Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike

SEO friendly blog post ka matlab ye hota hai ki aap article to apne reader ke liye likhte ho lekin usko search engine optimize ke liye karte ho. agar aap ek SEO optimization blog post likte ho to aapke bahut sara traffic search engine se milta hai.

SEO friendly blog post me aap apne artical me SEO ke kuch aise techniqe ko paryog kate hai jo aapke artical ko search optimization par jyada value milta hai aur aapka blog post search engine par turant aa jata hai! jab bhi aap koi post likhne jaye to ye kosish kare ki aapka post SEO optimization rahe.

Advertisements
Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
Image Source: www.searchenginejournal.com

aaj mai aapko kuch aise badiya method ko bataunga jiska prayog karke aap apne blog post ko SEO friendly likh kar search engine par high rank paa sakte hai-

#1: Apne Blog Post Ke Keyword Ko Jane

jab bhi aap apne blog ka koi bhi article likhne jaye to sabse pehle uss article ke target keyword ko jaan le. bina post ke keyword jane article na likhe. aapko apne post ka keyword janane ke liye google adword tool ka use karna chahiye.

google adword tool ke madhyam se aap apne post ke liye target keyword select karke usko apne post me optimize kar de. jab bhi aap apne blog post ke keyword ko select kare to ye dhyaan de ki aapko popular keyword ko na select kare kyoki papular keyword already optimize hote hai isliye kam traffic wale keyword ko select kare.

kam traffic keyword ka mtlb keyword ka view kam se kam 3500-4000 monthly search ho. iss tarah aap kuch badiya low traffic keyword ko select karke paper me likh le aur jab article likhna shuru kare to aap un keyword ko article me kahi na kahi set karte jaye iss tarah se karne par aapko search optimization se badiya traffic milegi aur aapka post bhi SEO friendly hoga.

Keyword kya hai or Post me Keyword density kya rakhe uski jankari bhi aapko mil jayegi agar aapko nahi pata hai to.

#2: keyword ko kaha kaha place kare SEO Friendly Blog Post me

Jab aap apna keyword select kar le aur usko paper par note karke usko hamesha apne article ke best place par add karna chahiye. wese to jitna jyada aap keyword apne post me add karege utna hi jyada badiya aapka post SEO optimization hoga lekin mai aapko kuch badiya jagah batata hu jaha par aapko apna best wala keyword place karna hoga:

aap apna best wala keyword yaha place kare

  • Title Tag
  • Meta Description (kaise add kare)
  • Permalink me
  • Image Optimize ALT Tag Me (Kaise yaha dekhe)
  • H2, H3 Subheading Me
  • Interlink Me( Old Blog Post Me)
  • Keyword Density Me ( Isme Keyword add karne 5%-10% Badiya hota hai)

Isko or achi se samanje ke liye aapko ye pata hona bahut jaruri hai ki On Page optimization kaise karte hai.

#3: Apne Post Ka Backlink Banaye

Jab aap apna blog post likh kar publish kar de to ye koshish kare ki aapke blog post ka jyada se jyada backlink banaye aap apne blog post ka backlink commenting or guest posting ke dwara bna sakte hai. apne post ko apne niche blog par comment kare aur ho sake to aapko uss topic par ek nya article likh kar guest post kare.

aur guest post wale blog post me apne blog post ka interlink add karna na bhule.

Guest Posting ke kya fayde hai wo bhi aapko pata hona chahiye, taki aap inka sahi use kar sake.. saath saath Google ke mutabik Guest Post kaise kare wo bhi jarur read kare.

Article ko popular social media site par share karna na bhule isse bhi aapke blog post ka backlink banega. apne blog post ko social bookmarking site aur high rank wale article submission site par bhi publish karna na bhule.

Backlink pane ke aur bhi bahut se tarike hai. aapko blog post ke backlink ke liye legal method ko hi use karna hai. iss tarah aapko apne blog post ko SEO friendly banane ke liye post ka jyda se jyda backlink banana hoga, lekin ek baat ka dhyan rakhe, High Quality backlink ki jada value rheti hai!

Backlink Kya hai or kaise High Quality Backlink banaye.

