Blogging Kya hai or Blogging me Kya hota hai ye Aaj bhut log jante hai par Blogging ke Kya Faide hai or Ham Blogging Q Kare ye baat bhut logo ko clear nahi hai..
Blogging ke Faide kitne hai wo me phele hi share kar chuka hu, par uske aalawa bhi kuch bate hai jinki baja se aapko blogging karni chaiye jo me abhi aapse share kar raha hu.
Blogging Q Kare Janiye Uske Benefits
#1 Blogging se Paise Kama sakte hai: Agar aap Blogging ke ware me thoda bhut knowledge rakhte hai to aapko pata hi hoga ham Blog bana kar paise kama sakte hai.. Blog se paise kamane ke liye uspar ads lagate hai ya fir Affiliate Marketing se bhi blog ke jariye acha khasa paisa kamaya ja sakta hai.
#2 Blogging Aasan hai: Duniya ka wese to koi bhi kaam muskil nahi hai, wass ham jo bhi kaam kar rahe hai us kaam me hame maja aana chaiye, to hame wo muskil lagega hi nahi..
Tikh ussi trha bhut logo ko Blogging me maja aata hai or jinko blogging me maja aata hai unke liye duniya ka sabse aasan kaam ye hi hai, Q ki isko puri Duniya ke kisi bhi kone se kar sakte hai.
#3 Popularity: Agar Aapka ek Blog hai or aap usme badiya content dalte hai to kuch time me aapko bhut log phechanne lagege.
Ek Trha se aap Dusro ke liye misal hoge q ki bhut logo ko to itna hi jaan kar herani ho jati hai ki inki koi website hai.. Q ki unko ye bhi pata nahi hota Website kaise banaye jo ki bhut aasan hai ;)
#4 Blogging hame Acha Insan Banati hai: Jo Log kuch time se blogging kar rahe hai aap unse baat karke dekhna, aapko ek alag hi positivity unke andar mhesus hogi. Q ki Blogging karne se Dhiraj, Muskil se akele nipatna, Negative Logo ko handle karna bhut achi se aa jata hai, Naye Ideas Lana, Dusro se ijjat se baat karna bhut achi se aa jata hai.
#5 Blogging se Apne Talent ko Duniya se Share kar sakte hai: Phele ek jamana tha jab kisi ke andar agar koi sabse hatke talent hai to wo daba hi rhe jata tha par ab is Internet ke jamane me aesa nahi hai..
Aapka agar kisi topic me acha knowlage hai ya koi special telent hai to wo aap Blog ke jariye puri duniya se share kar sakte hai. Iske liye Youtube bhi best hai.
#6 Blogging se Business me Madad le sakte hai: Agar aapka koi Business hai to aap ek blog bana kar uske ware me blog par daal sakte hai isse dusre logo tak aapke business ki jankari phuch jayegi.. iss trha aap apne business ko bhi Blog ke jariye Promote kar sakte hai.
#7 Dusro Ki Help kar sakte hai: Bhut logo ko Help karna pasand hoti hai or kahi bhi moka milta hai to jitni ho sake utni help karte hai.. Ussi Trha aap Blog ke jariye bhi logo ki madad se kar sakte hai unko jo jaanna hai wo bata kar.. Q ki Help karne ke baad jab samne wala Thanks Kheta hai uss Feeling ki Tulna to kisi se nahi kar sakte.
#8 Good Thinker: jo log blogging karte hai unki jo sochne or samajne ki chamta hai wo ek normal person se bhut jada ho jati hai, Q ki time to time apne blog ko or apne aapko Improve karte jate hai jiski baja se wo koi bhi fesla sahi dhag se le pate hai.
#9 Dusro ke Liye Inspiration: Agar koi Blogging karta hai or wo Popular hai to aapne dekha hi hoga kitne log unko follow karte hai.. Unki trha banna chate hai q ki Bhut logo ka ye sapna hota hai.. Par sach baat to ye hai agar koi bhi Blogging dil se kare to Blogging me Success hone se aapko koi nahi rok sakta.
#10 Learn New Things: jo Log Blogging karte hai wo har roj, har time kuch na kuch sikhte rhete hai or yahi Blogging ka sabse bada faida hai, Q ki blog par kuch naya dalne ke liye phele khud ko wo sikhna padta hai jisse automatic hi hamara knowledge badta jata hai.
#11 Apni Field Me Expert: Agar hamara kisi Topic par Blog hai to hame uss Topic ke ware me bhut kuch pata hota hai, or agar kuch pata nahi hota hai to unko bhi kahi na kahi se pata kar hi lete hai, jo Hame Uss Field ka Expert Batani hai.
