Hello Friends Aaj thoda hatkat article hai jo abhi tak share nahi kiya gaya, Aaj ham baat karenge USSD codes ki. USSD ka matlab hota hai Unstructured Supplementary Service Data. Duniya bhar me ham Mobile se jude rahte hai, SMS, Internet, call ke through. Har Company ka alag alag USSD Code hota hai Number ki detail nikalne ke liye, ki kitna Balance, SMS, GPRS bagera hamare number par hai.
Me Aapko har Company ke USSD code batane wala hu jese Airtel, Aircel, BSNL, Idea, Reliance, Tata Docomo, Uninor, Vodafone, and Videocon. Insab ke Code shayad hi koi ho yaad hoge to unki help ke liye.
Ye Kuch or Jaruri Jankari:
- Mobile Balance Transfer kaise kare Dusre Number Par
- Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par
- 10 Tarike Mobile Ko Hang Hone Se Rokne ke
Page Contents
Sabhi Company ke USSD Code ki List
AIRTEL USSD Codes ki List
Airtel me bhut se Code hai. Ye USSD Code ki List hai, in codes ki madad se aap Balance, Chalu or Band Services, SMS Plan, Offers, GPRS Offer, Recharge ki jankari pata kar sakte hai.
AIRCEL USSD Codes ki List
Is Aircel ki USSD Code ki madad se aap apne Number ka Balance, Offer, GPRS Data, Free Minutes or SMS ki jankari le sakte ho. aircel sim ki jankari in Code se le:
bsnl ussd codes Full List
In BSNL USSD Codes ki madad se aap apne Number ka Balance, Data Plan, Local SMS, National SMS, Calls bare pata kar sakte ho, bsnl offer check code dekhe.
Ussd Code for idea All Code
Idea USSD codes ki madad se aap apne Number ka Balance, Data, SMS, Calls, Gprs data bagera pata kar sakte ho. idea ka recharge karne ka number kya hai wo bhi aap dekh sakte hai. idea net balance check number bhi list me diya hai. idea no check code *09#, idea balance check code.
Reliance USSD Codes ki List, Reliance Number Check
In Reliance USSD code ki madad se aap apna free Internet pata kar sakte ho, Caller tunes, Data pack, reliance number check, recharge ki jankari pa sakte ho.
Tata Docomo USSD Codes ki List
USSD Code se aap apna Number bhi pata kar sakte ho. Apne Number ki puri jankari, konsi service chalu hai, kitna valance hai or kitni validity hai sab kuch.
Uninor USSD Codes ki List
Uninor Codes ki madad se aap apne balance check kar sakte ho or apna SIM Card ka Number pata kar sakte ho.
Vodafone USSD Codes ki List
Vodafone user USSD Code ki madad se apna Number pata kar sakte hai. V2V night Minute, Free SMS, Calling Balance, Free Minutes, Chalu service ki jankari, best Offer, bonus bagera pata kar sakte ho.
Videocon USSD Codes ki List
Videocon me jada USSD Code nahi hai apne number ki jankari pane ke liye. Inka Sirf ek hi Code hai.
Ye Lijiye Sari Company ke USSD Codes aap List me dekh sakte hai or apni kisi bhi company Airtel, Aircel, BSNL, Tata Docomo, Vodafone, Idea, Videocon, Uninor and Reliance ki jankari pa sakte hai. Agar aapke pass inke alawa koi code hai to mujhe jarur bataye.
Ye Bhi Padhe:
Bhot hi accha जानकारी share kiya hai aapne nc post
Comment
Namaste me ap se puchna Chahta Hoon Ki Jo Idea Mein purane offers hote Hain Koi Nahi offers Kaise Le Ja sakta hai mehnge nhenge offer ki jahga sasthe offer kase late
nice post
Sir vodafone ka sms paick kaise dekhe.
Bhut ache bat h bhai ki ap jse insan bhi h jo dusro ki help Krte h
Bhot hi accha जानकारी share kiya hai aapne nc post sr
It is a very nice website.Thanks for sharing it.
Bhai mera naam husain hain.
Aur mery pas ek sim card hain.
Vodafone ka.
Main play store se ek app kharedna chahata ho.
Tu kiya aap mujhe bata sakte ho kiya main kese kharedo. Plz
Agar aapko jankary hain tu plz mujhe batado.
Warna koiye bat nain.
Ek reply zaror karna mery dost plz.
Main intezar karonga aapke jawab ka ok bhai.