Namaskar, aap sab ka HMH par bahut-bahut swagat hai. Aaj is article me main aapke saath share karne jaa raha hun hindi bhasha me useful content provide karne wali kuch bahut hi badiya websites List ko.
Jaise-jaise Indian users ki counting online badhti jaa rahi hai, uske saath-saath hindi content wali websites kii counting bhi badhti jaa rahi hai.
Ab aap log jante hii honge ki har ek website apne mayne me different hoti hai aur har ek site to quality content provide nahi karti hai, isliye humne aapke liye ek research karke keval un websites ko list out kiya hai joki keval hindi bhasha me quality content provide karti hain.
To bina kisi der ke, ye rahi list. Suvidha ke liye hamne websites ko alag-alag categories ke hisab se divide kiya hai.
Page Contents
News Websites and Latest Information Websites
Is category me ve sabhi websites list ki gayin hain jisme aap badhiya knowledge wala content read kar sakte hain. Isme news websites aur entertainment websites bhi shamil kii gayin hain. Ye websites regularly inke authors ke dwara update kii jaati hai aur sucharu dhang se chal rahi hain. In websites par posts kii sankhya hazaron me hai.
- CodeHindi.com– Career tips, English lessons, Health tips, Web Technologies, Motivational
videos in Hindi - Jagran.com – news, cricket, entertainment in Hindi
- Bhaskar.com
- Aajtak.intoday.in – news in hindi
- Amarujala.com
- Webdunia.com
- Money.bhaskar.com
- Hinkhoj.com
- Livehindustan.com
- Upsc.gov.in
- Patrika.com
- Bollywood.bhaskar.com
- Hi.wikipedia.org
- Raftaar.in
Hindi Sahitya, Cultural Websites
Is shreni me aisi websites hai jinme bhariyt sahity ke bare me bahut zyada knowledge provide kii gyi hai. Udaharan ke liye jo pehli website hai Kavita Kosh jism ki 1,00,000 se bhi zyada pages hai. Yeh website basically hindi poems se bhari huyi hai. Aise hii is shreni kii any websites hain.
Blogging and Technology Websites List
Is category kii websites sabse premium websites hain. In websites ko padhkar aap bahut hi useful jankari prapt kar sakte hain. Inme shamil hai aapko blogging sikhane wali websites jinse ki aap online paisa kamana seekh sakte hain. Technology ke area wali sabhi badhiya hindi websites bhi isme hain.
- Rohit Mewada (Hindi Me Help)
- Harsh Agrawal (Shout Me Hindi)
- Neeraj Parmar (Gyanians.com)
- Jumedeen Khan (Support Me India)
- Abhimanyu Bhardwaj (My Big Guide)
- Ravi Kumar Sahu (Any Tech Info)
- Prakash Kumar Nirala (Hindi Tech Tricks)
- Suraj Desmukh (All Tech Info)
- Anoop Kumar Vaish (Tech U Help)
- Nitesh Rathore (Tech Sandesh)
- Dev Rathore (Hindi Stock)
Motivational Hindi Blogs/Websites List
Motivational Category me ve sabhi websites ko list kiya gya hai jinme aisa content hai jaise ki motivational hindi poems, essays, stories ityadi. Inko padhkar koi bhi motivation prapt kar sakta hai.
- www.aasaanhai.net
- www.winconfirm.com
- www.achhibaatein.com
- www.hindindia.com
- hindizen.com
- www.1hindi.com
- happyhindi.com
- www.achhisoch.com
- moralmantra.com
- www.achhikhabar.com
- hindividya.com
- www.bharatdarshan.co.nz
- www.merisaheli.com
- abhivyakti-hindi.org
- www.gyanipandit.com
- www.guide2india.org
- www.hindikiduniya.com
Hindi Cooking Blogs/Websites List
Jaisa ki is category ke naam se hii clear hota hai, isme ve website hai jinme cooking karna sikhaya jaata hai.
- www.kalchul.com
- www.manjulaskitchen.com
- www.mjaayka.com
- www.recipesinhindi.com
- www.patrika.com/recipes
- www.nishamadhulika.com
Zaroor padhiye:
- Freelancing se paise kamane ke liye badhiya websites kii list
- 101 Most Useful Website ki Jankari Hindi Me
To ye thi hamari alag-alag categories me aane wali badhiya hindi websites kii list. Hame poori aasha hai ki aapko hamari ye useful hindi websites kii compilation bahut hi zyada acchi lagi hogi.
Yadi aapka koi bhi question ho to aap hamare se comment me pooch sakte hain aur yadi aapko hamara ye article acha lga ho to aap ise social media par apne friends ke saath zaroor share kijiye.
HindiMeHelp ko aisa hii bahut se useful articles padhte rehne ke liye Subscribe karna mat
bhuliye!
