Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye

Privacy Policy me bataya jata hai site kya kya jankari leti hai visitor ki or kis ke ads dikhate hai apni site par. Konsi Detail Track karti hai or konsi Jankari Save karti hai.

Privacy Policy Page isliye bhi jaruri hai q ki bhut se program hai wo check karte hai, jese Google Adsense. Hamare Privacy Policy Page ko Check karta hai uske baad hi Approve hota hai account. yaha dekhe Adsense Approve karane ke 11 tarike

Advertisements

Adsense approve nahi hota to Bidvertiser ke ads lagaye

Website ke liye Jaruri Page –

Is Post me ham dekhege kaise Privacy Policy Banate hai or usko kaise Blog me add karte hai.

Privacy Policy Kaise Banaye Blog ke Liye

Privacy Policy ko Aap khud bhi bana sakte ho agar aapko uski jaankari hai to.. Par agar nahi to koi baat nahi Online bhut si site hai jo Free me hamari site ke liye Privacy Policy Bana deti hai. To Chaliye Dekhte hai kaise banaye Privacy Policy apne blog ke liye –

Step 1: SerpRank Privacy Policy Generator par jaye.

Step 2: Ab aapko Login karna hai, agar account nahi hai to Register kare.

Step 3: Ab ek Form Aayega, Usko Bharna hai

  1. Apni Blog/Website ka URL dale
  2. Apna Email Address Dale
  3. Cookies use karte hai blog me isliye Yes select kare
  4. Advertise Information me Google Adsense Select kare, or agar iske aalawa koi or searvice use karte hai to usko bhi select kare.
  5. Create My Privacy Policy ki Button par click kare

Step 4: Ab ek New Page Khulega usme hamare Blog ki Privacy Policy hogi.. Usko Copy karle

Ab hame apni Website me simple ek Page me isko Add karna hai.

Ye bhi Pade: Blog ki Traffic kaise badaye

Blogger Me Privacy Policy Page Kaise Add kare

Blog me Add karne ke liye simple hame New Page Create karna hai or usme Hamari Privacy Policy ko dal kar Publish karna hai.

Step 1: Blogger Dashboard >> Pages >> New Page par jaye

Step 2: Ab Page Editor khul jayega.

  1. Sabse Phele Page Ka Title Dale – Privecy policy
  2. Jo Copy Kiya tha hamne Privacy Policy ko, usse Body me Paste karde.
  3. Page ko Publish Karde.

Ab Aapka Privacy Policy Page to Ban gaya hai, Is Page ko Menu me add jarur kare.

PS: Same Process WordPress ke liye bhi hai.. ;)

Blogger ki or Jaankari ke liye yaha Click kare

Agar koi bhi Sabal ho Blogger se Sambandit, To Comment karke jarur Puche.

Happy Blogging :)

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

135 thoughts on “Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye”

  1. बहुत ही अच्छा लेख मिला है ये आपका। मैं खुद भी अपने ब्लॉग के लिए Privacy Policy पेज बनाने के लिए सर्च कर रहा था की आपका पेज मिला। बहुत मदद मिली। धन्यवाद् आपका। कृपया ऐसे ही महत्वपूर्ण तथ्यों पे लेख डाला कीजिये। आपका ब्लॉग bookmark कर लिया है मैंने। 

    Reply
  2. aap layout me link widget add kare.. or usme apni links add kare.

    contact form me kya dikkat aa rahi hai wo batao please

    Reply
  3. Bhai blog ke liye jis tarah privacy policy wala page jaruri hota hai kya uss hisab se terms and conditions ka page bhi jaruri hota hai kya banana..🤔

    Reply
  4. Nice post apka post dekh kar maine privacy policy page banaya hai …
    Ap check kar sakte hai thik se hua hai ki nahi …
    Rajpaswanbwn19.blogspot.com

    Reply
  5. रोहित जी मेरा वर्डप्रेस पर funny Literary ब्लॉग है मैं यह कैसे पता करूँ कि मेरी साइट cookies use करती है या नहीं। और क्या literary ब्लॉग के लिए google ads सही है या यह सिर्फ टेक्नोलॉजी से जुडी साइट के लिए ही सही है। या इस प्रकार की साइट के लिए आपके पास मोनेटाइज के लिए इससे अच्छा विकल्प है।

    Reply
  6. अभी तो थीम मेरे ब्लॉग मे अपलोड है क्या उसमे amp Set up करना सही रहेगा

    Reply
  7. आपसे amp theme की कुछ जानकारी चाहिए
    1. क्या ब्लॉगर ब्लॉग पे amp template use करना अच्छा है

    2. non amp theme मे जितने विजेट वर्क करता है वो Amp theme वर्क करेगा जैसे live chat widget messanger widget etc..

