OLX or QUIKR se Purana Saman Bech kar Paise kaise Kamaye in Hindi

Dosto agar aap paise kamana chahte hai to me apko ek or new work batata hu paise kamane ka olx or quikr se kaise paise kamate hai.

Inse paise kaise kamaye, wo jaane se pehle thoda inke ware me jaan lete hai ki akhir ye kis type ki website hai.

Advertisements
OLX or QUIKR se Purana Saman Bech kar Paise kaise Kamaye in Hindi - Website

Page Contents

OLX – Quikr Kya hai

OLX or Quickr aesi website hai, jaha log apne purane samaj ko sell kar sakte hai.. kisi bhi samaj ko bachne ke liye simple hame waha uss samaj ki detail or photo dalni hoti hai.. fir jisko bhi wo saman chahiye hota hai wo hamse direct contact karke wo saman le lete hai ro paise de dete hai.

OLX or Quikr ke Jariye Paise Kamane ka tarika

Kin Chijo ki Jarurat hai

Is work ko karne ke liye apko cheezo ko parakhne ki or unhe sell karne ki knowledge honi chahiye tabhi aap is business me success ho sakte hai agar apko samaan ko kharidne or bechne ki knowledge nahi hai fir bhi aap ye work start kar sakte hai thode dino me hi ap isme perfect ho jayenge is business ko start karne ke liye apko na shop ki jarurat hai na godown ki aap ise in dono ke bina hi kar sakte hai.

ab apke dimag me ek question to uth raha hoga ki is business me investment karna hai ya nahi, to apne ye bhi suna hoga ki paise se hi paise kamaye ja sakta hai is business me bhi apko kuch paisa invest karna hai to chaliye jante hai is business me aapko karna kya hai.

Kaise suru kare “Olx and Quikr Business”

To dosto aap log jante honge ki olx or quikr dono hi selling website hai yaha par aap apna purana or new maal sell kar sakte hai aapko bhi kuch aisa hi karna hai aapko quikr or olx site se product ko kharidna hai or usme kuch extra value add karke use hame re-sell karna hai.

Product aisa kharide jipar kharidne wala trust kar sake or apke dwara bataye gaye price par use kharid sake.

olx ya quikr par jo log apna samaan bech rahe hai unse apko jitna kam ho sake price ko kam karakar kharidna hai or usme kuch value apni taraf se add karke use aap apne local area me ya fir olx or quikr par hi sell kar sakte hai.

isse apko profit bhi hoga jise aap isi business me invest karte jayenge or dheere dheere olx or quikr par saman ko pehle se jyada kharidkar sell karne lagenge.

agar ek bar aap saman ko parakhna or use khareed kar jyada value me sale karna sikh gaye to aap is business se achi kamai kar sakte hai.

mere kuch dost hai jo is business se par month 10000 se 12000 rupees kama rahe hai aap bhi kama sakte hai ye business simple or secure hai.

OLX – Quikr Question Answer

OLX or Quickr se sambandhit kuch sabal logo ke mann me hote hai to unke jawab bhi niche de rahe hai, uske aalawa bhi agar aapka koi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai.

Quikr – olx pe add kaise dale ?

Agar aapko kuch samaj bechna hai or uska ad aapko dalna hai, to simple sabse pehle to aapko apna account banana hoga in site par.. uske baad Post Ad par click karke apni detail daal kar aap ad post kar sakte hai.

Quikr olx par kaise beche ?

Agar aap Online kuch kar rahe hai to aapko sahi jankari hona bhi jaruri hai, nahi to aapke sath dhoka bhi ho sakta hai.. OLX Quikr jesi site par agar kuch bechna or kharidna hai to jo bhi samajh hai uski aapko sahi jankari ho. or aap uss product ke ware me thoda research bhi kare.. or kuch bhi saman lene se pehle usko achi se dekhe.

OLX Quikr business Kaise kare ?

Jesa ki iss article me bataya ki aap saman ko sell karke paise kama sakte hai inn site par.. to aese me agar aapki koi dukan hai, to aap uske ad bhi in site par daal sakte hai .. jisse aapki dukan ki ghirakhi badegi or iss tarah aap inn site par business bhi kar sakte hai.

Inka App bhi hai aap wo bhi install kar sakte hai Mobile me.

Ye ek Guest Post hai HMH .. Agar aap bhi apni Guest Post karna chahte hai to yaha click kare.

Ye Bhi Pade:

Share on:

mera name Rovin Singh Chauhan hai me b.com or mba passout hu or me www.onlineknowledgeinhindi.com blog ka founder hu me apne blog par internet se related jankariyan, ethical hacking, computer trick or other tricks ke jankari share karta hu.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

70 thoughts on “OLX or QUIKR se Purana Saman Bech kar Paise kaise Kamaye in Hindi”

  1. Comment: sir me ye business 1 saal pehel start kiya tha…bt sayed mujme kuch kami ke karan me business nahi kar paya..ye post parkar muje aa6a laga ki me aa6a kam kar raha tha..ab me firse ye business star karnga

    Reply
  2. hello bro mare paas ak post hai mai apky hindimehelp par dalna cahahta hu kaise dalu plus mai kitna milega mujhe

    Reply
  3. Hi, Rohit sir , aap se bahot kuch sikhne mila hai ,,thanks for yr information … Me YouTube me bare me janana chahta hu..ke you tube me video quality me liye Jo camera ,tools etc. Apne bataye ,, uske liye hame invest karna pade? Bina invest kiye koi mobile ya camera se liya gaya video hasm upload nahi kar sakte ??

