Yadi aap ek blogger hai to aap ye jarur sochte honge ki aap jo blog post likhe hai woh google ke top rank par Aaye. Lekin aapko ek baat yaha par jan lena cahiye ki apne blog post ko google ke top rank par lane ke liye koi shortcut tarika nahi hai, Aapko High Quality Blog Post likhne hoge.
Yadi aap Blackhate seo ki madad se apne blog post ko google ke top par rank karane ki kosish karte hai to blackhate seo se aapke blog ko bahut nuksaan ho sakta hai. Aane wale time me hum blackhate seo kya hota hai uske bare me ek details post me janege.
Sabhi Professional blogger ek strategy bana kar apne post ko google ke top par rank krate jiske bare me woh aapne reader ko nahi batate hai. Aaj ke post mai aapko un sabhi secrets ke bare me batane ki kosish karuga jinka upyog karke professional blogger apne blog post ko google ke top rank par late hai. Mai ummed karta hu ki aapko iss post se jarur kuch uniqe chiz sikhne ko milega.
Page Contents
High Quality Blog Post Likhne ke liye 9 Important Tips
Tip no. 1: Apne liye Naa Likh kar Logo ke Liye Useful Uniqe Content Likhe
“Content” ek aisa powerfull tarika hai jo logo ko aapke upar khichkar lata hai? Yadi aap apne audience ke liye Useful content likhte hai to aapke content ko Apki audience pasand karege.
yadi aap search engine ke liye content likhte hai to aapke iss baat ka bhi dhyaan dena cahiye ki aapka content search engine optimization ke sath sath logo ke liye bhi helpful ho. Search engine hmesa organic content ko bahut pasand karta hai. Isliye apne content ko bina kisi copywrite ke 100% Original rakjhe. or Detail me jaanne ke liye ye bhi jarur pade Badiya Blog Content Kaise Likhe Google or Visitor dono ke liye.
Ye Bhi Pade: Content Ko Viral Kaise Kare? Hajaro Traffic Lane Ka Tarika [Infographic]
Tip no. 2: Hard Work Naa Karke Smart Work Kare
Hard Work Naa Karke Smart Work Kare
Iska Sidha saa mtlab hai ki kaam ke sath sath dimak ka bhi prayog kare. Maine dekha hai ki bahut se bloggers Apne content ko google ke top rank ke liye sabhi chize sahi tarike se karte hai Lekin galti woh ye karte hai ki woh apne content ko bina keyword research kiye hue publish kar dete hai Jiski Wajah se woh post search engine se jada traffic nahi paa pate hai, q ki us keyword ki jada search hi nahi hai.
Jo log Aisa karte hai Unko mai yahi kahna cahuga ki bina keyword research kiye hue aap search engine se achi traffic nahi paa sakte hai. Google Keyword Planner ek aisa free tool hai jiski madad se hum apne content ke liye faidemand keyword find kar sakte hai.
Ye Bhi Aapko Pata hona chaiye:
- Keyword Research karne ka Free, Fast or Best Tools
- Keyword Kya Hota Hai Aur Ek Badiya Keyword Kaise Select Kare
- KEYWORD DENSITY kya rakhe Search Engine me Top Rank Karne ke Liye
Tip no. 3: Keyword Decoration Ka Upyog Kare
Sabse pahle aapko ye samjhna hoga ki ye Keyword Decoration hota kya hai. Jab hum kisi keyword ke weigh, Size, Color Etc chizo ko change karte hai Usko hum Keyword Decoration kahte hai.
Apne content ko google par rank pane ke liye aapko apne content me Keyword Decoration karna hoga. Content me Keyword Decoration karne ka mtlab aapko apne main keyword jisko aapne target kiya hai usko bold yaa italic karna hoga.
Aisa Karne se jab google ka bot aapke content ko read karega to usko aasani se pata chal jayega ki aapne kiss keyword ko target kiya hai. Content me Keyword Decoration karna ek advance tarika hai aur ye bahut madad karta hai aapke content ko google me rank dilane ke liye.
Tip no. 4: Content-Length
Google Hmesa Long in Depth, problem-solving aur keyword rich content ko pasand karta hai.
