Deleted Photo (Images) Ko Recover Kaise Kare Mobile Phone Me

Deleted Photo (Images) Ko Recover Kaise Kare Mobile Phone Me

Agar aapke Mobile me koi Important Image thi jo aapne delete kardi or ab aap chate hai ki wo aapke mobile me wapas aa jaye, to wo aap aasani se recover kar sakte hai.

Ye jo tarika me batane wala hu wo Android Phones ke liye hai or ye ek App hai jiski madad se aap Delete kiye hue Photo or Video ko recover kar sakte hai. Iss App ki sabse khas baat ye hai ki agar 1 saal phele delete kiya huaa photo bhi agar aapko recover karna hai to aap iski madad se kar sahte hai.

Advertisements

Ye jo App hai Photo recover karne ka wo bina root ke bhi kaam karta hai, par isme wo puri files ko scan nahi par pata.. fir bhi bhut si files aa jati hai.. Par agar aapka Mobile rooted bhi hai to aap Image ke sath sath Video bhi recover kar sakte hai.

Mobile Root kaise kare uski jankari ke liye yaha jaye:

Android Phone se Delete hue Photos ko Recover kaise kare

Chaliye dekh lete hai aapko Kya karna hai or kaise deleted photo ko recover karna hai.

Step 1: Sabse phele aapko apne mobile me DiskDigger Photo Recovery App install karna hai.

delete photo ko recover kaise kare mobile me

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”https://play.google.com/store/apps/details?id=com.defianttech.diskdigger&hl=en”]DiskDigger Photo Recovery[/button]

Step 2: Ab Simple App ko Open karege to aapko ek button dikhega Start Basic Photo Scan uspar click kare.

delete photo ko recover karne ke liye scan kare

Step 3: Ab aapke phone ki scaning start ho jayegi.. isme thoda time lagega.. aap wait kare or agar aap bich me bhi cancel karna chahe to kar sakte hai.

delete photo ko recover karne ke liye scan kare

Mene apne Mobile me scan kiya to usme 20 minutes lage, jisme mere mobile ki 43728 Images ko scan kiya, dekha jaye to ye bhut hi jada hai.

Step 4: Ab aapke samne puri image aa chuki hai.. Aap jinko bhi recover karna chate hai select karke recover ki button par click kare.

deleted image ko select karke recover ki button par click kare

Step 5: Ab Image ko save karne ke liye pucha jayega.. Device ko select kare save karne ke liye.. aap chahe to online bhi save kar sakte hai.

image ko save karne ke liye select kare

Is trha aap apni delete ki hui image ko wapas la sakte hai.

Agar aap Image or Video ke aalawa koi bhi dusri file ko recover karna chate hai jese Songs, documents to uske liye aap is App ka Pro version tri kar sakte hai.

wese to ye app bhut badiya hai or aapke mobile me bhi jarur work karega par agar nahi karta hai to aap Dumpster Photo & Video Restore ko tri kar sakte hai, ye bhi acha app hai Image or Video ko recover karne ke liye.

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”https://play.google.com/store/apps/details?id=com.baloota.dumpster&hl=en”]Dumpster Photo & Video Restore[/button]

Ummid hai aapko ye App helpful rahega, agar aapka koi sabal hai isse related to aap comment karke jarur puche.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

77 thoughts on “Deleted Photo (Images) Ko Recover Kaise Kare Mobile Phone Me”

  1. Achi Post hai iss app ki jarorat bhot logo ko hai..lekin shi app mil milna mushkil hota hai. Aaapka bhot bhot dhanwad aapne itni achi jankari Logo ke saath share ki. Bhot Bhot Dhanwad Rohit Mewada

    Reply
  2. Hello

    Rohit Bhai mere PC me se mere personal photos deleted ho gye h plz help me…
    Usko kese backup lu….
    Plz reply fast

    Reply
  3. 1.You tube channel pr litne suscriber ho jane k bad channel adsence se aprove hoga?
    2.Mobile root krne se data loss hone ka khatra rhta hai kya?