#12 Naye Naye Logo se Milne ka Moka: Wese to kuch bhi kaam karo usme naye naye log to milte hi hai, par Blogging un sab me sabse Best hai Q ki Ye Online Internet par hai jo hame puri duniya se connect karta hai.. To yaha bhut se naye naye positive logo se milne ka moka bhi milta hai.
#13 Confident Badta hai: Bhut logo ka aesa hota hai, unko kisi se bhi baat karne me hich khichahat hoti hai, par agar wo blogging kare to jese jese unko blog grow karta hai, blog par comment aate hai, jese jese wo naye logo se milte hai unki ye kami puri trha se khatam ho jati hai.. Iska Jita jagta Example me hu, jisko phele kisi se bhi baat karne me jijhak hoti thi or aaj me kisi se bhi baat kar sakta hu, kisi bhi Topic par. ;)
—
Ab Aap Blogging Q Start kare or Kya Kya Faide hoge aapko Blogging karne se wo to jaan hi chuke hai, inke aalawa bhi or karan ho sakte hai Blogging karne ke jo sayad me mention nahi kar paya to aap comment karke bataye taki me wo bhi add kar pao aapki credit ke sath :)
Agar aap Blogging karte hai to aapko usse kitne faide milne wale hai ye jaan kar khus ho jaiye :) or agar abhi tak Blogging Start nahi ki hai to kar dijiye ;)
Happy Blogging!
Nice post
Carry on..
?Sir tech blog me trending tech post ke liye tech image kese use kre…¿¿¿
Aap stock Free imag use kare.
Sir aapne bohot accha article likha he
Thanks bhai 🤗
Bahut achhi jankari di apne …Nahi to kai log blogging ko waste of time bolte hai..
Comment:bahut badhiya mohit bhaiya Gd blss u
Sir me lamb post likha hu keyword bhi sahi jagah use Kar raha hu par. Phir bhi Meri post search engine me 2 ya 3 page par show ho rahi he likes me Kya galti Kar raha hu please koi advice batay jisse Meri post 1 page par aane lage
Aapko on page seo ke sath sath off page seo bhi karna hoga.. Or jab post dalte hai to turant bhi 1st par nahi aati hai agar phele se bhi post hai.. Dhire dhire rank badti hai..
Boht badhiya fayde bataye bhai aapne blogging karne ke
Sahi kaha bhai 😉
nice post bro…..
Very nice article rohit bhai
Sir Mujhe Blogging Me Interest Nahi He Meri Ek Music Site He – Torrent download Nahi / But Online Song Listen (Strming) Ki Site He But Baar Baar Use Website Pe Google AdSense ki Notice Aati Rahega He Or Baar Barr Disprove Hojata Meri Website Pe Google AdSense
To Mujhe Kya Karna Hoga
haa to bhai aapki jo site hai wo puri trha se copyrighted hai.. aap copy karke gane share kar rahe hai aesi site par adsense use nahi kar sake..
Bitcoin kya he aur iske kya fayde he please sir detail me Bata do
Bitcoin Kya hai yaha bataya hai.
Bhai Bahut He Acchi Jankari SHare Ki Blogging Ke Bare Mein. Apka samjhane ka tarika bahut hi accha hai.
Thanks Sadhana ji :)
Nice post sair
Rohit bahi mane ek website banayi hai but google search meh vo nahi aa rahi hai
thoda time lagta hai new website ko aane me..
Brother aapka blog mujhe bloging mei bahut helpnkarta hai aur mujhe motivate bhi karte hai aap
Thanks Brother.. ummid hai aage bhi karta rahega..
website me traffic increase kaise kare rohit bhai ?
Traffic Kaise badaye uski jankari yaha hai
Hello sir blog mei domain add karti hu to points mei ip address maag rahe he waha par kya use kare
domain kaise add karna hai uski info yaha hai
Bahut hi badhiya article hai.
Very nice. .
Boss, website (blog) ya YouTube channel, me hm jis Email id ka pryog karte h.. us email id ko banane me hm jo details bhare hote h (like- name, birth date, etc) unme & hmare real details me antar ho sakta h.. to
Kya adsens me esase koi problems ho sakte h
alag ho sakta hai koi problem nahi..
Nice
Blogging aasan hai bhai :) wah aapne kafi motivate kiya hai newbies ko
Bhai meri kosis wahi rheti hai ki me kisi ke kaam aa saku..
