PayPal kya hai or Paypal se kya hota hai shayad aapko pata hoga, or nahi pata to bhi koi baat nahi me abhi aapko uske baare me puri jankari dene wala hu or batane wala hu Kaise Paypal par account banaye or kaise Paypal se paise kamaye.
Page Contents
PayPal Kya hai ?
Paypal ek online payment send ya received karne ki website hai jisse lakho log roj crore rupee rojana online transfer karne ke liye istemal karte hai. PayPal 190 desho me hai or ye 1998 se chal rahi hai or ye online business ke liye bilkul sahi hai.
Agar aap online kuch business karte hai ya pir kisi online business se paise kama rahe hai to aapke liye paypal account hona bahut jaruri hai, Q ki jada tar online website payment ke liye paypal ka istemal karti hai.
To phir aao jaante hai ki paypal ki website par account kaise banate hai or kin kin chijo ki jarurat padti hai hame apne Paypal account me.
Paypal Account me Kya Kya Chaiye
- Email ID
- Bank Account
- PAN Card
- Debit/Credit Card
- Aapka Address
- Mobile Number
Paypal Me Account Kaise Banaye
Step 4. Aapka Paypal account bankar taiyar hai
Paypal account me Bank account verify kaise kare
Paypal me bank account ko verify karne ki process hai wo thodi alag hai, q ki isme hame paypal se kuch paise aate hai points me wo check karke paypal account me dalna hota hai jab hamara bank account paypal me verify hota hai.
Bank account paypal me verify karne ke liye pehle aap apni bank ki detail apne paypal account me dale, uske baad aapke bank account me kuch paise aayege.. (0.123 rupee) jitne bhi paise aaye point me.. aapko wo check karke paypal account me dalna hai fir aapka bank account paypal me verify ho jayega.
hi bro rohit mere paypal account me mera debit card add nahi ho raha hai jab mai aapni sbi ka card add karta hoon tu ye messege aati hai-The bank that issued your card didn’t approve this transaction. Please contact the card issuer’s customer service department if you have any questions. Or you can add a different card now to continue. tu abb mujhe kya karna chahiye?
Jo message hai uska matlab hai ki jo aapka card hai bo connect nahi ho raha. Aap bank se contact karke uski jaankari lo or agar koi chij active karne ki jarurat hai to bo karo. Ya fir koi dusra card use karo.
hi bro rohit mere paypal account me mera debit card add nahi ho raha hai jab mai aapni sbi ka card add karta hoon tu ye messege aati hai-The bank that issued your card didn’t approve this transaction. Please contact the card issuer’s customer service department if you have any questions. Or you can add a different card now to continue. tu abb mujhe kya karna chahiye?
bhai mera paypal par account baan gaya hai aur maine sari task puri kar li kya abb mai atm debit card connect kar sakta hoon?
Hello rohit Bhai Maine payza par account banaya tha kuch din pehle family problem ki vajah se main document submit nahi kar paya jiski vajh se ab problem aa rahi hai account to bund nahi hua but document submit nahi kar pa raha please help me
Aap site ke contact us me unko ek email kare ki I want to add my documents in my site… Or apni detail send kare
ho gya add bhai thx
hello rohit bhai jab mai paypal main billing address dalta hu to We were unable to verify this card. Please review and make sure that the information you entered is correct. Your card billing address needs to match your PayPal postal address. ata hai bank kisi dusri country main hai main kya karu please help me
Aapne jo apna address diya hai bo hi address do yaha par. Billing or postal address same Hona chaiye
sir ye cvv kya h……
CVV atm card ke piche ek number hota hai 3 numbers ka.
Kahi asa to nahi hoga ki ATM card link karane se hamari baink mai jo paisa h vo koi nikal le
yadi mera you tube chanale google adsense se juda hua he to kya me apne blogg ko bhi usse jod skta hu? yadi haan to kripya bataiye kaise jod sakta hu
haa bilkul add kar sake hai.. aap adsense me login karke uske ads code apne blog me lagaye. phele khali ads aayege jisme kuch bhi nahi rahega.. fir adsense ki team aapke blog ko visit karke dekhegi agar aapka blog sahi hoga to aapka adsense account blog ke liye bhi approve ho jayega.. Phele ye post jarur padle
Ads code kaise bnate h ad blog me kaise lgate h.
