Hindi Me Type Kaise Kare | English to Hindi Typing Tool Online

Hindi Me Type Kaise Kare Type Hindi in English Tool Online
Hello Dosto, Aaj ham baat kar rahe hai Hindi Typing ki. Jese ki ham jaante hai ki ham bolte to hindi me hai or padne me bhi Hindi hamko saral lagti hai par hamesa hamare saath ek dikkat rahti hai or bo ye ki hame Hindi type karne me dikkaat hoti hai q ki Hindi me bhut saare sabd or maatrae hoti hai. Isliye ham Hinglish (Hindi English Me) me type karte hai.
Aaj ham ek aese tool ke bare me jaanege jiski madad se ham Type to English Sabdo me karte hai par Type Hindi Me Hota hai.
hindi me type karo english type karke

Page Contents

English to Hindi Typing Tool Ka Use kaise Kare:

Is tool ka istmaal karna bhut hi aasan hai. Type karne ke liye type hindi in english Keyword aapko box me English words me type kijiye jo aapko Hindi Me Type karna hai or fir jese hi aap Space ka button dabaege bo hindi me convert ho jayega. Ye jo tool hai bo unicode par work karta hai or agar aap iska istmaal karna chate hai to aap ka Internet conection bhi chalu hona chaiye. Agar aap kisi sabd ko  change karna chate hai to aap us sabd par click kare to us sabd ke or option aa jayege.
Bhut baar hota hai ham type to hindi me karte hai par kuch sabd aese bhi hote hai jinko ham English me hi type karna chate hai to aap Ctrl+G ki button ek sath dabaye fir aap jo likege bo Convert nahi hoga, or bapas convert karne ke liye bapas Ctrl+G dabaye.

Tool:

Kaha par iska Istmaal kar sakte hai

Is tool ka istmaal ham kahi bhi kar sakte hai. Jese Hindi me Email type karne ke liye, Facebook par, twitter, Google + ya fir aap koi documeent bana rahe ho jisme hindi type karna ho. bas aap  ko karna ye hai ki phele is tool me type kare or fir usko copy karke jaha par aapko iska istmaak karna ho bha Paste kare.

????Agar Aapka Blog Hai or aap is tool kp apne Blog ya website par add karna chate ho to yaha click kare

Advertisements

Agar aap ko koi dikkat aati hai ya fir koi sujab hai to comment jarur kare or ye batana na bhule ki aapko ye Tool kesa laga.

Aage ham jaane ge ki bina internet ke kaise Hindi Type kare or Mobile par Hindi Type kaise kare. aane wali jankariyo ke liye hame subscribe jarur kare.

Agar aap ka koi bhi sabal ho Internet se sambandit to hamare Sabal-Jabab section me jarur puche

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

108 thoughts on “Hindi Me Type Kaise Kare | English to Hindi Typing Tool Online”

  1. Mere pc me hindi input tool hai microsoft ofic me bhi chalta hsi new folder me bhi kam karta hai but kisi bhi browser me kam nhi kr rha hai olease resolve my probom

    Reply
  2. Ye tools to hmare computer me hoga Sabhi me to nai baki me to krutidev hota hai agar hmko koi latter dusre computer me dalenge to usme to nai lega na

    Reply
  3. Bahut badiya tool hai. Ek question hai English latters me hindi likhanese achhi seo hoti ahe ya phir normal hindi latters likhanese is ka javab dena bro

    Reply
  4. Rohit bro..
    apka ye tool bahut achha hai.
    is tool ko me apne site me lagana chahta hu aap banake doge lekin usme apke site ka link nahi mere site ka link hona chahia.
    please bro aap sabki heLP karte ho meri bhi ek help kar do na please….!

    Reply
  5. rohit ji mai janana chahata hu ki jaise English typing ke liye typingmaster software typing sikhne ke liye waise hi hindi typing sikhne ke liye koi software hai jisse goverment exam me typing test pass kiya ja sake

    Reply
  6. aapne to hindi tool bata kar hamara kam bilkul aasan kar diya .Ab ye bhi bataye ki hum word pad per is tool ko kese use ker sakte he.

    Reply