Hello Friends aap ye to jaante hi hoge ki Internet ne aaj hamari jindigi kaha se kaha pahuchadi hai, ab hame kahi jane ki jarurat nahi ham apne ghar se hi puri duniya se jude rha sakte hai or apne saare kaam Internet ki madad se kar sakte hai.
ham ek ussi kaam ki baat kar rahe hai jo internet ne hamare liye bhut aasan kar diya hai or hame kahi jaane ki bhi jarurat nahi padti. Online Internet se Mobile Recharge karna.
Mobile Recharge karne ke liye bhut si sites aapko mil jayegi, jinki madad se aap ghar bhete ya apne mobile ki madad se kahi bhi apna mobile ya kisi or ke mobile recharge kar sakte hai. Muje jo sites pasand hai bo hai FreeCharge or PayTM
Page Contents
Online Mobile Recharge karne ke liye kya kya chaiye
Hame online mobile recharge karne ke liye in chijo ki jarurat padti hai –
Email ID, Bank Account ATM or Mobile Number.
- Email ID – hame mobile recharge karne wali site par apna account banana padta hai uske liye ek email id hona jaruri hai.
- ATM – Jab ham online recharge karte hai kisi site se to hamare mobile recharge ke rupee hamare bank account se kat te hai, uske liye hamare pass Net Banking ya Bank ATM hona chaiye. Jisse ham hamare recharge ki payment kar sake.
- Mobile Number – hamara ek Mobile number bhi hona chaiye Q ki iski jarurat hamare account me padti hai.
Also Read:
- Kya Aapko Pata hai Android Mobile me Ham Free Mobile Balance bhi kama sakte hai.
- Mobile Se Paise Kaise Kamaye – ₹10,000 Kamaye True Balance App se
- Net Se Phone or LandLine Par Free Call kaise kare
Online Mobile Recharge Kaise kare
jese ki mene bataya bhut si site hai online mobile recharge karne ke liye unme se ek FreeCharge. Me aapko bataoga ki Freecharge Website se kaise mobile recharge kare. Jannne ke liye Meri Steps ko follo karo.
Recharge karne ke liye aap inki website ka use kar sakte hai ya free inka jo App hai uski madad se bhi recharge kar sakte hai.. dono ki process bilkul same hai.
Paytm se Recharge Kaise Kare agar aapka ye sabal to me aapko bata du, aap online Mobile recharge kisi bhi website se kare same hi process rahega, was design or interface change hoga.
Step By Step Process Online Mobile Recharge karne ki
Step 1:
www.FreeCharge.in par jao, ya fir aap Mobile me Paytm App Download karke usse bhi aasani se kar sakte hai.
SIGN IN par click karo
Step 2:
ab agla page khulega usme agar aapka account phele se hai to aap login kar lijiye ya fir phele apna account bana lijiye.
- Account banane ke liye SIGN UP par click kare or apni detail bharke apna account banaye.
- Agar aap ka Account nahi hai to aap SIGN Up kare, ya fir aapka Facebook ya Google+ ka account to hoga hi. aap unse bhi Login kar sakte hai or ye bhut aasaan bhi hai. Sign in with Facebook ki button par click kare fir bo Facebook par aapse ek permision magega usko allow karde or fir aap FreeCharge me Login ho jayege.
- Agar aapka account phele se hai to yaha par login kar sakte hai
Me aapko Suggest karuga ki aap Facebook se Sign in kare ye Jaldi bhi ho jayega or asaan bhi hai.
Step 3:
Apne FreeCharge ke account me login karne ke baad aapke saamne ek form hoga mobile resharge karne ke liye usme detail bharde
- Mobile Number daale jispar recharge karna hai
- Konsi conpany ki SIM hai bo select kare
- kitne rupee ka recharge karna hai bo daale
- PROCEED TO COUPONS ki button par click kare
Step 4:
Ab ek naya page khulega uspar aap dekhege ki kuch coupan giye huaa hai aap chahe to unko select kare ya fir PROCEED ki button par click kare
Step 5:
Ab jo naya page khulega uspar aapko payment karni hai. yaha par payment ke bhut option diya hai. ham Debit Card ko select karte hai.
- ATM Card ke Upar jo likha ho aap bo Card type me select karle.
- Card ke upar 16 digit ka number hoga bo aapko yaha daalna hai
- Expire Date daale, bo bhi aapke ATM Card ke upar di hui hai.
- ATM Card ke piche ki taraf ek 3 digit ka number hota hai usko CVV number khate hai bo aap yaha daalde.
- Aapke Card ke upar Jiska Naam ho bo daalde. Bhutbaar hota hai ki uske upar kisika naam nahi hota to aap jiska account hai uska naam daalde.
- MAKE PAYMENT par click kare
ATM Card Ki Detail
- 16 digit ka ATM Card Number
- Card Expire Date
- Card Holder ka Naam. ho sakta hai aapke card me naa ho.
