Google Par Photo Kaise Upload Karte Hain

Ham sabhi chate hai ki hamari ek alag phechan ho or agar koi online hamare bare me search kare to hamara photo bhi aaye. Ye bhut logo ka sabaal hota hai or bo apna Photo Google par dekhna chate hai, par internet ki kam jaankari ki karan samaj nahi aata ki kaise kya kare Google par photo dikhne ke liye. mujse bhut logo ne pucha ki unko apna photo Google par dikhana hai bo kya kare. to aaj me ussi sabaal kal jabab de raha hu.

google par photo upload kare

Mene jab Google par search kiya Google par to google ne muje kuch is traha ke result diye bo aap bhi dekhiye.

Advertisements

google par search result

iska matlab hai bhut se log hai to chate hai jo Google par search karte hai apna Photo uspar dekhne ke liye.

ye jo search result hai isme ek hai Google par website kaise banaye uske bare me mene phele hi bataya hai

Chaliye jaante hai Google Par apna photo kaise dekhe

Sabse phele me aapko bata du ki aap Google par apni Image upload nahi kar sakte q ki Google ek Search Engine hai, jo dusri site ko search karta hai or unki image ko bhi.

To Sabaal ye hai ki google par photo kaise aayega

Ye bhut saral hai or jab aap ye jaanloge to aap bhi sochoge ki ye kitna saral tha. Google par photo laane ke liye aapko karna ye hai ki aapko apni photo kisi site par upload karni hai.

Aapka Facebook, Twitter, ya Google+ par account to jarur hoga. aapko karna ye hai ki apni photo in sites par upload kare or publicly share kare. Image ko upload karne ke baad us image ka naam or uski puri jaankari jarur like

Maanlo aap Facebook par ek photo upload kar rahe hai to jo sabse jaruri baat bo ye ki aapko us image ka naam or us photo ke baare me jarur likhna hai. jabhi bo image search me aa payegi.

bo photo jis naam se hogi agar us naam ko ham search karege to bo image bhi google ke image search me aayegi.

Agar aap apni jaankari online share karna chate hai to Facebook Twitter to hai or aap Google+ par apna account banayege or usme apni jaankari or apna photo upload kare. iske baad agar koi aapke naam se search karega Google par to aapka photo google ke Image search me jarur aayega.

Image upload karne ke baad thoda time lagta hai search engine me image aane me. thoda intjaar kare.

Image Blog me Upload karke Google me laye

Ye jo tarika hai ye sabse kargar tarika hai Apni Image ko Google me dikhane ka..uske liye kya karna chaliye jaante hai –

  1. Sabse phele apna ek Blog banaye Blogger par
  2. Ab usme ek post likhe or kaise apni image ki setting kare.
  3. Image ka SEO bhi jaruri hai.. Yaha dekhe kaise upload kare image ko or kya setting kare.

Blogger me sahi se image upload karne ke baad jada chances hai search me aane ke.. Thoda time lagta hai.. 1 mahina tak lag sakta hai.

Ummid hai aap ab samaj gaye hoge ki Image ko kaise Google par daale. or ye kitna saral hai par agar aapko fir bhi koi dikkat aa rahi hai to aap muje comment ke jariye bata sakte sakte hai.

Agar aapka Internet se related koi bhi sabaal hai to aap bo bhi puch sakte hai. Internet ki or jaankari ki liye hamara facebook page like jarur kare.

Ye Bhi Jarur Padhe:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

472 thoughts on “Google Par Photo Kaise Upload Karte Hain”

  1. sir mujhe ye bataye mera paas mobile hai aur maine blog par website bhi banaliya par images upload kaise karna hai????

    Reply
  2. 1) Mp3 songs me agar me apana photo net par dalna chahta hun to kaise dalunga ?
    2) Kisi video ko youtube me kaise dalte hain? Bohat dino se is sabal ka jawab dhundh raha hun lekin mil nahi raha hair maine 3-4 ladko se puchha bhi lekin koi batane ko taiyar hi nahi hai jab ki no jante hain please Bhai ab aap hi meri madad kar sakate hain aapki bohat mehrabani hogi agar aap meri sawalon ka jawab jald se jald dene kind kos is late me aapake jawab ka intjar krunga

    Reply
  3. Hot on Google+ par post kaise karte hai…
    Please yaar iski jaankaari do. Maine bahut koshish kiya kai website khole par nahi ho raha hai. …

    Reply
  4. agar aapse Internet ke bare me koi sawal kiya to aap jhat uska hal batate Ho kya aapne koi course kiya hua hain agar nahi to phir kaise

    Reply
    • # saal ka experience hai bas or kuch nahi. Jo Sabaal Abhi sab mujse puchte hai wo sabaal mere 3 saal phele the. or une jaba mene net se hi pata kiye. or ab sabki Hindi Me Help kar raha hu.

      Mene koi course nahi kiya balki meneto engineering bhi Mechanical se ki hai.

      Reply
  5. hello sir..mai apne friend ka facebook account hack krna chahta hu iske liye maine internet or google market se bahut se hacking apps ka use kiya per mujhe koi fayda nhi hua..Sir mujhe aap se bahut umeed hai so please sir help me.

    Reply
  6. Sir,,,,,,,
    muje aapna photos Google image search me upload karna he so plz help
    me …my what’s app no.8347154064

    Reply
  7. Bro kya hum google pr photo uplod krne k liye apni facebook ki purani pic pr apna name update kr kr bhi daal sakte

    Reply
  8. me facebook par jab apni pic upload kr raha hu to usme pic par detail dalne ka option to a hi nahi raha….??
    Bas choose upload file ati he….
    Aur foto upload ho jata hai…..

    Reply
    • Yaar or kitni detail me batao…

      Facebook chalate ho ki nahi. Agar chalate hoge to facebook par image to jarur Dali hogi ki nahi. Jab ham image ko upload karte hai to bhapar likhne ka option bhi to aata hai. Usme likhna hai.

      Kya yaar itni si baat aapko samaj nahi aa rahi. Simple aap image upload karo. Ya fir aap apni profile photo ko bhi upload karo bo bhi aa jayegi

      Reply
    • Hame sirf Hamari picture online public karni hai. Uske baad google apne aap usko Index kar Leta hai or jab koi us naam se google me search karte hai to bo image bhi aa Jati hai

      Reply
    • Youtube video share karne ke liye aap video ke niche dekho video ke description ke ke bagal me option aata hai share ka ya fir jab aapka video Khatam hota hai to automatic share ka option khul Jata hai. Ye computer par hota hai.
      Agar aap ko mobile se share karna hai to Upar 3 dots par click karo usme share ka option aata hai

      Reply