Aaj Ka ka zamana Internet ka hai or iski jarurat bahut badi hai. Kyunki internet par har kaam kiya ja sakta hai isme se ek kaam hai internet se paise kamana jo jayda tar logo ko pata nhi hota hai. Aap ye post pade rahe hai iska matalab aapko bhi ye jaana hai internet se paise kaise kamate hai. To aap sahi jagah par hai kyunki aaj ke post me aap iske bare me details me janege.
Sabse pehle to aapko kuch baaton ko dhyan me rakhna hoga. Kyunki aap internet se paisa kamana chahte hai to aap me Hard Work, Sabar or humesha naya sikhne ki bhukh hona jaruri hai. Ager aap me inme se koi bhi cheez ki kami hai to aap internet se paise kama nahi sakte. Ager aap ye teeno goon hai to aap ko internet se paise kamane me koi rok nahi sakta.
Ab baat karte hai internet par kaam kya kare. Ye bhi bahut hi aasan hai bas aapko Computer ka basic knowledge hona chahiye mera kehne ka matalab aapko computer use karna aana chahiye. Ab aap ye post pade rahe hai to aapko computer or internet ka knowledge ache hoga hi. to chalo jante hai Internet se paise kaise kamate hai.
Internet se Paise Kaise Kamaye full Guide in Hindi.
Internet par paise kamane ke liye aapke paas sabse pehle ek Email ID hona jaruri hai. Fir chahe wo Gmail, Orkut, Yahoo par bani ho ya kisi or par bani ho. Email ID kr bager aap Internet par koi bhi kaam nhi kar sakte. Email id kitna important hai ye aap ko ache se samajh me aa gaya hoga. Ager aapke pass Email ID nahi hai to aap wo banale.
Ab aapko ek Blog banani hai. Iske liye aap www.blogger.com par jaye or apne Gmail account se Singin kare. Iske baad aapko Blog Create karna hai jo free me hota hai. Blog create karne se phele aapko kuch baate yaad rakhni hai. Jaise ki aapko ek acha sa naam rakhna hai apne blog ka jo jayda bada bhi nhi hona cahiye or sath hi yaad rakhne me aasan hona chahiye.
Dusri baat aapko pehle ye decide kar lena chahiye ki aap kis topic yani subject par blog create kar rahe ho kyunki aapko use subject par hamesha kuch new likhte rahe na hoga or us subject par likhte samay aapko bore bhi nhi hona chahiye. Ye tabhi ho sakta hai jab aapka choice kiya hua subject me aapko interest ho. Fir bhi mai aapko kuch subject ki list bata deta hu jis par aapko blog create karna chahiye.
- Technology.
- Health.
- Education info.
- Beauty tips.
- Fashion designing.
Blog Create karne ke baad aapko apne blog ke setting ko ache se setup karna hai. Iske baad aapko apne blog ko Website me convert karna hai. Jo bahut hi jaruri hai internet se paise kamane ke liye. Blog ko Website me convert karne ke liye aapko ek Domain Buy karna hoga. Iske liye aap Godaddy se Domain buy kar sakte hai jo bahut hi kam price me domain deti hai. Jo first time Godaddy se domain buy kar hai usko 99 rupaye me Domain milta hai.
Domain ko buy karke apne blog par setup karne ke baad aapka blog website me convert ho jayega ab aapka blog ek professional website ki tarha dikhai dega. Ab aap internet se paise kamane ke liye puri tarah tayar hai. Apne blog ko or professional banane ke liye aap Mobile Friendly Blogger Template upload kare. Ye template bahut hi ache hote hai or free bhi hote hai ager aap paise kharch karna chahte hai to aap paide Template buy kar sakte hai jo sabse better hote hai.
Internet se paise kamane ke liye ab tak humne 2 step complete kardiye hai. Ek hai blog create karna or dusri step hai blog ko domain lagake professional website me convert karna. Ab aap 3rd step karne wale hai jo most important hai internet se paise kamane ke liye wo hai unique quality content post jo SEO ko follow karke likhe ho.
Mera kehne ka matalab hai ki aapko roze ek Post likh ke publish karni hai. Jo kahi se Copy kiye hui nhi honi cahiye. Matlab aapko jo post likhni hai wo apne jubani likhni hai. Post me kam se kam 300 word ka use karna hai sath hi kam se kam ek image ka use karke post likhni hai. Or ek most important baat post ko meaning full likhne ke sath hi spelling sahi likhna. Aisa aapko roz karna hai yani aapko roze ek post publish karna hai.
Post publish karne se aap internet se paise kamana start nhi kar sakte internet se paise kamane ke liye aapke website par traffic aana bahut jaruri hai. Yani visitors aana jaruri hai. Iske liye aapko apne blog ko Google, Bing or yandex webmaster tools me submit karna hoga uske baad aapki site Search Engine me Show hone lagegi. Iske alawa aapko Social Site par apne blog ka roz pramotion karna hoga.
