Har ek New Blogger ka jo blogging se paise kamana chata hai uska uska ye sabal jarur hota hai ki ham Online blogging se kitna paisa kama sakte hai.
Ham Blog banate hai or uspar visitor aate hai or unke jariye ham apne blog se paise kamate hai Ads ki madad se, Affiliate Marketing ki madad se, or koi bhi tarike se.. Agar ham us fild me hai to hame new new bate pata chati rhati hai jisse ham apne aapko improve karke or jada paise kama sakte hai.
Kuch Blogger hai jo har din $100 kamate hai or kuch hai jo ek mahine me bhi $100 nahi kama pate, khane ka matlab hai agar ham apne blog par achi se kaam kare or regular post dale to hame uska faida jarur milega.
Agar Aap Blogging me apna career banana chate hai to aapko meri purini kuch post hai wo jarur padni chaiye agar abhi tak nahi padi hai to:
- Long Term Blogging Me Success Hone Ke 17 Tips in Hindi
- Blogging Ke Starting 30 Din Tak Kya Kya Karna Chahiye
- Blogging Me Fail Hone ki 7 Galti jo Successful Blogger Nahi Karta
- New Blogger Blog Se Paise Kamane Me Kyo Fail Hota Hai
- 5 Karan Adsense Se Paisa Kamane Me Q Fail Hote Hai Log
Blogging Me Kitne Paise Kama Sakte ?
Bhut log Jab karte hai or unki ek fix income hoti hai per month.. Par agar koi Business karta hai to uski koi fix income nahi hoti or naa ki uske liye paise kamane ki koi limit hoti hai.. Tikh ussi trha blogging bhi ek business hai, jisme ham jitni jada mehnat karenge utne jada paise ham kama sakte hai. jiski koi limit nahi hai.
Duniya me bhut se log hai jo blogging se lakho caroro kama rahe hai, un sabka naam to aapko yaha nahi bata sakta par ek Infographic ki madad se Top 12 Blogger ke naam jarur bata sakte hai jo bhut hi achi income kar rahe hai.
Infographic me dekhe
- Bloggers ke Naam
- Blogger ka Photo
- Website
- Unki Income jo $ me hai
- Blogging me paise kamane ka tarika
- Kis Topic par hai Blog
isme aapne dekha ki kitne jada paise bhi kama rahe hai log blogging me.. Jo sakse top par hai unki per month income hai $1,82,000 jo agar Indian Rupee me badle to 1,23,00,000₹ hote hai.
To ham Simple kha sakte hai
Online Paise Kamane ki koi Limit nahi hai..
To Dosto ab aapko ye andaja to lag gaya hoga ki ham blogging me kitne paise kama sakte hai, Par me apse ek baat khana chahuga ki Blogging agar aap sirf paise ke liye karna chate hai or aapka usme interest nahi hai to aap blogging me success nahi ho payege.
Bhut log mujse meri income puchte hai ki me kitna kamata hu, par me apni income kisi ko nahi batata, Q ki me nahi chata koi meri income ko dekh kar blogging me aaye.. Par haa Agar aapka interest hai blogging me fir to aap itne paise kama sakte hai jiski koi limit nahi hai.. Par time lagta hai.
To Aapko is Post ye se Motivation to mila hoga ki ham khud se ghar bhete bhi paise kama sakte hai jiski koi limit bhi nahi hai ki kitne.. Aapko Internet Marketing kya khate hai unki quotes bhi jarur padni chaiye.
Blogging ki trha Youtube se bhi kama sakte hai paise
Ye Bhi Pade:
spiritairlines
Sahi likha hai bhai ne ek dum, humein inhi points pe dhyaan dena chye
Kafi achi post likhi hai bhai
sir aapke blog hindimehelp ki 1month ki kitni kamai ho jati hai…
Bhai mai blogger pe hun ek month se post likh rha hun lekin ek bhi post ranknhi ho rha hai. koi tips do.
Mein iss blog se puri tarah sehmat hu, I totally agree with this blog.
nice post
Comment:Hii bro ….aapki bate mujhe a6ii lagi.
Thanks 4 information
Sir ji blogging ka kam phone pr kr skte h ni.
Comment:nice
Brother apne blog ko google search par kese show kia jaye
Bhai konse theme use kar rahe ho appne blog pe or bloger pe karte ho ya wordpress pe … Theme ke naam kya hai bata do..
Newspaper Theme hai
Bhai mai bhi blogging karna chahta hu or apke theme use karna chahta hu to please naam bata dijiye apne theme ke…plese bro
bahut acha blog laikh ho #rohit. ky aap mera blog apni website par post kardoga .
aap guest post yaha submit kare.
Kya hum maths jaise subjects ke bare mein likhkar ek suffle bloger ban sakte hain kya ?
