Email ID Kya hai or iska kya use hai wo aap jante hi hoge, or nahi jante to iske bare me suna jarur hoga. Aaj Online har kaam me Email ID ki jarurat padti hai, Fir Chahe Facebook Account ho ya Online Shopping karni ho, har Kaam me Email Address ki jarurat padti hai. To agar Aap janna chahte hai kaise New Email id Banana Hai to is Post ko pura read kare.
Page Contents
Email ID kya Hoti Hai ?
Email ID apki ek virtual ID hoti hai jiski madad se aap kisi dusre ki Email ID par message send kar sakte ho Internet ke madhyam se. Jo Email ID hoti hai usme hamara username hota hai or akhri me jis site par hamne Email ka account banaya hai uski link hoti hai or dono ke bich me @(at the rate) ka sign hota hai.
Jese Meri Email ID hai Admin@RohitMewada.com.. Isme mera username Admin hai or mene ye apni personal website RohitMewada.com par banai hai..
Email ID aap kisi bhi site par bana sakte ho Yahoo, Microsoft ya GMail jo ke bilkul free hai. Par me aapko Gmail Par ID banakar dikhaunga Q ki ye Google ki Service hai to iske or bhi faida hai.
Read: Custom Free Email ID kaise banaye uski jankari yaha hai
Google Account Kaise Banaye / ईमेल id बनानी है
Gmail Google ki hi service hai isliye Gmail Account ko Google Account bhi khate hai. Gmail Par account banana koi jada muskil nahi hai.
Matlab Google Account banayenge to hamara Gmail account bhi ban jayega os usse hame Mail ID bhi mil jayega.
Simple aap meri steps ko follow karna or agar kahi par aapko dikkat aati hai to mujhe comment karke batana me aapki puri tarah se help karne ki kosis karunga. To chaliye shuru karte hai or sikhte hai Kaise Email id Banana Hai.
Step 1 Sabse pehle www.Gmail.com ki site par jaiye.
Step 2
Create account par click kare new account banane ke liye
Step 3 Ab aapke saamne ek Form khulega, usme aapko apni puri detail bharke submit karni hai
- Apna Naam or Surname bhare.
- username bharna hai. username me aap naam or number dono ko mila kar bhi bhar sakte ho. username me aisa naam bharna padega jo pehle kisi ka na ho. udharan aapka naam Raju hai to aap raju user name me bharo par error aaye to usme kuch number laga do raju123.
- Ab aapko apne account ke liye password likhna hai or usko dubara niche bhi bharna hai. password aisa hona chaiye jo aapko aasani se yaad rahi or dusra koi pata na kar paye. password me Number (12345) Sabd (ABCabc) or special character (@#$%!) ko milakar jo aap chahe bo password rakh sakte ho. aapko password yaad rakhna hai.
- Aapki jo bhi janm tharik ho usko bharna hai. mahina/tharik/saal is format me bharna hai
- Ab aapka Gander select karna hai. Male ya Female jo aap hai select karle.
- Apna Mobile Number dale
- Apka agar koi Purani Email ID hai to usko dalo ya fir khali hi rehne do
- Ab jo sabd likhkar verify karne ka option aa raha hai aap usko tik karke rehne de ya fir sabdo ko niche daalde.
- Location me aap kis country se ho select karle. India Select karle
- Ab Gmail ki term conduction ko maanne ke liye Tik karo
- Next Step ki Button par click karo
Step 4
Apna Mobile Number verify karna hai. apna number check karke verify ka tarika chune. SMS se code aayega ya fir aapko ek call aayega usme code ko batayenge. ek option select karne ke baad Continue ki button par click kare.
Step 5 Ab aapke paas chune hue tarike se ek code aayega aapke mobile par, usko yaha dalna hai
- Apne Mobile par aaya Code dale
- Continue ki button par click kare
Step 6 Ab aapka account ban gaya hai. or Pehli baar aapka account Open huwa hai isliye aapko welcome kar rahe hai. Get Started ki button par click kare.
Step 7 ye lijiye aapka email account teyaar hai. aap isme dekhege Gmail Team se aap ko 3 mail aaye hai.
Ab aap jan chuke hai email id kaise banaye or Email khul kar aapke saamne hai. Ab account jab bhi aap open karna chahe to Apna Email ID or uska password daalkar Sign kar sakte ho.
Gmail me Sign In or Sign Out kaise kare
Sing In karne ke liye www.Gmail.com site par jao or apna email or password daalkar sign in kar sakte ho. fir aapka account khul jayega.
- Apna Email Id Dale
- Apna Password dale
- Sign in ki button kar click kare
ab aapka gmail account open ho jayega.
Jaruri: jab aapka account ka kaam ho jaye to account ke aise hi naa kate, apne account ko sign out kare. taki koi aap ke account ka galat istemal na kar sake.
Upar corner me arrow par click karke Sign out ki button par click kare.
Google Account ka Kya Use hai
Jo hamari Gmail ki id hai ye Google ki jitni bhi service hai un sab par login karne me use hogi.
Ye kuch Service jin par ham apni email is or password se login kae sakte hai
or bhi jitni hai jo Google se connected hai.
ab aap jaan chuke hai Kaise Email id Banana Hai or kya uska use hai, uske baad bhi agar aapka koi sabal hai to aap comment karke puch sakte hai.
Aapne Google par apni GMail ID to bana li par aapko ye bhi pata hona chahiye ki aapke account ko koi hack karke uska galat istemal bhi kar sakta hai.. Aap ye jarur padhe ki ham kaise apni GMail ID ko Hack hone se bacha sakte hai.
