Feedburner ko Blogger se kaise add kare or Q

Jin logo ka blog ya website hoti hai unke liye unke liye visitor kitne jaruri hai ye kisi ko batane ki jarurat nahi hai. Ham hamare blog ko top me lane ke liye kya kya nahi karte, Facebook Page bana kar uska widget apne blog par add karte hai, Twitter or Google+ par apni post ko share karte hai.

Hamara maksad hota hai ji jada se jada logo tak apni post ki jaankari pohche. Blog ki Feed usme se ek sabse main hai. blog ki Feed ki madad se koi bhi hamare blog ko apne Email par Subscribe kar sakta hai or subscribe karne ke baad jab bhi ham pani new post publish karte hai uske pass email chala jata hai.

Advertisements

Jo Hamare Blogger blog ka feed hota hai bo kuch is prakar hota hai.

blogname.blogspot.com/feeds/posts/default

Setup-Feedburner-Email-Subscription-in-Blogger in hindi

hamare blog ko koi bhi subscribe to kar sakta hai par hame pata nahi chalta kitne logo ne subscribe kiya hai. To ye jaanne ke liye ki hamare blog ko kitne logo ne subscribe kiya hai ham apne blog ke feed ko Google feedburner se add karte hai.

To chaliye Jaante hai kaise Blogger ki Feed ko Google Feedburner me banate hai or fir Apne Blogger ki Feed ko Kaise redirect karte hai.

FeedBurner ki Feed ko kaise banate hai

Step by Step Follow karo

Step 1: Feedburner ki Site par jao fir apne Google Account se login karo.

feedburner

Step 2: Ab apni Blog ka URL dalo jiska aap Feed banana chate ho.

Feedburner me login karne ke baad apne blog ki link usme dalo

  1. Apne Blog ka URL Dale
  2. Next ki Button par click kare

Step 3: Ab jo naya page khulega usme Aapke Blog ke 3 feed URL aayege usme se aapko ek select karna hai.

Apne blog ki dafult feed ko select karke next ki button par click karo

  1. Phela select rhane de
  2. Next ki button par click kare

Step 4:

Apne Blog ka Title de fir apne feed ka user name dale

  1. Apne Feed Ka Title De. (Jo aapki Site ka Title ho bo hi de to badiya rahega).
  2. Apne Feed ke liye uska naam dale.

Feedburner ka link kuch is parkar rhata hai

http://feeds.feedburner.com/HindiMeHelp

Step 5:

next ki button par click kare

Ab aapka Feed URL ban chuka hai aap uski link dekh sakte ho. Next ki button par click kare

Step 6:

feed ki detail ko select karke next par click kare

Agar aap apne Feed par kitne click ho rahe hai usko track karna cahate ho to in option ko select karo. ya fir khali rhane do. Next ki button par click karo.

Step 7: Ab kuch is Prakar Successfully ka message aayega. iska matlab hai aapka Feedburner par feed teyaar hai.

ab aapka feed teyaar hai

Feedburner ke Feed ko Blogger e kaise Add kare

Ek baar Feedburner par feed banne ke baad aapko karna ye hai ki apne blog ki feed ko redirect karna hai. uske liye in steps ko follow karo

Step 1: Apne Blogger account me login karne ke baad apne blog ke deshbord me jao.

Step 2:

Blogger me apni feedburner ki feed ko update kare

  1. Setting me jao
  2. Fir Other par click karo
  3. Ab jo page aayega usme Post Feed Redirect URL ke saamne apni Feedburner ki URL Dalo
  4. Save Setting par click karo.

To Ab aap jaan chuke ho kaise FeedBurner par feed banate hai or usko kaise apne Blogger ke blog me add karte hai. To abhi ke liye bas itna hi, or dekhe kaise Subscriber Widget apne Blog me add kare or Email Subscription kaise enable kare Feedburner par.

Agar Aapko Ispost ke samband me koi bhi paresaani ya fir koi sabaal ho to aap comment me post kare. or agar aapka koi or sabaal ho to aap Hamare HMH Forum me post kare.

*Blogger ki Puri Jankari yaha hai

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

99 thoughts on “Feedburner ko Blogger se kaise add kare or Q”

  1. Bhai mujhe jab 2nd step ke baad error bta rha hai mere html me jo solve krna mushkil ho gya h q ki error kis line me h ye proper nhi pta chal rha

    Reply
  2. Your feed filesize is larger than 1024K. You need to reduce its size in order for FeedBurner to process it. Tips for controlling feed file size with Blogger can be found in Tech Tips on FeedBurner Forums, our support site.

    हैल्लो सर जब हम अपने ब्लॉग कर यूआरएल ऐड कर रहे है तो एक नई विंडोज ओपन हो रही है उस विंडोज में हम 1 ऑप्शन पव क्लिक कर रहे है तो है ये नोटिफिकेशन आ रहा है जो मैंने ऊपर ऐड किया हुआ है सर जल्दी बताये हमें ये क्यों बता रहा है लगता है मेरा फीड फिलेसिज़े बहुत बड़ा है कैसे छोटा करू

    Reply
  3. feed burner banate samay ye aa rha hai aur mai isse aage ni ja pa rha hu

    “Your feed filesize is larger than 1024K. You need to reduce its size in order for FeedBurner to process it. Tips for controlling feed file size with Blogger can be found in Tech ”

    iske liye mai kya karu

    Reply
  4. hello bro.
    me apne blog qualitywritinghindi.blogspot.com ko google searc engine me lane ke liye lgbhg sare tips use kr chuka hu but meri koi bhi post google pr found ni ho rhi h so plz aap ek baar mere blog ko qualitywritinghindi.blogspot.com pr jakr dekhe and fir plz mujhe suggestion de ki mujhe kya krna chahiye ki meri posts bhi search engine me found ho

    Thanks

    Reply
  5. Hello sir jab ham apnai blogger ko website mai change kartai hai after buying domin then hmai website ka designing bhi karna padta hai kya…

    Aap ka koie post hai web designing Sai sambandhit to hmai uska link dijiyai.

    Reply
  6. Hi bro mera name pankaj solanki ha. Me waphindi.blogspot.com ka founder hu. Bhai yea batta do ki .’vien wed verson’ ma mare post puri puri aa rahe ha please mug ko batta do ki ma blog ko disine kase karu

    Reply