Android Smartphone ko Root krna aapne toh suna hi hoga agar nahi suna hai toh aap iss post me apne Android Mobile ko Root Krna Sikh jayenge. Android phone ko root krne ke baad usme bahut se changing aa jati hai . Aap apne android phone ko apne tarike se customize (Use) kar skte hai. Aap phone ke Jad(“Root”) tk ja skte hai aur apne phone ke sath kuch bhi kar skte hai.
Page Contents
Android Phone me Rooting Kya Hoti hai
Phone rooting ka seedha matlab phone ke OS ke jad (जड़) tak pahuchna hai aur usme manchahe badlaw krna. Root ke dwara aap apne phone ka Interface , Locking System , Pre-Installed App( Phle se Installed App) ko apne hisab se change kar skte hai . Basically , Phone root me jo OS yani Android Ka Software install hota hai uske jagah par Custom Android OS daalte hai .
Apne Phone ko root krne se phle aapko Rooting ke fayde aur Nuksan ke Baare me jaanna bahut hi jaruri hai . Kyuki agar aapne kisi bhi instructions ko Halke me liya toh aapka phone dead ho skta hai .Isliye aap niche diye gaye Fayde aur nuksan ko dhiyan me rkhte huye apne phone ko Root kare .
Rooted Mobile kyu hai Jaruri
Dosto Root karne se phle hume ye janna jaruri hai ki rooting kyu jaruri hai. Aapne playstore me dekha hoga ki bahut sare applications hai jo sirf rooted phone me hi kaam karte hai. Aur agar aapko phone ke sath kuch experiment krna hai toh yah sirf rooting ke baad hi possible hai hai.
Also Read: ek Mobile me 2 WhatsApp kaise Chalaye
Rooted Mobile ke Faide
Do anything( Change UI): Sbse phle agar rooting ke fayde ki baat kare toh, rooting se aap apne phone me kuch bhi kar skte hai mtlb kuch bhi. Agar aapko thoda sa Android se related Technology ke bare me pta hai toh aap apne phone ke UI( User Interface) Ko change kar skte hai.
Boost Your Phone: Aajkl ke phone me phle se hi kuch app install hote hai toh aap un aap ko Uninstall krke apne internal memory ko badha skte hai. aur aajkl playstore par Rooted phone ke aise aise software/apps available hai jinki help se aap apne phone ko High-Advance bna skte hai. Aise aap rooted phone ke liye isliye available hote hai kyuki rooted phone me apps ko Phone ke andar tk jaane ka permission mil jata hai.
Battery Life, Processor Speed: Itna samajh liye phone ko root krne ke baad aap apne phone ke sath bahut kamaal kr skte hai chahe wo Battery life ki baat ho yaa customized User Interface ki. Aap apne processor ko Overclock ya Underclock kar skte hai. Iska matlab ye hai aapka processor speed aap badha skte hai ya ghta skte hai. Ye aapke upar depend karta hai.
Ad-free App: Apne phone ke Sleep time ko bhi badha skte hai. Phone pe aane wale advertisement ko bhi khata kr skte hai. Aap custom Rom install kr skte hai. Custom ROM ko install krne se aapko Nye Nye Options bhi mil jate hai.
Toh aap dekh skte hai ki aapke phone ko root karne ke baad kitni possibilities badh jati hai.
Mobile Root karne ke Nuksan
Warranty Problem: Agar Rooting ke Nuksan ke bare me baat kre toh sbse phle baat aati hai ki Phone ki warranty chali jati hai. Kyuki Rooting me aap apne phone ke security lock ko bhi tod ke Phone ke root tk jate hai. Warranty wala mamla sirf badi company jaise Samsung ,HTC ,LG ,Sony , Motorola me hai jbki Xiaomi, One Plus jaise phone Rooting allow krti hai .
Phone May Dead: Aapko root karte samay sabhi instruction ko follow krna hota hai nahi toh aapka phone dabba ho jayega. Toh root karne se aapko dhiyan dena jaruri hai. Phone ko root krne ke baad agar aapne kisi bhi publisher ka app install kiya toh agar koi virus attack hota hai aapke phone pr toh uske jimmedaar sirf aap honge.
Only Custom OS can Install: Android ka koi bhi latest version aapko phone ke company dwara nahi milegi. Aapko custom OS mil skta hai. Jisko Aap apne phone me install kr skte hai. Aur haa rooted phone me Apko Wallet se related koi app nahi milega.