Jiss tarah se Google par rank pane ke liye quality content ki jarurt padhti hai ussi parkar jab tak aapka content long nahi hoga tab tak aapka content google par achi rank nhi karega. Isliye apne content jitna ho sake utna long rakhe.
Content ko long rakhne ka ye mtlab nahi hai ki aap usme kuch bhi likh de. Jab tak aapka pura content aapke title se related nahi rahega tab usse aapko fayada nahi mlega. Aapka har ek content kam se kam 800++ word kaa hona cahiye.
Tip no. 5: Content Vs Sidebar
Blog ka Sidebar search engine optimization me ek bahut hi impotent role play karta hai. jab tak aapke blog ka sidebar search engine ke liye optimize nahi hoga tab tak aapke content ko rank milne me muskil hogi. Apne blog ke sidebar ko optimize karne ke liye in chizo ka upyog kare.
- Jitna ho sake sidebar ko chota rakhe
- Aapne Blog ke har ek image ko SEO friendly banaye aur uske liye har image me ALT tags ka upyog kare (Image SEO Friendly kaise banaye uski detail me jankari)
- Yadi aap apne sidebar me categories/labels wedget ka upyog karte hai to kabhi bhi categories/labels me keyword ka upyog naa kare
- Sidebar ke Faltu ke wedget/plugin ko turant remove kar de
- Sidebar ko hmesa clean aur fresh rakhe
- Sidebar me kam se kam image aur wedget ka upyog kare
Tip no. 6: Off Page SEO me Backlinks par focus kare
Off Page SEO ki suruwat backlink se hoti hai aur khatam bhi backlink se hoti hai. High-Quality backlinks aapke blog content ko rank karane me bahut jyada importent hota hai.
# High-Quality backlinks Ka Kya Mtlab Hota hai
High-Quality backlinks ka mtlab ye hota hai ki aapke blog ki link aisi website se hui ho jisko domain authority , page rank, jaisi chize bahut high ho. Jiski domain authority , page rank high hota hai usko “High authority blog/website kaha jata hai aur agar aise blog se aapko backlink milta hai to usko High-Quality backlinks kaha jayega.
Ye bhi Jarur pade: Bad Link Building Strategies se Kaise Bachaye Site [SEO Tips]
# High-quality Backlinks Kaise Banaye
- High authority blog/website Par Badiya comment kare (Badiya Comment kaise kare uski Tips)
- Top Social networking site par apne content ko share kare
- Quora aur yahoo answer jaise aur forum par apna acount banaye.
- Top Social bookmarking site par apne blog ko submit kare
- Apne friends bloggers se unke blog par apne blog ka link dene ke liye kahe.
- Papular Article directories par apne content ko publish kare
Tip no. 7: Social Sharing ko Improved kare
Social Sharing ka mtlb ye hota hai ki aapke content ko kitni baar social media par share kiya gaya hai.
Search Engine me Raking pane ke liye social sharing ek bahut bada role play karta hai. agar aapka koi aisa content hoga jisko social media par bahut jyada baar share kiya gaye to uss content ko google par top ranking milti hai. Isliye jitna ho sake ye kosish kare ki aapka content jyada se jyada social media par share kiya jaye.
Agar aap cahate hai ki aapne content ko social media par jyada share kiya jaye to aapka apne content ko social media ke liye optimize karna hoga aur uske liye aapko kuch baato par dhyaan dena hoga jaise
- Properly Tarike se Apne business page ke Meta tags ko Configure karna cahiye
- Hmesa post thumbnails me High quality images ka upyog karna cahiye. (Free Stock Image use kar sakte hai.)
- Jab aap koi post promote karne ke liye jaye to ho sake to uske liye alag se Meta description upyog kare.
