Free Photo Hosting Sites jaha par Apne Photos Upload kar Sakte hai

Aaj kal ka zamana facebook ka hai jaha par hum photo share and host kar sakte hai. Facebook ke baad aaya instagram.com jo bhi ek kafi interesting photo sharing and hosting site hai. Phir aaya pinterest.com. Pinterest ke aane ke baad se hii selfie ka jamana suru hua. Aur upar se selfie ka demand aur bhi badhne laga jab smartphone sabke liye affordable ho gaya.

Free Photo Hosting Sites jaha par Apne Photos Upload kar Sakte hai

Page Contents

Free Photo Hosting Sites

Aaj kal ka tou ye trend sa ban gaya hai ki jo bhi cheez pasand aayi, bas snap and selfie kheech li. Lekin sawal ye hai ki itne high resolution pictures ko sambhal kar kaha rakhe?
Aaj ke article me main aapko kuch websites ke link dene wala hu jaha par aap apne photos ko bhadiya se safely host kar payenge. Iin websites ko photo hosting sites kehte hai. Matlab iin sites par aap apne photos ko upload kar ke future ke liye save kar payenge.

Advertisements

Iin photo hosting sites ke aur bhi kai faide hai like

  • Aap apne photos ko future me share kar payenge, unhe download kar payenge
  • Aapko hosting ke liye koi charge bhi nahi dena padega
  • Sabse jyada faida iin hosting sites se uun logo ko hota hai jo web designer hai, photographer hai, and jo animation ka kaam karte hai
  • Aap kisi bhi naam ya folder se apne photos ko save kar payenge [future me aapka time bhi save hoga, aap ek click se unhe download bhi kar payenge]
  • Aap iin sites par apne photos organize and manage kar paayenge
  • Aap apni personal photography community bhi create kar paayenge
  • and many more……..

Ye Bhi Pade:

Upload kaise kare Photos / Images ko?

Agar aapke paas high pixel smartphone hai, then aap snaps lijiye. Snaps lene ke baad unhe inn sites par jaa kar upload kar diye aur apne man pasand naam se future ke liye save kar dijiye. Upload karne ke baad username and password sambhal kar rakhiye.

Facebook, pinterest and instagram tou kaafi common sites hai, jinke baare me shayad sabhi ko pata hai. Chaliye kuch alag try karte hai aur future trend khud banate hai. Tou chaliye main list de deta hu free photo hosting sites ka.

Best photo hosting sites with links

  1. 500 px
  2. Imgur
  3. Flickr [yahoo company]
  4. Google photos [google]
  5. Fotolog
  6. Photo bucket
  7. Deviant art
  8. Drop shots
  9. Fotki

In Site me Image ko Free me Host kar sakte hai, upload karke rakh sakte hai.

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

66 thoughts on “Free Photo Hosting Sites jaha par Apne Photos Upload kar Sakte hai”

  1. Hello sir main mere mobile main jab facebook open karraha hoon to facebook se automatically bhar ajara hoon iasa kyou sir please help me

    Reply
  2. Apne Apna Jo Profile Witgh Rakha Hai Usme Kaiser Like Jo Apne Likha Hello Dosto Mera Nam Rohit Hai Kaise Likhu Mai Apni Site Me Is Tarah

    Reply
  3. Sir maine aisi site banayi hai jis pr main games aur apps upload karta hun,To main ye janna chahta hun ki jaise maine koi do apps upload kiye (1 symbianaur 1 android) to unke label me to main (apps) likhunga but main symbian aur android ki subcatagary kaise create karu (matlb different folder me kaise rakhu)
    Blogger is my site Platform…

    Reply
  4. Rohit ji ek post me aapki site ke liye likhnaa chahtaa hu
    Money earning site hai aur usse earning bhi hoti hai 100% & uske proff bhi mere paas hai ! Aur jis site ki main baat kar raha hu us par approvel bhi jaldi mill jataa hai ! Aur uske ads site par lagane me vijiter ko presaani ho sakti hai but uske liye main aapko post likhunga!
    But main yah chahtaa hu aap ko jo post likh kar dunga aap usme jo chahe wah change kar lijiye apne hisaab se but referral code aap mera de ! To aaap agree hai isse to aap hamse
    nghosi161@gmail.com par contact kar sakte hai

    Reply
  5. bro blog per 40 se 45 post karne ke baad kitne pageview per day aane lagte he.. aur bro mene anhi new blog banaya he. lekin us per meri jo post he. bo home page per puri kyun open hi rahi he.. read more nahi aarha pls aap ek baar chech karke batana.. meri site ka name clickmeworld.blogspot.com he.

    Reply
  6. रोहित जी बहुत खूब , मै hindiblogguru .com से शेखर, आपकी पोस्ट वास्तव में विजिटरों के लिए बहुत ही helpful है , thanks for this this lovely पोस्ट :)

    Reply
  7. Rohit Bro jitne bhi successful bloggers Hote hai WO Apni Earning report Apne Visitors Se share Jarur karte hai or Aap bhi un successful bloggers mai se ho . To phir Sir Aap aisa kyu Nahi karte

    Reply
  8. sir mera website aproch bhi ho gaya hai aur adsense ke dwara sidebar me add bhi aa raha hain . post ke bech me kaise lagate hain

    Reply
  9. bro mene fb par aapke group me post kar di hai ki main aapki site par paid post karna chahata hu plese jaldi post approved kar de or reply bhi kar de..

    Reply
  10. rohit ji mere website pr google adsense ke dwaara add dikhaai de raha hai .sirf sidebar me.post ke beech me adsense add kaise lagaya jata hain.plz bistar se bataaiye?