Kya aapko pata hai ham Gmail ki id ki madad se Free me apni website bana sakte hai, bina kisi coding ke. Kaise ye Jaanne ke liye yaha click karo.
bro news tv pa or bohat c jago pa email mangtay hai.liken email facebook ki day to email facebook pa ay gi ya phir facebook ki email ko gmail sa connect krtay hai…yar ye zara detail ma bta do.jo meri smj ma aa jay
नए ईमेल आई डी के लिए पहले वाली इमेल आई डी का जन्म तिथि मो नं. डाला जा सकता है सर जी।
किसी का मो न नयी ईमेल के लिए लिख सकते हैं।
hello sir me gmail id se bulk meil krta hu kuchh time baad bo block ho jati usse dubara start kese kre ya or kuchh esa jisse ye block hi nhi ho sir plzz help
hii Rohit ji
please help me
hi
bro ye news tv pa email or kai jaga pa mangtay h..ager fb ki email day jis sa fb log in krtay hai to email fb pa ay gi ya phir fb wali email ko gamil ma connect krtay hai.detail ma bta do bro
h
hiii Rohit Mewada
Hay
Rohit bhai jab me apni email id ka pasward dalta hu to us me niche likha ata h ki aap ka pasward badle mahine ho gaye h mujhe lagta h ki kisi ne mera pasward Cheng kar diya h me kese pata karu bato
Me apni email id ka pasward bhul gaya hu kya aap bata sakte h ki me kese pata karu
Comment:Rohit bhai me apni gmail accunt ka pasward bhul gaya hu pls meri help kr sakte ho
mera gmail id nahi open ho raha hai.google recover hai?
mera gmail id nahi open ho raha hai.google recover notfy aa raha hai?
aap ko mere se koi details chahiye to bata dijiye par wo mera important email hai
pls help me
aap muje mere account password bata dijiye pls
sir mera gmail account kisi ne hack kar liya hai aur password bli change kar diya hai
mera id – sagar17july86@gmail.com
pls muje ye online karke de dijiye
Bhai Gmail Par Animation Signature Kaise Add karte hai Or Banate Hai
Plesae Reply
sir please batayiye ki youtube ka url kese pata chalta he mujhe apne youtube ka url nahi mill raha please help me
next ka button click nahi ho raha hai
Bhaya muje googal par apna acount bnana he kese kiya karu btao
mri id fb py ni khuiti
mri id fb py ni khil rhe q????
Ky gmail aur email alg alg h…??
Gmail Google ki service hai.. jispar ham apna email account banate hai..
Ky gmail aur email alg h…
Enter your comment here…mujhe gmail id change karni hai
Rohit sir mere mobile me login karte wqt coudt sever aa rha hai kya kru pls help.google account me.gmail me.koi bhi sig in kru to coudnt seversever Aarha hai mera mobile rooted hai
mujhe bahut pasand aya
bhai ager ek gmail me youtube ka channel band ho jahe to use gmail me neya chanel ban sakta hai kea
sir
me YouTube me movie trailers upload kareke pese $ kma skta hu kya.. help
nahi.. wo copyrighted hote hai.. unse nahi kama sakte.. aapki channel delete kar di jayegi agar aap copy karke video upload karege.
muje Google account del krna hai esa laf rha h hack ho gya password bhi yaad nhi h kase kru
delete karne ke liye password pata hona chaiye.
Deativate account ko activate kaise karte hai?
simple login kare.. agar delete nahi huaa hoga to open ho jayega..
Me apna password bhul gya hu or recovery email bhi rong dal rakha h
Bhai mene email a/c banaya lekin koi message receive nhi kiya wats problem its.if any setting
plz suggest me
Rohit bhai mujhe aapka fb I’d chahiy mai Aapko dost banana chahta hu
fb.com/RNMewada
halo sar mere gmail open kane ke liye password forget ho gaya hai kese khole please sar tell me
Bhai fb acanunt nai kulrha pswd dalte hi to incrkt ata hi pehle mai ne paswd Galt dala that tab Se peroblam hi
Sir mai apana password bhul gaya hu please.mujhe ditel me bataye mujhe
Hlo
tnx
sir meri id apne aap band ho gai h mujhe email or pasverd shi bilkul shi pta h phir bhi nhi khul rhi plzz help me
me apne gmail account ka password bhool gya hu
yr ab account ko kese recover karun
forgot password ka option aata hai .. uspar click karke forgot password kare.
sir meraa id email bhul gayaa Hu. password to
yaad he lekin email id bhul gayaa please suggest me.
aap forgot username kare…or agar kahi usko use kiya ho to uske account me l;oghin karke bhi dekh sakte ho.. jese agar facebook me usko add kiya ho to aap bha se dekh sakte ho.
Mujhe mera accont restart karna h
thanxxx. sir jaankari dene ke liye
Thanks
Bhai Mera website bna do Jo kho ge WO dunga
Rohit bhai jab me play stor se koi app install karta hu to (server se jankari prapat karne me truti)ye ata hai . please bhai help me.
Ladka aur ladki me kya antar hai
No ragister karne hai 7841952889
hum apna password bhul gye h
to hmne forgot password bhi karke dekha lekin nahi ho raha h
kya kare hum
pls help….
waqai aap ne apni help line ka ye ek achcha Tareeka nikala hai ..aapki es helps se bhaut hi fayda hoga m aapko eske liye badhayie deta hu ..(shukriya)
Rohit sir, Microsoft account kaise banate hain plz help koi bhi app install nahi ho raha hain Lumia 525me
E maIl id facebook par bna sakte hai.plz btaye.??
nahi