Very nice information thanks for sharing
Me rajasthan jhunjhunu ka rahne wala hu
Sir aap wapside banane ka kitna pesa lete hai jabab jarur dena mere dost ko banani hai..
Website Banane ke liye Kya Kya Chaiye, Kitne Paise Lagte hai
Rohit G Apke Yeh Article Padh Kar Mujeh Bhaut Acha laga Apne Shai kha Sirf Paiso ke liye blogging zada din nhi chal pati hai isliye interst hona bhi bhaut zaruri hai.
sir muje yeh batey ki mai ek website banana chahata hu
magr samaz yeh nhi aa raha hai kiss par zada focus kiya jaye
kiya aap choice Karne mai help karege
top hai deal coupon website yaa news website kis mai safalta zaldi mil payegi aur koun saa topic carrier ke liye acha rahega help kare sir thoda
thanks
Coupon ki bhut si popular site phele se hai.. to aese me thoda muskil padega.. or agar aap news site banate hai to aap social network site ko target karke waha se traffic la sakte hai.
@Rohit Mewada – blog likhne ke liye dhanyavaad. Appk post mujhe bahut pasand aayi.
Thanks Alka ji
sir blogger kitne views ka kitna paise deti hai
views koi paise nahi deta.. uspar lagaye hue ads se hoti hai income
Mtlb kitne bhi viewer aye hmre blog pe us se paise ni kmaa sktee…Sirf ads se kma skte h
iske liye aap yaha read kare.. kaitne view me kitne paise milte hai mene bataya hai.
Nice post rohit. Its informative. I you you will always inspire us.
Thanks Sazzad.. :)
Hi Rohit, Jaha tak mera manna hai ki hindi blogs par Google adsense hi sabse best tarika hai aur agar hum blogging ya SEO ke alawa koi dursre topic me blogging karenge to bahut jyada income hoti hai. Sayad aapne kaisekare.in ke bare me to sunga hi hoga mera dil kehta hai ki wo bahut jyada kama rahe honge adsense se.
Aapko kya lagta hai Rohit
aapko jo lagta hai wo bilkul sahi hai.
motivational post truely…
Blog kya hota hai kaise kaam karta hai ..me naya hu so mujhe nahi pata pls help
i like tips,
thanx
motivational post.. thanks
Mughe ram badana h mobile ka free app batay
Sir mere city me kisi bhi bank ka swift code nahi h
Kya mai dusri city k bank ka swift code dal sakta hu adsense account me
really so inspirational.. thanx @Rohit Brother for sharing this type of post with us…
Thanks Dilshad :)
this influential for every new blogger.
thanks Rohit.
Mai hindimehelp par ek guest post karna chahata hu.
Kya Bat he bhai kya article likha he aap to bhagwan he kyoki aapne mujhe blog ke liye behat motivate kiya he.
Or ek bar sir mera blog aapko kaisa laga he or kya kami rahi he blog me batadijiye sir,
Or ek bar phir se aapka behat thanx rohit bhai
Thankq you Rohit sir,
Ye sab aapke motivation ki kamal he,
Sir maine “site management” se mera sab domain ko unverify kar diya he, or
“third party access’ me host to blogger =(blogger.com) status activet mode pe rakha he, sir ab koi problem to nahi hogi na,
nahi..koi problem nahi hogi
रोहीत सर जरा मेरी वेबसाईट चेक कर के बताईये क्या इस वेबसाईट से पैसा कमा सकता हुँ..↩↩↩
sir aap apne theme send kar dijeye plss?
sorry bro.. wo mene perches ki hai.. aap yaha se kar sakte hai.. uska licance ka copywrited lafda ho sakta hai isliye me nahi de sakta..
very nice information about blog earning……thanks for share…..
Thanks Amul ji
Bahut achi post h sir aaj aapke Infographic ne impress kr diya bahut hi acha method h ye or aapki skills bhi bahut hi good h thx for this post
Thanks
Bahut helpfull post likhi he aapne sir
Sir me apni sort story aapse kehana chahuga,
Muje blogging stat kiye hua 1 years huaa he, maine paheli baar news paper me artical read kiya tha usme likha tha ki blog par website banake paisa bhi kama sakate he bas us din se maine man bana liya ki ak na ak din site banavunga jyada details nahi likhi thi usme to maine 1 month ke baad net pe search kiya blogging se paisa kaise kamaye or search me hindi me help aapki site mili bas muje jo chahiye tha vo sab aapki site se mil gaya,muje aaj bhi yaad he, tabhi aapki site pe 15 post thi blogging ki, bas maine bhi aapki post follow karake site bana dali or traffic bhi bahut archa huaa, 10,000 ke aaspaas or 250 post maine share ki thi,
Par har baar adsense dissapprove karta tha, me thak gaya, fir 1 month tak blog me najar bhi nahi dali , fir ak baar trai karane ka socha , sabhi post remove kar dali or new post likhana saru kiya, old post me maine thodi si copping ki thi or high quality content ka nam nahi bas love story likha karata tha, or english speling mistic jyada se jyada
Isliye maine sabhi new post me high quality conten ke shath sath speling pe fox kiya (muje english bahut kam aati thi) fir 3 month ke baad (total:10month) 17 post likhi or adsense approve ho gaya abhi 7 day huaa he erning bhi archi ho rahi he,
Me din me kheti-badi ka kaam karata hu or ninght me blogging
Sir ab ak problem he adsense ki taraf se ak notti… aaya tha uska kehana he ki mere adsense account me site managment me dusri site ki url he vo nikal do, par vo to meri hi ak hi site ka sub domain he,
Ha ak baat or he ki maine 6 month ke baad blog ko dairect aply kiya tha, isliye thard party access me host me blog activet he kya use disebal kar du ya to fir site manegment me s mera sab domein unverify kar du ?
