Facebook Like Box Widget Blog Par Kaise Add Kare

Facebook ka Like Box jisko Fan Box bhi khate hai jo bhut hi jaruri hai har blog ke liye, Agar aap apne blog ko promote karna chahte hai to aap facebook ki madad se kar sakte hai, Facebook Page ke jariye.

Facebook Like Box Widget Blog Par Kaise Add Kare - Blogger

Facebook ke like box se hota ye hai ki jab koi visitor aapke blog par aata hai or usko aapka blog pasand aata hai to bo direct aapke facebook ke page ko like karke aapka Fan ban jata hai, fir jab bhi aap koi nai post karte ho to usko facebook par pata chal jata hai.

Advertisements

Agar aapka Facebook Page nahi hai to sabse pehle to FB Page bana lijiye..

Live Demo

Facebook Like Box Code Kaise Add kare

isko apne blog par add karna bhut hi aasan hai, bas aap meri steps ko follow karo.

Step 1: is code ko copy karo

<blockquote class="td_quote_box td_box_center"><pre class="lang:default decode:true">&lt;center&gt;&lt;iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;" src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2F************&amp;amp;width&amp;amp;height=180&amp;amp;colorscheme=light&amp;amp;show_faces=true&amp;amp;header=false&amp;amp;stream=false&amp;amp;show_border=false&amp;amp;appId=299013060234545" width="300" height="150" frameborder="0" scrolling="no"&gt;&lt;/iframe&gt;&lt;/center&gt;</pre></blockquote>

ye jo Code hai is me ********** ki jagha aapko apne Facebook ka user name daalna hai.

Apne Facebook ke page ke user name ke liye Apne Facebook Page ko kholiye, ab aap dekhege ki browser ke url me kuch is tarah ki link hogi

  1. https://www.facebook.com/HindiMeHelp 
  2. https://www.facebook.com/123456789

in do tarah se ho sakti hai. aapko ab karna ye hai ki aapka username ya jo number hai bo copy karke ********** ki jgha par hi daalna hai or kahi kuch bhi nahi hatana hai nahi to code work nahi karega.

Agar maanlo aapka username hai 123123 to code me kuch is tarah rahega www.facebook.com%2F123123

Also Read: Facebook UserName Kaise Set karte Hai FB Account me

Step 2: Blogger par jao fir blog ke Layout ko kholo

Add a Gadget ki link par click karo jaha par aap Like box add karna chatae ho.

Step 3: ab ek popup page khulega. uspar HTML/JavaScript ko select karo

html widget ko select kare

Step 4: iske baad ek naya page khulega usme Code ko Paste karo.

  1. Widget ka Tital dena chahe to yaha par de ya khali hi rehne de
  2. Facebook like box ka code yaha par paste kare
  3. Save ki button par click kare

Note: Post me Blogger ki steps batai hai, par agar aapka Blog WordPress par hai ya costum HTML website hai aapka waha bhi simple aapko ye HTML code ko add karna hai Facebook Page Like Box ko add karne ke liye.

At Last:

Ummid hai ab aapko samaj aa gaya hoga, or aapko Facebook Like Box ko add karne me koi paresani bhi nahi aai hogi.. Agar aapko kahi bhi thodi bhi problem aati hai to aap muje comment karke puch sakte hai..

Agar aap hamne judna cahte hai to Hamare Facebook Page ko Like jarur kar lena, or iske sath aap HMH FB Group ko bhi join kar sakte hai.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

181 thoughts on “Facebook Like Box Widget Blog Par Kaise Add Kare”

  1. Bhai fb pe aap post share karte hai to article ke 1 photo front pe show hota hai.
    Or m koi post share karta hu to sirf link dikhai deta hai. Image kaise show kare.
    Please help me

    Reply
    • Aap post ki link ko fb me post karne ke liye dale.. Fir aap dekhege niche link ka snipt aa jata hai.. Agar usme image nahi aaye to fb page ko refresh karo.. Fir like dalo to image aa jati hai..

      Reply
  2. Thank you…. mere liye post kafi helpfull rha ,,, mai fb page add krne ke trick ke liye kai bade bade blog try kiya par apke post se mai successfull add kiya … thanks again

    Reply
  3. Dear Rohit, मैंने आज ही इसे अपने ब्लॉग पर सेट किया है और ये ठीक काम कर रहा है.
    धन्यवाद आपका.

    Reply
  4. Sr mene code ko sahi jagah or sahi se set kr diya h lekin m save kr rha hu to bad request likha huaa aa rha h m bahut presan ho gya hu plzz help me..

    Reply
  5. मित्र मैं backlink कैसे बनाऊ ? बताने की कृपा दर्शवें ।

    Reply
  6. hlw rohit sir great job ylll
    bhai ap bhut aucha kaam kr re ho ylll.
    bhai ylll Maine uttarakhandunlimited.blogspot.com se ek site bnayi thi uttarakhand state base pe bT bhai 2 major prblm hai plz bhai help me plz ylll..
    1-frst prblm hai ki maine ek new fb page banaya tha apne blog k liye http://www.fb.com/abhirock71997 jiska username abhirock71997 hai jaisa apne btya tha sir sb kuch m waise hi dhalla tha ******* ki jagh pe maine abhirock71997 dhalla tha and tittle Fb Fan Box dhalla tha bT sir blog m wo Fb Like Box 1234 likha hua show ho ra h bs plz sir help me mko apse bhut umeed hai..
    2-sir ji jb m computer se website check ki to Powerd by Blogger show ni hua bT jb mai Mobile version se dekha to Powerd by Blogger show ho ra tha sir ji aisa kyu plz help kro ap plz ylll mai apke reply ka waise kr ra hu sir plz help me

    Reply
  7. Hii..apne jo fb like page ka code diya h. Usme aap ki site ka url dala h. Jabki aapne******** iski jagha hamare page ka url dalne ke liye kaha h.. jabki apki site ka url to already usme rahega.

