Blogging karna ya Blog banana bhut aasan ho gaya hai aaj ke time me, issi karan Log blogging ko aasan samaj kar series nahi lete, or galtiya karte jate hai.. jiska result ye nikalta hai wo Blogging ko chhor dete hai.
Pichli ek post me HMH.pe bataya tha Blogging me Fail hone ke 7 karan, usko bhi jarur read kare.. Q ki ek Successful blogger kabhi ye galtiya nahi karta.
or agar aap Blogging me Carrier banane ka Soch rahe hai to ye bate jarur jan lijiye, or agar Blogging me Success hona hai to uski 4 tips bhi jarur read kare.
Website bana se kaam khatam nahi, uske baad siru hota hai.. Q ki Website ko bana kar usko manage karna, usko update rakhna hai Quality content dalte rhena sabse jada jaruri hai, agar Long term tak usme bane rhena hai to.
Long Term Blogging Me Success Hone Ke 17 Tips jinko follow karke koi bhi blogging me success ho sakte hai.
Blogging me hajaro log aate hai, par usme se 1-2 hi tik pate hai.. uska karan hai wo naa apne blog ko manage kar pate hai or naa uss baja se unki post google me rank karti hai..
To Agar aap Blogging karna chate hai, or chate hai ki aapka BLog bhi success ho or jo aap chate hai wo aapko mile.. to kabhi bhi ye galtiya naa kare.
Page Contents
Blogging Mistakes
Topics, Language, Content Type
Blogging ya Website banane se pehle aap apna mind set kr le ki aapne kin topics ko apni website par cover karna hai ? kis language par aap apne blog ko rkhna chahte hai ? kis tarah ka content aap apni website par visitors ko dege yaani news ya fir kuch aisa jo hmesha hi upyogi bna rhe.
Read:
- Blog Topic Select karne ka Best Tarika
- Hindi Ya Hinglish kon hai Best
- 99 Topics Blog Website Banane ke liye [Full List]
Keyword in Domain Name
Topics or thodi website ke baare me outline tayar karne ke baad ap apni website ya blog ke Domain Name ke baare me soche jo us topics ke keyword se related ho. jo aapko search engine me kaafi madad krega or vyakti ko apne aap hi btayega ki yeh website kis topic se related hai.
Badiya Domain Name kaise Select kare uski Full Guide yaha hai.
*Aap Domain discount ke sath yaha se kharid sakte hai.
Perfect Hosting
Domain name decide karne ke baad ek acchi hosting apne budget ke anusar dhunde or apni web ki loading speed ka dhyaan rkhe, koi bhi visitor jyada der load hone waali website par rukna pasnd nahi karta.
Read:
Content Quality
Apni website hoast krne ke baad apne articles par kaam karna shuru kare. Dhyan rhe article kam se kam 1500 shabdo ka jarur likhe jo ki puri tarah se keyword research par adharit ho or idhar udhar ki baato se accha hai ki kaam ki baat par dhyan de jis se doosro ki madad ho.
Article upload krne ke turant baad yeh ummeed na rakhe ki aap aaj se hi kamana shuru kar dege. aap apne kaam par dhyaan de or apni website ke liye nayi nayi cheeje dhundhte rhe or Regular Post kare.
Read:
- 7 Keyword Research Mistakes
- 4 Best Free Keyword Research Tools
- Sabse best or aasan tarika keyword research ka
SEO
kuch articles upload krne ke sath hi aapko apni website par SEO ki jarurat aayegi jiske liye aap youtube ya fir kisi bhi digital marketing field me expert vyakti ki madad le skte hai. lekin kabhi bhi apna kaam kisi dusre vyakti ke hatho me pura na chhore, khud bhi puri jankaari lete rhe.
Website par Sitemap, Speed , Security ka bhi dhyan rkhna behad avashyak hai. Ap jitni ijjat apni Website or Blog ko dege utni hi ijjat ap apni bnayege.
Read:
yeh sabhi points main apne anubhav ke aadhar par hi share kar raha hu kyuki hum sbhi hi blog ki shuruat me kai bdi galtiya karte hai. Blogging me aapko kaafi dhairya ki jarurat hai. Hum apni baat kre to Humne kai badi galtiya ki, jaise keywords par jyada dhyaan nahi diya humesha hi high competition keywords par focus kiya jiske karan article rank nahi hote to nirasha badti hai.
SEO ko log bahut bada dar bana dete hai, market me log SEO ke naam par kaafi paisa vasulte hai, jo ki aap agar khud kare to samay ke sath sath seekhte jaate hai or aapko kaafi aasan lgne lgta hai.
Hmesha hi experience blogger or website owner se judne ka prayas kare, unki website par dekhe ki vah kis prakar apne visitors se jud rhe hai. Unse madad ke liye puchhe or apni pareshani unke sath sajha karke solution nikale.
Khud par bharosa rakhe or naye articles videos or Google ke rules ko padhte rhe, jo ki aapko aage bdhne me behad madadgar sidh hoga.
At Last, me ummid karta hu mere batai galtiya aap nahi karege or blogging me jo karna chate hai wo kar payege..
Aapke sunhere bhavishya ki kaamna ke sath vida leta hu. aapko article kesa laga comment karke batana naa bhule :)
Osm bhi thxu
Nice Post. Thanks!