Or kya in ads code ko you tube ke chaneel me v lagana padta h ya channel pe upload ki gai vedio me khud hi ads ane lg jate h
Code ko html widget me add karna hai.. Uske bare mene post likhi hai aap wo pade..
Youtube me koi code bagera nahi lagana.. Simple aapko adsense ke account se youtube account se connect karna hai
Internet ke duwra hum paise kaise Kama Sakte hai aap muje es ke vare m batae please.
Hello rohit Bhai Maine payza par account banaya tha kuch din pehle family problem ki vajah se main document submit nahi kar paya jiski vajh se ab problem aa rahi hai account to bund nahi hua but document submit nahi kar pa raha please help me
or maine ek bloggee banaya tha.vo bhi nahi dikh raha hai. blogge bannane ke bad kaise dedekhte hai or blloge per ms ka koi lekh kaise post karte hai. or blogg per hindi me kaise likhte hai.or mera blogge dusro ko kaise dikhe.
rohit gi youtub per maine do vedio dounlod kiye. lekin 1 viu ke allawa jo mera tha uske allawa or koi viw kyo nhi sho kar raha hai kya mera vedio you tube per nahi dikh raha hai.
Ptc site se paise kaise kama sakte hai ad dekhkar ad kaise dekhte hain
mere pass to sirf atm card hai vo IOB ka hai .is se mera paypal acc ban sakta hai kya
Ban jayega
Janab ap ki help chyi men free websit bna na cahta hon
Aap blogger par bana sakte ho. uske bare me mene yaha bataya hai
Sir me android par game banana chahta ho aur paisa kamana chahta ho toh me kon se site use karu
Abhi mere najariye me aesi koi site nahi aai jisko madad se ham badiya app bana karkpaise kama sake. Me abhi is topic par search kar raha hu. Aapko bhut jald HMH ka android app bhi mil jayega or fir me aapko simple tarike se bataoga kaise app Banaye or usse kaise paise kamaye. Abhi jitni bhi site hai bo per month charge leni hai app ke or ham unki madad se paise nahi kama sakte
Rohit bhayi jaldi answer dijiye
Hello rohit bhayi kiya mai kisi bhi des me rahke ye kam kar shakte hain meri help kro rohit bhayi
Aap bese kis kaam ki baat kar rahe ho.
Bese kuch bhi ho Internet par puri duniya ek hi hai. Aap kahi se bhi kar sakte ho
Han Bhai jrur
Han Bhai debit card he hai thx apne bht achi site banai hai isse bht logo ko help milegi
Thanks.
Agar aap meri madad chahe to aap Hindi Me Help ke bare me apne Dosto ko bata kar kar sakte ho. Jisse unko bhi Faida ho or muje bhi ho
OK Bhai thx mujhe ye jankari or cahiye ki credit card ke liye billing address bhi mang rha h to hme kaha ka address dena h
aapke pass creadit card hai. bo jab milta hai jab hamari fix income hoti hai. dedit card hoga aapke pass. address me jo aapke bank account me hai bo dalo
Hello rohit Bhai kya PayPal se bank account or credit card dono ko link krna padta hai ya phr bank account ko he link krke hm paise prapt kr skate hain
Bank account or Creadit ya Debit Card jo bhi ho.
Dono ko karna padta hai. paise to bank account add karne se aa jate hai par card number bhi maagte hai
agar hamare paypal account me 2 dollar hai to kya hum un 2 dollors ko bank me transfer karwa sakte hai ya phir kuch paise paypal account mai rakhne padte hai
Bilkul kar sakte hai. Paypal account me rakhne ki koi jarurat nahi hai
hello sir mere pass atm card nahi pan cardhai mai kaise online paise kama skti hu mai teaching krtihu
Aap youtube se paise kama sakti ho. Aap study se related video bana kar youtube se paise kama sakte ho.
ATM Card Payment Transfer or recive karne ke liye hota hai jabki PAN Card hamari tex id hoti hai.
Aap hamari madad karke bhi kamate ho.
To aap lagbhag kitna kamate ho
abhi me per day 2000-3000 kama leta hu. aap logo ki madad se :)
paypal verification ke liye kitna amount bhejta hai bank mai
Paise me hota hai point me. Mere account me 0.057 paise aaye the
account number varification ke liye de rha hai ki 2 smal deposit krna hoga
y kya h pls btaye….