Roz post publish karke us post ko promote karne se aapke blog par ek manth me achi traffic aane lagegi yani visitors aane lagege. Iska matalab ab aap internet se paise kamane ke final step par hai. Final step me aapko Adsense account create karke usme apne blog ko submit karna hai. Jaise hi AdSense aapke blog ko Approval deta hai aapko Adsense ke ads apne blog par lagane hai.
Adsense ads apne blog par lagate hi aapka paise kamana start ho jayega. Jab bhi koi visitors aapke blog par lage ads par click karega aapko us click ke AdSense paise dega.
To Dosto ab aap jaan chuke hai ki internet se paise kaise kamate hai. Mai apni next guest post me aapko ek or tarika bataunga jo internet se paise kamane ka best tarika hai.
Aapko ye jankari kaisi lagi ? Koi sawal ya sujhav ho to aap hume comment karke puch sakte hai..
Ye Bhi Pade:
Refral app creat karke bhi pese kma sakte hai
Bhai AGR much puchna ho to kya uske liye apna mob no. bta skte ho kya jisse me apse contact kr sku
Hello, all the time i used to check web site posts here early
in the morning, since i like to learn more and more.
Rohit bhai maine Youtube Addsence aprove karwa liya ab mere 15 videos bhi usme dal diye hai aur us pe lagbhag 80 hajar Views aa chuke hai fir bi koi income nhi hui aesa Kyon.
Hmko aapka website bhot he aacha laga …… Lekin aap help keise krenge??
SEO Kya hai or ide kaise follow karte hai?
Aap site par hi search kare.. Seo ke ware me bhut so post ki hai mene
SEO Kya hai
Mujhe apna blod band karna hai kaise karun
Uski jankari yaha hai
Blog mai address kaise dalna hai
Jispar aapko blog open ho wo address.. Ko phele se naa use kiya gaya ho
SEO kya hai or ise kaise follow karte hai
Thanks
maine avi pdha hai mujhe sabse pahle kya karna chahiye
Aap post ko diyan se pade.. Kya bataya gaya hai usme.. Aap apna blog banaye
Nice info for new blogger jo apna new blog start karna cahate hai.
Hi, rohit aap kun si categories ke ander backlink laagate ho. aap ki site mein different types ki information hai kya vo sabhi ek hi categories ke ander aate hai ya alag alag please jaror bataye. aur ye bhi bataye ki hindi sites ko backlinks outsides country se kyu nahi milta hai. main pichle 2-3 months se backlinks laga raha hu apni sites mein www. a2ztutorial .in par mere pass sirf 217 backlinks hi hai abhi tak. aisa kyu?
aapka jo sabal hai wo sahi nahi hai, backlink kisi bhi site se mil sakti hai wo duniya ke kisi bhi kone se ho sakti hai.. backlink jab milti hai jab hamari site ki link kisi dusri site par add ki jaye.. or category wise nahi ki jati backlink..
Meri website www. websiteinhindi .com ki theme SEO friendly hai ya nahi kaise pata kare
aesa pata karne ka koi tarika nahi hota hai.. aap apni site ko google search console me add kare or SEO ke ware me jo bhi sikhe wo apni site par implement kare..
hello sir mai ek Aisa website banana chahta hu jisme downloading ka paisa .mile iske liye kya karu please help me…………..
downloding wali site me ham legal tarike se paise nahi kama sakte q ki wo copywrited material hote hai..
Thanks bhai post ko publish karne ke liye.
रोहित ने जितने भी links add किये है वो सब इसी साईट के है इसमें कोई spamming वाली बात नहीं है, ये तोह साईट के लिए अच्छा है और ये link juice भी देता है !
बड़े साईट भी काफी जाएदा interlinking करते है जैसे की Wikipedia.
आप ये ध्यान रखे की अगर आप किसी बाहरी साईट को लिंक कर रहे हो तोह वो बाहरी साईट आपके साईट के relevant होना चाहिए कहने का मतलब की अगर आपका साईट health का है तोह उसका भी health का हो अगर आप अपने relevant साईट को जितना dofollow बैकलिंक्स देंगे उतना ही आपके साईट का authority मजबूत होगा !
अगर कुछ भी दिक्कत हो तोह आप ज़रूर पूछे !
मैं नहीं तोह रोहित सर आपका जबाब देंगे !
धन्यवाद !
Adsense kab tak approve Ho jaata hai Mai ne 14 post kiya hai or 1326 visitors hai aur blog ko sirf ek week huaa hai..