    Reply
  4. Bhai mera blog dekhe ki acha hai ki nahi aur meri galti ko bataye aur mere blog me visitor bahut kam aa rahe hai plz koi solution bataiye mai apka daily vusitor hoon.

    Reply
  5. Bhai mere blog blogger platform par hai jab mai apni website ka home page open karta hu to mujhe mere main page par Sirf ek hi post show ho rhi maine template bhi change karke dekha fir bhi nhi sahi hua maine apne blogger ke layout me number of 7 hai fir bhi post home page par kewl ek hi show ho rhi hai

    Reply
  6. hello bhaiyya ,
    mujhe yeh janna hai ki kya domain lene ke bad google analytics account me koi changes
    karna padta hai ?

    Reply
  7. YouTube k liye mujhe Indian cricketer, actor, rajneta etc k photo video me lagane k liye image chahiye to koi esa rasta bataye jisase bina koi copyright k image mil jaye

    Reply
  8. YouTube k liye mujhe Indian cricketer, actor, rajneta etc k photo video me lagane k liye image chahiye to koi esa rasta bataye jisase bina koi copyright k image mil jaye

    Reply
  9. Sir,website ko update karne ke baad old post ke screenshot nahi dikhai de raha hain.sirf new post ke ss hi dekhai deta hain.kaise problem solve karu?

    Reply
    • agar aapka blog wordpress par hai to aap forced thumnail plugin ko ek war run kar dijiye. ya fir ye broser ki baja se bhi ho sakta hai aap browser ka data clear karke try kare.

      Reply
  10. अगर मै अपनी एक ही फोटो को अपने ही ब्लोग मे 2 या 3 पोस्ट मे उपयोग करू तो क्या वो copyright होगी?

    Reply
  11. Nice article,, aap bahut achhe se samjhate hain mai new blogger hu aur aapse hi bahut kuchh sikhi hu..pls aap ek baar mere blog ko check karke mujhe bataye ki mujhe aur kya karna hoga apne blog me..pls help me reply zarur kariyega

    Reply
    • bhut hi badiya blog banaya hai bro aapne..

      aapne jo facebook ka alag se widget or page ka widget add kiya hia sidebar me aapko wo hata dena chaiye.. unki jarurat nahi hai.. or unki baja se widgets post ke bhi niche ja rahe hai.

      Reply
  12. rohit ji aapse aagrah hain . aap bataye whatsapp group blog me add kaise kare aapke jaisa . ya ek post likhkar publish kijiye.

    Reply
  13. Sir mene apna blog creat Kiya Hai blog me HTML code ve dala Hai add show bhe ho rahe Hai lakin AdSense a.c pe paise nai milte

    Kitne click pe oese milte Hain I’ll help me

    Our me comment box kaise alag se add kar sakta hu?? Plz help sir me

    Reply
  14. Dear Rohit Sir,
    Main Aapke Blog ka regular Reader hun. Maine bhi aapse inspired hoke hindi Tech Blog Technical Mitra ki suruaat ki hai. Yanha main Top 10 hindi Tech Blogger in India me aapke blog ko mention kia hai aur apne readers ko aapke blog ki information di hai. Agar Aap mere blog Tech Mitra par visit karke Top 10 hindi Tech Bloggers in India par apna Feedback ya mere liye koi suggestion denge to mujhe bahut khusi hogi. Aur aage aur bhi acche post likhne ki prerna bhi milegi.
    I hope aap apna bahumlay samay mere blog ke liye jarur denge.

    Reply
  15. धन्यवाद् रोहित जी आपने बहुत आसान तरीका बताया recovery का | sir मैंने आपको fb पे msg किया था but आपने reply नहीं दिया | मुझे HMH पे guest पोस्ट करनी है और इसी सिलसिले में आपसे कुछ पूछना था |

    Reply