- Apne Visitor ko post me kahe ki agar unko ye pasand aaya ho to share kare
- Share Widget jarur add kare apni site me
- Apne Jitne Bhi Social Network Page hai Site ke un sab par Post ko Share kare
Aapki Site ka in Social Networking Site par Page Jarur Hona Chaiye, agar nahi hai to aap abhi bana lijiye
Tip no. 8: 100% On Page Ka Upyog Kare
Jab aap apne post ko publish karne jaye to aapko apne pure post ki on-page seo ko cheack kar lena cahiye. Kisi bhi content ko google me rank karane ke liye on-page ki bahut jaruri hota hai. isliye bina op-page kiye hue kabhi bhi apne content ko publish naa kare. On-page seo ke bare me maine aapko pahle hi bata diya hai. bus aap un step ko follow kare.
- On-Page SEO kya hai wo detail me jaanne ke liye yaha read kare
Tip no. 9: Kabhi Bhi Content Me Over Optimization Naa Kare
bahut se blogger aise hote hai jinko seo ke bare me utni jankari nahi hoti hai jiski wajah se woh apne blog post ko Over Optimization kar dete hai jiski wajah se google unke content ko spam ki list me daal deta hai.
kabhi bhi apne blog post me Over Optimization naa kare. Over Optimization ka sidha saa mtlab hota hai ki “bahut jyada”. jab bhi aap blog post me kuch bhi seo karne ke liye jaye to aapko utna hi seo karna cahiye jitna ki usko jarurt hai agar aap jarurt se jyada seo kar denge to woh Over Optimization ho jayega.
Mai aapko yaha par kuch point batata hu jisko aapko Avoid karna cahiye.
- Blog Post ki Keyword Density Hmesa 2%-3% rakhe.
- Post me Keyword decoration karna acchi baat hai lekin aapko Keyword decoration karne ke liye iss baat ka dhyaan rakhna hoga ki bold aur italic ka upyog 2 baar se jyada naa kare aur apne heading me 2-3 keyword se jyada naa add kare
- Blog Post ke images me ek hi ALT Tag Naa De balki alag alag ALT Tag de (Image SEO)
- URL Me ke hi keyword ko 2 baar naa used kare
- H1 Heading ka upyog 1 post me 1 hi baar kare
Final Words
Seo ek bahut hi easy task hai bus aapko isko samjhne ki jarurt hai. Jiss din aapne seo ko acchi tarah se smjh liya uss din se aapki blogging life me ek naya moad aa jayega. Blogging me success hone ke liye SEO bahut hi jaruri hai. Isliye seo ke bare me jyada se jyada sikhne ki kosish kare Mai ummed karta hu aapko saflta jarur milegi.
Ye ek Aisa post tha jisme seo ke dwara apne blog ko top rank par kaise laye bataya gaya hai. Me ummed karta hu ki aapko iss post se kuch na kuch sikhne ko jarur mila hoga. Aap humko comment karke bataye ki aapko ye post kaisa lagi aur aapne iss post se kya sikha. Hum aapke comment ka wait karege.
Agar aapke Blogger Friends hai to unse is article ko share karna naa bhule, ho sakta hai aapke ek share se kisi ka blogging karne ka tarika badal jaye or wo aapko hamesa yaad rakhe :)
Happy Blogging…!
Hello Rohit bhy
Apka is aticle ka target keyword kya hai.
Sir G bohot helpful raha
mai apny blog par ye sub karu ga
Sir mane bloger.com par blog banaye hai .lekin mera blog google rank me nahi aa raha hai.plese madad kare
rank hone me time lagta hai.. aap high quality post kare regular..
bro aapki website ki template nice kiya iski bare mai bata sakte h
Newspaper
Bhai achi insprestion mili h trickywould .com iske bare me koi tips dijiye
Hello Bhai Mai Phle Blogger Pe Tha Dhire Dhire Mai WordPress Par Aaya iss bich maine aapke website par kafi kuch jana kafi kuch sikha website ke bare me ab mera website dhire dhire h sahi magar acha ja raha hai thank you for your all articles hamare website ko dekhiye or hame suggession dijiye www. trickywould .com aap agr free ho to hamse whatsapp par bat kare 8738949730 hamare group me 100+ bloggers hai agar aap free ho kabhi to bat jarur kijiyega
Great..
Thanx boss is post se meri bahuat help hui once again thankyou for this post.
