Android Mobile Me Paise Kamaye mCent App Install karke

Hello Friends, Aaj ham baat karege Mobile se paise kamane ke. Jese aap ye to jante hi hoge Android Mobile aaj har dusre insan ke pass mil jata hai.. Bhut log Android Mobile le to lete hai par Facebook, WhatsApp ke aalawa kuch use karte.. Agar aap WhatsApp, Facebook, or Phone Call ke liye jo mahine me 1000 rupee ka balance dalbate ho wo free ho jaye to ye bhut badi baat hai..

Aap Agar Smart Phone use karte hai to aapko ye pata hi hoga ki Phone me hame jo bhi chalana hai uska app hota hai wo hame Install karna padta hai.. or agar App install karne par paise bhi mile to or badiya hai naa..

Advertisements

Aesa hi ek App hai jisko sabse phele aap install kare.. fir usme kuch app hai unko install karne par hame paise milte hai. Jo App hai jisse ham paise kama sakte hai uska naam hai mCent.

Also Read: Mobile Phone se ₹10,000 kamaye App install karke or Balance Check karke

Android Mobile Me Paise Kamaye mCent App Install karke hindi me helkp.jpg

Page Contents

mCent kya hai or Isse kya hota hai?

mCent ek Android App hai jisko ham apne android mobile me install karke paise kama sakte hai or un paiso se apne mobile ko recharge kar sakte hai. Isme ham App Install karke or apne dosto se share karke paise kama sakte hai.

mCent Install karne ki Puri Steps

Aapko mCent Install karne ke liye Download Button par Click kare

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”http://hindimehelp.com/mcent”]Download Mcent[/button]

*Agar Mobile me chala rahe ho to button par click kare or agar computer me abhi net chala rahe ho to apne chrome browser me type kare HMH.pe/mCent fir search kare.

Link ko Chrome me open kare

Jese hi aap Is Button par click karege Aapko Open karne ko kaha jayega.. Google Chrome me Open kare.

Fir aap PlayStore par phuch jayege.. mCent ke App ko Install kare.

mcent ko install kare playstore se

Ab App ko open kare.. to ek page aageya usme.. hame account banana hai to ham

mcent ko open karke sign up kare

Ab jo Form aayega usme apni puri detail dale

Apni Detail dalkar account banaye

  1. Apni Country Select kare India
  2. Apna Mobile Number Dale
  3. Language select kare..
  4. Account ke liye password dale.. (agli bar account me login karne me issi password ki jarurat padegi.)
  5. Sign Up ki button par click kare

Ab hamare Pass mCent se em SMS me Code aayega, wo daal kar verify karna hai.

mobile number verify kare mcent me code daal kar

  1. Ab aapke pass jo sms me code aaya hai wo dale
  2. Conform ki button par click kare

*Agar bhut der tak SMS na aaye to Re-send SMS ki button par click kare

Ab aapka Account to ban gaya hai.

Data Usage Permission mCent ko

Apps with usage access me mCent ko allow karna hai..

Setting me jaye >> Apps with usage access >> mCent ko on kare

mcent ko data uage ko read karne ki permission dena hai

mCent Me Paise Kaise Kamaye Jate hai

mCent me ham 3 trha se paise kama sakte hai.

Very Important: Aapko App Install karke Kam se Kam ek App Jarur Install karna hai offer me se.. or jab uske paise aapke mcnet me add ho jaye uske baad hi aage ke offer complete karna hai.. isse ye conform ho jayega ki aapki setting me ya mcent ko permission me koi problem nahi hai.

[button color=”” size=”” type=”outlined” target=”” link=””]Aapko Jaan kar herani hogi mene mCent se 12 mahino me ₹50,000+ Kamaye hai Mobile par[/button]

1. App Install karke Paise kamaye mCent me

Jab aap account bana kar app ko open karege to aapke samne kuch app aayege. unko install karna hai.. Yaha par ek diyaan dene wali baat hai ki agar aapne phele se koi app install kar rakha hai to uske paise aapko nahi milege..

Tip: mCent Install karne ke phele jitne bhi Popupar aap aapne install kar rakhe hai uninstall karde, to fir aapko bapas install karne par paise mil sakte hai.

app download ke offer hai unko download karke earning kare

In sabhi app ko install karke paise kamaye ja sakte hai.. Jese me abhi Saavn Music & Radio App par click karta hu. jo muje ₹42 tak de sakta hai.

ab new page khulega usme App se kaise hamari income hogi uske bare me likha hoga.

earn upto ki button par click kare

  • jese is App me diya hai ki agar me install karke thoda use karta hu to ₹10 milege
  • or agar usko aage bhi use karta hu to 2.5 mb par ₹1 milega 60mb tak.

Earn up to ₹42 ki button par click kare..

ab open karne ke liye kahega.. Google Chrome Browser me Open kare.

Link ko Chrome me open kare

Google Chrome Browser me open hone ke baad Playstore khulega.

offer app ko install kare play store se

Ab app ko Install karke Open kare, Fir Thodi der chalaye.. ab app ko kate nahi or back ki button naa dabaye.. Is App ko minimize karke mCent fir se open kare.

app install karne ke baad ki process

Ab aap Open karege to dekhege ki aapko Install karne ke paise to mil chuke hai.. kabhi-kabhi 30 minutes tak lag sakte hai thoda intjar kare.

2. Apne Dosto ko Invite kare or Commission paye mCent me

Isme simple aapko apne dosto ko apni link se invite karna hai or unko install karne ko khana hai.. Jab wo aapki link par click karke apna account banayege or ek app Install karege to aapko unka commission mil jayega.

*Apne Dost k Refer karne ke phele kam se kam ek App Jarur Install kare .

