hai
I’m very lucky, mere blog k liye adsense first month me hi approved ho gya.
Hello.Dear………..
Mera Google AdSense account disabled ho gya hai to isko enabled kaise kare plz help mi
Ho sakta hai to aap khud karde mahebaani hogi
Adsense ki earning increase kaise karte hai?
bhai mai hosted account me apni website ka URL gyanwebpoint.com dal kar sumit karta hu to .
likha raha hai ..the url is not available for singing up for adsence…. iska kya matlv ham ab kya kare plz help
bhai me apne blong me
1.privacy policy
2.discaimer
3.about us
ye sab kese dale. plise plise help me me yahape aatk gaya hu.
sir mere ad code bana liya hai par mere blog pe ads show nahi ho rahe hai plz help me
hiiii rohit ji….
mera ek sawal par me use post nahi kar paraha hu sawal post karne par ye msg show hota he…
(Duplicate comment detected; it looks as though you’ve already said that!)
mujhe samajh aagaya ki mere question se milte julte question ka answer apne pahle kisi rply me de diya par aap hi bataiye apke blog par itne saare comments he kuch kaafi bade bhi he or unme se kai sawalo ke answer me janta hu to kya me apne ek sawal ke jawab ke liye saare ke saare comments padhu ye iske liye bahooot time chahiye or itne saare comments jinme apko interest na ho unhe padhna bhi bahoot muskil or boring he…
par me badi problem me hu mujhe help chahiye apse to please aap bataiye me apse apna sawal/problem kaise share kar sakta hu…?
kya aap meri help kar sakte ho? please reply karna…
thanks
hiii… rohit ji..
mene kuch weeks pahle apna YouTube channel banaya he, or channel ko verified bhi karwa liya he, channel ko adsense se connect bhi kar diya he, or apne videos or channel ko monetise bhi kar diya he firbhi mere videos par ads bhi nahi chal rahe he or meri estimate earning bhi 0 hi show ho rahi he jabki mere video’s ke kai views ho chuke he firbhi..!!
please help me….
mere video’s par ads kyo nahi chal rahe or meri earning kyo nahi ho rahi?
Sir mera blog free domain me hai example-www.site.tk to sir mera domain .tk hai kya mera AdSense account approve hoga ya nahi
sir blogger pr show ads on blog save setting karne pr Could not save earnings settings aa rha hai kya karu
Rohit sir mere blog pr show ad on blog me yes pr click karne ke bad save karta hu to cloud not save earning setting aa rha hai tamplate badalne ke bad
hi sir hum apne blog par 6 ads kaise laga sakte hai Google ke jaise ap ki website par lage hai.
1 – me AdSense me my ads me ad create kar sakta hu. To kya mera account approve ho chuka hai ?
2 – me ads create karke apne blog par laga deta hu lekin 4-5 dino tak my ads me ads unit dikhte hai fir gayab ho jate hai jabki aapne bataya tha to mene manage site me site ulr ad kardiya hai ky problem hogi ?
bhai me adsense ke liye apply ni kar pa raha plz hepl me
sir mare side me din me 15000 log ate hii 200 click milta hii moje sif 10 dalar melta hi eca q sir?
plz reply SIDE KA NAME-http://teer-counter.com/
Bhai…
Dusre site se Link ko Copy korke Page korne se koi Problem hoga kia…Jese ki gov ki link.
Plz Rpy.
I HAVE UPDATED MY BANK DETAILS IN ADSENSE… BUT STILL MY BALANCE SHOWING IN A.DOLLAR IN ADSENSE NO PAYMENT TRANSFERD IN MY BANK ACCOUNT? PLEASE REPLY HOW DO I PAID?
Rohit ji
Mene AdSense par ad banaya aur apne blog par lagaya spece kai dino se blank hai. Jab me AdSense account par fir se gaya to my ads option me koi ad nahi hai jo mene banaye the esa do baar ho chuka hai kya problem hai.
Sir Maine AdSense account buy karana chahata hoon. Buy karana this hoga ya approve krana . please help.
mujhe to din ke 15 pageviews hi milte hai to mujhe adsense ki bajay chitika use karna chahiye ya adsense hi us karu
rohit ji mere blog par me adsanse ka code lagaya tha vah code adsanse me my ads se kuch dino bad apne aap remove ho jata hai aisa do bar ho chuka hai kya problem hai bhai ?
bhai maine apne blog par bidsever se ads lagaya h pr ab tk koi income dikhai nhi deta h.
kabi 467 kabi 300 to kabhi 100 ……
impretion dikhai deta h
.
kitna vieaster PR kitna income hoti h.
ya impretion PR
Bhai mera blog yaartera.blogspot.com par adsense approve ho gya hai , par muje pta nhi ki m iska use kese kru.
mera matlab ab m adsense se ad kese apne blog par lu jisse muje money mile
plzzz help me
Sir! Meri site ko 6 mahine se jyada ho gaye fir b ADSENSE APPROVED nahi ho raha eska koi rasta h kya….?
hello ,
Rohit
Bhai mai Zia haider Allahabad up se ,
mujhe ye Janna hai ki mai apne dwara khichi Hui kuch
badiya photos bechna chahta hu,Jo ki Google ya kisi bhi
Website me istemal nhi hui, mai ise kis website pe bech sakta hu,aur mujhe photos ki achchi value mil sake.
visitor kitne aye ek din me kaise pata lgae ga
sir maine apna ek blog bnaya hai
jindagikasuch.blogspot.in
but isme ABOUT US, CONTACT US, AND TERMS AND CONDITION KO KAISE ADD KARUN
PLEASE TELL ME
MY CONTACT NO. IS 8505050879
Wow rohit sir bohot bohot shukriya aap ki is site se mene apni site khol Li
Dimag me chalraha kai sawalo ke jawab milgaye.
Thank you .
Hello sirji
mera adsense approve ho gaya hai 9 march ko, mere ad android me dikhne lage hai lekin laptop par nahi dikha rahe. maine primary sabhi upay kar liye 1.jaise javascript enable karna 2. clear browser cache and delete cookies
3.implement ad code on site 4. browser me koi adblock nahi laga hai fir bhi nahi dikh rahe ads
please help kare
i am very lucky, blog bnane ke pure ek mhine bd mene adsense apply krdiya aur fir 2din bd approval ka msg bhi aa gya, tb mene sirf 8 post daali aur vo bhi bina kisi image k, aur aapka bhi shukriya blog ko maintain rkhne k bare me apki post bahut kaam aati hai….