Agar aapko bhi Guest Post karna hai to uski Jankari yaha hai.
Special Note: Ho sakta hai isme koi Top Badiya Hindi Website reh gai ho add karna, to please aap comment karke jarur bataye.. or agar koi Badiya New Website bhi aati hai to usko bhi list me update kiya jayega. :)
*Comment me Sirf Apni Website Mention naa kare List me add karne ke liye.. nahi to wo Spam Comment me aayega.
Nice post
bro mai apne blog par bhi regular computer and Android SE related new info. share karta hu,lekin abhi kuchh Dino SE mai exam me busy hu Jiske wajah SE blog par time nahi de pata hu so aap mere blog ko ek baar jarur dekh le.
1.Bhayi author profile link kaise remove kare
2.nd meri template se related post show nhi ho rahi hai kal se me kya karu
3. Meri website ki post uc new par show nhi ho rahi hai kyo?
3. Ek baar meri website check karo or mughe batao ki kya kya kami h
1. Uska widget hoga ho aap remove karde..
2. Iske liye bhi widget hota hai.. Ya template me inbuild hota hai.. Aap template change kare..
3. UC news me submit karni padti hai.. Uske baad approve hone par dikhti hai.
Sir meri is site par Mysmarthelps.com par 100+ post tab bhi per day traffic 50 hai balki mai sabkuch kiya hai sitemap seo sabkuch promotion bhi
Post kitne hai usse kuch nahi hota.. Useful post honi chahiye jo log Search karte ho or read karna chate hai..
Kuch Web Ke Baare Mai Nhe Jaanta Thaa
Helpful Article Brother
Great
Is post me di hui sabhi sites maine visit kiya, sabhi bahut hi informative sites hai.. thanks for sharing ~
धन्यवाद नीरज जी, वेसे sorry इसके आपकी site भी add होनी थी जो नहीं है उसके लिए..
Bahut Badhiya Article hai rohit Bro Lekin Isme Aur 2 Categories Jud Sakati Hai. Rank Ke Anusar Education & Banking Jisme HindiMePadhe Ka Naam Jud Sakata Hai.
Thanks suggestion ke liye…
Bilkul list ko update kiya jayega..
Hello Rohit Mewadan ji, Aap ka yah blog kafi achha hai or aap likhte bhi achhe ho. mera ek sawal hai or muje puri ummid hai ke aap meri jarur madad karen ge.
1. kya bloger(.blogspot) me google ka adseans activate hota hai? Agar HA to uske liye kya kya karna pade ga?
2. Hamare blog ki ranking kaise check kare?
3. Kya koi corporate company ki Website pe adsean link kar shakte hai?
1. Blogspot par bhi ads use ar sakte hai, uske liye bhi same process hai.. aapki site adsense ke layak honi chaiye.. iske liye aap HMH.pe Adsense ke upar jo post hai unko read kare aapko idea ho jayega.
2. Blog ki Rank aap Alexa.com se check kar sakte hai.. iske aalawa bhi bhut si website hai jo apne hisab se calculate karke ranking karti hai.
3. Adsense ke aalawa bhut se ad network hai, par adsense hi sabse best hai.
Bhayi kya aap mujhe bata skte ho ki blogger me post ke neeche author link jise click karke google profile page par pahunch jaate h us link ko kis tarah se change kare plz
aap Google+Profile use karte hai isliye hai.. agar aap nahi chate to aap unko remove kar dijiye..
Bahut sahi bhai, aap bata sakte h ye list banane kya liye apne kya dyan me rakha
Badiya or useful or new content blogs..
Nice post sir,
but aapne health blogs ki bare me jankari nahi di.
I hope you add my health blog in health categories list.
thank you sir
Bilkul bhai.. Next update me unko bhi add kiya jayega..
Mai Chahta Hu Ki Bhai Aap iss Post ko ek Baar Fir Se Check karo Or Correction Karke Fir Se Public Karo
Bilkul bhai.. Jald kiya jayega.. Thanks
Hindi bloggers ka bahut achha list hai. Lekin
Rohit Bhai aap ek baar mere blog ko bhi jarur check kar le Q ki mujhe lagta hai ki computer tips ka ke liye mere blog bhi super hai and original content ke sath , Aage aapki Marji….
Thanks, jarur check kiya jayega.. Or next update me update kiya jayega..
