Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari

Mere Bhut se Dosto ne blog to banaya online paisa kamane ke liye par bo jada din blogging nahi kar paaye uska karan tha ki unke blog par visitor bhut kam aate the. Unke un karano ko samajhne ke baad mene paya ki bo sirf paisa hi dekhte thee. Par or bhi bahut si baatein hai jo hame diyaan me rakhni padti hai.

Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari | Website

Tips to Increase Blog Traffic Tips in hindi

Ye kuch Topics hai jinko dhyan me rakhna hai taki aapka online website success ki sidi chadta hi jaaye.

Advertisements

Khoobsurat our fast load hone wala template

har visitor chata hai ke jis blog ko wo open kar raha hai wo fast open ho. iske liye zaroori hai ke aap apne blog template ki asi seting kare jo fast load ho.our khoobsurat bhi dikhe agar apka blog khoobsurat dikhai dega to isse visitor ke dobar blog par ane ki ummid zyad haogi.

Also Read: Blog ki Loading Speed Time Ko Kaise Kam Kare Puri Jankari

Keyword on your blog

blog ko other people tak pahunchne ke lye zaroori hai ke aap ke blog ka title our blog ka matter un keyword se bhara ho jo net par zyad search kye jate hain. iske liye aap khud apne kisi blog ki post ke traffic source option me jakar keyword ko dekhen our jo keyword zyada search ho rahe hain un keyword ka istemal apni post me khas tor se blog title me kare.

Share buttons ka istemal

aap ke blog ki setting me share buttons ka istemal zaroor kare. jab koi visitor aap ka blog padhta hai to achchi post ko facebook our twiter wgaira par bhi shaer kar sakta hai is tarha aap ke blog ko nae visitor hasil honge.

Blog Title

aap ke blog ka title thoda lamba rakhe kunke google search engine me is tarha aap ka blog search me zyada aa sakta hai jabke agar aap short blog title rakhte hain to is bat ke imkan kam hain.

Also Read: Blog Post Title Likhne Ke 6 Badiya Tips Hindi Main

Blog Comment kare

ek our best aidea ye bhi he ke aapki other blog par apna comment de jab aap kis other blog par apna comment deng to us me apne blog ki link bhi chord de is tarha us blog ki post ko read karne vale visitor bhi aapki post par aa sakte hai.

  • Badiya Comment Kaise Likhe [Comment Tips]
  • Apne blog ke comments ka jawab

    aap apne blog par ane wale comments ka jawab zaroor dena is tarah aap ka apne blog visitor se achcha relation banega, aap ke blog reader aap ke blog me dilchaspi leng. blog comment ka jawab dete waqt visitor ke question ke answer ke liye achi tayari kare aap ka jawab blog visitor ke liye aap ke blog ki Value maloom karne ka ek zariya hai.

    Haa to bataiye aapko ye jankari kesi lagi or aap inmese kitni baato ko sahi ya galat maante hai or Q.

    Milte hai agli post me. Agli Post ki jankari email par paane ke liye Subscribe karna na bhule.

    Share on:

    Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


    Leave a Comment

    Please Read HMH Comment Policy before Comment.

    300 thoughts on “Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari”

    1. Rohit bhai actually mujhe ek website banani to confuse me yaha hu ki blogger se banau ya 000webhost..? Whos best n usse apne paypal account se kaise add karu

      Reply
      • blog banana hai to BLogger sabse best or agar koi website design hai aapke pass to hosting le kar bana sakte ho.. free to 000webhosying par bhi na banaye.. site ki speed bhut kam hoti hai or doun bhi ho jati hai..

        Reply
    2. sir mujhe bahut hi khushi hai ki aapne yah website banai hai.mene iske bare me apne dosto ko bhi bataya hai…sir mujhe yah samajh nahi aa raha hai ki website banane ke baad hame paise kese milte hai.. uske. liye hame kya karna padta hai..uske liye hame kin,kin ki jarurat padti hai..sir please mujhe iske bare me ekdam details me…. bataiye … sir please……

      Reply
    3. Hello Sir Ji namaskar,
      Kripya hame ek post me yah batane ka prayas karen ki blogger se wordpress me kaise move karen apna domain.. Kya apka bhi pahle site blogger par tha.. Hame please batayen sir ji..
      Aur is site se aap kitna kamate hain please kya aap apni earning report bata sakte hain sir pls..
      Hindi me koi bhi taika internet par uplabdh nahi hai please is bare me batayen sir ji

      Reply
    4. Sir
      bahut bahut sukriya aapke is post k liye ye post sabhi naye blogger k liye bahut maine rakhta hai

      Webmaster ka detail bhi apne blog me jaldi add kijiye plz

      Waiting……..

      Reply
    5. Rohit ….mai aapse ye puchna chahta hu k jaise aapne btaya k blogger pe blog bana kr paise kama skte h…to kya WordPress se b aisa ho skta h kya…???

      Reply
    6. sir adfly ki link fecbook per post nahi ho rahi he
      meri link he adf.ly/1KHGP5 fb per ye sirf ye link post nahi kar sakte ya adfly ki koi link pos nahi kar sakte

      Reply
    7. Or jaise apki site pr topics aate h or uske baad comments ya share ke option or post k baad ads wo sb kaise set hoga sir plz btaiye… aise meri site pr kaise aayenge mere blog pr aise nhi aa rha mobile pr…open krne pr…mmujhe uske liye kya krna hoga sir…

      Reply
    8. Sir mein apne blog pr bidvertiser se ads lga rha hu to sb ek hi size m aa rhe h m unko kaise set kru plz btaiye.sir jisse wo mere trike se hi mere blog pr lge…

      Reply
        • Sir apki side bohut badiya hai jab bhai mujhe jarurat hoti hai to mai apki side par hi at a hu
          Mera 1qus hai googal profile ka blogar par use hona iska MATLAB kya hota our kya blogar hum bina googal profile me use kar sakte hai

          Reply
    9. बहुत ही अच्छी जानकारी है,मैं ट्राय करके देखता हूँ।
      आपका धन्यवाद्

      Reply
      • Ham jis site se ads lekar ads ke code lagaye hai bo hame desi hai.

        Jese mene bidvitazer ke bare me bataya hai ki ham kaise iski madad se paise kamaye. Or bidvertiser Hamare kamaye huee paise Hamare paypal account me send karti hai

        Reply
      • yadi aapne neobux join kiya hia or use pura samajhna chahte hai to mere website ko visit kro wha par or bhi bhut sari ptc website ki zankare mil jayegi.

        Reply