Yes, blogging karne se sach much mein ye sabhi fayda hota hai.
sir mujhe ek sir ne kaha aapka site live nahi hai iska kya matlb hua sir ?
Matlab wo load nahi ho raha hai..
Rohit bhai, jab me post scroll karta hu to Apka Sidebar bhi scrollinhg se sath End tak Ata hai, Ise Space nahi Dikhti jo ki achi Bat hai Mujhe bhi aisa karna hai Kya me jaan sakta hu?
1. Sidebar Scroll ke bare
2. Social media icons ( same apki traha )
3. Popup Subcription
:D iske bare bta skte ho? Mostly filal Sidebar ka important hai mere liye
bhai mere template me fix widget ka code phele se hai.. aap Q2W3 plugin ka use karke kar sakte hai.
Kya mujhe kuch tips de skte hai ki website ki ranking kaise increase kre kyuki kafi time se main work kr rha hu but mujhe uske par koi fark najar nahi aa rha hai so please aap help kr skete hai.
iske upar mene post share ki hai aap unko read kare..
sir maine sitemap sech console me dal diya ab aur kuch karna padega kay sir ?
kya kya karna hai uski jankari yaha hai.
new blogger ke liye valuable information hai
bloging ke liye kafi best post hai
Please help
(1)- Blogger me Post & Page k sankhya ke koi limit hai.
(2)- apne YouTube account me, apna pasand ka “User Name” kaise banae
1. post ki koi limit nahi hai.. page ki 100 hai..
2. youtube username bhai ek war change kar sakte hai.. uski liye aap setting me jaye channel ki.. aapko mil jayega.
Please help
(1)- Blogger me Post & Page k sankhya ke koi limit hai.
(2)- apne YouTube account me, apna pasand ka “User Name” kaise banae
Nice moments Brother
bhai aapne match content add kiya tha,use remove kyo kar diya…?
Bhai mera CPC low ho raha tha..
Nice bahut acha article hai bro
Very informatics post I ever read on this topic
Thankx to post it
nice idea you are great thinking 13 amazing ways tell you thanks for share
Jab se blogging kar raha hu paise to nhi kamaya lekin ek baat hai accha sochata hu khud ko behtar banata hu or likhana to sikh hi gaya
Thanks brother
Haa ye sabse bada faida hai..
Sir maine ek blog aap ki sabhi post pad kar hi bana diya hai aur mujhe adsense ka approval bhi mil gaya aur ad bhi turant show ho gayi 2 din baad maine domain purchase kr ke laga diya uske baad se mere blog par ad show nhi ho raha hai sir plz help me
Aap se hi sab seekha hai thank u sir
Mera blog http://www.omsaidj.com
Event blogging ke bare me kya ray hai
Kisi ek Topic ko focus karke blog banana jo kuch time k eliye bhut jada search ho.. jisse aacahnak bhut traffic aata hai or usse earnng ho sake..
I loved this article because the points mentioned in it are correct.
Thanks for share us.
bilkul sahi likhe ho rohit bhai…hats off 2 u
THanks
Yes rohit bro v good sharing
Ummid karta hu mere sath sath or bhi bohit logo ko ye post pasand ayi hogi
Thanks Bhai..
bhai aapane hosting kis par li hai air aap kaun sa theme use karte ho yah paid hai ya free agar paid hai to kya price hai isaka..
bina credit card ke kis kis se hosting le sakate hain
East Or West Rohit Bro Is BESTTTTTTTTTTTT…………………
😂 😂 Really thanks brother ❤️
वाह भी क्या कंटेंट डाला है, बहुत खूब… एक दिन आपका नाम भारत के टॉप ब्लॉगर में शामिल होगा, बस ब्लॉग पर शुद्ध हिंदी Font की कमी है…
Thanks Brother, aapke aese sabdo ke liye..
bhai google adsense pin kab tak pahuchta hai,maine second time ke liye request kar diya h….or ye currior ke through aata h ya postman ke through……agar postman ke through aata h…toh post office jakar puchna sahi rahega kya….?
Bhut achi jankari share ki hai apne sir..☺
Thanks Bhai
bhut he acche tarike se samjaya ha sir apne
Nice post rohit ji me aapka blog 21 January 2016 se padh raha hu aapne mijhe ek nayi disha dikhai hai dhanyawad
Great Bro. n Thanks
Bahut hi acchi jankari hai rohit bhai dhanyawad
Aap bahut hi achhe article post karte hai bhai
Nice post brother.
Aap bahut achha likhte ho
Bahut achha post publish kiya hai brother aapne
Thanks bhai ?