Aap apne bank account ki detail dalo fir paypal aapke account me bhut chota amount paise Jada karegi. Aap last transition dekh kar jo bhi last deposit ho usko paypal par daal dena. Fir aapka account verify ho jayega.
Bank account ki detail Sahi daalna nahi to double se tri karoge to 150 Rs charge lagega
kya pan card jaroori hai ?
Agar paypal se account me paise transfer karna chate ho to PAN card jaruri hai
sir maine youtube ko adsense se add kiya par ye muje makum nahi ki add hua ki nahi koi tarika hai pata karne ka
1.Blogger par PayPal account kaise add hota hai?
2.master card kisi dosre ( dusre name se)ka hai pancard kisi aur ka hai to bhi chalega?
Jaldi batayen!
Blogger par paypal account add nahi hota hai. Or isme add karne ka koi Karan bhi nahi hai.
Master card or pancard dono ek hi naam ke Hona chaiye
thx rohit sir ji . m aapke artical ko bouth dyan se padhta hu. sir ji m aapse bhout kuch sik reha hu. thx sir ji. sir mera ik sabaal h. sir ji mane paypal acount banya h. per vo verify nhi ho paa reha h. m utter pardesh k sharanpur city se hu aur mera debit card pnb ka h. per jeb m paypal per apna debit card aur surety code daalta hu to unvalid bata raha h. kai bar kosis kerne per b card acpet nhi ker reha h. sir ji kabi lika aa jata h. ki y shirf kech cuntry m active h. sir ji m neobox ki website per add clic kar k pysaa kemana chata hu. pr mera card papyal per unvalid beta reha h. sir ji plese help me
security ki me aapkya daal rahe hai, ATM ka code nahi daalna hai.. hamare bank account me points me kuch paise aate hai paypal se wo checkkarke dalna hota hai.
rhoit sir ji jeb m apna paypal se bank link kerna chata hu per jo from kolta h vo countery-united states sow kerta h .routing no-9 digt,acountno.-3-7 digt mangta h jabki m india m rehta hu. to kya mera paypal per mera acount busniese wala ben gayah kya sir ji ples help me
lagta hai aapne account banate samay india select nahi kiya.. aap phele account ki setting me jae or phele india select kare.
Rohit sir ji please help me….paypal per acount Ben gaya h. Pen card b verfid ho gaya h.sir muje bataye ki pnb NEFTIFSC code kya Dana h. Aur proupes code kya Dalna h.
ye har bank ki alag id hoti hai, har branch ki.. aap apne branch se contact karke puche unko IFSC Code
mere paypal account se bank account link nahi hua paypal se mere account me bahut chota sa pement aaya tha jisko mujhe bank account conform karne ke liye dalna tha jo ki maine dal diya tha tha uske bad bhi account link nahi ho raha he or mujhe 3 chance mile the uske baad bhi account conform nahi hua or log in karne par complet your task likha araha he jispe clik karne par mera bank account conform complit nahi likha AARAHA he or paypal fir se bank account ki jaankariya mang raha he jisko bharne ke baad jo likha aaraha he wo me yaha copy karke pest karta hu The account you’ve entered needs an additional review before we can proceed. Please add a different bank account. If you’d still like to use this bank account, please contact Customer Service.
Jo message hai usme bo kha raha hai ki aap kisi dusre bank account ki detail daal kar add karo or submit karne se phele apni puri jaankari check kar lo.
Aap paypal se aaya huaa amount kaise check kar rahe ho. Aap last 5 transaction ki list nikalo at se to aapko bilkul Sahi amount pata chal jayega jo paypal se aaya hai
mere paypal account se bank account link nahi hua paypal se mere account me bahut chota sa pement aaya tha jisko mujhe bank account conform karne ke liye dalna tha jo ki maine dal diya tha tha uske bad bhi account link nahi ho raha he or mujhe 3 chance mile the uske baad bhi account conform nahi hua or log in karne par complet your task likha araha he jispe clik karne par mera bank account conform complit nahi likha AARAHA he or paypal fir se bank account ki jaankariya mang raha he jisko bharne ke baad jo likha aaraha he wo me yaha copy karke pest karta hu The account you’ve entered needs an additional review before we can proceed. Please add a different bank account. If you’d still like to use this bank account, please contact Customer Service.
