Android Mobile Aaj ke Time me sabse jada use hone wala Operating System hai Smartphone me 90% Mobile User Android OS hi use kar rahe hai.
Aap Apna Android App Bana kar Google Play Store par Daal sakte hai. Is Post me aapko bataya jayega kaise aap apna Khud ka Andoird App Bana sakteh hai Bina Coding or Programming ke.
Android App Banane ke liye, Online bhut sare Tools or Sites hai jinki madad se badi aasani se bina Coding ke App Banaya ja sakta hai. App Banane ke liye Simple hame Apna Account banana hai or apni information fill karke badi hi simple process ke jaruye ham App Bana sakte hai.
Ye Bhi Pade:
- Mobile Me App Install karke Paise Kaise Kamaye [Top 6 App]
- 10 Android Apps Bloggers ke Mobile me Install Hona Chaiye
Page Contents
Android Mobile App kaise banaye 5 Minute Me in hindi
Android App Banane ke liye hame simple Andoird App Banane wali website ki jarurat hai, uski madad se koi bhi badi aasani se apni jarurat ke hisab se apna App Bana sakta hai.
1. AppsGeyser
Appsgeyser ek number company hai android app banane ke liye bina coding ke. Is Website me ham apna App 2-3 Minute me bana sakte hai.
Is Site par ham apna app free me bana sakte hai, par agar hame us app ko playstore me publish karna hai to hame thode paise dene padte hai.
PlayStore me Upload karne ke kitne paise lagte hai wo aap Website ke Price ke section me dekh sakte hai. Aap App se paise bhi kama sakte hai usme ads laga kar, or agar aapki website hai to aap uske liye bhi App bana sakte hai.
2. Mobiloud
Ye WordPress User ke liye hai. Mobiloud ki madad se WordPress site ke liye Android App bana sakte hai. Agar aapki WordPress Site hai to aap Mobiloud ki madad se bina coding ki madad se Android App bana sakte hai.
3. Ibuildapp
Ibuild app ek or website hai Android app banane ke liye bina coding or programing ke. Isme hame bhut sate design milte hai Android App ke liye. Aap iski madad se ek professional App bana sakte hai bina coding ke.
4. Andromo
Andromo me koi bhi Professional Android App bana sakta hai. Isme ham jo App bana sakte hai usko banane me bhut coding ki jarurat padti hai jo ham yaha bina coding ke bana sakte hai. Hamm Andromo me App bana kar Apna Business, Event, News ya kuch bhi share kar sakte hai. Isme bhut jaldi or badi aasani se ham Android App bana sakte hai.
5. Mobincube
Mobincube me Andoird Application bana ek acha edia hai q ki isme ham badi hi aasani se Advanced App bana sakte hai SmartPhone or Tablets ke liye bina technical knowlage ke.
Agar Aap HTML Page use karna chate hai apna khud ka design kiya huaa to aap bhi kar sakte hai.
Is Site me kuch Futures hai jo Paise se use kar sakte hai.
6. Appyet
Appyet ki madad se aap ek Professional Android App bana sakte hai. Isme aapko bilkul bhi Programming ki jarurat nahi padegi or Aap ek Minute me apna Phela Android App bana kar teyar kar sakte hai.
Hame App Banane ke liye website ke RSS/Atom feed ki jarurat padegi, jisko ek badiya Android App me badi achi tarike se badal diya jata hai.
App Bana kar Aap PlayStore or Dure Platform par upload kar sakte hai.. or Ads laga kar ache paise bhi kama sakte hai agar Aapke app ko hajaro log Download karle to.
Android Dovelopement Course By Google ko Join kare
Agar aap Coding sikh kar ek acha Android App bana sakte hai, Android App Banana sikhna chate hai to aap Android App Developer ko join kare jo Free Course hai Google ke duaara. Aap Is Course ko Udacity.com par dekh sakte hai.
Free Android Development Coursed by Google
To Friends ab aapko Android App kaise Banaye or kha banaye ye pata chal chuka hai, or Aap inpar badi hi aasani se apna Android App Bana sakte hai.
Hindi Me Help ka Android App yaha se Download kare
Ye Bhi Pade:
A old free fire play game
My first day app Android free download
Ma na apna app bana ha to mara app bana da
Thanks, nice content.
Hi I am request to only apps launch Apps name fasil live
thanks for sharing information in your blog
Best company for mobile app development at very affordable cost
Thank. Very much
i always read ur post,it is really so nice
hii i m big fan of yours and your post is really so nice
Aap me ad laga sakte hai kya
very nice
Game ek app banana hea jis trah Ola hea ubar hea usi trah karmkand nam se jo ilaka me brhmd hea usi eriya se locket kar pandit mil jaye kya khach padega
Hello rohit ser ek jawab doge aap mera help chaiye muje koi
Hello rohit ser ek jawab doge aap mera ??
rohit ser ek help chaiye kya aap karege ?? Mane apps gyser website se 3 apps creat kiye khud ke 2 apni website ke aur ek game ka aur weh download ho bi jate r instal but jb bi mai unko open karta hu kuch bi nahi hota waha only blank khali sab koi game nahi r stop ho jate kiya problem hai ser iski kaha par kami reh gayi ???
bhut achi jankari share ki hai apne apke artical bhut helpfull hai thanks for share amazing info..
ap ye bataiye add mob ,add sence, add word me kya diffrence he ye kha use hota he .
