IIN Idea Kya Hai or Isse kaise Jude

Internet ek bhut badiya jagha hai kuch bhi naya sikhne ke liye. Agar aapko koi bhi jaankari chaiye to aap internet par search karke uski puri jaankari paa sakte ho.

IIN Idea kya hai or isme admission kaise le uski puri jaankari hindi me

India ki ek Company hai Idea Cellular jo India me Mobile service deti hai or ye Aditya Birla Group ki hai. Ye company logo ko Apne ek TV Ads ki madad se logo ko bata rahi hai ki bo kaise Internet kuchbhi sikh sakte hai or kuch bhi kar sakte. Bo IIN ke madiyam se logo ko bata rahe hai ki koi bhi IIN par kuch bhi sikh sakta hai.

Advertisements

What is IIN❓ / IIN kya hai ❓

IIN (Idea Internet Nework), idea ka banaya huaa ek concept hai. or ye December 2014 me launched kiya tha. Isme TV par ads ki madad se logo ko bataya jata hai ki bo kaise apni chuti padai, ya fir apne sapno ko kaise IIN se join karke pura kar sakte ho.

IIN Meaning / IIN ka Matlab kya hai

iin ka kya matlab hai internet

IIN ka matlab sirf Internet hai. IIN ka pura matlab hai Idea Internet Network. Bo apni company ka advertisement TV par kar rahe hai isliye unhone apni compay ke naam internet ke sath jod kar IIN kar diya. ek ads me dikhay gaya ki ek ladke ka IIT me admission nahi huaa to bo IIN par sikh kar ek dron banata hai.

How Can I Join IIN idea/ IIN me kaise jude

IIN (Idea Internet Network) sirf ek natak hai jo Idea Cellular ne banaya hai apne business ke liye. jisme bo dikhate hai kaise log Hotel Management, Dance, Videsi bhasa, or apni chuti padai ko pura kar sakte hai. par iska simple matlab hai aap Internet se kuch bhi sikh sakte ho.

IIN Idea Cellular TV Ads

Idea Cellular ke ye kuch ads jo TV par dikaye jate hai IIN ke upar

  1. Hotel Managment sikha Internet se
  2. Bike ko badal kar New Banana sikha Internet ki madad se
  3. Chuti huii padai ko pura kiya Internet se
  4. Dron Banaye IIN ki madad se
  5. IIT me admission nahi mile to Internet se sikha
  6. Internet se bidesi bhasa sikho

In sabhi ads me dikhaya gaya hai ki log kaise IIN yani Intenet ki madad se apne sapno ko kaise pure kar sakte hai. Par ek baat me aapko bata du ye sirf ek concept hai.

Bhut logo ka sabaal hota hai ki kya IIN se degree milti hai – to us ka answer hai nahi. Aap internet se kuch bhi sikh sakte ho par uski aapko koi degree nahi milegi.

IIN ka fullform hai Idea Internet Network matlab Idea apne inernet ka advertise kar rahi hai ki aap apne mobile par Idea ki SIM me net dalba kar kuch bhi sikh sakte ho. par ye jaruri nahi ki aapke pass Idea ki sim ho aap koi bhi sim par net chala sakte ho.

Agar Aap Internet ke baare me Sikhna Chate ho to aap HMH.pe sikh sakte ho. HMH ka matlab hai Hindi Me Help, Aap HMH par Internet se related sari jaankari Hindi me pa sakte ho.

HMH par aap sikh sakte ho

To jab bhi koi jaankari chaiye ho to Google me Search kare Hindi Me Help :)

Janiye Kaise Ghar Baithe Paise Kama Sakte hai Internet par

IIN Idea Jokes

Ab aap ye to samaj gaye hoge ki IIN kya hai or ham isme kya kar sakte hai. Bhut log IIN ke upar Jokes bhi bana rahe hai. Aap Google me search karke dekh sakte ho.

ye ek video me aap logo se share kar raha hu jo youtube par kisi ne dala hai. Is Video me ek vakti IIN se sikh kar Boom banata hai par network jane ke karan bo ye nahi sikh pata ki boom me timer kaise lagate hai or boom blast ho jata hai.

Dosto ummid hai aapko ye jaankari pasan aai hogi. Bhut se log apne dosto se puchte hai ki muje IIN me admission lena hai, IIN kaha hai, kitni fees hai or bhi bhut kuch to agar aapka koi dost ya koi bhi aapse aesa sabaal phucha hai to usko Post jarur bataye.

Aapko ye jaankari kaise lagi ye bataye or agar aap apna koi incedent mujse share karna chaho to comment karke bata sakte ho.

Android Mobile se Paise Kaise Kamate hai, Jaanne ke liye Click Kare

Internet se Related Koi Bhi Jaankari Ke Liye Google Me Search Kare Hindi Me Help Ya fir apne browse me dale www.HMH.pe

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

610 thoughts on “IIN Idea Kya Hai or Isse kaise Jude”

  1. SIR MERE PAS EK DEG( SONG) MACHINE HAI.. ME USE BOOFER MACHINE ME CONVERT KRNA CHAHTA HU TAKI ME USSE MOBILE SE CONNECT KRKE BI SONG SUN SKU PLSS SUGGEST ME HOW TO DO THAT.. PLLSS …
    MACHINE INFO- 1. SIMPLE DEG MACHINE 2. JO WIRE H VO DURSE SOUND K PORT SE CONNET KIYE JATE H.. PIN LAGANE KA SYSTEM NI H… KYA USME BOOFER PIN LAGANE SE YE KAM KREGA AISA TO NI KI BOOFER PIN LAGANE K BAD MOBILE SE CONNECT KRU TO KHARAB HONE K CHANCE BAD JAE
    PLSS FULL DETAIL HURRRYYYY

