Android Phone Root Karne ka Sabse Aasan Tarika (Without PC)

Android Phone Root Krne ka Sbse Aasan Tarika (Without PC)

Jo Android Phone use karte hai unhone kahi na kahi Android Phone Root sabd jarur suna hoga.. Kuch Android App me root ki jarurat padti hai.. Root kya hai or uske kya faide or nuksan hai ye me phele bata chuka hu.

Mene apni pichli post me bataya ki PC se Andoid Mobile ko Root kaise karte hai, par bhut logo ke pass computer/Laptop nahi hai, wo kaise root kare apne mobile ko.

Advertisements

Aaj mai Android Phone ko root krne ka sbse aasan tarika btane ja rha hu. Jisme aap apne Android phone ko apne hi phone se Kuch hi steps me Successfully root kar skte hai. Root krne se phle aapko kuch baato ka dhiyan rkhna pdega. Isliye mai yah chahuga ki Aap rooting ke bare me pure detail se jaanne ke liye iss POST ko Pdhe..

Android Phone ko Bina PC ke kaise Root Kare

Android phone ko phone se hi root karna aasan hai, bas root karne ke liye hame ek application ki jarurat padegi.. Chaliye dekhte hai step by step kaise kya karna hai –

Step 1: Sbse phle aap apne Android Device me King Root download kar lijiye. Aap iss download par click karkekar sakte hai.

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”http://mmgr.myapp.com/myapp/kdown/img/NewKingrootV4.62_C133_B233_en_release_2015_11_24_105203.apk”]Download KingRoot Application[/button]

Step 2: KingRoot download hone ke baad aap usko apne phone me Install kar lijiye.

Note: King Root Ko Install krne ke samay aapke screen pr “Install Blocked” likh ke aa rha ho toh aapko settings pr click karke “Security ” me “Unknown Resources” ko enable kar dijiye . Fir aapka app install ho jayega.
app ko enable kare permission ke liye kare fir allow kare

Step 3: King Root ko install karne ke baad open kijiye. Fir uspe Root ka option aayega aap uspe click kar dijiye.

root karne ke liye root ki button par click kare

Step 4: Aur fir iss tarah se aapko Rooting ki process start ho jayegi . Jo % ke roop me show karega.

jab root hoga to is trha process hogi

Iss tarah se aapki rooting ki process complete ho jaeygi aur wo bhi Without using PC Rooting ke time pe aapka phone reboot ho skta hai. or haa yah method bahut hi safe hai. Jo Mobile Data hai wo bhi safe rhata hai.

Android Phone Root karna kitna aasan hai ab aap jaan chuke ho, par yaha me aapse ek baat khana chahuga ki root mobile karne par agar koi galat chije aapke mobile me aa gai to aapka mobile dead bhi ho sakta hai.. is liye sabhal kar apne mobile ko use kare..

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

257 thoughts on “Android Phone Root Karne ka Sabse Aasan Tarika (Without PC)”

  1. sir mera lava iris 349s andriod 2.3 ko root karna hai. par kingroot app se nahi ho raha hai aur na hi computer se.ab mobile ko kaise aur kis app se ya software se root karu.

    Reply
  2. Bhai kon kon se mobile pahalesi hi root hote hai plz batao

    mera mobile micromax canvas spark hai ye pc or mobile donome bhi root nahi ho raha hai

    koe dusra tarika nahi.kya bhai

    Reply
  3. Dear brother ji aapne jo wifi paasword ko pata karne ke liye rule bataye hai…. Vo kaise hoga…. Mera mobile.-nokia Lumia 625 hai….. Isko root kaise kare … Root kya hai…

    Reply
  4. hlo rohit ji agar root pura 100 percent hone sai phle he hum usse hta dete h ya install kar dete n king root app ko toh khch prblm toh nhi hogina ya fir pura root scan he nhi ho or band ho jae toh koi prblm aa sakti h kya phone main

