ṀBlogger jo ki ek best platforn hai blogging ke liye, jiske bare me mene bhut si post dali hai jo aap www.HMH.pe/Blogger par dekh sakte hai.
Google ne kuch samay phele ek future add kiya tha blogger me ki jo blogger par blog hai unko jis country me khola jaye wo usko unke country ke speic domain par redirect kar deta hai.. jese agar Blog ko India me Khola jaye to hindimehelp.blogspot.in or pakistan me khola jaye to hindimehelp.blogspot.pk issi trha jis bhi country me blog open kiya jayega bha ka country specific domain khul jayega..
Google ne jo ye future add kiya hai isme blogger ka koi faida nahi hai sirf google ka faida hai ki wo aasani se blog ko track kar sake or jis country me chahe usko blog kar sake.. blog domain ka jo redirect hai wo Custom Domain me nahi hota.
Kya Asar padta hai Country Specific Domain par redirect hone se
Agar aapka blog blogger par hai to ye bate aapke liye jaruri hai, Country specific redirect hone se ye nuksan hai –
- Hamari jo Blog ki Alexa Rank hai usme kami aati hai, Q ki Alexa kar country specific link ko alag calculate karega jo hamare liye bilkul acha nahi hai.
- Agar koi Post ko like, tweet karta hai to har country specific link ko alag calculate kiya jayega jo hamare liye acha nahi hai.
- Agar Blog par kisi dusre platform ka comment system use karte hai, jese Disqus ya facebook comment to usme bhi error aayegi or ham use nahi kar sakte.
- Agar hamari site ki link agar koi share karta hai or maanlo usne blogspot.com link se share kiya to hame uska koi faida nahi milega..
- Adsense ki earning me bhi asar padta hai.
ye kuch nuksan hai Country specific reditect hone ke blogger blog me.
Mera Strongly Suggestion hai ki aap Country Specific redirect ko abhi band kare or apne blog ki ranking badne me madad kare.
Blogspot.in ko Blogspot.com par Redirect kaise kare
Jo Country Specific Domain Redirect hai blog ka wo bhut si chijo ko effect karta hai par aap agar ussi ko use karna chate hai or kuch link ko redirect nahi karna chate to google ne uska solution bhi diya hai. Link ke last me ncr add karde, isse link redirect nahi hogi.. par agar aapko redirect hi nahi karna hai or blogspot.com me kholna hai to kuch code hai jo add karna padega.
Agar aap chate hai ki koi bhi aapke blog ko visit kare or aap country specific redirect naa ho to aap meri steps ko follow kare.
Step 1: Sabse Phele Blogger.com me apna account login kare.
Step 2: AB apne Blog ke Deshboard me jakar Template par jayefir Edit HTML ki button par click kare.
Step 3: Ab Ctrl+F daba kar <head> code search kare template me or uske niche ye code dale.
<script type="text/javascript"> var blog = document.location.href.toLowerCase(); if (!blog.match(/\.blogspot\.com/)) { blog = blog.replace(/\.blogspot\..*?\//, ".blogspot.com/ncr/"); window.location.replace(blog); } // Source: </script>
Code Credit: Labnol
Step 4: ab Simple apne template ko Save karde..
AB jab bhi koi aapka blog visit karega to aapke blog ka address country specific redirect nahi hoga.. Injoy :)
Aapko ye jankari kesi lagi or aapko isme agar koi sabal hai to aap comment karke puch sakte hai. Thanks :) Happy Blogging…
Ye Post bhi pade:
sir mujhe event bloging kerni hai kuch jankari mil sakti hai kya
jisse main kam samay men jyada se jyada income ho sake mera blog happy new year 2018 ke bare men h
uske liye aapko blog ko rank dilana padega.. or ads ka sahi use karna hoga.. aap Backlinks banaye or event ke kam se kam 3 mahine phele se kaam start kare..
Hello Rohit ji
Good morning
Mera question ye hai ki Maine ek website ka domain GoDaddy se kharida hai aur problem ye hai ki mai uss domain ka name .com hai aur koi bhi use .in ya . Asia ya kisi aur ke name k sath kharid Santa hai to usse ksise Kya Kar sakte hai ki koi aur ussko mere domain name ke sath na kharid sake jaise aap ne apne. Domain name ke sath Kia hai
Plz reply
Badiya domain kaise select kare.. Aap meri wo post read kare
sir pehle aapki site jata aachhi lagti thi par aab aapke guest posting ki wajah se smajh nahi aata kitni saari guest post ho gai. sir mere internent jyda paise nahi hote sir plesae batye naya blogger ko sab se pahle kya karna chahiye.. kin-kin topic par pahle dekhna chahiye. sir sach me sab ki madad karte hai. jab hi aapse sikh kar kitne logo ne blog banya liye hai aap jaise.
Hi Rohit ji,
I did copy past your above code.
NOW MY ALEXA RANK NOT SHOWING ?
