Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari

Mere Bhut se Dosto ne blog to banaya online paisa kamane ke liye par bo jada din blogging nahi kar paaye uska karan tha ki unke blog par visitor bhut kam aate the. Unke un karano ko samajhne ke baad mene paya ki bo sirf paisa hi dekhte thee. Par or bhi bahut si baatein hai jo hame diyaan me rakhni padti hai.

Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari - Website

Page Contents

Tips to Increase Blog Traffic Tips in hindi

Ye kuch Topics hai jinko dhyan me rakhna hai taki aapka online website success ki sidi chadta hi jaaye.

Advertisements

Khoobsurat our fast load hone wala template

har visitor chata hai ke jis blog ko wo open kar raha hai wo fast open ho. iske liye zaroori hai ke aap apne blog template ki asi seting kare jo fast load ho.our khoobsurat bhi dikhe agar apka blog khoobsurat dikhai dega to isse visitor ke dobar blog par ane ki ummid zyad haogi.

Also Read: Blog ki Loading Speed Time Ko Kaise Kam Kare Puri Jankari

Keyword on your blog

blog ko other people tak pahunchne ke lye zaroori hai ke aap ke blog ka title our blog ka matter un keyword se bhara ho jo net par zyad search kye jate hain. iske liye aap khud apne kisi blog ki post ke traffic source option me jakar keyword ko dekhen our jo keyword zyada search ho rahe hain un keyword ka istemal apni post me khas tor se blog title me kare.

Share buttons ka istemal

aap ke blog ki setting me share buttons ka istemal zaroor kare. jab koi visitor aap ka blog padhta hai to achchi post ko facebook our twiter wgaira par bhi shaer kar sakta hai is tarha aap ke blog ko nae visitor hasil honge.

Blog Title

aap ke blog ka title thoda lamba rakhe kunke google search engine me is tarha aap ka blog search me zyada aa sakta hai jabke agar aap short blog title rakhte hain to is bat ke imkan kam hain.

Also Read: Blog Post Title Likhne Ke 6 Badiya Tips Hindi Main

Blog Comment kare

ek our best aidea ye bhi he ke aapki other blog par apna comment de jab aap kis other blog par apna comment deng to us me apne blog ki link bhi chord de is tarha us blog ki post ko read karne vale visitor bhi aapki post par aa sakte hai.

  • Badiya Comment Kaise Likhe [Comment Tips]
  • Apne blog ke comments ka jawab

    aap apne blog par ane wale comments ka jawab zaroor dena is tarah aap ka apne blog visitor se achcha relation banega, aap ke blog reader aap ke blog me dilchaspi leng. blog comment ka jawab dete waqt visitor ke question ke answer ke liye achi tayari kare aap ka jawab blog visitor ke liye aap ke blog ki Value maloom karne ka ek zariya hai.

    Haa to bataiye aapko ye jankari kesi lagi or aap inmese kitni baato ko sahi ya galat maante hai or Q.

    Milte hai agli post me. Agli Post ki jankari email par paane ke liye Subscribe karna na bhule.

    Share on:

    Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


    Leave a Comment

    Please Read HMH Comment Policy before Comment.

    300 thoughts on “Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari”

    1. bhai maine wordpress par apna free acount banayahai lekin jab mai koi post likhne ke liye write par click karta hu to page load nhi ho pata hai
      iska koi solution hai kya
      help

      Reply
    2. Sir me abhi abhi new blog me aya hu to aap ane jo ads laye he rummy ke image vale to me ye jan na chahta hu ki me apne blog me aise image vale ads kese laga sakta hu plss thoda sa jankari dijiye

      Reply
    3. Srr mera wjn 49 h or meri age 17.7 h. M army m shok rkhta hun din rat tyari krta hun pr vjn km hone k krn khood pe gussaa ane lga h kya kuch esa ho skta h ki jis se 1 mhine m mera vjn km se km 55 kg ho jaye

      Reply
      • prakash ji ! Aapko image khud banana hoga copyrighted pic use na kare, ya fir kai aisi site hai jo image sell karti hai aap vaha se buy kar sakte ho.

