Jaisa ki aap sab jaante hai wordpress ek blogging platform hai jaha log apna blog banate hai. WORDPRESS par blog banane ke liye aapko ek hosting kharidna hoga. Isse pahle bhi HMH.pe aapko bataya hai WordPress Par Hosting Kaise le Par Naye blogger ke liye $2-5 hosting par spend karna Possible nahi hai.
Isiliye aaj mai apke liye ek naya post laya hu. Is post me mai apko 5 alag alag Hosting companies ka naam batauga jo apko free me hosting dete hai. Mere dosto Mai aap ko batana chahunga ki agar aap apka professional blog banana chahte hai to aap free hosting na le q ki free host me aapko wo help nahi milegi jo premium host me milegi.
Aur jab apka blog achi Traffic anaa hogi tab aapko Free host wale unke blog se hata dege. Isiliye mai apko batana chahunga ki Apke professional blog ke liye hosting kaise le wo yaha padhe WordPress Par Hosting Kaise le.
Agar Aap Hosting nahi lena chahti or Aap chahte hai ki aap ek Professional Blog banaye jisme bhut jada traffic aaye fir bhi wo site down na ho to aap Blogger par apna blog banaye jo chalane me aasan bhi hai or usme hosting ki koi jarurat bhi nahi hai. Blogger par blog kaise banaye uski jankari yaha hai
Jyada time waste na karte hue mai apko free host ke baare me batata hu
Page Contents
5 Wordpress Free Hosting Websites ki Jankari
1: WPNode
WPNode apko free wordpress hosting deta hai. Is hosting company ka ek fayda hai ki wo apne blog me koi ads nahi lagta aur koi extra fees nahi leta.
WPNode ke fayde :
- Unlimited WordPress Site
- 5GB SSD Storage
- Unlimited data Transfer
- GB Email based on Roundcube
- free global CDN by cloudflare
2: Biz.nf
Biz.nf ek easy aur free hosting company hai Jo apko “One click WordPress Installation” deta hai. Jisse aap ko fayda hai ki aap ek hi click me wordpress install karta hai Biz.nf ek bahut hi jyada famous Hosting Company hai.
Biz.nf ke fayde :
- 1000MB Webspace
- 5000MB data transfer
- 1-Click WordPress Install
- Free domain name ( .co.nf )*
3: FreeHostingNoAds
Jaisa ki naam me hi likha hai apko free hosting milegi jisme wo unki ads nahi lagayenge. FreeHostingNoAds apko PHP 5, MySQL, FTP, Filemanager aur bohot kuch deta hai. Is hosting company me apko online support bhi milta hai jo aap ko dusre kisi free host me nahi milta.
FreeHostingNoAds ke fayde :
- 20Gb Space
- 200Gb Traffic
- Free Site builder
- Host your own domain
- No forced ads
- Free domain like (you.t15.org)*
4: AwardSpace
Awardspace ek free hosting company hai jo apko free hosting deti hai aur aap ko Acchi service bhi milti hai.
AwardSpace ke fayde :
- 1GB Disk Space
- 5GB traffic
- 1 Domain Hosting
- 3 Subdomains
- Joomla and wordpress installer
- 100% No Ads
5: Freehosting
free hosting ek bahut hi achhi hosting company hai jo aap ko free service ke sath sath 24/7 ka support bhi deti hai. Ye hosting apko instant hosting ki suvidha bhi deti hai. Mai apko batana chahunga ki ye hosting company me bohot se experts jo apko 24 ke andar aap ko question ka answer dene wale kaam karte hai.
FreeHosting Ke Fayde
- 10Gb free Disk Space
- 250GB Powerful monthly data transfer
- 1 Email Account at your domain
- No Ads
To Dosto ab Aap WordPress Website bhi bana sakte hai bina hosting kharide, Par yaha me aapse ek baat kehna chahunga ki aap in free hosting ka use sirf wordpress site kaise use karte hai unke liye kare.. agar aap soch rahe hai ki aap free hosting site par apni main site banaye to ye mumkin nahi hai.. Q ki free hosting sites par jada traffic aane par wo war war down hoti hai.
Mera Suggestion hai ki aap pehle wordpress site kaise chalate hai wo in site par bana kar sikh le fir yaha se hosting kharid kar apni main site banaye.