Tino alag alag hai bhai..
Ad kon mobile app par ad lagane ke liye hai..
Adsense website me ad lagane ke liye hai..
Adword Google ke jariye apna advertisement karane ke liye hai.
Bahut achi post hai rohit sir
Muje vehicle ki jankari ka app banana he sir plus help me
bhot hi accha jankari share kiya hai aapne android apps ke bare me
Sir aap mera aaps bana do ge hame v aaps ban na hai pls contact me 9504208182 aap v apne number do sir mai call karta ho
Website kaise banate hai tumare jaise
WordPress par bana sakte hai.. Uske ware me mene bataya hai aap site me Search kare..
rohit mewada apki post boht best thi
Nice post i have a blog i want to make an of my blog
bhai maine app banaya hai par ek problem hai back karo to pura back hota hai maine browser banaya hai jab kisi bhi site me visit karta hu back karo to pura back ho jata hai please batao kya karna chahiye
iske liye aapko uska instruction add karne hoge.
play store me app applaud karne kewaste paise kitne lagte hain
uska account banane ke liye 25$ lagte hai.. uske baad aap kitne bhi app upload kar sakte hai.
Sir, agar hum upar diye hue tools se android app develop karte hai to kya android application playstore mein dalne ke liye 1 time fees charge hoti hai ya yearly fees deni hoti hai.
Rohit ji hamne apna app ko banaya par vo app so kaha par karega plz bata sakte hai
Aap direct link apni site par de sakte hai.. Jisse waha se log download kar paye.. Ya aap playstore me bhi upload kar sakte hai.
Rohit Ji,
Bahut badhiya post banayi hei ye apne. Mein kafi time se soch rahi thi mobile app banane ki. Thanks.
But Rohit Ji ye bataiye ki app banne ke bad uske downloads kese badhenge.
App Download ke liye aapko usko promote karna hoga.. aap Apni website me uska link add kar sakte hai.. fb page me download link add kar sakte hai..
Hello sir muje help chaiye muje bhi ek app bnana h or usko play store pr apdet krna he
Mera kid ka ek news portal he bhut app nhi he Plz help sir
Rahit ji kya website ka apps banakar aap me adsense ke ads show karwana chaiye. mene apke android app me dekha apke apps me adsense ka khoi add nhi hai.
Bhai wo adsmob hai.. Apps ke liye google ke.
Rohit bhy apne coding ke duwara app banaya hai. ya kisi website ke jariye…
Bhai mene apne friend se banbaya hai..
Bhai third number ka reply aadhe me rah gaya hai.
Last query
Blog ke liye primary traffic source kya hona chahiye organic traffic ya social media
Organic agar aap adsense use karte hai..
Or agar affiliate program to target traffic aap social network se bhi le sakte hai..
bhai kush queries hai
1 . off page seo se per day maximmum se maximum traffic kaise generate karte hai.fully guide kare.
2. kya aap apni har post ko whatsapp par share karte ho .yes to to kitne group aur freinds me.
3. kya fb page se post ko paid karke boost kar saketa hai jaise har post par option aata hai boost your post. kya isse adsense par effect padenga. kya adsense isse policy breack hongi
1: iske liye aap Off Page SEO ko samje usme hota kya hai..
2: nahi, me nahi karta.. mere hisab se whatsapp time ki barbadi hai..
3: FB par mene kuch post ki jo mera laga bhoost..
Or sir app bnakr install kaise hogi
last me download karne ke liye aayega.. waha se..
Sir mujhe sirf addmob ke liye app banani hai, uske liye kaise banau,, kyunki bs mere pass addmob account hai sirf
wo to ads hai.. aap wo inme add kar sakte hai..
hello
good
sir Mera nam Satyam Tiwari hai Mai kanpur ka rahne Wala hu sir app banane me description Kaise banaye Aor web site bhi Kaise banaye
website kaise banaye uski jankari yaha hai.
Bhut badiya Jankari hai or sari websites best hai bhai.
bahi kya yeh sites free hai ya humy khuch charge karna padhe ge wesy achi post hai yeh
Free hai or paid version bhi hai.. jisme thode jada option milte hai.. aap try karke dekhe..
Hello sir . Aap bahut hi acchi post publish karte hai . Jis se bahut kuch sekhne ko milta hai .
Sir kya app ko playstore me free me add kar sakte hai ya ye service paid hai . Plz help
aapko one time 25$ pay karna hoga.
Hello sir . Aap bahut hi acchi post publish karte hai . Jis se bahut kuch sekhne ko milta hai .
Sir kya app ko playstore me free me add kar sakte hai ya ye service paid hai . Plz help.
25$ lagte hai ek war.
main app bana li he download kese karo appgasayer per pleese help
last me aata hai download ka option
main app bana li he download kese karo appgasayer per
last me download ke liye aata hai.
Sar sab paisa pay Karna hota h tb app banta h free website do na Sar please help me sar please sar please sar please please please