Upar jo bhi maine fayde aur nuksan btaye hai agar aapko in nuksan se koi fark nahi pdta hai aur aap apne phone ko root krna chahte hai toh chaliye mai btata hu ki aapko root krne ke liye kya krna hai. Niche diye gaye jo bhi steps hai aapko follow krne hai .
Also Read: Mobile ko Hang hone se Bachane ke 10 Tarike
Android Phone Root Karne ka Tarika
Ye to tarika hai Mobile ko root karne ka uske liye computer ki jarurat padegi, Direct Phone se kaise root kare without PC uski jankari yaha hai.
Step 1: Aap sbse phle apne PC me KingoRoot Software download kar lijiye .
Download Button par click karke kar sakte hai.
[button url=”https://www.kingoapp.com/android-root/download.htm” target=”_self” position=”Center”]Download KingRoot[/button]
Step 2: Software install karne ke baad jb aap usko open krenge toh Phone ko connect karne ke liye kahega.
Step 3: Phone ko connect krne se phle Settings me Jaakar USB Debugging ko On kr de. USB debugging ka option aapko developer Options me milega.
Note: (Agar aapka Developer Options show nahi kr rha hai toh aap Build Numbers par lagataar 7 baar Tap kare . Fir aapko About phone ke option me Developer Options show krne lgega.)
Step 4: Phone PC se connect hone ke baad Aapko ROOT krne ka option milega. Aap Root pr click kar dijiye aur Aage ke Information ko pdhte huye aage badhte jaye .
Step 5: Jaise hi Rooting Process khatam hoga. Wha par finish likh kar aa jayega Iss tarah se aapka phone root ho jayega.
Desclaimer: Phone ko root karte samay phone me koi bhi problem aane par Hindi Me Help or Meri (Rohit Mewada) ki Koi Jimmedari nahi hai. Kyuki maine aapko phle hi btaya hai ki Phone ko root karte samay aapko instructions ko pdhana bahut jaruri hai. Jo bhi karna hai aapko apne risk par karna hai.
Dosto agar aap apne phone ko root krna chahte hai aur aapko kisi bhi step me problem ho ya koi doubt ho aap sidhe comment kar skte hai.
Root mobile ki speed badayi ja sakti h agar ha to kase pless help me
Kya root mobile ko root se hta sakte hai plz reply answer
haa.. unroot bhi kar sakte hai..
Pc se root karna safe hai ya without pc
Dono hi process agar Sahi se ho to safe hai
Sit mere pass Sony Xperia c 2305 hai yerooted set hai ise lollipop me update karna hai lollipop zip kise download karu batao ya link bej do plz sir
Sir ..Mobail root hone k baad kaya kaya chang ho jaata hai plz batavo na
SIR MERA MOABIL SHOT HO GYA KUCH JANKARI DENGE SAMSANG GALXY
Sorry Main aapki blogging aur internet se related problems me help kar sakta hu.
Sir mere pas micromax unite2 phone hai usme interal app storege bhut kam hai ose kese badaye
Batao yaar plz
Hello dust ye batao ke root instal kate wakt khatara hai yaa fir use karte wakt plz batao
Root karne me
Hello dust root inisatl karte wakt khatar rahta hai yaa fir use karte wakt plz batao
Helloo dust ye batao ke root inisral karte wakt khatara rahta hai yaa fir use kate wakt
bhai pattern lock or other lock ka password bool jane par use unlock kese karte h
Mera phone gionee p2 hai hang bahut karta hai . koi help karo.
Sir mera phone Onida i777 h. Mere phone me Google play store open karne par server error likh rha h kyu and please fix this problem sir
Bhai mera phone Onida i777 h. Mai jab bhi Google play store open karta hu to server error likh kar ata h kyu aur please solve this problem sir.
bhai phn root krne se phn reset ho jayegi. mtlb phn me ka sara kuc memory me copy ni n krna pdega
mene jo video blog mai dala hai use download karne ki link kaise dale
Spice mobile ko root kese kre
Root hone k bad mobile ffir se pahle ki hi. Tarahh nhi hoga kkya batao
bhai mujhko batao ki android mobile me ps2 emulator kese use kar sakte h
Apne phone ka android kaise badale
Main apna ek mobile root kiya par usske baad koi bhi app install Nhi hone lga q bhai help me plz …
Playstore khol raha hai.. Ho sakta hai aapka playstore ka app crept ho gaya ho.. Aap kisi dusre android phone se lelo.