Apne Friend ko Invite kare mcent par 50 rupee kamaye

 

jese ki aap Image me dekh sakte hai abhi Invite karne par ₹50 mil rahe hai.. ye badte gadte rhata hai.. Icon par click kare.. ab jo Page khulega usme aap apne dost ko invite kare.

apne dosto se share karke invite kare or 50 kamaye

 

Jitne bhi app hoge aapke mobile me jisse message send ho sakta ho, wo sab aa jayege. ab aap unpar click karke WhatsApp, Facebook, Twitter, SMS jisse chahe click karke apne dost ko message send karde.

3. Bonus se Paise Kamaye mCent me

Ham agar roj App ko Open karte hai to hame Bonus bhi milta hai.

Daily bouns bhi milta hai app ko open karne par

mCent se Recharge kaise Kare

Apne Mobile par recharge karne ke liye aapko Simple Recharge ke option me jana hoga.

mCent me apne Mobile ko recharge kaise karte hai

  1. Mobile ke Icon par click kare
  2. Ab jo Number aapne app me add kiya hoga wo aayega.. Aap agar dusre number par recharge karna chate hai to aapko setting me number add karna padega phele.
  3. Kitne ka recharge karna chate hai click karke select kare.. Jitne paise hoge recharge karne layak utne ka option aayega.
  4. Top Up ki buton par click kare..

Ab aap  ke number par recharge ho jayega.. kabhi kabhi thoda time lagta hai.. thoda intjar kare..

Chaliye ek baar puri Steps ko Check kar lete hai sahi se ki hai ki nahi –

  1. mCent ko Download kara link par click karke.
  2. Fir Link ko Browser me khol kar PlayStore khula.
  3. mCent ko Download kiya.
  4. Apna Account banaya .
  5. App data ki permision allow kari.
  6. Sabse Important Step: Offer me se koi bhi ek App Install karke offer Complete karna hai or Jab tak aapko phele offer ko complete karne ke paise nahi mile aap dusra koi offer complete naa kare or naa kisi ko invite kare.
  7. To ab Apne Dosto ko invite karke bhi uske Commision se income kar sakte hai.

To Dosto ab aap jaan Chuke ho kaise mCent se paise kamaye ja sakte hai Android Mobile me.. To abhi Download kare Buttom par click karke

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”http://hindimehelp.com/mcent”]Download Mcent[/button]

Agar aapka koi bhi Sabal ko isse sambandit to aap be-jijak comment karke puch sakte ho.. or Aapko ye jaankari kesi lagi jaruri bataye.

Apne Dosto ko bhi iske bare me bataye..

Thanks :)

Ye bhi Pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

305 thoughts on “Android Mobile Me Paise Kamaye mCent App Install karke”

  1. Sir mera phone vivo y69 hai aur apne isme jo mcent de rakha hai ki is par click karo usme mcent nahi aa raha balki true balance aa raha hai

    Reply
  2. sir me mcent app ko download kar raha hu to mcent nahi aa raha true balance naam ka apps aa raha hai mujhe orginal mcent app download karna hai kaise hoga aap plz meri help kijiye

    Reply
  3. sir mujhe dikha raha tha install app and get credit within one day to mai dophar 12 baje app download kiya to phir dusre din subah uthkar kar raha hu to within one day hi bata raha hai

    Reply
  4. sir Mera name Bhanu Saini h Aur mere pass Samsung galaxy core2 mobile h is me Mene mcent download kiya h Aur Jo apne bataya h security me jakar app with usage access mere phone option nhi to me apne friend ko refer karu ga to muje paise milege ..

    Reply
  5. Hi.. sir maine mcent se 3 app download kiya jispar paisa dene ke liye kaha gaya tha wo app pending dikha rha hai aur mughe paisa nahi mila hai Kya karu.please help me sir.

    Reply
  6. Sir mcent app mein much app mein registration jaruri hair may money earn karne ke liye magar registration ka options nhi aa raha h please suggest me kya karu money earn karne ke liye

    Reply
  7. Sir mcent mein much app se money earn karne ke liye registration jaruri h.magar us app mein registration ka option nhi aa raha h.please suggest me ki kya karu

    Reply
  8. sir,mujhe bahut achha laga ki aap logo ke kitne help karte hai…sir aap apna fb group ka name batye aur ye bhi bataye ke usme kitne members aad hai , thankuverrmuch

    Reply
  9. I am astrologer …… jyotish

    .jyothish sambdhit koi bhi samsya ke liye sampark kare
    .

    …. garanti se smadhan hoga

    07043630562

    Reply
  10. Kya mcent se really me rupaye milte ya bas aap download kar liya aur rupayee he nahi aa rahe ho. maine aise dher sare application per kam marke dekh chuka hoo. aap ke davara bataye gaye mcent app me mi;enge ya nahi.

    Reply
  11. Sir mene mcant par kam krna chahta hu or mene meri id bhi bna li h or ek aap bhi instal kr li bt uske mujhe rs nhi mile kya karn us aap ko mene US brou…me instal kiya h or mujhe rs nhi mila kya karn pl z sir riplae

    .
    .

    Reply
  12. Sir mcent se alag alag nombur pe sms karke pese kamasaktehe agar ha to kese plz help me my whats app nombur 9714963478 plz help me.

    Reply
  13. Sir Maine MeCent apps install Kiya or usme or apps install Kiya par mera khata Rs – 0 hai mai kaya karu

    Reply
    • Aapko app install karke usko open rakhna hai thodi der.. Fir milege paise.. Or agar aapne jo app install kiya hai wo aap phele bhi kar chuke hai to uske paise bhi nahi milte

      Reply