Very Nice Post Sir……
Sir ye harash agarwal yani shoumeloud ke owner ne likhi hai kiya
Yes
बहुत अच्छी पोस्ट की आपने रोहित भाई
आपको नवरात्रि की हार्दिक शुभकामना
Thanks bhai.. Or aapko bhi subhkamna..
www. wikihelp .in website is missing add the website
Nice Website List
Bahut Badhiya List Hai Isme Mai Bhi Add Hu Lekin Isme Kuchh Aisi Bhi Website Hai Jo New Contant Market Me Nahi Late Pahle Se 10-20 Post Hindi/Hinglish Me Likhe Hote Hai Usi Ko Ghuma Ke Likhte Hai Aur Sabse Badi Bat Aise Last Me Aapne Bata Hi Di Kuchh Website Chhut Gai Ummid Hai Next Update Me Aap Research Karke Aur Website Add Karenge , Aur Mai Bhi Reserch Karunga Mere Nazar Me Jo Hoga Mai Aapko FB Par Msg Kar Dunga Dhanybad
Thanks
Post to bahut achhi hai lekin jaisa aapne kaha hai waisa hi huva hai , kuchh website or blog add karna baki reh gaye hai,,…..
Or aapko lagta hai ki meri site bhi isme add karni chahiye to aap kar sakte ho bhai.Thanks
Thanks Bhai.. jald update ki jayegi post..
hellow rohit….
best list thi kaafi achcha laga….
ek youtube ka bhi banaiye…. list..
jisse logo ko aasani ho ki konsi achchi achchi channels hai…
Nice Suggestion :)
Bahut hi Awesome List Brother :)
Abhi bahut si useful sites reh gayi hai, I Hope aap Recently update Karenge.
.
@Regards
Sagar_Chauhan
Thanks. bilkul isko update kiya jayega..
Great list brother,
Aapne bahut achhi-achhi sites/blogs add ki hain list me & I hope aap iss post ko update karte rahenge taaki hume aur achhe-achhe blogs/sites ke baare me janne ko mile.
Thanks for sharing ?
Bilkul Bhai, taki jitne bhi badiya blog website aaye unko add kiya ja sake..
Good Job Rohit Sir -?
Me ye to nhi kahta ki me best hu par mughe lagta hi mere blog ki is list me jagah jarur hai aage apki marji
Site name Hownetino
?????????
Supar Work____-
Thanks Dharmendra ji.. Nest Update me add kiya jayega.. :)
Bhut badiya bhai. Aapne jo ye catagory alag alag banayi hai na vo bhut badiya hai.
Thanks Ankit Kumar ji..
Superb list bro
Thanks
Bohut he useful jankari hai di hai sir thank you . Lekin
Motivational Hindi Blogs/Websites ki List mein hindisoch .com ka name bhi hona chahiye tha…
Thanks Next Update me jarur add kiya jayega..
Aap Ek baar Mindonsearch .com bhi check kar sakte hai hame yah bhi badhiya website lagi hai.
Thanks, jarur check kiya jayega..
Bahut hi achhi list hai. Thanks for it.
Thanks Amit ji
Great List!
Kafi helpful post h sbi hindi bloggers k liye. Es article se easily sites ko find kr skte hn apne niche k according.
Thanks Dear
Thanks
Imne se hindimehelp sabsw badia hai
Thanks Nitesh ji :)
Sir mere guest post ka kiya hua Itna din ho gya . Aapne kaha tha publish Kar kaha hu. But abhi bhi naahi kiya. Aapne mujhe email send Kar kaha tha
लगता है मेरी वेबसाइट पसंद नहीं है आपको
Brother, abhi bhut si website baki hai.. add karna.. jo bhi original content generate karte hai wo jarur add kiye jayege..
Thanks Rohit !
mere website ko is list me shamil karne ke liye. khushi to aur tab hui jab iske bare me hame kisi dost se pata chala.
anyway, aapne websites ki achhi list banayi hai :)
Thanks Prakash ji..
Hello Rohit ji,
Aapke Ek Genuine Reader ka pranam swikar karen. Main aapke Blog ko pichle kuch warson se follow kar raha hun, aur mujhe aapki knowledge aur writing skill pasand hai. Aaj mein shayad ye comment likhta bhi nahi lekin aaj ke is post ne mera aapke upar se viswas hi mita dia.
Mujhe to lag raha hai ki shayad aapne is post ko achhe se dekha bhi nahi hai, post karne ke pehle.
Ismein bataye gaye kuch website ki to Alexa rank bhi nahi hai aur kuch ki content bhi itna khaas nahi hai. Waise bahut hi achhi website jaise ki TechYukti.com,GoldenVeda.com, Hindime.net, Hindisoch.com jaise behtarin Blogs ke bare mein aapne to likha hi nahi hai. Aur ise aap best list bolte ho. Seriously.
Achhe se pehle research karo aur dekho ki kon kon se blog achha likh rahe hain aur kinki world ranking achhi hai tabhi jakar list banao.
Mujhe pata hai ki aap sayad ye comment ko approve nahi karoge, lekin maine bas aapko sach se wakib kiya hai. Aur ye baat aap bhi jante ho. Waise sach kadwa hota hai.
Aur ek baat aapke iss list se kisi blog ki achhi ya buri stithi ke bare mein pata nahi chalega. Kyunki Uparwala sab dekh raha hai, kam se kam bhagwan se to daro.