Jo message hai uska matlab hai aapka jo bank account hai uski jagah dusre bank account connect karo. Or agar aap ye hi bank account connect karna chate ho to costumer care se contact karo
rohit ji mujhe to paypal samjh ni a raha hai ki yeh kya wala hai balki mujhe darr lag raha ki yeh side bank account tak le rahi hai jabki bank bale apne pahchan gopniye rakhbate hai kya mujhe jankakari dena chahiye
aap bank accounmt de rahe hai or usme koi dikkat nahi hai.. aap koi password bagera naa de.. Or PayPal ek tranted site hai isse aapko darne ki koi jarurat nahi hai.
paypal email id kya hai ye kaise milegi plase help
Paypal par ham jab account banate hai to uske liye ek email id ki jarurat padti hai, bo hi Hamari paypal email id hoti hai.
sir mujhe paypal k baare main kuch jyada puchna ki ham paypal kya hai kya isme paise transfer kiye jate hai ya paisa aata hai kya hai yeh
Dono kaam hote hai.
Sir Blog par AdSense kaisai lagaye
uske liye aapko Adsense account me apply karna padega.
Aapke blog me ek bhi copywrited material nahi hona chaiye
paypal par paise kese ayenge aur mujhe piase kese prapt karenge
aare agar aap online kahi par earning karte ho to wo aapke paypal account me hi paise send karege.. fir paypal se aap apni bank me le sakte ho.
Paypal email id kya he? Pay pal ke har email me mere paas niche alag id likhi aati he
Jis email is se aap paypal account banate ho bo aapki paypal email id hai
Thanks dost
mai bhopal me rahta hu. aap se melna chaht hu. mera no. 9039828298.
Bhopal me kaha rhete ho
percentage to jabi katega jab me pese transfer karna chahu aisa to nhi hoga ki mere account no ya debit card add karte hi paise kat jaye..mere matlab jab tak me paise transfer na karu tab tak ko paise katenge nhi?
Nahi bank account se koi paise nahi katte
Okay sir me sbi ka add karta hu agar koi problem hogi to me apko bataunga.
Ak baat or agar me sbi ka debit card add karunga to mere account se paise to nhi kat jayega. I mean paypal koi charge to nhi legal..
Nahi paypal ka koi charge nahi hai. Par kuch percent camission katta hai bank me paise transfer karne par
you tube ka paisa bhi kya paypal dwara aata hai…. agar aata hai to kaise please detail se bataye
anwar lucknow p
nahi youtube me paypal ka koi use nahi hai. Youtube se paise irect hamari bank account me aate hai.
sir mene google pe search kiya tha to usme to bata rha tha ki icici or axis bank ye dono bank ke debit card hi paypal or google wallet par add ho skte he agar sbi ka debit card paypal par hota hei to plz mujhe confirm karke bataye or haa sir app plz meri help karte rehana kyo ko me abi kuch jyada nhi seekha kam kam se thoda bahut kharcha to nikal hi aye paise earning me abi to mene kuch b earning nhi ki hei
aapne kaha dekha muje nahi pata par me prectical baata raha hu mere paypal account me SBI or UBI ke Debit card connect hai
sir sbi ka dabitcard kaise link karna hai paypal account me mera sbi dabit card link nhi ho pa rha plz help me sir
Sir mere pass debit card he credit card nhi he to kya paypal se paise Le skte he
haa, bilkul le sakte ho. Credit card jaruri nahi hai
sir me ye janana chahta hu ki paypal par kon kon si bank ka debit card support karta he jaha tak mujhe pata he ki india me 2 ya 3 bank he jo paypal support karti hei plz muje bataye ki kon si bank ka debit card support karti he plz bataye…..
aap paypal par koi bhi ATM card use kar sakte ho, mene UBI or SBI ke card add kar rahe hai
Sar mera canara bank ka rupay dabit card hai me paypal account me card no dal raha hu but suport nhi karraha hai pls ar ye bataye kya canara bank ka rupay dabit card kaam nhi krega?