        Reply
    4. sir meri ek problem hai 10 din pahle mere 7 post index the fir 5 aur 1 bhi index nhi bta rha mene saare posts khud index kiye the aur sab search karne par show bhi kar rahe hai lekin search console me 1 bhi post index nhi bata raha

      Reply
    5. Nice this is vary nice…muze iski bhut jarurat thi plz meri site bhi pade…isme tricks ke sath fun bhi he…
      Easyaticle.blogspot.com

      Reply
    6. Sir, mera website hindi font me h to kya SEO me problem jayega. kyunki m filhal 7 month se post kar rha hu par visitor jyada nhi h aur facebook, twitter, google+ sabhi jagah maine autoshare karke rakha h. please suggest sir how to increase traffic

      Reply
    7. Sirji mera blogg 6 month purana hai, maine mere blogg me blogger ka hi templete use kiya hai, ab mai koi free temlate upload karna chahta hu , aisa karnese traffic pe koi effect hoga kya, kya muze mere blogg ko wapas google search engine me submit karna hoga kya? Plz help.

      Reply
    8. Bro keyword se m kuch samja nahi kya hta h vo toda vistaar se btaoge plz or ye template kaha se lagau ye free lagenge ya paiae lenge?

      Reply
    9. Bahut hi achi website h ye wah dil jit liya bhai

      Ek question hai agar mai domain me .com ko nhi lekar free me .in domain lagate h to usme koi problem hai kya

      Reply
    10. Hi bro mujhe apne blog pr manu bare set karne hai wo kaise kru or ha
      ajazdk.blogspot.com ye mera blog hai check krona koi kami heto btao
      waise aapki post acchi lgi

      Reply
    11. Sir mene blogger per web banayi hai our uski designing nahi ho paa rahi hai our vo acchi bhi nahi as rahi hai please sir meri madad karo vo AdSense approved nahi hoti hai

      Reply
      • aap badiya template use kare.. or adsense apply karne me jald waji naa kare.. phele apne blog ko achi se setup karle uske baad hi apply kare to hi approve hoga adsense account

        Reply
    12. hi rohit bro meri website check kro yaar

      me uspe regular post share krta hu

      template bhi fast load hone wali h

      keyword bhi wahi use kr rha hu jo maximum search me aate h

      post ka title bhi post ke according hi add krta hu

      post ka link bhi post according rakhta hu

      fir bhi yaar google se traffic nhi aa rha h or adsense se earning bhi nhi ho rhi h…. please help bro

      Reply
    13. bhaiya mujhe ek baat janni hai ki kya koi asi wbsite hai jis sabhi parkar ke bill dekhe ka sakto ho exm- water bill eletricity bill etc

      Reply
    14. bahut acchi jankari hai mai bhi apne blog par traffic ke liye hi kuch dhud rahi thi mjujhe lgta hai apki jaan kari bilkul sahi hai

      Reply
    15. yaar koi meri help kro…
      kya me blogger site
      Mobile se create kar saktaa hoo

      ya system se…

      or kese ,kya karna padega…||
      plz reply

      Reply
    16. sir mene ek NEWS website bnai hai lakin me languages me confused hu . me hindi aur english dono languages me news likhta hu.

      aap ek bar meri website pe aye aur batiye ki mujhe dono languages me likhna chahiye ya kisi ek language me aur kis language me.

      Reply
    17. sir mene ek NEWS website bnai hai lakin me languages me confused hu . me hindi aur english dono languages me news likhta hu.

      aap ek bar meri website dekh le aur batiye ki mujhe dono languages me likhna chahiye ya kisi ek language me aur kis language me.

      Reply
    18. Sir me apne blog par 8 month se regular update de rha hu but fir bhi abhi tak 50-150 pageviews aa rhe hai daily . Why???… please help me and me apne blog me kya improve karu ye bhi btaye….

      littlediscount.blogspot.com

      Reply