Rohit sir aapne bahut accha likha hai is post me. Mujhe kaafi kuch jaane ko mila Dhanyawaad :)
hii sir,
ypur great and useful acticle
Thanks for sharing this wonderful article, please keep sharing.
Bhai aapki har post se kuch na kuch sikhne ko milta hain.
sir, main aapko guest post send karna chata hu.
please apani email id dijiye.
Thanks. Aap ke es post ko read karke kafi help mili
Welcome Bro
Rohit G Mai to Apne Post Ko SEO friendly Hi likhta hu Yoast SEO Plugging SE. But ek Question hai ki Jaise Aapne Bataya ki Blog ke Liye Back link bahut jaruri hai. Mera question hai ki Site Linking or Back link dono alag hota hai Kya? Agar ha to ishke bare me bhi kuchh bata dijiye. Achha rahega.
site link jo hamari ki kisi post se dusri post ki link, jisko internal link bhi khete hai.. banklink batmat kisi dusri site se hamari site par link..
Shukriya bhai
Shukriya bhai aap ki post mujhe bhut kuch samaj gaya
welcome :)
rahulji mera google adsense approve nahi ho raha and maine kai bar support.google.com mai message kiya and 3 week ho gye google adsense se ye message aya hai ki Just a week ! I’ve seen many people who waited for a month or two. And believe me I’m one of them. It usually takes some time for your account to get an approval so just relax. You probably have to wait a little long to finally get an approval. It’s Normal. ye message 11 feb 2017 mai aya tha par abhi tak adsense approve nahi hua to kya kare aap kuch advise de please. mera email id hai rajsiroya5055@gmail.com
apki ye website seo ke information ke liye and blog ki jankari ke liye bahut hi acchi and jaruri hai
THanks Raj
very good and bahut acchi information mili hai apki website se.
Rohitsir Is Post Se Muje Kafi Nayi Batein Sikhne Mili Thanks for this post..
Thanks
bahut hi badiya post ek bar mera blog chak karke batao kaisa hai….
sir mera blog 1 saal purana hai aur maine bahut post ki hai iss par lekin search engine me hi nahi aa raha hai sir please help kijiye aap mer blog ko check kar ke bataye ki isme kya kami hai
very helpful,thnkx
Brother Meri ek post top par aati hai to dusri down ho jati hai. esa kyu hota hai balki me SEO ka pura dhyan rakhta hu
very helpful information…rohit ji
But mere blos post me keyword density 23% aarahi hai kiya karu……??
sir mujhe ek problem hai jo post ke bare me likhate hai wo hi keywords hai ya koi aur keywords hai
Sir mene mobile me WordPress download krke uspe blog bnaya hai but mai usme koi bhi post mrta hun vo Google search me nhi aa rhi
hello sir my name is prabhat kumar.meri website mai ek probelm problem ho rahi hai last 3 days se mere post fetch nahi ho koi website ke.so plaese kuch idea batao jisse fetch ho jaye
Nice artical very usefull post for new bloger…thanks for this artical
rohit ji mera blog ka result google mai more result from…… aisa show nhi ho rha h sare url aa rhe h to mra aisa result kb ayega
jab site par jada visitor aate hai to google automatic wo show karta hai uska koi tarika nahi hai.
sir mera blog ka google mai more result from this this…… nhi aa rha hai puri post show ho rhi h vo kb ana suru hoga
wo automatioc aat ahai jinki site par acha traffic aata hai google se unki site ka..
Thank you rohit ji for the complete Information.
very good information…..important for every blogger…….thanks for share…….
Bahut Aacchi information hai kya Apko guest post send kar sakta hu?
Agar han to kis email par ?
Aap meri guest post ki guide lines pade.. Wahi email bhi diya huaa hai..
Bahut achi information hai bhai. . Aise bahut se log hai jinko QR code ke bare me nahi pta hoga. Apke ia artivle se kaafi logo ko acha gyan milega.