Pahle earning pr click karne pr sign up ka option unable tha Ab sign up karne ko deta hai…
To sakta hai
Blog ka acha design or badiya contact Hona jaruri hai.. Visitor se koi fark nahi padta
Apka ye article har new blogger ke liye bahut hi important hai, vaise bhi apki intni jaldi ke pichhe apki kadi mehnat ka fal hai,
Apke website se kai nahi blogger ko aage badne ke liye prarit karta, Vaise bhi hamari bhi site apke sath hai TargetRule .com
Thanks
sir mene ek guest post sende ki he internet bot ke bare me aap us post ko dekhe
Rohit bro maine YouTube ko adsence ke liye aprrov karaya jb vo aprrov ho gya to Maine sitemanagmant me apni sit ko add kiya or ads code blog pe lga liya bhai 7 din ho chuka hai abhi tak koi mil nhi aaya JB se add kiya hu blog ko bhai …kya problem ho skta h koi mail to aana chahiye na
agar aapki site me thodi bhi kami hogi to ads disply nahi hoge..
Sir mene ek guest post send ki he internet bot ke bare me aap us posst ko dekhe
aapko email par reply kiya hai
Sir kya hindi bloggers affiliate marketing se paise kama sakte hai? aur aapne kabhi aapni site par affiliate ke ads lagaye the kya?
kama sakte hai.. par hindi me abhi uska itna market nahi hai ki affiliate se achi income kar sake.
Comment:kiya me ise id ko nokia c-2 me bana sakte hai ya nahi
hiiiii rohit i am sahil mujhe youtube pe views ko badana hai plz help me
aap ko video upload karte samay uska acha seo karna padega.. uske liye aap ye post pade
Sir kya hum ek google adsens disprove hone par hum kya use wapas prove kra sakte he kya
haa.. par jis karan se huaa wo sahi ho jaye uske baad… jo bhut hi muskil hai ji approve ho double se..
Sir ek baar google adsense disaprove hone par kya hum wapas us ko aprov kara sakte he kya
rohit bhai www. rozgaaralert .com meri website hai …3month se daily update kr rha hoon par visiter jyada nhi badh rahe hain …kya aap meri website ki seo kroge …jo aapki fees hogi ham pay karenge thanx n replay must
Sorry BRO me fees lekar kaam nahi karta.. par haa agar aap meri site par dekhege to aapko bhut se article mil jayege jinki madad se aap khud kar sakte hai apni site ka seo.. usme koi jadu nahi hota ai jo aap nahi kar sakte.
बहुत ही अच्छी जानकारी रोहित !
bro maine phle YouTube ko adsence ke liye aprrov karaya jab vo aprrov hoga to Maine YouTube ke Adsence account me sitemanagmant me jakar apna blog ko add kiya uska ads code Bana kar apne blog pe 5 din ho chuka hai maine laga diya ..
to bro maine jab adsence me apne blog ko add kiya tab se lekar mujhe aaj tak koi mail nhi aaya iska kaya karun ho sakta hai mujhe kya karana hoga koi help karo
mera blog wordpress pe hai,,, but abhi kuchh din se page view count show nhi karta hai,,dashboard aur post list me bhi nahi show karta hai kya kare
aapne koi plugin update ki hogi to usme aesi problem kabhi kabhi aa jati hai.. isse bachne ke liye hamesa apni site ka backup jarur rakhe..
मैं आपसे कुछ प्रश्न पूछना चाहता हूं
१) आपकी वेबसाइ की Alexa rank बढ क्यूं रहा है मुझे लगता है कि आप अपनी वेबसाइट पर कुछ समय से ज्यादा ध्यान नहीं दे पाते क्यु
२) क्या आप ब्लोग को पार्ट टाइम में रखते हो या फिर फुल टाइम में
३) आपने जब इस वेबसाइट पर पहली पोस्ट शेयर की उस समय से कितने दिन बाद आप सक्सेस ब्लॉग बने
मेरे प्रश्नों का जवाब दीजिएगा मैंने पहले भी 4-5 कमेंट की थी लेकिन आपने उस में से किसी का भी रिटर्न जवाब नहीं दिया
bhai apne is article me itne sare links add kiye hai .iska koi spamming ka dar nahi hota.. koi bhi jtina chahe links add akr sakta hai kya?
haa kar sakte hai.. or aap dekhege mene jitne bhi link add kiye hai wo unke sabd par hi kiye hai.. or apne blog ke hi kiye hai..
Hanji mene chek kiay hai. Me bhi same apke jaise hi links add karta hu . Bas fark yeh hai ki me 4 se 8 tak hi rakhta hu. Aab kuch jyada add karuga. By the way thanks for improving knowledge bro.
welcome :)
रोहित ने जितने भी links add किये है वो सब इसी साईट के है इसमें कोई spamming वाली बात नहीं है, ये तोह साईट के लिए अच्छा है और ये link juice भी देता है !
