Apne Naam Ki Material Design GIF kese banaye

Material design aapne ye savd buhut baar kahi padha hoga adhiktar google ki post me ye ek graphics guidelines hai jo google ne pichhle saal apne I/O event pe jaree ki thi , aur Google android ka lollipop OS bhi isi graphics ke userinterface par aadharit hai.

Janiye WhatsApp ke 5 New Future ke bare me jo aap nahi jaante

Advertisements

Hindi Me Help material Design logo

Isme poori design ko colours , animations aur parchhai me divide kiya jata hai jisse kaafi sundar aur aakarshak graphics milte hai. Material design nikalne ke baad google ne apne users ke liye ek buhut achchhi suvidha bhi nikali ki wo bina kisi application evam coding kare bager kisi bhi naam ko material design me likh kar use GIF me download kar sakte hai. Facebook , Twitter , Instagram kahi par bhi GIF file support ni karti sirf Google + ko chhorkar atah Google ne ye service isi liye nikali ki Google+ user GIF creat karkar apna cover change kar sake .

Agar aapka Google+ Par Account nahi hai to aapko aaj hi banana chaiye.

Material Design GIF Kaise Banaye

Aapko Gif Banane ke liye ek website ka istmal karna hai, or simple usme apna Naam Type karke Download karke hai.. Chaliye dekhete hai kaise.

Step 1: Sabse Phele formtypemaker.appspot.com par jaye.

Step 2: Ab jo Website Khulegi usme apna Naam type kare.

Material design gif kaise banate hai online uski jaankari hindi me

  1. Apna Naam Type Kare
  2. Color Change karke ke liye Click kare.
  3. GIF kesi dikhegi Play karke dekhe.
  4. Download kare GIF ko.

Download button par click karne ke baad pehle GIF creat hogi uske baad automatically download ho jayegi, isme aadha ya ek minute lag sakta hai aur baki aapke internet speed par nirbhar karta hai.

HMH par Dusri Guest Post Padne ke liye yaha click kare

Share on:

AKASH NEMA jo ki Professional Blogger , Android developer, Web Designer hai


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

41 thoughts on “Apne Naam Ki Material Design GIF kese banaye”

  1. Bhai etana Chhota sa post ko accept kar liye ho wo bhi copy post hai
    maine apko etani achhi post send ki thi apne kuchh reply hi nahi diya waw bhai

    Reply
  2. Sir kya mai apne blog par direct slide image upload karunga to WO blog par slide hi aayegi aur sir mai apne blog par culourful chalta hua text Kaiser laga Santa gun.

    Reply
  3. Sir Maine domean apne blog pe set kiya hu aur open kar raha hu to open ho rha h but get start pe click ke bd option a rha h .
    Website builder +hosting ke liye 99rs mang rha h aur 5gb email use ke liye 69rs mang rha h kaise karu sar.. Jab ki domane Maine 99 me kharida h. Plz Sir help karke nature??

    Reply
  4. yah jo Post hai Copy kiya hua hai ……………….
    ye Mujhe Nahi malum ki ye post aapka hai………..ya JUME DEEN KHAN Ka Hai Kyo ki ye Post ek hi date me publish ki gayi hai,,,,,,,,,,,,,,,,
    Niche diye gaye link me check kar sakte ho…
    http://www. onlinehindimehelp .com/2015/09/apne-naam-ki-gif-animation-image-kaise-banaye.html

    Reply
  5. Bhai kya image ke copy hone se bhi pura article copyright ho skta h kya….and agr me kisi dusre blog se adsense approve kra lu to kya fir dusre pr bhi lga skta hu…..plz jrur btaye

    Reply
    • Agar aapka ek site se approve ho gaya to aap kitni bhi site par uske ads laga sakte ho. Par agar koi galat chij hui to account disable bhi ho sakta hai.

      Image bhi copywrite hoti hai.. Aap free image use kare ya fir image ki permission le..

      Reply
      • Bhai mene image sidha google pr se li aor uske niche jis website ka url hota h me uska hi photo ke noche likh deta hu….ek baar aap check kr le meri website pr….
        Ya fir free image hi daalna sahi rahega

        Reply
        • aap apni website ka address website ke box me dale comment box me nahi.. muje usko remove karna padta hai..

          AAp agar kahi se copy karte hai to uski link dete ho to jiski image hai usko koi dikkat nahi hoti q ki is trha aap usko support kar rahe ho.

          Reply
    • Hello bro,apki website padha ke mujhe achha laga me ye janna chatahun ki, Paytm,Paypal kitara website khol sakti hun to kese mujhe bataye thyank you.

      Reply
  6. Rohit bhai, maine aapko guest post bheji thi. Plz btaye ki meri post me kya galti rah gayi taki main apni agli post me use sudhar saku.
    Plz sir, main hindimehelp k liye guest post likhna chahta hu.

    Reply
    • Vijay ji mene aapko post ko abhi pura nahi pada. Mere sirf dekhi thi abhi Aapne badiya likhi hai. Par aapne uska tital nahi bataya kya dena hai. Mene aapko mail bhi Kia hai aap usme reply karke post ke liye title suggest kare

      Reply
    • MAE AEK LADKI SHR BAHUT PYAR KARTA HU MUJHE SHINGAR BANNA HAE
      ESH LIYE HAM FILM ME KAM KARNA CHAHATE HAE PILIJ AAP LOGO SHE YE RICVESHT HAMARI MADAT KARDO
      HAMARA NAME ANKIT MISHRA
      AOR MAE LAKHIMPUR KHIRI ME RAHTA
      HU HAMARA CONTECT NAMBAR AOR WHATSHEPP NAMBAR ( 9554420293 )

      Reply