Yadi tum sachmuch mein apne aap ko blogger mante ho to achhe se research karo aur best hindi bloggers ki list banao. Warna tum bhi wahi normal paise ke lalchi blogger kehlaoge.
Jai Hindi
Appka subhchintak (Sameer Samal)
Sabse phele to thanks jo ache blog rhe gaye list me add karne ke liye.. baki mene last me likha hai ki abhi bhut se blog add karna baki hai..
or agar aapko ye lagta hai ki mene paise lekar ye blog add kiye hai to aap bhut galat ho.. muje aapne jo kaha uska bura nahi laga.. q ki wo to mene khud pucha tha.. par last line jo aapne kahi paise ke lalchi blogger.. wo aapko thoda sochna tha.. q ki iss post me aesa kya tha jo aapko ye laga ki isme paise ka kuch tha..
Baki mene rnk naa dekhi or naa dekhna hai.. baki abhi bhut se blog hai jo add karna hai. or mere add karne ya naa karne se kisi blog ki image kam ya jada ho aesa bhi bilkul nahi hai..
Thanks
@sameer Aap Jo Bol Rahe Ho Paise Lekar Ye Sara Sari Galat Comment Hai , Aise Comment Ko Rohit Bro Approved Kar Diye Isse Badhiya Sabut Aur Kya Chahiye Aapka Negative Comment Tha Maine Positive Commment Kiya Isi Post Par Jo 150 Word Ke Karib Hai Phir Bhi Abhi Tak Approved Nahi Mili Abhi Tak Aisa Kuchh Nahi Hmh Par Dikha Jisse Kisi User Ko Ye Lage Rohit Paise Ke Liye Bogging Karte Hai I Hope Aapka Galat Fehmi Dur ho Jaye
Sir kya me apke blog par guest post likh saktaa hu
ji bilkul.. aap yaha send kare.
Superb List Thank You For Share This List
Nice List Banaya hai Bhai Great……….
Apni website ko yha dekhkr mujhe jitni khushi hui hai mai aapko bata nhi skta. Aap sbhi ka bahut bahut dhanyvad especially Rohit Mewada ji aur Harsh Agraval ji ka . Thanks
Welcome Brother.. Keep Rocking ..
Indihow nhi hai wow kya bro kaise list update krte ho????
Brother.. Website sahi se open nahi ho rahi thi.. or agar koi bhi website me kuch problem hogi to HMH ki SEO image kharan naa ho uske liye add nahi kar sakte.. wo jab sahi ho jayegi next update me add kar diya jayega.. abhi bhut si sites add hona baki hai.
Indihow.in hai aapne .com wali open ki hogi
Wow ! Great list bro
Thanks
Bhut achi list banayi hai bhai. NICE
Thanks
Dear rohit ji
Bahot hi badiya post he. Mera blog techhindiplus .com aapko dekh ke lage ki add karne jaise he. to aap kar sakte he.techhindiplus ke bareme aapki kya rai he ye muje bataye ga.thanks
Dear rohit
Bahot hi badiya post di he aapne. aapse request he techhindiplus .com ko aap ak bar check karle atchi lage to aap isko add kar sakte he. mere blog ke bareme koi suggestion he to pls muje boliye ga.thanks..
Next Update me aapki site add ki jayegi..
Bohot hi badiya… Aapne Ye Alag-alag category me sites ko divide karke bohot hi achhi list banai hai. Thanks for Sharing Harsh and Rohit
Thanks
One Important Website is Missing www. wikihelp .in add the website in the list and support digital india project #Rohit Mewada
Thank you for sharing helpful blog list…
Sir mene aapko guest post bheja tha but aapne abhi tak publish nahi kiya kam se kam 10 12 din ho gya hain. Aapne kaha tha email bhejkar me aapka guest post publish kar raha hu. But aapne nahi kiya kyoki mera PDF format tha but fir se mene usi post ko bheja fir bhi aap publish nahi kar rahe hai. Bahut dino se aapko bol raha hu, aapne n t or reply diya or n hi aap kuchh bhi kah rahe hai
Brother abhi 15+ pendinf me hai.. aapko thoda wait karna hoga.. sorry for that..
Nice
Hii, Aap to www. techactive .in bhool hi gaye. isko bhi list krna chahiye apko..
Check karke add kiya jayega agar laga add karna chaiye. thanks
Sir aapne हिंदी न्यूज़ से रिलेटेड जन भारत टाइम्स वेबसाइट को अपने ऐड नहीं किया मेरा आपसे रिक्वेस्ट है कि आप हमारे न्यूज़ वेबसाइट को इस पोस्ट में ऐड करें धंयवाद
Check karke dekha jayega. agar add hone layak hoga to jarur add kiya jayega..