Hello Rohit,
How can I make more money of my adsense account.
Adsense related Question answer
Hello Rohit,
What is the choose best post title tactic for the point of increase adsense CPC.
aese user ko target karo jinka interest high cpc wali catogery me rheta ho.
aese user ko target karo jinka interest high cpc wali category me rheta ho.
Superb bro, apne bahut achchi jaankari share ki hai jo mere liye bahut hi faydemand hai thank you
Very good article
Very nice article rohit sir i have shared this post with my Blogging friends 😍
sir mai 1 saal se blogging kar raha hu, lekin abhi tak kuch khas earning nahi kar paya hu. kya website par regular post nahi dalne se koi fark padta hai? and your article is very nice.
Regular dalne se bilkul fark padta hai..
Aap ye read kare: Daily post kaise kare
nice information
Blogger is the best platform but agar hosting acchi ho to wordpress ka shani nhi he.
Sir kya reason hai ki traffic decrease ho raha hai kya Google me kuch update is months hue hai kya.. suggest me kya reason hai..
Nice article bro.. thanks for sharing the details blogging mistake
bhut se karan ho sakte hai.. aap yaha read kare: Google Rank or Traffic Achanak Kam Hone Par Kya Kare
bhut se karan ho sakte hai.. aap yaha read kare: Google Rank or Traffic Achanak Kam Hone Par Kya Kare.
Rohit भाई मेरी साईट technology की है लेकिन धीरे धीरे traffic कमहोकर अभी सिर्फ 300 pageviews ही आ रहे है पहले तोह 4k आ रहे थे मेरी site please check करिये।
Achanak traffic kam Q hoti hai uske karan
Very nice Post.
Thanks for sharing useful information.
Thank you so much bhai … itni achi information k liye me dhyaan dunga apki btayi sabhi bato ko ..ab se post krte waqt..
Thanks.
Rohit bhai, meri website Offer,Deals,Cashback niche pe hai. Mai daily post krta hu. Par trrafic utni nhi aa pati. Fir bhi mai post krne me mahnt krta hu.
Backlink ke bare me apki website se sikh rha hu.
Kya aap meri website dekh k btayege mujhe aur kya krna chaiye
Bhai aapne Title ko thoda SEO Friendly banaye.. jese log search karte ho google me..
Bhai meri ek website hai blogger par http://www.myhindimind.com mujhe apni Website blogger se WordPress pe migrate krni thi… esiliye mne Godaddy se pehle web hosting buy kr lii.. or fir WordPress install kr dia usi domain par jo Blogger par tha http://www.myhindimind.com
install ho gya Successfully but jab mai WordPress meh login karta hun yeh type krke – (www.myhindimind.com/wp-admin/) to bhai meri blogger wali website open hori hai or usme error 404 ara hai.. kis problem ki vjhe se hora yeh.. login kyu ni hora hai WordPress meh please anybody help me… bich meh ruka pda hai sara work.. btao please yr koi … kahe m problem hai..
Aap please ye problem HMH group me post kare.. Waha aapki jarur help ki jayegi.
Ye problem aapke kisi mis configuration ke karan ho rahi hai.
Thank-you sir,
aap ki post ko read kr k mne apne blog ko bhut improve kiya hai sir….aap ki posts bhut helpful hoti hai …sbhi blogger k liye.
again Thank-you sir.
Thanks Sir, mera eek sawal hai ki mene apne blog me koi Ad code nahi lagaya hua hai to phir Search consol me CTR or Clicks kaise shaw ho rha hai. Iska kya matlab hai. Plaease Reply.
Rakesh ji wo Ads ke CTR nahi hai.. wo aapki site jab search me dikhti hai kuch search karne par.. to kitne logo ne uspar click kiya wo CTR hai..
Sunder post ji ,
Traffic loss lone se aajkal regular post nahi kar raha hoon,
Blogger se WP me shift kiya tha Jan me. Sayad ye bhi mistake hai.
Aajkal kuch samajhe me nahi aa raha .
daily 23k – 24k impression se ghat kar only 3k – 4k aa gaya hai traffic impression. totally earning loss ho gaya hai.
Kya karoon ?
Sir, blogger se WP me aane se jo traffic mistake se loss huya hai , kya wo wass aa sakta hai ?
thanks
bilkul aa sakta hai.. sabse phele to aap ye check kare ki kaha dikkat hai.. uske liye aap search console me check kare koi error to nahi..
aap ye article read kare: Google Rank or Traffic Achanak Kam Hone Par Kya Kare
sir, 2 din se check kar raha hoon, aapki post ki according bhi check kar liya.
but problem pakad me nahi aa rai. aapke bataye url ki alawa hindimehelp othersi posts bhi padhi, but kuch nahi hua.
traffic search se bahar ho gaya, google 1st page me aane wali 70% post 5-6 page me chali gaye.
plz aap apne end se check kar bata sakte hain sir,
Jo abhi first me aa rahi hai unn keywords par wo check karo.. Unn sites me aesa kha hai jo aapki site me nahi.. Aapko samaj aa jayega kya issue hai.
Nice information sir
Nice info. aise me naye blogger ko kafi help milega. thanks for sharing
Nice info. aise me naye blogger ko kafi help milega
Waah brother good information share kiye hain. Thanks for sharing this useful articles…