Aapko Ye Jankari kesi lagi wo comment karke jarur bataye, or agar aapka koi sawal hai to aap wo bhi comment me puch sakte hai.
Agar aap bhi HMH Guest Post karna chahte hai to yaha click kare
nice sir kya aap meri help krenge aap meri ek article ko dekh kar bta skte he kya uska seo sahi he ya nhi plz article link meri profile me he mere name par click kre……
Kya free Hosting se Apna Ads Laga Sakte Hai Jaise Adsense
haa, par aap ye mat socho ki jada earning kar paoge.. q ki earning jab hogi jab jada traffic aayega.. or jada traffic free hosting manage hi nahi kar payegi.
Hello sir,
Aapke Jankari bahut sahi hai lekin aapne ek company ko apne article me list nhi kiyaa hai! GoogieHost bhi in websito ki tarah Free Unlimited cPanel Hosting Deta hai. lekin aapne uske bare me nhi bataya!
please aapna aticle thoda update krke niche GoogieHost ko bhi Add kr le.
apka blog wordpress.com par hai ya wordpress.org par hai please mere question ka answere jarur dena . i am waiting.
Sir mera ek blogger he newhindilovestory.blogspot.com
Me janna chta hu ki me ESE kaise worldpress me convert sakta hu or isle kiya faide he plz reply me fast mene apke blog se hi Jankari basil krke blog banaya he plz aphi meri agee chlne me help karo
Hi Sir,
Mera website spam hogaya hai, usko sahi kaise karen. (worldwebmind.com)
kripya kr ke guidline karen.
Dhyanawab
Bro ye WPNode.net ka server down ho rha h…
Ye kitna traffic load kr skte hai el time me
WordPress Free Hosting Ke liye best site hai Skillword.com
shared hosting ek time mai kitna traffik jhel sakti hai
70-80 live
Bro wpnode.net pr sign up nhi ho rha… Sign up link doge meko…
ye hai unki free hosting
Brother ye to 000webhost hai
sir mera sawal apka app and website mai ajjtak kavi adds nhi dekh to income kya website ya apps ki post padne se hota hai
meri income ads se hi hoti hai.. par agar aap uc browser use karte hai to usme ads nahi dikhte.. iska matlab aap meri mhanat ka muje kuch bhi nahi de rahe.. aap chrome use kare.. jisse site or achi se khulegi
dost inhme se koi bhi link wordpress par free hosting ke liye nhi bana hai ye sab bas signup karwa ke data lete hai interested person se khas tor par 1 or 2 link samjhe agar wpnode kaam karta hai tho ek ushpe free host le ke dhikaho godaddy ya bigrocks dono ke domain name par wo acpt nhi karega guarnteeed
——- > SEO Expert
ho sakta hai aap jo kha rahe hai wo sahi ho.. par agar aapne tri nahi kiye to aap andaja naa lagaye..
Rohit Sir mujhe apne blog Me Comment Box Kaise Add Karun puri details me batayega
blogger or google plus ka to aap setting me hi kar sakte hai.. kya aap ye puch rahe hai ki aapko wordpress type comment system add karna hai..
Agar apna blog blogger se wordpress par shift kare or blogger ka adsense a/c diseble ho jayega ya wordpress par work karega. Iska solution do
agar domain same hai to wo blogger par rahe ya wordpress par usse koi fark nahi padta.. agar blogger par nahi chal raha hai to wordpress par bhi nahi chalega..
Rohit ji mera name lovejeet he mera blog myhindiblog .in ke sath he mere blog ko adsense me add karta hoon ye btata he this url not use for sign up iska matb apne kha ki ye kisi or email se add kar diya kisi ne to me iss url ko add nhi kar sakta ab me kya kru website to meri hai par me add jhi kar sakta jis kisi ne v add kiya hai uss se kese remove karwau kese pta kru aap meri help kijiye
aapki website abhi new hai wo bhi ek karan ho sakt ahai.. aap kuch din baad tri kare
Can you please check your email :)
me aapko email par reply karuga.. check karke
Bahi is Post me aakhari wala link kaam nahi kar raha, thik kar lo.
Thanks batane ke liye