बड़े साईट भी काफी जाएदा interlinking करते है जैसे की Wikipedia.
आप ये ध्यान रखे की अगर आप किसी बाहरी साईट को लिंक कर रहे हो तोह वो बाहरी साईट आपके साईट के relevant होना चाहिए कहने का मतलब की अगर आपका साईट health का है तोह उसका भी health का हो अगर आप अपने relevant साईट को जितना dofollow बैकलिंक्स देंगे उतना ही आपके साईट का authority मजबूत होगा !
अगर कुछ भी दिक्कत हो तोह आप ज़रूर पूछे !
मैं नहीं तोह रोहित सर आपका जबाब देंगे !
धन्यवाद !
Naye logon ke liye bahut achha article.
very helpful post and very well written. thanx for sharing this
you are doing a great job bhai
Thanks Pradeep :)
rohit bro web diurectories me blog add karne ke liye us directory ka meta code add karna padta hai,
mai jab ek web directory me sign up kiya to widget ke liye code add karne bol raha tha
haa karna padta hai.. jab hi wo hamari link ko add karte hai.. me aapko suggest karuga ki jin ki rank achi ho sirf unme add kare..
sir mai ye janana chaht hu agar koi visitor mere blog per daily ads click kare to meri income roj hogi ya sirf pehle din hi hogi..
roj hogi.. par click karke aesa nahi ki usko cut karde.. aese me wo invalid click me aa jayega jiski hame koi incme nahi hogi
sir mera ek blog hai mai ye janana chahta hu ki agar koi mere blog per pehli bar aye or click kare to meri earing hogi but wahi visitor agar agle din bhi click kare to kya meri income hogi or visitor badege. or agar mere regular visitor ate to kya page view badte hai or income hoti hai.agar mere kuch regular visitor hai or wo daily click kare to kya meri income hogi..
agar wo roj aata hai click karta hai usse aapki income hogi.. par sirf or sorf jab jab wo uske interest ke ads par click kare.. khane ka matlab aesa nahi ki ads par click kare or usko cut karde.. aese me aapko koi income nahi hogi.
plz sir mera comment ka reply kijiye abhi tak aapne reply nahi kiya
Hello… Mera Questions ka Jawab jarur Dena. Sir
example ◻ mera Ek Blog Hai WordPress par Aur Uska Domain hai.. Myblog.com.. AUR main Usko Change Karna Chahta hun.
kya? Main Change kar SSakta hn…Ek Naya Domain Kharid kar Add karne Se? Iska Solution jarur Dena.. Mai. MAI new Domain. My Life Blog. Com Ye Rakhna Chahta hun kya Rakh Sakta hun Usko Hata kar.
haa aap kar sakte hai.. aapka wo new blog hi khalayega.. jisme purane blog ka contant rahega.
sir ji mujhe site redirect krni hai kuch aise
http://example.com/deal=http://paytm.com
ye feature wordpress pr kaise hoga
aap plugin use kare.. bhut si plugin mil jayegi.. me pritty link plugin use karta hu
Hi Me Bhi Guest Post Dalni Hai Mere Pas Airtel Me Free Internet Ki Trick Hai New Dal Sakta Hu?
agar usme koi galat tarika naa bataya gaya ho or jo free trick hai wo legal hai to bilkul kar sakte hai.. aap hame send kare
sir apka whatsapp no. 1-619-468-8036 ye hai na whatsapp me show nahi kar raha h mujhe aapse help ki jarurat hai aap whatsapp me hai ya nahi please iska jawab jarur dijiyega sir
abhi wo band hai.. sorry
Thanks bhai aapne meri Guest Post ko publish kiya. Mai bahut hi jalda internet se paise kamane ki 2nd post aapko send karunga.
Fir ek baar shukriya..
Thanks Shaikh ji :)
bhaiya mera bhi guest post hai Kai week ho gaye koi response nahi mil rahi, kya hua mere guest post ka
sorry bro.. par aapke email ko check karke reply jaryr kiya jayega
Hello Rohit,
Hindimehelp.com
ki alexa Rank kam hokar bad gai h
is bat se mujhe nirasa ho rhi h ki jis site se maine blogging sikhi uska aisa niche bura lag rha h.
Supportmeindia ki alexa Rank Hindi me help ko pichhe chhod gai jiska mujhe bhut dukh hai.
jisseujhe kuchh sikhne ko mila ho uska kbhi bura nhi sochta hu.
aap jha tak main manta hu aap Hindi me Help par dyan kam kar diya.
Ji Bilkul Rajesh ji abhi kuch problems ki baja se HMH par diyan nahi de pa raha tha.. par ab aesa nahi hoga.. or aap HMH ki success ko khud mhasus kar sakege.. Bro Dil se thanks is Comment ke liye..