Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par

Mobile Phone jo banaya baya tha ki ham uski madad se kahi se bhi kisi ko bhi call karke baat kar sake, Ham kisi ko Call karte hai to uske paise lagte hai ye to aapko pata hi hoga.

Bhut war aesa ho jata hai ki hamare pass Balance nahi hota Mobile me or hame kisi se baat karni ho jaruri, To Ham Free me bhi Call kar sakte hai..

Advertisements

Ye Jarur Pade:

Mobile me Call karne me jo paise lagte hai agar ham wo mobile se hi kamaye to hame alag se Mobile ke liye paise kharch karne ki jarurat nahi padegi.. Mobile Balance kamane ke liye hame apps install karna padta hai uski jankari yaha hai.

Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par

Page Contents

Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par

Mobile se Free Call karne ke liye bhut se Apps or websites hai par hame unke liye acha Internet connection chaiye. Chaliye Dekhte hai kin kin App se Free Call kar sakte hai.

1: Facebook Messenger

Facebook Kya hai wo to pata hi hoga, or Facebook par Mobile me chat karne ke liye Facebook Messenger App hota hai jisse ham Chat karne ke sath sath Call bhi kar sakte hai hamare Facebook Friends ko. Call ki agar achi quality chaiye to hamara Internet Connection or hamare Friend ka Internet connection acha hona chaiye.

Download Facebook Messenger

Also Must Read: 

2: WhatsApp Messenger

WhatsApp Messenger SmartPhone me sabse popular App hai chat karne ke liye, or abhi kuch samay phele hi Whatsapp se Free Call ka future bhi usme add kiya hai jiski madad se ham hamare Whatsapp wale number par call kar sakte hai. Agar Call ki quality achi chaiye to dono side ka Internet connection ache hona chaiye.

Download WhatsApp Messenger

Ye Bhi Pade:

3: Nanu

Nanu App Whatsapp or Facebook Messenger se thoda hatke hai q ki isme hame kisi bhi number par call kar sakte hai. Hame Kuch Credit milta hai other number par call karne ke liye to agar kisi ke pass internet nahi hai to bhi ham call kar sakte hai. Namu 2g par bhi achi se work karta hai.

Download Nanu

Ye Bhi Pade:

Ye sirf 3 App Bataye hai par inke aalawa or bhi bhut se Apps hai jinse ham Free me Calling kar sakte hai.

Free Calling Apps ki List

  • Takatone
  • Google Hangouts
  • KakaoTalk
  • Nimbuzz
  • LINE
  • Wechat
  • Wephone
  • Wetalkpro
  • IMO video call
  • viber
  • Yahoo Messenger
  • Wicall
  • Voxox
  • Tango
  • Hangouts
  • Skype

Bonus: Website se Call kare Kisi bhi Number par

App to aapne dekh liye par kuch website bhi hai jinki madad se ham free call kar sakte hai kisi bhi number par. un website ki jankari me phele hi de chuka hu kaise free me call kare Internet ki madad se, aap usko jarur read kare.

To Dosto aapko ye Jankari kesi lagi wo aap comment me bata sakte hai. or agar aapka koi sabal hai to aap comment me puchna naa bhule.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

44 thoughts on “Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par”

  1. Jankari bakwas hai aap bole Free me call par ye to unke pass call jayega jinke pass messenger ya koi apps ho koi aisa ho to batao jo normal mobile me baat kar sake?

    Reply
  2. ap ne jiss jiss application ke bare me bataya hai ye sab mai bahot pehle se janta hu & bahot ache app hii aor mai kise ko bata nahi pa raha hu bahot she jankariya hii hame magar ap logo ke sathe share nahi kar pa raha hu

    Reply
  3. nice article sir mujhe nanu apps achha laga…sir aap please meri website dekh ke bata sakte hai ki kaisi hai..aapko koi kami nazar aa rhi ho to batana please sir…

    Reply
  4. Nice article rohit ji….maine ek article guest post ke liye email kiya tha uska jawab nahi aaya abhi..tak ji..kripya..reply kare.

    Reply
  5. I have sent you an email regarding Guest Post .Please reply that email and one more thing your this post remind me my early days when I just learnt internet and off course about my android mobile.

    Reply
  6. Rohit bhai ye WiFi kya hota hai mere village me 3G ki range nahi hai mein 2G hi chlata hun but slow net chalta hai mere dost ne btaya WiFi me bahut teji se net chalta hai to kya mein WiFi apne ghar par lagwa lun or kya iska network sabse tez hota hai (please answar me!)

    Reply
  7. Hello rohit mera aap se ik sawal hai :: agar Youtube video ko copyright nahi deta hai toh kya Adsense phir bhi usee copyright dekar hamara AdSense account band ho sakta hai

    Reply