Hii, Paypal se paise kaise kamaye.. abhi ham uske ware me janne wale hai. Isme ham koi aese tarike ki baat nahi karege ki kisi site par kaam karo fir paypal me paise lo.. Q ki PayPal India ka hi refer n Earn Program chal raha hai, usse kaise ek refer ke ₹400 kama sakte hai uske ware me janege.
Agar aapka Paypal account nahi hai, to sabse phele to aapko Paypal account banana hoga, uske liye aap niche di hui button par click karke bana sakte hai.
Note: ye meri referral link hai, to agar aap uspar click karke account banayege to aapko ₹400 bonus bhi milega.. uski kya Term Condition hai uske ware me niche baat karege.
Paypal kya hai or Paypal par account kaise banaye uski puri jankari yaha step by step di hui hai.
Page Contents
Paypal Referral Program detail in Hindi
Paypal India me abhi abhi aaya hai, iske phele Paypal Local me support nahi karta tha.. to Abhi wo apne Business ko badane ke liye PayPal Referral Program chala rahe hai, jisme ek Refer karne par ₹400 milte hai.
Paypal Referral Program Join kaise kare
Step 1: Sabse phele Paypal Referral Program Page par jaye, or Refer Now Button par click kare
Step 2: Ab ek popen open hoga, usme apni detail Enter kare:
- Apna Full Name dale
- Paypal Email ID dale
- Apna Mobile Number dale.
- Get your referral link button par click kare.
Step 3: Ab aapke samne Paypal referral link aa jayegi, jisko aap share kar sakte hai.
Step 4: jo Referral link mila hai, usko apne Dosto or Family members se share kare, jinka Paypal par phele se account nahi hai.
Jo bhi aapke referral link se SIgnup karege Paypal me, aapko or samne wale ko ₹400 milege.
PayPal Referral Term Conditions
Paypal referral program se agar paise kamana hai to aapko in bato ka dhiyan rakhna hoga:
- Aapka Paypal Account phele se hona chaiye.
- Aapke referral link se agar koi click karke Signup karege, jab hi aapko uska commission milega.
- Jisko aapne refer kiya hai, unko or aapko ₹400 rupe milege.. Par uske liye phele Internationally unko $100 receive karna hoga account me, ya fir ₹20,000 Nationally. Ye sabse main point hai, q ki itni payment receive karne ke baad hi dono ko paise milege.
- Ye Offer 20 December 2018 tak hi hai.
PayPal Referral Pro Tip
Ab aap jaan chuke hai Paypal se refer karke kaise earn kar sakte hai.. par yaha abhi jo sabse bada doubt hoga wo ye ki jo paise wali limit hai wo kaise puri hogi..
To iska simple sa solution hai, aap khud apne paypal account se apne dost ke account me paise transfer kar sakte hai, fir usko baad me return bhi le sakte hai.. aesa karne par bhi aap dono ko ₹400-₹400 mil jayege.
Conclusion :
PayPal wese hi itni Popular Payment service hai, ki bina referral program ke bhi wo aasani se market me apni image bana sakti hai.. To abhi agar uska referral program chal raha hai to moke ka faida utha lijiye :)
Paypal Referral se related agar aapka koi bhi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai, or aapko ye jankari kesi lagi wo batana naa bhule..
Also Must Try:
Nice post Rohit Mewada. Very informative.
Nice post Rohit Mewada
sir agar men 20000 invest karun to aisa to nhi hai ki mare paise gum ho jaye paypal men jaisa ki aapne btaya ki apne dost ko 20000 send kre orr vo return bh kare to dono ko 400 mil jata hai
Nahi bhai PayPal trusted hai..
PayPal ka dusra offer bhi share karein
First Recharge or Shopping par bhi Cashback hai 50%
Nice post bhai…
nice post
apke post ache hote he
rohit sir paypal se india me he indian corrency se dollor me payment kar sakte hai.
haa bilkul kar sakte hai,.
thanks rohit bhai…
Kaafi interesting information hai…
400 rs mil jayenge kya baat hai…
thanks guru ji…. achhhi jankari di hai aapne, thode paise mai bhi chhapne ki kosis karta hu…..
Bilkul Ramanand Bhai..
Thanks sir,,for ur great post…By the way I’m using this paypal and you told about us for Advanta also ….keep writing bro..
Good evening sir aapki site ki speed bahut slow ho gai hai. Please speed ko increase kijiye.
Thanks Bhai.. me abhi uspar hi work kar raha hu, jald hi usko tikh kar diya jayega..
Wow, Bhot hi Badiya Jankari He Sir
this is good information sir thanks for give me a good ideas for earn money with paypal account
To kama lijiye thode paise ;)
Nice article Rohit sir..
Thanks for sharing the details of pay pal
Thanks Bhai.
Very Informative article rohit ji.
Thanks Bhai
Nice article.