    Reply
  5. bhai bat aisi h ki m apne phone ko restart kr rha tha restart to gya prantu o khul nhi rha aap btaye ki kese khulega please

    Reply
  6. Bhai mera mobile gionee merathon m2 hai root nahi ho raha hai aap je upar jesa bataya mene besa kiya par 65%tak hokar ye auto metik reboot hogya hai jese hi phone on huaa or 1-2sekand me vapash rooting chalu hogya fir network failed aagya kya mera phone root huaa kya me root chaker par jakar chake bhi kiya root nahi bataa raha muje mere phone ko karana kisi bhi tarah mera whatsaap n.9950869356

    Reply
  7. Sir mera phone samsung galaxi core 2 hai mene king root install kiya par open hone par searching ho raha hai % nahi dikha raha hai mene kafi time try kiya par nahi huwa sir plz help me

    Reply
  8. Are yaar 1 hapte se paresan hun root nahi hota not stragy now bata deata hai baad me quqe kare lagta hai koi achi tarika batao root karne ka

    Reply
  9. sir mera phone samsung grandprime hai jo 73% root ke baad fail bata deta hai me pc or mobile dono se try kiya hai iska root karne ko koi or tarika bataye
    plz meri e-mail id par solution bheje
    thanks you

    Reply
  10. Comment: sir maine apna mobile root kiya par woh 75 persant par jakr failed ho gya . tu kya mere moble rooted ho chuka h.

    Reply
  11. ek baat btao maine to kina root kingo root sab try kiya pr kuch nahi huva mera phone root hoi nahi raha hai samsung core 2 h…mera phone plz kaise hoga with out pc

    Reply
  12. Plzz..sir help me..mera phone….Samsung galaxy core gt 18262 hai..ye king root se mobile pr hi root ho jaaiga…plzz help me sir…..

    Reply
  13. Yaar Mera Micromax Canvas AQ4501
    Or Mai (whitout Pc) King Root Download Kiya Install Karne Ka Baad Open Toh Chek Karke Root Strategy Unavailable Dikha Raha Hai Ab Mujhe Kya Karne Hoga???

    Reply
  14. Sir mere passs micromax canvas juice a167 mobile hai isme kingroot 70% tk ho jata hau fir cancel hp jata hai hm kya kre ki mobile se root ho jaye btaieye mera no 7081590054 hai bhai btaiega whatsapp pr

    Reply
  15. Sir ,Aapke batae hue tarike se mane phone ko Root kya magar 70% par jakar pc version ko download karke root karne ka option araha hai, sir jaldi meri help kijiye. aur root karne k baad mobile ya memory card se kuchh delete bhi hoga?

    Reply
  16. Kingroot se phone ko root Karne k bad agar kingroot uninstall Kar de to kya phone unroot ho jayega aur safe pehle jaisa ho jayega.pls jaldi Jawab de is bat ka.

    Reply
  17. Hlw Mr. rohit …..mene apna mobile kingo root app se se root kiya hai or root success bhi bata diya…to hum pta kese karenge ki mobile root hai..

    Reply
  18. SIR jb me samsung galaxy J100H me root karta hu process 20 parsent hota hai aur wahi pr se kat ke home pr aajata hai
    sir fir me kaise kru

    Reply
  19. Hello bro mere Xiaomi Mi4i handset hair vo king root aap se root nahi ho raja hair to aap mujhe kisi nye mobile root app k baare me suggest kar sakte hai ki mujhe PC se root Karna padega bhai

    Reply
  20. Helo sir mera mobile samsung galaxy s5301 hai mainea 3 bar kingroot sea mobile root kiya 3 bar mera mobile hang kar aur jab hamnea softwere charaya tab hi mobile chala mai hd game chalanea kea liyea gl tools download kiya tha usmea root mang raha tha islyea kingroot install kiya tha root karnea kea baad main apna mobile reboot kiya to merea mobile mea nahi song chal raha tha nahi game instal ho raha tha aur nahi video chal raha aur thora thora der mea mobile restart ho raha

    Reply