Rupee card ? kisi bhi bank ka h wo online transaction support nahi karta
pan card apply karna hai maine
PAN card apply karna hai to aapko uske office me jana hoga.
bhai mai debit card dal rha hu to accept nhi ho rha hai, mere debit card CANARA BANK KA HAI, kuch jankari jijiye.
facebook pe paise kaise kamay d r c
direct pasie manga sakde aa appa
Ham paise direct paypal account se apne bank account me paise magba sakte hai
pan card heni mere ,pan card toh bina kaam nahi ho sakda
Agar aap paypal se apne bank account me payse transfer karna chate ho to PAN card ki jarurat padegi. Par agar aap direct paypal se kuch kharidte ho to pan card ki jarurat nahi uske Bina bhi ho jayrga
Salam bhai kch fb ka bi kese Kama skti h fb pe air gmail pe yh khoi dosre site zsalmankhan@ yahoo.com
Facebook se ham direct nahi kama sakte par uski madad se kama sakte hai.. Jese agar aap kisi affiliate ke kisi product ko share karo, or agar koi us product ko leta hai to aapko uska camission milta hai. Uske baare me or Jada jaankari aage duga
Apne b paise kamaye ha kya bro
rohit bhai maine ek book likhi hai aur main use internet par dalna chahata hu taki log us kitab ko pade aur kharide online aur wo paise direct meri bank account me aaye mujhe kya krna hoga help me mera number hai 8954184502 plz call me ok
hii dear mujhe ek esi website banani hai jiise mujhe paisa mile kaise bana sakte hai
Website banaa sakte ho. bas aap apni Website ki liye ek acha topic select karo jisme aapka interest ho
Bhayi me b pese kamana chahta hu bas mughe ye batao ki kis category ki site banau for example….
Jis me aapka Jada interest ho. Jese
News
Art
Review kuch bhi par aapko usme thoda knowledge Hona jaruri hai
Rohit kya shi m internat se pase kama sakte h to plzz hme kya kr na h batawo hme bhi pase kamane h ……
Blogger par blog banaye ya fir youtube par video ke jariye paise kamaye
Bhai debit card ki jankari dena jruri hai
Account banate samay itna jaruri nahi hai par agar aap apni paypal ke paise ko apne bank account me transfer karna chahoge to Detail dena padega.
rohit ji kya PayPal khata kholne ke liye apna bank khata online karwana jaruri hai kya ?
Nahi online banking ki koi jarurat nahi hai.
Hello Rohit Bhai,
Mujhe Ye Jankari chahiye ki paypal account surakchit hota he na, jese ki humne apni puri jankari net pe dal di to koi dusra to uska istemal nhi kr sakta ya ke sakta he,
Nahi bhai ye duniya ki sabse secure site hai online payse ke liye or puri duniya me chalti hai
please talk me
tv. Movile.vagere vali website banani hai us ka khar kitna hota hai?
Aapko arsi website banani hai jispar TV chale. to aapko karna ye hoga ki jo official channel ki jo sites hai un par jo unki live tv chalte hai. un players ke embed code ko apne site par dalna hoga. isme to koi jada karch nahi hai par agar aap apna khudki brodcast karna chate ho to uske liye instument ki jarurat padegi or isme kharcha bhi jada hoga.
paypal ka account band karana hai kaise band hoga email id par bheje
aap q band karna chate ho. Simple aap usko use mat kariye. koi dikkat nahi hai usse.
Sir Ji Kiya twodollarclick.com sahi hai ya fake hai
sir agar pan card nhi ho to kya karne ka
aap pan card banba lijiye.. or pan card bad me bhi add kar sakte hai.
PAN card kese banta he or iski koi fees to nahi
iske liye aapko ickar vibha me jana hota or iski fees 106 rupee hai
Helo me online internet me facebook googl jesi wold website kese bni ye kese bnti hai kis android se banti hai.ye janna chatata hu .plz
iske liye coding ka bhut acha knowlage hona bhut jaruri hai jo muje bhi nahi hai.. Mobile se nahi ban sakti.. or inke liye puri ek team chaiye
bolo na cvv no q ni accept ho raha hai aur kya karu
yar mai apne pc pe online hun mobile pe ni fir bhi cvv no accept ni ho raha hai
Mere pass rupay debit card hai chalega
BHAI MERA PAY PAL AC PAR CVV NO ACCEPT NI HO RAHA HAI TO KYA KARE PLZ HELP ME
aapka konsa card hai.. agar paise card hai to wo connect nahi hota hai.
Hame apne website banana hi
Yaha bataya hai kese banegi
Thanks Bhai
Thank you Rohit bhaiya