#4: Google Adword se hi Keyword Research kare

aapko apna keyword ka chunav keyword adword tool se hi karni chahiye agar aapko kuch paise invest karke keyword research karna hai tab aap “Long Tail Keyword” Use kar sakte hai.

agar aap naye blogger hai to aapke liye google adword tool badiya hoga kyo kii ye aapke liye free me uplabdh hai aur iske keyword jyada search visibility hoti hai!

google adword ko use karna bhi bahut aasan hota hai. aur isko koi bhi use kar skta hai. agar aap bina keyword research kiye bina blog post kitna bhi bdiya likh le magar aapko search engine optimization par uska badiya result nahi milega isliye hmesa keyword search karke hi blog post likh. aur aapko keyword research ke liye google adword tool hi chune.

Aap keywordtool.io website ka bhi use kar sakte hai, agar aapko Google Keyword Tool pasand nahi hai to.

#5: Apne Image Ko Search Engine Ke Liye Optimize kare

aapke blog post ka image aapko google, bing se badiya traffic dila sakta hai aur aapke blog post ko ek perfect SEO friendly post bhi bna sakta hai. iske liye aapko apne blog post ke image ko search engine ke liye optimize karna hoga.

apne blog post ke image ko optimize karne ke liye apne image me ALT tag Description dena hoga. apne blog image ke ALT tag Description me apne dwara search kiya hua badiya wala keyword add karna hoga.

Image ke ALT tag me jitna badiya wala keyword rahega utna jyada traffic aapko search engine se milega. blog post ka imagi optimize bhi aapke blog post ko SEO friendly post banta hai. Kaise SEO Optimization Image banaye uski jankari yaha hai.

Image ko Blog me use karne se phele Image compress jarur kare taki uska size thoda kam jo jaye or aapki site fast load ho.

SEO ki Puri Jankari aapko yaha milegi, jisme mene SEO ke har topic ke ware me bataya hai. or Blogger ki or jaankari ke liye yaha click kare

Agar aapke Pass iske alawa koi Tip ya Trick hai jisse apni Post ko Search Engine me rank dila sakte hai to Comment karke jarur bataye or ye jankari kesi lagi wo bhi bataye.

Ye ek Guest Post hai, Aap bhi agar apni Post Hindi Me Help par post karna chahte hai to yaha click kare.

Share on:

Mera Naam Saddam Husen Hai, Aur Mai allblogtips.in Ka Founder Hu Aap Mere Blog Par Visit Karke Blogging Se Related Har Ek Nayi Aur Advance Chiz Sikh Sakte Hai.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

93 thoughts on “Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike”

  1. हेल्लो रोहित सर,

    मेरा नाम जीतेन्द्र सोनी है, मैं http://www.myhelpinhindi.com नाम से एक ब्लॉग को चला रहा हूँ। जिसमे मैं टेक्निकल जानकारी, इन्टरनेट जानकारी, कंप्यूटर जानकारी, सॉफ्टवेर, आदि को हिंदी जैसी आसान भाषा में बताता हूँ।

    आपकी पोस्ट्स से हमारी बहुत मदद होती है। मैं आपके ब्लॉग से बहुत कुछ सीखाता हूँ।

    मुझे आगे भी आपके मदद कि जरूरत है, मै चाहता हु कि आप केवल एक बार हमारे ब्लॉग को चेक कर लिजिए एवं मेरे ब्लॉग में जो भी कामी है उसे हमें बताकर हमारी मदद कर दीजिये।

    नीचे मेरे ब्लॉग कि link दी है:-
    http://www.myhelpinhindi.com

    Reply
    • Bhai apko blog me achhi theme use krne ki jrurt h font bhi simple wale use kro aap mera blog dekh skte ho rohit mewada bhai jaisa to nhi ho skta but fir bhi check kr skte ho ek bar kis type se site ko design kiya hai. Agr kuch kmi hai to plzzz bhai aap bhi meri help kijiye

      https://www.hindicraze.com

      Thanks
      And thanks rohit mewada ji bhaiya ko jo hme itni knowledge dete hain

      Reply
  2. hii Rohit bro second point me aapne keyword density 5 se 10% bta rkhi hai please usko shi kare kyuki aapne ek dusri post me 3 % ya usse kam keyword density ko shi bataya tha.