Aare ware me jaanna kar bhut acha laga.. Aap sabdomain ko hata dijiye.. Main domain add hai to sub domain par hi ads laga sakte hai.. Usko alag se add karne ki jarurat nahi hai..
Chec your email for infographics…
bhai Sahi kha aapne Lekin Iske Liye Mehnat Karne Ki Jarurat Hoti Hai .
lekin ab se aage new logo ko blogging karna bhut muskil ho jayga kyu ki Internet par ab likhne ko kuch bhi nahi bacha . Jo bhi tha wo Bloggers ne likh diye hai
Me aapki iss baat se bilkul bhi shamat nahi hu ki jo hai wo pura likh diya hai.. Agar ham kisi ek point ko hi pakde to lakho post likhi ja sakti hai
Ek number article Rohit bhai…
Lekin bahut hi short me tha…thode aur tips ki jarurat thi…!
Anyways… Awesome
Thanks bro.. Par isme sirf ye batana maksad tha ki ham online kitne paise kama sakte hai.. Jo infographi dekh kar samaj aa gaya hoga..
रोहित भाई ब्लुहोस्ट पर होस्टिंग का एक महीने का कितना खर्च आता है टैक्स समेत, कृपा बताएँगे ?
aap konsa plan lete ho uspar depand karta hai.. 4-5$ wala bhi hai.. usse jada ka bhi hai
Sir mujhe apse aik help chaiye mujhe apna blog me alexa rank lagana he lekin alexa free wala khatam hogaya he koye trick heto batou alexa free me submit karneka
Aare aesa nahi hai wo free hi hai.. Aap mene site par uske widget add code share kiya hai wha se copy karke laga sakte hai.. Usme sirf aapko apni site ki link change karni hai..
sir khafi achi jankari hai.
sir mera ak question hai jese apke site ka title Hindi Me Help – Internet Ki Puri Jankari Hindi Me!
hai isko kese banate hai
Agar aapka blog Blogger par hai to yaha dekhe kaise set hoga bataya hai
or aap kon se theme use kar rhe he…? pls mujhe ye theme send kar sakte hain?
Newspaper
Sir hmare wordpress site per kise bhi post ka photo show ni kar rha hai… theme change karke bhi dekha liya..
post open karne ke baad under jake show to kar ho rhe hai post pictures lekin home page per kise bhi theme me kese bhi post ka picyure show nhi ho ra hai.. btaye plss kese hoga..?
or jetpack install karne ke baad wordpress.com per setting per click karne per esa show ho ra hai:”There was an error retrieving your site settings.” or har option per per click karne per esa he error msg aa ra hai.. aap pls bta sakte hain ki ye kese theek hoga?
Sir matched content ads se kis tarah cpc increase hoti Hai.
Matched contant se page views badne me madad milti hai.. Q ki usme visitor ke interest ke hisab se Hamari post dikhti hai
Hi Bro,
Aapne bahut hi achcha article likha hai. Last me aapne sahi kahan ki, Kisi ki income dekhar blogging start nahi karni chahiye. Isliye jyadatar blogger 3-4 months ke baad blogging chhod dete hai. Thanks for share a motivational article
Thanks Amar ji.. Muje Khusi hai aap meri baat ko samje.. nahi to bhut log mujse meri income puchte hai.. par me nahi chata ki meri income dekh kar koi blogging start kare or fir starting me nahi kama paye to bole ki me pagal banata hu or blogging choaadd de..
Badhiya rohit ji, prerna mili safal hone ko. dhnybad :)
Thanks :)
wow sir aap esi topic likhte hai to blogging ke parti hamraa manobal majboot hotaa hai…aur hame bloging kaa mahatv samaj me aataaa hai…nice artical…..
Thanks Sonu
Nice post bro apki ek bat kafi achi post me ki apne kha ap nahi chahte ki apki income dekh kar koi blogging me aye ye bhut hi badi or achi baat he aisi soch bhut km logo ki hoti h ajkl.
Thanks Himanshu ji :)