WHAT I DO FOR RE SHOWING MY ALEXA RANK
ye koi problem nahi hai.. thode time me alexa rank dikhne lagegi.. wo hamari nahi alexa site ki koi problem hai..
bro mene is code ko same kiya but q nehi ho raha..
nahi aapne add nahi kiya.. add karne ke baad template ko save karna hai jab hoga..
maine apse shikh kar ek blog banaya tha . job maine custam domain use kiya tab se kabhi kabhi (This website is temporarily unavailable, please try again later. )is trah dikhate hai kaise me isko solve koru
Abhi aapne new set kiya hoga to serve ko connect hone me dikkat aati hai..
rohit ji mai aapse yah janna chahati hun ki mai apni site me aapki tarah se kataigary banna chahati hun jaise ki home , sawal jabab , jo apki titel ke niche dikhai deti hai
usko menu khate hai.. aap layout me link widget ki madad se add kar sakte hai.
sir mene waha aise likha hai par woh blog me apne app aisakyu ho rha smjh nai arha hai
sab kuch sahi hai.
sir mene link page me dekha to waha http:// dikha rha hai bhut gab apne blog se contact us page khol rha hu tu http// aisa dikha rha hai to me kra kru waha to mene thk hi likha hai woh apne aap aisa ho rha hai or DNS_PROBE_FINISHED_NXDOMAIN aisa lik rha hai kuch smj nai arha hai sir plz hlep me sir plzz
Aap http:// ko hata de fir save karke chexk kare..
ok sir me jake dekhta hu or usko thk karta hu but fir koi problm hua to aap ko msg kru ga sir aap mere swal ka jwab dena jrur
Ji me hu hi isliye yaha par.. Bas kabhi thoda timr lag jata hai par reply sabka karta hu..
sir mene bhut kosis ke baad contct us page pura kya…par mene link list me jab use dala to THIS WEB PAGE NOT AVALEBAL bata rha hai or NXDOMIN kya likh rha hai smjh nai rha ap vi ek bar dekhlo or isko kese thk kru aap plz jaldi se iska jawab de sir plz..plz plz
aapne jo link add kiya hai uske siru me http// add kiya hai usko sahi kare http:// add kare
Sir Country Specific Domain Redirect karne se kya problem hota hai.. waise to sabhi karte hai subdomain me redirect kar ke main domain me late hai..Sub Domain aur country specific domain me difference hai kya.
agar aap post padege to aapko aapke sabal ka jabab achi se mil jayega.. mene uske bare me detail me bataya hai.
Is code ko html / java script gadet me dalenge to kam karega
Nahi head code ke baad hi add karna padega
sir me bahot pareshaan hu…….blogger me template upload nay ho pa raha hai…..winrar bhi install hai pc me……..upload karta hu to ye likha aata hai…………We were unable to save your template.
Your template could not be parsed as it is not well-formed. Please make sure that all XML elements are closed properly. XML error message:
Content is not allowed in prolog.
Aur sir tempplate upload karne ke baad kya sab firse add karna hoga fb page,search box etc.
aare winrar install hai to phele usko open karke winrar me se template ki .xml file to bhar nikalo.. fir sirf usko upload karo.
Bro please pin card aur debit card kiya hai mein pakistan mein rehta in dono ka naam bohut bar sona hai aur dekha bhi nhi yeh dono kiya hai bro mein jahan bi jata ho apne fb page ko promote karta hon tab debit card mangta hai aur jab site ke liyeh domain name leta hon tab pin card magta hai yeh dono kiya hai ya yeh dono age ke hisab se bante hain mein bohut preshan hon ke yeh dono pin card aur debit card kiya hai please bro tafsel se batana kiya hai dono banane parte hain mera yeh apse request ke ap mojhe in dono ke bareme tafsil se btahein plz
ye jo bank ke ATM card hota hai unhi ko debit card khate hai..
Great information Rohit! Rohit ye Custom domain ke liye bhi hai Ya phir jiska blog blogspot par hai. mtlb jiske pass domain name hai unke liye bhi hai
jiska blogspot par hai sirf uska domain redirect hota hai.. coustom domain nahi hota redirect.
Kl mane apni post dale pr jb mane apni site me deka to koe post nhi mile
Please help me
Ye post mane smartphone me blog app ki sahyta se ki
Eske phle esa nhi hua h
aap blog list ke draft me dekhe.. bha hodi..
बढिया लेख सुंदर प्रस्तुती
Thanks for post.
thanks rohit sir for the post
rohit bhai contect form fill karne ke baad wo hmare pas kaise ata h ya hm use kaha or kaise dekhte h plz details me btaye
hamne jis email ID se blog banaya hai ussi email id par aata hai.
rohit bhai me kuch nai samjha ki contect form kaise bnana h plz btaye kis code ko delete karna h … ye aata h isko kiya or baad me kya karna h
contact form kaise bananahai uski jankari mene post me di hai aap sahi se pade
Very nice article bhaiya i need some help muje cafe me jakar 2-3 Ghante samay lagakr article post krna padta hai kya koi dussra tarika hai artical post karne ka
aap jo post likhne ka kaam hai wo offline bhi kar sakte hai.. jese mobile me ya tab me..
Good information…..thanks……Rohit ji mai aapse bahut impress hoon…..aap dusre bloggers ki help bahut hi mann se karte hain jisse logon ko bahut fayeda ho raha hai……lage raho rohit ji…..
Thanks Amul ji..