    Reply
  3. ये H2 और h3 का क्या चक्कर है रोहित भाई? प्लीज इसे डिटेल्स में बताइए.

    Reply
    • jo aap post likhte hai usko sahi tarike se arrange karke post likhna hai.. jese koi main topic hai uske andar ke koi topic hai to usko usse choti deating dena hai.. jo title hai wo H1 or post me H2, H3 se lekar H6 tak de sakte hai.

      Reply
      • मतलब कि मैंने कल एक पोस्ट लिखा…..

        Comuter में Desktop Screen का screenshot लेने के top 5 tools (ये टाइटल है, तो क्या ये H1 हुआ?)

        इस पोस्ट के अन्दर मैंने 2 HEADING भी ऐड किया….

        ???? Computer में Desktop Screen को कैसे capture किया जाता है?

        ???? Computer में screenshot लेने के top 5 softwares के list

        क्या ये दोनों ही H2 हुए?

        इसके बाद मैंने SOFTWARE KE LIST में 5 SOFTWARE ADD किया जिसे इस तरह से लिखा….

        1 ≻ Lightshot ⇢

        इसके बाद उसपर जानकारी दिया. तो क्या ये H3 हुआ?

        यदि हाँ, तो इतना काफी है या और भी कुछ करना है H1 और H2 के मेटर में मुझे?

        आप यदि मेरे इस पोस्ट को चेक करके मुझे कुछ और गलतियां भी बता सकें तो मुझे ख़ुशी होगी, क्योंकि ब्लॉग्गिंग में मैं बहुत ही कंफ्यूज सा हूँ…..

        electronicsfande .ml/2017 /05/screenshot-tools-co mputer. html

        Reply
        • एक और इम्पोर्टेन्ट सवाल…..

          यदि यही H1 और H2 हैं तो क्या मुझे इसके लिए कुछ और भी करना होगा जिससे ये गूगल द्वारा H1 और H2 माने जायेंगे या फिर इतने में ही ये H1 और H2 बन गए?

          Reply
          • Brother, aapko H1 Post ka title rahega.. or post me aap H2 se start kare.. jitni bhi main heading hai wo H2 or jo unke andar ki heading hai wo H3 or unki jo sub heading hai wo H4.. iss trha formate me likhna hai…

  4. thank yo sir
    but 1 more question
    sir mene headline chaker use kia to usme mere sare post h2 me show ho rha h.
    aur sir usme likha h ‘h1 tag missing in your blog’

    sir plz help me kya kru? h1 tag title me kaise use kru..

    aur sir h2 tag me kitne words ad kr skta hu..plz help me sir

    Reply
    • Nahi.. Phele se defult add hoti hai.. Agar aapko uski jankari nahi hai to aapko uski thoda bhi kuch karne ki jarurat nahi hai.. Nahi to ho sakta hai uske baad Search me site dikhna band ho jaye..

      Reply
  5. hello rohit sir aap wordpress ke liye seo tips post kare,, eski mujhe bahut jarurat hai,, sir mera website main backlink 1 hi hai,,siteling kaise jada kare,,, main aapka sab post seo ka pda liya…hum other blogger par comment v kiya but backlink ek hi hai..

    Please helo me rohit sir…

    Reply
  6. meri website me aapki tarah tamplate h nhi h..
    jo mobile frndly ko.
    jo mobile me niche popular post,recent post,tag,search box,fb likes box, subscribers. jaise lana chahta hu.mobile frndly me..
    plz mujhe aapka hi tamplate chahiye.

    Reply
  7. Galat kese
    Usne koi copy kiya b nhi .
    Or”We apologize for any inconvenience, please hit back on your browser or use the search form below.”ese bta rha h.
    Ese to fir hum chahe kisi ki copy krege nhi or jitne mahnnat kiye the website pr wo sab barbad.
    Plz fast reply.