    Reply
  2. Sir mane video YouTube par upload kar di hai android phone se Intex Aqua Star II
    paise kamane aage muje karna hoga
    plzzz sir kuch information send karo

    Reply
  3. Hello sir, Mene YouTube par video upload ki ha android phone se but mujhe Abhi paise kamane ha muje kya karna hoga plzzz tell me

    Reply
  4. Hello sir, mene apne id gmail me baut der baad sign in kar raha hu sign in ho jata ha but next step verification me 3 option aa rehe ha me kya karu plzz tell me anybody

    Reply
  5. me apna koi busnush karna chahta hu jo mere koi help iin se ho ske vo mujhe btao me aisa kam karna chahta hu jissse me bulandeya chu sku

    Reply
  6. Hello sir, sir muje koi esaa business bataaiye ki mai internet per 4-5 laakh ka investment kar ke aaram se bahut acchi khasi income kar saku gar baithe….. please help me sir.

    Reply
  7. Good morning sir, blog me ad ko kaise ad karnaa hai or ek site par kitni ad kar sakte hai. ek ad ka kitnaa paisa milegaa……….. or sir aapka whatsapp no. mil jaaye toh aapki muj per bahut badi kripa hogi…. sir koi internet par koi esaa business hai jahaa 4-5 laakh investment karke aaram se gar baithe income kar sakte hai…. please thodi help kijiye

    Reply
    • Blog par ads kitne bhi lada sakte hai par 3-4 ads bhut hai ek page par. agar isse jada ads agate hai to site ko chalane me dokkat aati hai or jo hamari site par aata hai to ads dekhene nahi aata. or kitni income hoti hai ye koi fix nahi hai. aap kuh laga kar dkhe kitni hot hai aapki, har ek ki lag lag hoti hai.. Internet par mere knowledge me abhi koi aesa busness nahi hai jisme itne paise invest karke paise kama sakte..

      Reply
  8. sir ji namskar, muje internet me bahut hi interest but sir blog ya website se income kaise hoti hai kon hame paisa degaa or kyu degaa….. please reply sir fast….aapka chahne wala friend.

    Reply
    • Income hamari ads se hoti hai jo ham apni site par lagate hai..

      ye to aapko pata hoga ki internet par bhut si company busness kar rahi hai. jese flpkart, to ye kya ati hai uska advertise karbane ke liye google ko paise det hai or ham publisher google ke pass jate hai or ads ka code leke apni site par lagate hai. to hamari income hoti hai.

      Reply
  9. rohit BHaI mujhe yeah bataye ki Maine youtube account अकाउंट बना लिया हे उसको मोंटाज भी कर लिया और उसको एडसेंस अकाउंट से जोड़ दिया hai lekin main forum my bank account number nahi bhare hai surf bank ka naam air dates diye hai मुझे ये बताए कि मुझे बैंक अकाउंट मेँ पैसे कैसे मिलेंगे?

    Reply
  10. rohit ji mera clik deploma ka korsh calu hai mai 12 mai hu Mera ms.cit bhi ho cuka hai bataiye koi badhiya sa ideya thank you

    Reply
    • Suraj ji muje bhikoi jaankaai nahi hai jo me aapko suggest kar saku, ki aap kya kare. bas itna kahuga jisme aapka interest hai bo hi kare.. Agar Internet se sambandit koi jaankari chaiye to aap puch sakte hai.

      Reply
  11. Rohit ji kya aap meri koi aeshe madat kar sakte hai jis se mera bhi naam ho mujhe bhi aeshi jankari deejey jish me mai sacsej hu. thank you jo aap ne mujhe jankari dee

    Reply
  12. Rohit ji aap ki umar kitny hogi our ab tak aap ne kitney paise kamaya hoga is whebsaid par our aap ne kon sa korsh kiya hua hai our kar rahe hai thank you

    Reply
    • Suraj ji me samaj nahi paa raha hu ki aap Internet ka nahi meri life ke bare me sabaal kar rahe hai.

      Chaliye aapke sabalo ka jabab deta hu –
      Meri Age 24 year hai
      Mene abhi tak to koi jada income nahi hai laghag 3-4lakh
      Mere Study ke bare me to aap naa jane to hi acha hai, mera jo ye kaam hai uske meri padai se koi connection nahi hai. Mene Mechanical Engg. Ki hai or ye sab jaankari jo me yaha site par share kar raha hu ye mene puri jaankari net se hi sikhi hai, koi course nahi kiya.

      Me ye kaam is liye kar raha hu q ki mera isme interest hai par ye muje apne engineering ke last year me pata chala or mene ye hi decide kiya ki jisme mera interest hai me bo hi karuga or ab lagta hai me isme success bhi ho raha hu :)

      Reply
  13. rohit.ji.aap ki umar kitane hogi our ab tak is websaid par aap ne kitny paise kamay hoge aap kiss chej ki padhai kar rahe hai ya kar cuke hai thank you rohit dear

    Reply
  14. hi Rohit ji…. mujhe a jan ke kushi hai ke aap logo ka help karna chatye ho… mai ek computer hardware egineer hu par mujhe abhi software banana hai to kya aap bol saktye ho kon sa website me mujhe iska jankari mil sakta hai….

    Reply
  15. hello Rohit ji… mai a jan ke kush hu ke aap logo ka help karna chatye ho barna is duniya me kon kiske liye kuch karta hai…… mai ek hardware engineer hu par mujhe abhi new software banana hai kya aap bol saktye ho kon sa website me mujhe iska jankari melaga……

    Reply
  16. sir m ek mobile banana cahta hu kse bnega or kya kya saman cahiye ga sir this is my no. Ap whats’app pe mere ko bta dena plz – 9812816687

    Reply