Blogger Me New Post Kaise Likhe Uski Basic jankari

Aapne Apna Blog bana liya hai Blogger par or ab aap teyaar hai Apne Blog par pheli post likhne ke liye to chaliye dekhta hai kaise Post ko likh kar kaise publish karte hai.

Blogger par blog bana kar new post kaise likh kar daalte hai uski puri jaankari hindi me

Page Contents

Sabse phele apne blogger me sign kar ke dekhboad me jaye.
Blogger me post likhne ke liye new post ki button par click kare
Ab deshboard me aapke pass 2 option hai New Post likhne ke.
  1. Pencil ki Icon par click karke post likhe
  2. New Post ki button par click karke post likhe.

dono ka ek hi kaam hai. Click karne ke baad aapke saamne post editor aayega.

Advertisements

Post editor me apni post likhe or usko publishes kare

1: Apni Post ke liye Heading dale Post Title me

Jo Aap ki Post ka Title (heading) hai wo NewsPaper ki headline ki trha honi chaiye, Jisko padne ke baad samaj aa jaye ki is post me kya hai.

2: Apni Post likhe Bade Hisse me

Ab aap apni Post likhe uske liye kuch tips hai –

  • Chote chote paragraph me post likhe
  • Kam se kam ek Image jarur use kare Post me. Stock Image sabse Best hai.
  • Kam se kam 300 sabd ki post jarur likhe. Isse hamare blog ko Search engine me faida hota hai.

Friend ye to sirf basic idea hai kaise Post kare. iske bareme me aage detal me bataoga kis trha se post likhe ki Google usko pasand kare.

Agar aapko Post Editor me kya kya option hai or unko kaise use karte hai wo nahi pata hai to aap yaha dekhe.. Blogger post Editor ki puri jankar share ki hai.

Search Description bhi add kare post me – Yaha pade kaise Enable kare Search Description Post ke liye

Post ko Pura likhne ke baad aap post ko Save kar sakte hai ya fir Publish kare. Publish karne ke baad aapki Post aapke Blog par turant dikhne ladegi.
Blogger ki puri jaankari ke liye is page par jaye or agar Blogger se sambandit koi sabal hai to jarur kare.
Heppy Blogging!
Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

164 thoughts on “Blogger Me New Post Kaise Likhe Uski Basic jankari”

  1. सर आपकी दी हुई जानकारी बहोत ही मददगार साबित हुई है. ऐसी जानकारी देने के लिए धन्यवाद

    Reply
    • sabse pehle to me aapko suggest karuga aap domain le..

      or keyword research karke aese topic par post dale. jisme computation kam ho.. or jo pehle se kisi blog par uss trha se naa ho.. dhire dhire hogi rank improve..

      Reply