    Reply
  4. Rohit mivada G mujhe koi aesa softwere batay jis me google earth ki live video mujhe mil jye ya phir google earth ka hi koi aesa tarika ya setting batay.. or mujhe apka jwab bohot der se milta he Q mujhe or comment ka jawab kitne der me mile ga..plzzzzzzzzz

    Reply
  5. hello rohit G mai ye janna chahta hu ki blog ko google me index hone me kitna time lagta hai.mera blog banaye huye karib one month ho gaye par abhi tak index nahi hua hai? Please mera blog chek karke bataye koi problem to nahi hai? Aor meri site kaisi bani hai ….please help

    Reply
  6. Hey Rohit Sir,
    Mein aapke website par likhna chahta hun aur iske liye mene aapko fb or gmail pe mail bhi kiya tha..agar aapne nhi dekha toh plz jara dekhiye.

    Reply
  7. sir, mere pas pehale se hi adsense account hain. Aur me usko youtube jodna chahata hu. par problem ye he ki adsense dusra Gmail par hain aur mere video chanel dusra gmail par hai. ab main apna youtube ko kaise adsense se jodu? plz help me sir

    Reply
  8. Rohit ji agr hm kisi website se template download karke apne blog par upload karte hain to kya vo copyright men aata hai ?
    aur eductaional blog k liye mobile friendly ,seo friendly aur achchhe template kahan se khariden ?

    Reply
  9. @Rohit आपने तो अभी तक मेरे द्वारा भेजी गयी Guest Post के संबंध में Reply नही किया.. Please Reply करें.

    Reply
  10. sir mena apna blog ka sitemap submit kiya hai pending likha aa raha hai kya main issme apni post indexed kar du or pahle main mere blog ka pura naam likhkar google par search karta tha to mera blog aata tha lekin ab main apne blog ka pura naam likhar google me search kar raha hu to mera blog nahi aa raha hai plece jaldi reply kare or mene meta tag description code add kar liya hai or google webmaster me site submit kar di hai

    Reply
  11. Thanks bhaiya aapne comments box change ki hai, mai pichhle 2.5 month se sirf aapki post ko read kar raha tha, mai kuchh comment nahi kar sakta, ab sahi hai

    Reply
  12. rohit bhayi meri alexa 3 lac ke aas paas he par adsense se bilkul b income nhi ho rhi plz aap meri site check kijiye or bataiye mughe kya karna chahiye.. plz i am a request

    Reply
  13. Bro mai bi apni ek guest post krna chata hu maine apni post apky mail pe send kr di lakin uska koi reply ni diya apne kya ap bta skty meri post kitne din bad publish ki jaygi

    Reply
  14. nice article…bhai meri www. chenakshaeducation. blogspot .com website hai 100 blog ho gaye hai.lekin gogle adsence
    approve nhi hua esiliye mai revenuhits use kar raha hu but positive responce nhi mil raha to
    mai konsi adds website join karu..?

    Reply
    • ye Adsense ke hi ads hai.. par inse income nahi hoti.. jo hamari site ki post hoti hai wo visitor ke interest ke hisab se post ki list dikhti hai.. adsense account me ye future jab enable hota hai jab hamari site par acha traffic aaye..

      Reply
  15. Hello rohit bro bahut badiya jankarli di hai olx ki. Rohit bro meri deal offer wali site kya mai aapke site mai guest post dal sakta hu. Rohit bro meri site khol ke dhikiye koi problem toh nahi hai.

    Reply
  16. Bhai mera blog dekhna kya kharabi hai maine ek blog banaya hai 8 days pehle aur total 17 post hai aur unme se mera ek post hai Mobile ko root kaise karte hai without pc aur yeh post google pe show to hota hai lekin tabhi hota hai jab main apne blog ke url ke sath search karta hu i mean to say jab main ‘hindiyaar.in root kaise karte hai’ tabhi show hota hai aur agar post ke title ke sath search karu tab nahi hota. Kaise yeh problem fix karu ? mere 2-3 post aise hi show ho rahe hai

    Reply
    • ye bhut si bato par nirbhar karta hai.. jese jo root wali post dali hai aapne wo post HMH par bhi hai to jis site ki suthority achi hoti hai uski post upar aati hai.. aap aese dale jo phele se naa ho kisi site par to aapko usse faida milga.. wese bhi aapka blog abhi new hai to usko rank karne me time lagega..

      Reply
  17. sir agar hum wordpress par chale jaye hosting lekar to hum dowara login kaise karenge wordpress par hum site ko manage kaise kar sakte hai or post kaise karenge
    kyoki jab me browser me site open kar raha hu to alag hi dikha ri hai wordpress site.

    Reply