    Reply
  8. Yr aapke jaise ek or website bni h.
    Online hindimehelp .com yh open krne pr error aa rha h.
    Kya yh block ho gyi kya.
    Us website ko kya hua me yh janna chahta hu

    Reply
  9. blog me post karte samaya dusro ko jo code copy karne or laout me dalaneoke liye diya jata h vo post likhte samaya add kaise kare plea help me

    Reply
  10. Sir ap mere website banale to apka bara mehrbani hoga sir meine apke facebook page mein mera gmail email aur password send kar dhi hein please mera website zaror banana kohi bi name se parsonal website banana please sir help me

    Reply
  11. sir plz mujhe inka matlb bata do plzz

    Error Count Description
    1 The

    <

    h1> tag is missing.
    2 There are multiple descriptions on the page.
    1 Evaluated size of HTML is estimated to be over 125 KB and risks not being fully cached.
    1 The page is missing meta language information.
    anylize me mili thi main jada english nhi janta hu

    Reply
  12. Sir mere visa debit card me card k piche 3 letter ka jo saftey coad hota hai wo nahi he. me kya karu. Ab Bank details kaise fill karu??? plz help me sir

    Reply
  13. sir me adrss kese badal sakta hu meri company ka nam hi wohi hai tempal me badal sakta hu me chahta hu mere blog par home-abut us-contact us-T and C ye sab alag alag aye ap iske bare me acha se jante hai ki kya kese karna hai kya ap mujhe bta sakte ho me ye sab kese kru or adrs badal dunga to meri company ka nam vi badal jayega.

    Reply
  14. bhai meri site ke jitne bi visitor the 700 800 mene un sab ko apki site hmh ka bol diya ki me sari post hmh pe karunga to plz aap jaldi se jaldi post lagaye plz bhai popluhelp se jo post mdne send ki thi

    Reply
  15. Hallo rohit sir, mera naam rakesh kumar hai. Aur mai MA english ka student hu
    Mne apna blog bnaya hai ushka maksad hai meri stdy k liye thoda paiso ka manage ho jaaye agar aap detail me SEO aur domain k baare me jaankaari de ske to
    You may contact me on this ateching mail address or on facebook page
    Thanks

    Reply
  16. bhai ye kya mtlb h mene in sabse pahle comment kiya tha apne ans. Nai diya itne comment kar liye …. Meri guest post apko mil gayi kya weebly ki popluhelp se

    Reply
    • mere pass abhi itna time nahi hai.. or me abhi ghar hu yaha mere pass comoputer nahi hai.. me aapki post ko check karke fir bataoga.. please aap paresan na ho or bar bar comment nba kare.. aapki post publish ki jayegi.. or agar koi kami hogi to aapko bata diya jayega.

      Thanks Guest Post send karne ke liye.

      Reply
  17. Blog jab mobile me open karte hai to bilkul simpal sa aata mobile ke liye template kaha se milta hai aur kese lgaya jata hai

    Reply
  18. sir ji aap jese sabki madat krte hai ye bhut acha karte hai sir me thoda kam padha hu kya aap meri madat krenge mene bloger pe apna blog bnaya hai apni event company ke liye kya ap bta sakte hai woh thk hai ya nai plz sir aap ek bar dekh ke btao na

    Reply
  19. Sir please btaye ki His email id se mai blog used karti hu…use koi or websites ko “sign up ” kar sakti hu …Jaise infolink ,chitika add..or San ..
    To Google AdSense ke liye job aplly karenge to koi problems to nahi .hogi
    Jaise spaem massages aayenge to…

    Reply
  20. sir ji mujhe apse kuch jankari chahiye thi bhut jaruri hai me event company ka website bnana chahta hu kya kru phle mene ek blog par bnaya hai ap usko dekhe ki kya ye event company ke liye sahi hai agar nai hai to mujhe btaye ki mene kya galt kiya hai tridententertainment94.blogspot.com plz mujhe apki hlp ki bhut jarurt hai

    Reply
  21. Paypal ki koi anual ya monthly fees bi lagti hai kya jaise ATM ki h saal me 112 Rs lgte hai
    aur sir Clixsense farzi site toh nahi hai isse kuch hoga toh nahi

    plz aap dono sawalo ke jawab ek bar me de de plz sir

    Reply