    Reply
  8. Sir mere FB like box me post bhi dikhana ho rahi hai me only friends list dikhana chahata Hu posts ko hide takhana chahata Hu kya karu

    Reply
  9. sir jab mai facebook like page add kar rha hu to save pe click karne ke baad me Bad request error400 likha aa rha hai mai kise thik karu

    Reply
  10. Sir mere help kijiye maine Dj Auto like download kiya tha or apne like badaye the or ab mare fb id me gandi photo or koi bhi photo apne aap like ho rhe hai or wo sab dhekh rhe hai or log mujhe kh rhe hai ki mai photo ko like kar rha ho plz sir mere help kijiye

    Reply
  11. Ye batao rohit bhai ki aapki site ka link bhi hai code me iska kya matlab kya ye code jenrate karne wali site ka hai ya isse koi dusra use hai

    Reply
  12. और एक बात सर
    ब्लॉग में पोस्ट भी किया पोस्ट को 350 बार से भी जियादा लोग व्यू कर चुके है। पहले adsense पर click nhi ho raha tha लेकिन कुछ दिनों बाद हमे adsense के अकाउंट के लिए संकेत दिया फिर adsense par click का आप्शन show hone laga…fir हमने account बना ली।
    लेकिन adsense के homepage में new ads का आप्शन कही पर भी नही है।
    अब हम ब्लॉग पर ads kaise daale

    Reply
  13. इसे copy करेंगे तो ठीक है
    लेकिन आपने कहा सिर्फ *********** की जगह लिंक के आखिर वाला ही चेंज करना है।
    पर इसमें तो आपका हिंदी में हेल्प की लिंक डाली हुवी है।
    किया उसे चेंज नही करना वहां पर तो खुद का ब्लॉग लिंक डालनी है न

    Reply
  14. hlo rohit meine leyout me jakar html java scrpt v kiya usme apka code dala or fb ka code ******** ki jgah v lgyaya pr fir v error 400 ah rha hai plzz help

    Reply
  15. सर मेरे ब्लॉग पे फेसबुक लाइक पेज नही शो कर रहा है।।।आपने जो कोड दिया और जैसे जैसे बताया। सेटप बॉय सेटप फ्लोउ किया। है।।इक बार मेरा ब्लॉग चेक। कर के भी बताये और क्या क्या ऐड करनाहै

    Reply
  16. Sir me apne blog ko fb page se connect nhi kr pa rha hu. Jesa apne btay.. Mene code bhi daal k dekh lya but error show kr rha h plz hlp me sir

    Reply
  17. sir mne meta tag ko template pr add kr liya pr tamplte pr error show krraha or google m bhi nhi dikh raha h,,plz aap mjhe proper bta skte ho,,kse meta tag shi se add kre jisse googke k search m dikhe mri site

    Reply
    • aap code ko sahi jagha or sahi tarike se add kare. rahi baat search me aane ki to thoda time lagta hai.. aap stipmap bhi submit kare google me.. jo error aa rahi hogi save karne me usko bhi bata raha hoga save karte samay.

      Reply
  18. mujhe apne blog ka naam change karna he. or blog par logo kese lagaya ja sakta he. or logo banane ki web. ka add. bhi de
    yaha Se mene bahut kuch sikha he or me ise whats app par link share bhi karta hu

    Reply
  19. rohit bro plzzz help me lakho bacho ka bhabisy h aap se me bat karna chata hu ek bhut jaruri kam h… so plzzz brooo es num par call kare 7047608050 ek aap hi ho jo itne bacho ki help kar sakte ho plz bro….

    Reply
  20. bhai mujhe ek page bnana h jo esa ho jis me like or unlike dono ho kyu ki me ek sangthan chlata hu gwalior me to hm log 08/12/2015 ko pure madhyapradesh me ek unsan kar rhe h malenurse chalu karane ke liye to esa koi paje kese bnta h…wo aap bta do .

    Reply
  21. Brother plzz help me me Mathura se hi meri fb Kisi ne hag krli h kuch bhi smjh nhi Aar ha h me kya kru usne sab change Kr Diya h.kese theek hogi.problem ye h Ki gf se Ki hui chat h.msg me wo pdega to problem create Ho skti h.

    Reply
  22. Bhi ya facebook pe bhote comment kya hota hai our ya kysa krte hai mai dekhta hu ki ya jo bhi krta hai wo post bina like our comment kiya post like comment aromatic ho jata hai ya kyse krte hai plze help

    Reply
  23. Great bro maine 100 blog padhe par apke jaise jankari kahin nahi mili
    mujhe help chahiye apki mujhe website ke ke .php ka code chahye online visiter counter ye aur download hits kitne logo ne download kiya bhai plese kafi time waste karke maine website ko design kiya inka code maloo: nahi he please help me bro…

    Reply
  24. Great bro maine 100 blog padhe par apke jaise jankari kahin nahi mili
    mujhe help chahiye apki mujhe website ke ke .php ka code chahye online visiter counter ye aur download hits kitne logo ne download kiya bhai plese kafi time waste karke maine website ko design kiya inka code maloo: nahi he please help me bro…

    Reply
  25. Rohit Bro main bhi tumhara FAN hoon ek problem hai jiska solution mjge kgi bhi mila please help me

    main koi easa software ya koi trick dhoond raha hoon jisse apna khud ka song compose kr sake voice effect daal sake air vocal remove ka sake please bro please help me please

    I hope u help me !

    Reply