- Card ka Type jo is demo card me VISA hai
ATM Card piche se
Step 6:
Make Payment ki button par click karne par ek naya page khulega.
ye me apne PNB ke ATM card se kar raha hu isliye aesa aa raha hai ho sakta hai aap ka dusra ATM ho to alag tarike se aaye. ek baat or aapke Bank account me aapka mobile number jarur juda hona chaiye q ki jab ham payment karte hai to ek OTP aata hai hamare paas hame bo daalna padta hai jab payment hoti hai.
OTP Kya hai or iska Kya use hai uski jankari yaha aapko mil jayegi.
*Ek baat ka jarur diyaan rakhe kabhi bhi aap online payment kare to phele site ko dekhle or apne card ki detail kisiko nahi bataye nahi to wo aapke account ka koi galat istmaal kar sakta hai. Kabhi bhi Apna ATM pin kisi ko na bataye.
bank account se mobile recharge ke liye utne paise cut ho jayege ot aapke mobile me balance aa jayega.
Also Read: साइबर क्राइम क्या है | What is Cyber Crime in Hindi
to dosto ab aap jaan chuke hai online mobile Recharge kaise karte hai to ab aapko Mobile recharge karbane ke liye kahi jaaneki jarurat nahi, aap kahise bhi apne mobile ko recharge kar sakte hai.
Agar aapko kahi kuch paresaani aa rahi hai Mobile ko recharge karne me to aap comment karke muje bata sakte hai. me aapki madad karne ki puri kosis karuga. or ye jarur bataye aapko ye jaankari kaise lagi.
Agar aapka Internet se related koi bhi sabaal hai to aap puch sakte hai.
Mobile par Free Recharge kare TrueBalance se, kaise Free Rechange kare kisi or paise kamaye uski jankari aapko yaha mil jayegi.
Ye Bhi Pade:
case back me kise fayde milte hai.
jitna cashback hota hai usko ham double se use kar sakte hai.
Sir freecharg me to pese aa gaye par mere no. Main balance nahi aaya
Postpaid kya hota he or prepaid kya hota he konsa click karu
Hello sir mera ek problem he ki paytm last ek possword magta he jese ki one number two letter and one carcter expert app jara hints denge please
Sir ek problem he paytm last me possword magta he jese likhta he ki one no two letter or one carcter expert muzse o nahi ho raha he jara hints denge please
SIRJI NET BANKING CARD KHAHA KHAHA USED HOTA HAI OR KAISE , DETAIL ME BATAE
ONLINE EXAMINATION FAORM PAYMENT KE LIYE YEH TIK HAI, YAH DOOSRA CHALEGA,
Freecharge may balancd add nahi horahi a… kue plz sir help mee
Sir rechareg karne par bhi cashback nhi mel raha h kya kre
ham jab poore detail bhar dete hai to bank wala page nahe khulata hai
Main money transfer account open krna chata hu Kaise kru
Otp paasword aneme bahot der kyo lagti he pleas batayena.
ye Network Problem ki baja se kabhi kabhi aesa ho jata hai.. baki jada time nahi lagta hai.
Sir mai jab ptm me password dalte h to password wrong likhta h or jab fb se karte h to nhi hota h place help
Paytm account banane ke baad kitne ghante baad active hota hai
turant hi ho jata hai.. email ko verify karna hota hai.. hamare email par ek mail aata hai uski link me click karke..
Sir paytm account banane ke baad kitne ghante baad activate hota hau
Sir pyatam s free recharge kse kr helf me arjant call krni h plz help me
Sir mai mobile on line krna chahte h kaise hoga
Rohit g … Basey company bale 1000 rupee ke recharge pr 1100 rupee aate hai paytm kya fayada deti hai … Mera mtlb hai ki retailer ko fayada hota hai na agragr main paytm se recharge ka kaam shuru kr do to mujhe kya fayada hoga ….
Bhiji maine paytm per reacharge karna chaha lekin proccec karne ke bad aata han
process failed contact in your bank shakha and it is your transaction id
Please help me
Sir mere pas debit card or credit card or nahi bank ATM h bank account has to use kaisr recharge kare plzz help me
maine ismese recharge kiya par 1 mahine se recharge nahi hua hai
Paytm se recharge karne par hame bhi kuchh fayada hoga ki nhi yadi hoga to kitana hoga
Hello sir mera gmail k password me bhul gya hu eske liye mjhe kya krna hoga
Gud morning sir
sir mera ek gmail acount hai .-baxlaib@gmail.com
sir ye email khul hi nhi rha hai mai apna pass. jan rha hu aur ek baar mai khola tha fir mai kaise kaise kar diya hu apne email me guskar.
aur fir mai khuch din baad khol ke dekha to khul hi nhi raha hai.
usme punarbaran karne ko kahta hai aurlast kab khole the. easa jankari manta hai. sir mai thoti na yaad rakhunga ki mai kab last lhola tha.