Thanks
Thanks Rohit,
Hope i can tranform this information into my success
Ji bilkul.. Hame bhi khusi hogi :)
Thanks Rohit,
Bahut kuchh seekhne ko mil raha hai.. Thanks alot for detailed information… lakin meri sabse badi mushkil hai backlinking…. yeh bahut dificult part hai…
Nahi aesa nahi hai.. Par agar kaam aasan ho to usko karne me maja bhi nahi aata ye bhi hai.. To aap uske liye mhanat karege to aapko uska result bhi milega
Dhanvyaad bhai…ye post share karne ke liye mujhe iski bahut zarurat thi ..
Most welcome :)
Very helpful thanks dear
Dear rohit, mere website par 200-300 page view aate hai daily. Or ads click 4-8 aa jate hai. Lekin CPC 0.00$ or earning bhi 0.00$ aati hai. Aisa kyu. Bta sakte ho. Kuch to help karo. M kafi din sevpreshan huvis baat ko lekar.. .
Aapke visitor abhi bhut kam hai usko badane par diyan de.. Ye apne aap bad jayege
Dear rohit, mere website par 200-300 page view aate hai daily. Or ads click 4-8 aa jate hai. Lekin CPC 0.00$ or earning bhi 0.00$ aati hai. Aisa kyu. Bta sakte ho. Kuch to help karo. M kafi din sevpreshan huvis baat ko lekar.
Aapke page views abhi bhut kam hai.. Aap apne blog par thode visitor badane par focus kare.. Ye apne aap bad jayege
Mr.Rohit maine aapki website or aapke bare me ek post likhi hai.Jiska naam hai Indias Awesome and Powerful bloggers toh meri aapse vinati hai ki meri site par visit kar k voh post ek baar zarur padhe.
Mene aapki post padi.. Network problem hone ki baja se me abhi uspar comment nahi kar paya..
sir please help me
sir mere adsense full approved h or ad bhi show ho rhe he income bhi hoti he pr sir mere adsense ad only chrome browser and default browser etc. me show hote he pr opera mini or us mini browsers etc. mini browsers me show nhi ho rhe he
please give me solution please
Uc or opera me ads block hote hai.. To in browser me kisi ke ads nahi dikhte.. Ye hi to sabse bada Nuksan hai Blogger ko.. Unki mhanat ka kuch nahi milta agar visitor in browser ko use karte hai to
Bhai mene adsense ko apply karte howe 17din ho gaye ab tak mera adsense approve ni hua aesa kiyun bhai
Aap apni site ko check kare.. Or uski design me kuch bhi kami hai ya koi link work nahi kar rahi to usko update kare.. Or hame adsense ke reply ka wait karne ke aalawa koi or option nahi hai.. Time lagta hai usme
Brother Kon sa keyword le matlab keyword ka search volume kitna ho jis s wo top par aajaye
keyword wo le kiske liye jada search ki jati ho or uske ware me jada sites par naa ho
Rohit ji
Bahut Badiya Tareeke se Samjhaya hai Aapne
Aur SEO ki Jankari Bahut hi Lajabav Aur Helful Hai
Thanks Bro !
Thanks
Rohit ji, ek post ki length agar hum 800 words ki rakhe to usme minimum kitne keywords use kare.
8-12 words
Rohit bhai meri 28 post me 2 post hi index ho rahi h. Google webmaster me. Sir iska solution. Bataye
Aap khud se bhi index kara sakte hai Click here
hello rohit main apse yeh poochna chahta hun ki hreflang tags kya hote hain kya koi aisi post hai jisse main jaan saku yeh hreflang tags kya hota hain inka use kya hai inhe blogger me kahan par paste karte hain puri detail me batayen
Nahi abhi aesi post nahi hai..
Hello Rohit Ji,
Vastav me yah lekh kafi achhe tarike se likha gaya hai aur top par aane me madad kar sakta hai.
Dhnybad
~Prakash Kumar Nirala
Thanks
Thanks
maine blog me chitika or revenue hits ke add lagaye he koi nuksaan he kya
or ho sake to mara blog check karke zaroor bataye ki me kya galti kar raha hun.
http://www.myhindipoint.com
Isne kya Nuksaan hoga..
SIR PLZ MOJE BACK LINK CAIYE
Aap muje guest post send karo. Usme aapko backlink mil jayegi
SIR MOJE BACK LINK CAIYE PLZ