    3. Amp template adsense friendly होता है इसे यूज़ करने से adsense के rule के खिलाफ तो नहीं है न

    4. पोस्ट publish करने मे भी कोई प्रॉब्लम होगा पोस्ट मे image add करने मे भी कोई परेशानी होंगी

    Reply
  8. Hiii rohit…..जैसा की अपने privacy policy page के बारे बताया। यहाँ एक option आता है। Advertise Information जहाँ बताया गया है आप जो भी Ads use करते है उस – उस checkbox को tick करे।
    मैंने एक wordpress blog बनाया है। और मैं अभी कोई Ads use नहीं करती, मुझे भी Google Adsense के लिए Apply करना हैं but मैं 6 months बाद करना चाहती हुँ।
    मैंने ऐसा पढ़ा है Google Adsense में Apply करने से पहले से हमे privacy policy page बनाना है।
    तो please आप मुझे बताये मैं future में जो भी ads use करना चाहती हूँ। वहाँ मैं tick करू या न करू , क्योकि वर्त्तमान में मैं कोई ads use नहीं करती।

    Reply
    • Hello Sarabjeet ji.. Privacy policy me ham wo batate hai jo hamari site par hota hai.. to agar aap abhi ads use nahi karte to aap abhi add nahi karege to bhi koi problem nahi.. jab aap use karna start kare, uss time apne privacy policy page me add karke usko bhi update kar dijiyega..

      Reply
  9. 1. agar humne page editor me jo privacy policy copy kiya hai usme jo heading hai unhe bold kar du to koi problem nahi hogi na.
    2. maine privacy policy banane se pahale hi AdSance ko apply kiya tha. To ab maine privacy policy blog par submit kiya hai to ab mera adsence account approve ho jayega ya phir fir se adsece apply karna padega.

    Reply
  10. Ek help chahiye Rohit bhai, Mere Blogger blog ke post ke title ka colour to sahi hai lekin Page ke Title ka colour White hai. Is wajah se Mere blog ke page ka Title dikhta nahin hai. Page ke Title ke liye kya code hoga? Maine try kiya lekin mujhe kahin bhi ye option nahin mila Template ke HTML mein. Aap mujhe code bata dijiye, jise main template html mein search karke colour change kar sakun.

    Reply
  11. sir mene abhi hi 2-3 din pahale tachnicalgoogle.blogspot.com yesa domain liya me use .com domain lena chahata hu par le nahi pa raha

    Reply
  12. namaskar rohit ji sir
    mera blogg hai

    bhavanisinghrr.blogspot.com

    please check kare aur mujhe bataye ki blogg kaisa hai kya mere sabhi page thik se lage hai
    kya kami hai etc.
    apni ray jarur de please

    Reply
  13. namaskar rohit ji sir
    my blogg is

    bhavanisinghrr.blogspot.com

    please check kare aur mujhe bataye ki blogg kaisa hai kya mere sabhi page thik se lage hai
    kya kami hai etc.
    apni ray jarur de please

    Reply
  14. Agar ham koi bhi add naa lagate ho. To us isthiti me kya kare ? Hamne ab tak apni site me add nahi lagaya. To kya bina advertise company select kiye, page create kar sakte hain ?

    Reply
  15. Sr bhot hi accha jankari diya hai aapne
    Par blog me desbord me jake privacy policy terms and conditions bana ke publish ksre ge to kya vo post ke sath ndhi dikhega yo dlag page ksise dikhega

    Reply
  16. Bhai jab mai privacy policy page generater pe click karta hu tab ye msg aata hai
    Privacy Policy and Terms & Conditions Generators now working again

    My apologies for the problems that members had over the past few days with the Privacy Policy and Terms & Conditions generator. There was a small issue caused by a recent site update.

    I have now resolved the issue, and have tested both of the generators and they appear to be working fine.

    If anyone is still having a problem please feel to contact me and I will do my best to help.

    Reply
  17. hello rohit sir mujhe ye pata karna tha ki aagar mera blog hindi me hai to kya Privacy Policy page ko english me bana sakte hai or english me banane me koi problem to nai hoga na

    Reply