PayPal kya hai or Paypal se kya hota hai shayad aapko pata hoga, or nahi pata to bhi koi baat nahi me abhi aapko uske baare me puri jankari dene wala hu or batane wala hu Kaise Paypal par account banaye or kaise Paypal se paise kamaye.
Page Contents
PayPal Kya hai ?
Paypal ek online payment send ya received karne ki website hai jisse lakho log roj crore rupee rojana online transfer karne ke liye istemal karte hai. PayPal 190 desho me hai or ye 1998 se chal rahi hai or ye online business ke liye bilkul sahi hai.
Agar aap online kuch business karte hai ya pir kisi online business se paise kama rahe hai to aapke liye paypal account hona bahut jaruri hai, Q ki jada tar online website payment ke liye paypal ka istemal karti hai.
To phir aao jaante hai ki paypal ki website par account kaise banate hai or kin kin chijo ki jarurat padti hai hame apne Paypal account me.
Paypal Account me Kya Kya Chaiye
- Email ID
- Bank Account
- PAN Card
- Debit/Credit Card
- Aapka Address
- Mobile Number
Paypal Me Account Kaise Banaye
Step 4. Aapka Paypal account bankar taiyar hai
Paypal account me Bank account verify kaise kare
Paypal me bank account ko verify karne ki process hai wo thodi alag hai, q ki isme hame paypal se kuch paise aate hai points me wo check karke paypal account me dalna hota hai jab hamara bank account paypal me verify hota hai.
Bank account paypal me verify karne ke liye pehle aap apni bank ki detail apne paypal account me dale, uske baad aapke bank account me kuch paise aayege.. (0.123 rupee) jitne bhi paise aaye point me.. aapko wo check karke paypal account me dalna hai fir aapka bank account paypal me verify ho jayega.
काफी अच्छा लेख लिखा है, इससे बहुत जानकरी मिली है। धन्यवाद
Bahut useful information share kiya hai.
Thank you for this article.
very informative article. so helpful. such a wonderful blog. thanks for sharing this post. keep sharing.
Bhut acha btaya apne.
Thank You,
Account bananaa easy ho gya.
Nice information
Paypal Account Ke Bare Bhuat Acchi Jankari Di Hai Aap Ne .
Hello Sir maine ek website banayi hai lekin usme traffic nahi aa raha hai to mujhe kya karna chaiye.
Good article
sir pay pal ab new way me a chuka hai isme kaise apne account ko create kare.
bhai mera PayPal me bank account confirm hai
agar main vigo video se withdraw ka request bhejh ta hoon to field hota hai
jab vigo video ko feedback bheja to
kaha apka PayPal me problem hai
koi solution apke pas ho to reply kijiye
nice