Android phone me firewall service kya h.
Mere mobile me bar bar firewall service option show krta h or iske karan phone hang ho rha h .
Pls help
Ye kuch security problem ho sakti hai.. Aap Hindi Me Help ka facebook group Join kare or usme apna screen shot post kare problem ke sath
Plz help kre ki dead hona kya hota muje samj me ni aa rha h
Dead matlab kya hoga mobile ko
Marna/khatam/kharab
Mere Android phone ka screen color bohut low he color kese badaye plzzz hlap..
uski brightness badani hai.. aap setting me screen setting me dekho koi option hoga..
muje aapna android version badal na h kese plz help kijiye
jis company ka mobile hai agar wo khud allow karte hai to hi ho payega..
Plz help karo mere pas samsung galaxy star 2 h isme muje version change karna h muje mere phone me jelly bean ka version dalna kya ye ho sakta h plz help
iske liye aap company ke costumer care se contact kare.. aese karne me mobile dead bhi ho sakta hai.
me aapne mobile ke version change karna chahta hu kya version changr ho sakta h
Bhai PC se connect karne par ,connect server failed likh rha h. Please help me.
Hum mobile me save WiFi password kaise pta kare
Bhai mera samsung galaxy j1 phone root nhi ho raha bhai .
Please help me bhai .bhai mere no pr message krna.please bhai 9996674703.bhai yeh no whatsapp r bhi hai .bhai please contact m bhai .
Please bhai bata dena .
Mujhe bahut jaryrat hai bjai root phone ki .
Aap facebook group me post karo
sir mera mobile asus_x014d root nhi ho rha hai maine bhut se trike apnaye but kuch nhi hua sir pls help.
bhai mobile root karne ke baad kya karu
kya karu jisse mobil ka battery life bad jaaye
Sir ,android mobile ko root karke uske android version ko bdaya ja sakta h kya ?
nahi, par ham usko customize kar sakte hai.
SiR phone ko unroot kaise karte hai
sir root karne ke baad mere anroid systam unstall kar diya aab phone chalu nahi ho raha aab systrm kese dalu usme
Bhai ji mujhe telenor no.ki call details pls bhiya ji .btao ki call details kaise dekh skta hu me pls
Meta asus zefone 5 root no go that h
Kingo root me mera android karbonn a1 + champ connect nahi hota usb dubbing pe bhi ok di…par connect hi nahi hota.. Esa kyu…..?
nice information sir.
usko thoda aur design kr dijiye
sir aapne jo upar hindi me help ki image lagai hai .jaise pahle thi waisi nhi ..uske niche jo likya juwa hai wo samjh nhi aaraha hai…pahle wali image thik thi aur ye wali dhundhi si dikhti hai
mene abhi koi change nahi ki hai.. kya aap uska screen shot lekar fb group me send karege please
Sir Mujhe android phon ka pattern lock todna hai kaise tutega please help me sir
Shukriya Bhai Ye Bahut Achi Post Hai Lekin Ye Sab K Liye Nahi Hai Jin Ko Bloggin K Alawa Aur Bhi Bahut Net Ki Jankari Hai Uske Liye Bahut Faide Mand Hai,~
Shukriya Rohit Ji
Bahut achha jankai Rohit ji. Kya root karne se hang hua mobile thik ho sakta hai?
Jo phele se install app aate hai unko uninstall karke thoda improvement kar sakte hai
Acchi Jankari hai! lekin maine dekha hai ki root karne se mobile death hone ka chance bahut hi jyada badh jata hai! issi Wajah se maine kabhi bhi apna phone root nahi kiya hai…
haa, par kuch app jese koi screen recoder ya fir is type ke app ke liye mobile root hona jaruri hota hai.
phone me mmi cod kese instal kree
aapne to 10 step batai thi
menu me option kaise banate h plzz mujhe bataye jaise contct me,about us,tools etc kaha se option create kre or jo add krna h menu bar me uska link past kare
agar ham kisi bhi sites se koi khabar dekhte hai aur uske baad ham us news ko apne hisab se samjhkar aur fir type krke blog me post krte hai toh koi problem hogi kya
koi dikkat nahi hai..
Bhai Maine apna phone root kr liya hai.main kya Kro ki phone me kabhi future me look problem na aye. Bhai plz help me
Mere paas PC Laptops nahi hai to koi tareeka hai jo bina PC ke mobile rooted ho jaaye
bhai plz android softwear k bary me bhi btain