please help me sir please…
sir muje mobikiwik nhi chalna nhi aata muje uske bare m kuch bta skte ho kese kya hota h usme
sir ji paytm se bank account me balance transfer krne k liy kya krna hoga
Sir ,m vodafone ki sim se blance ko apne bank account me transfer krna chahta hu to kaise kru.
vodafone m paisa se kaise transfer hoga pury deatels do plz.
sir
rechage karne par kai bar process me rahta hai or phir usi no. par recharge karte hai to pahle rechage jo process me hai use delet karna hai vo kese karenge
Agar aap fir se karege or purana nahi huaa to automatic cancel ho jayega
plsz reply
sir wallet me balance agar ek number ka ruk gya hai aur hum dusre number ka balance rokna chahte hai to kaise ho ga
iske liye to aapko recharge ki site se contact karna padega.
Freecharge wallet se Kya ham apna bank account me paise transfer kar sakte hai agar ha to kaise
Freecharg ko deactiv kese krte he muje bndh krke fir usi number or usi email ko re-ragister krna he to app btayege plzzz
Q aesa q karna chate ho.. or aesa nahi hoga..
very very use full mai jehanabad se
Sir cvv code dalne ke bad visa verifide likh kar aata hai pahle recharge ho jata tha ab nahi ho raha hai please help me
Aap apni bank se contact kare.. Ho sakta hai unhone koi or future add kiya ho security ke liye
Sobhit jayen ka mobil nambar
sir me one time password ke bare me janna chata hoo
isko OTP bhi khate hai, or ye hamare mobile par aata hai.. jese agar ham apne ATM Card se payment kar rahe hai to verify ke liye hamare mobile par ek SMS ke jariye ek code aata hai.. usko OTP (One Time Password) khate hai.
Promo code kya hota hai Aur khan like hota hai btiya., promo code kya hota
Sir,apne bola tha ki agar bank account nahi hoga toh net banking se loan bhi nahi milega.but icici bank par toh account bina loan dete hain.
Sir,main hindimehelp site ke post kafi times se par rahi hoon.or aap sabki help karte hoon.main aapko request karna chahiti hoon please aap net banking,credit card,debit card ke bare me ek post likhe.matlab kaise internet par hum pay karne ke liye inko use karte hain and kaise hum inse pay kar sakte hain.
Ji bilkul me iski ppst bhi daluga..
1)Matlab mera ek bank account hona jaruri hain nahi to main net banking par kuch nahi kar sakti hoon?
2)agar mera bank me account nahi hoga to kya maine net banking se loan nahi le sakti hoon?
dono sabaal ka jabab hai Nahi
Bank account hona jaruri hai…
Sir,kya main net banking sites par account banakar he unse loan le sakti hoon ya mujhe apna bank account se usko connect karna parhega.
bank se connet karna padega.. or aapki bank ki usko chalu kar sakti hai.
Hello sr me patym mai dish TV recharge ho nhi RHA
pese kamane ke liye ke company se contect kese karna padta he….please help
unka contact us me ja kar kar sakte hai..
sir mujhe paytm par on line purchase karna batao…
haa to aapko usme kya dikkat aa rahi hai..wo bataiye.
Sir,mujhe aap please net banking ke bare me detail me batao
iske liye aap apni bank se contact karke janege to jada acha rahega.. har bank ka kuch alag tarika hota hai net banking ka.. or ye security ke najariye se bhi dekha jaye to aapko ye jankari kisi ko nahi batani chaiye.
Nice blog
sir mere ko ladki patani na ati he koi ladki ke number dena sir kirpya sir number jarur dene ki kosis kere please sir ok sir good by
good morning sir mere ko richaraj karna sikhana he please help me
post ko pade.. kaise hota hai recharge samaj aa jayega.
Free charge pe jo massages ate he 50 100 rupiya ke wo kis tarah lene ke muje bataiye zara
Kya aapke pass coupon code hai to recharge karte samay dalna hai
Secure code mean
ek code aata hai mobile par
bhai mera airtel ka no. recharge nhi ho raha hai online na freecharge se naahi paytm se aur mobikwik se bhi nahi ho raha h saare apps me recharge failed ho jaata hai
mere paas teen airtel k sim hai kisi me bhi recharge nahi ho raha hai kya karu
airtel chhod kar baaki sare no. recharge ho jaate hai.
kindly help….
सर हम जानना चाहते हैँ कि ऐसा कोई मशीन आती है क्या जिससे मोबाईल या टीवी कुछ भी रिचार्ज कर सकते है । क्योंकि हम एक मोबाइल रिचार्ज की दूकान खोलना चाहते है
aesi machine ka pata nahi .. par online site se kam sab par recharge kar sakte hai.. or agar aapko inse paise kamana hai to aapko unki company se hi contact karna padega..
paytm me recharg bar bar failed kyu hota h
server problem ho sakti hai ya fir aap kahi galti kar rahe hoge.. aap uske contact us me ja kar apni samaya bataoo.. wo aapki jarur hel karege.