    Reply
  11. Rohit ji maine in sites ko kabhi nahi use kiya isliye ek question hai,, kya in sites me upload ki huyi photos koi bhi dekh skta hai ya fir ye bilkul private rehti hai.

    Reply
  12. अपने महत्वपूर्ण पल में खींचे गए फोटो को इन्टरनेट पर रखने की बेहतरीन सुबिधा ये सब साइट्स.

    एक महत्वपूर्ण जानकारी.

    आभार,
    ~प्रकाश कुमार निराला

    Reply
  13. bhai mai hosted account me apni website ka URL gyanwebpoint.com dal kar sumit karta hu to .
    likha raha hai ..the url is not available for singing up for adsence…. iska kya matlv ham ab kya kare plz help

    Reply
  14. Sir, mene godaddy se ek domain buy kiya hai or blogger par setup bhi kiya hai…. Par me jab www me bina site open karta hu to godaddy ki website khul ti hai.. Or www ke sath meri website open hoti hai….mene aap ki post WEBSITE KO BINA WWW KE KAISE OPEN KARE padhi or godaddy par Google ke IP @ ke samne Charo thin tarike se save kari par vah kuchh der ke liye to bina www ke open hui par ab vapas godaddy ki site khul rahi hai ek baar app check kare le.. Or meri help kare
    http://www.Offers4loot.in

    Reply
  15. Hello Rohit sir

    Aapki ek post padhi thi maine kuchh din pahle
    Internet security wali
    Jisme aapne bataya tha ki apne blog wala gmail Id kisi ko mat batao
    Kahi bhi share mat karo aur kisi site par bhi register mat karo kyunki aaj kal fake site bahut chal rahi h

    To sir kya ham domain khareedte samay godaady par apna blog wala gmail Id register kare ya na kare
    Godaddy to badhiya website h to ham apna blog wala gmail Id ko us par register karenge to hamare gmail ki security rahegi ya nahi

    Matlab ki kya ham blog wali gmail Id ko godaddy par register kare ya na kare security ke hisab se

    Reply
  16. रोहित जी मैं आपको अपना गुरु मानता हु और आपको देखकर ही मैंने ब्लॉग्गिंग शुरू की है, बस मैं आपसे 1 सवाल पूछना चाहता हु की आपको daily pageviews कितने मिलते है. अगर आप मुझे यह बताते है तो मुझे ख़ुशी होगी और motivated महसूस करूँगा

    Reply
  17. sir mai apne blog pe jitne bhi post daal rha hu phele ek post google ke search me show ho gya tha par abe vo post hte ke abe dusra post show ho rha hai or jo phele post show ho rha tha abe vo nhi show ho rha hai google ke search me.

    Reply
  18. sir, mera blog wordpress me hai, aur mai yoast seo plugin use kar raha hun, but kuchh tyme se jab mai koi post social media, jaise google plus ya facebook me share karta hun to image share nhi hota ur kv-kv blog ka link only share hota post ka nahi,,kya kare,

    Reply
  19. Rohit ji mera ek problem hai jisse maine comment me bataya hai lekin abhi tak aapne uss comment ka reply nahi diya hai.

    Mera domain ko blog me set kiya tha par kuch gadbadi ke karana maine domain management me jo set kiya tha blog se code lekar woh sab delete kar diya hai. Ab me domain ko blog me phir se set karna chahta hu par domain blog me save ho jata hai aur woh set karne ki codes nahi aa raha hai. Save toh ho raha hai lekin godday me domain management me saare codes ko delete kar diya hai jisseke karan domain blog me kaam nahi kar raha hai.

    Ab me kaise blog me domain set karu. Domain ko set karne ke liye blog me domain name type karke save karta hu toh save ho jata hai.

    Lekin save hone ke baad domain blog me kaam nahi kar raha balki koi aur site redirect ho jata hai.

    Mujhe lagta hai maine godday me domain management se codes ko delete kar ne karana aisa ho raha hai isiliye aap koi raasta bataiye jisse iss problem ko solve kar saku.

    Please aap iss comment ko ignore mat kariyega kyuki me bahut pareshaan hu kai din net me bhi search kiya lekin koi bhi aisa tareeka nahi mila jisse me solve kar saku.

    Please help me rohit ji.
    I will be very grateful to you.
    Aapka blog reader……!

    Reply
  20. Hello rohit bhai maine bhi newspaper themes use ki WordPress blog me lekin index.php me kuch coding mistek hone bhi Home Page par Puree Post Show ho rahi hai .

    Kya aap mujhe apne newspaper theme ki Index.php coding ki copy Karke yaha paste karke de sakte hai

    Reply
  21. Helpfull jankari hai bhai. Apni images ko sambhal kar rakhne me yeh website bahut faydemand sabit ho sakti hai. Vaise me google photos ka ji use krta hu. Jo ke sabse popular website hai.

    Reply
  22. Thanks rohit jee.
    For new information sharing….
    Mujhe ak basic question btaye ki website के संदर्व मे होस्टिंग क्या होता है।और इसे लेने से क्या फरक पडता है?

    Reply
    • ye Memory Card ki trah hoti hai.. memory hoti hai.. online.. jispar ham website ki file upload karte hai.. blogger me iski jarurat nahi padti.. par jese aap khud ki design ki huioi ya wordpress par website bana chate hai to aapko phele hosting leni padegi.

      Reply
  23. rohit bro lekin main aapko tag kaise karu,kyoki aap mere friend nahi hai fb par,or main aapko friend request send karta hu unable to send batata hai,issliye abhi 2 option hai.
    1)aap fb par Manish lodhi earn money likhkar search kare or friend request bhej de main accecept kar lunga or aapko post me tag kar lunga.
    2)main direct group me post kar sakta hu bina tag kiye..
    plese jaldi reply kare.

    Reply