YouTube ke baare me ham ye to jaante hai ke iski madad se ham Paise kama sakte hai. Bhut log acha paysa kama bhi rahe hai youtube se. hamne hamari pichli post me jana tha ki youtube se Paise kaise kamaye video banakar or Aaj Ham is post me jaanege ki youtube par video upload karne ke baad Paise kamana start kaise kare.
Video Se Paise kamane ke liye hame hamari Youtube Channel (Account) par Monetization Enable (Chalu) karna padta hai or Youtube Channel ko Adsense account se connect karna padta hai.
Is Jankari ko Dene se pehle me maanta hu ki aapne ek youtube channel banali hai or uspar ek Video upload kar diya hai agar nahi kiya to phele Video upload kijiye, Kaise youtube par video upload karte hai uski jankari yaha hai. or jo Video aap upload kare wo aap ka hi banaya hona chahiye, matlab kisi or ka copy nahi karna hai.
To Chaliye jaante hai Monetization ko Enable kaise karte hai or Adsense account ko kaise banate hai or connect karte hai.
Youtube Video Monetize kaise kare Step by Step
Step by Step muje follow karo
Step 1: Apna Youtube Account me Log In Kare.
Step 2:
- Youtube ke logo ke bagal me ek niche ka errow hai us par click karo
- My Channel par click karo
- Video Manager par click karo
Video Manager par click karne ke baad aap aapki channel ke Video Manager khul jayega.
Note: Agar aap Mobile me kar rahe hai to is link par click karke Video Manager par ja sakte hai.. Or aapko same aise hi follow karna hai.. is liye aap browser me ja kar desktop views ko enable karde.
Step 3: Apne Video Manager me aap dekhege ki aapne jo video upload kiya hai uske saamne 2 icon hai. iska matlab abhi aapke account par Monetization Enable nahi hai.
- Ab aap ko apne account ke CHANNEL section me jaiye.
Step 4:
- Ab aap dekhege ki Monetization ke saamne ek button hai Enable ki us par click kare
Step 5: Ab Monetize Enable karne ka Page aayega
New Policy Update: Youtube Channel ko monetize karne ke liye 1 saal ke andar 1000 subscriber or 4000 hours watch time channel par hona jaruri hai, uske baad hi youtube Channel par Adsense se Monetize on kar sakte hai.
Start ki button par click kare.
Aap Apply kar dege uske baad aapki channel ko check kiya jayega.. agar aapke Video Advertiser Friendly nahi rahe to aapka adsense approve nahi kiya jayega.. Aapko iska Email aayega jisme 1 hafta tak lag sakta hai.
Channel me koi bhi copy content ya galat video naa dale.
Step 6: Jaise hi aap Monetize par click karege, aap wapas se apne account ke Video Manager me pahuch jayenge. par ab aap dekhege ki Jo video hai uske samne ek $ ka sign or aa raha hai. Matlab Monetization to Enable ho gaya.
*Abhi aapke video par ads to aayegi par aapki income nahi hogi jab tak aap Adsense ke account ko youtube account se nahi jod dete.
Adsense Account ko Youtube Channel se jodne ke liye
- CHANNEL section me jaye.
Step 7: Ab aapse pucha jayega AdSense account se connect karne ke liye.
- Next ki button par click kare
Step 8: Ab Adsense ki site khulegi. uspar bo puchege ki aapka Google ka account hai ke nahi.
- Yes, proceed to Google Account sign in par click kare. agar aapka Google account nahi hai to pehle bo banaiye.
Step 9: ab aapko apne Gmail id ke password ke liye kahega.
- Apna Password daale
- Sign in par click kare
Step 10: Ab aap Adsense me login hogaye hai.
- Apni Language select kare. Hindi hai to Hindi select kare.
- Continue ki button par click kare
Step 11: Ab aapke saamne ek form khulega
Is Form me apni bilkul sahi sahi jankari bhare. Address bhi bilkul sahi hona chahiye. aapke address par ek latter aayega google se usme ek verification code hoga bo aapko apne adsense account me dalna padega. jabhi aapko apni payment milegi.
Form me sahi jankari bharne ke baad jaise hi aap Submit my application par click kare. aap wapas apne Youtube account par aa jayenge.
To ab hamne Monetization bhi Enable kar diya hamare youtube channel ka or Adsense account se connect bhi kar diya.
ab jo aapka video hai usko jab bhi koi dekhega aapki income hoge. to der kis baat ki Paise kamaiye. :)
Aage me aap ko Youtube se sambandhit or bhi bhutsi jaakari duga. Nai Post ki jankari ke liye hame Subscribe karna naa bhule
Agar aap ka koi bhi sawal ya koi bhi doubt hai to Comment jarur kare. hame ye jarur bataye ki aapko ye jankari kaise lagi.
Ye Bhi Pade:
Mobile se apni YouTube video ko monetise kaise kare please help me…….
Mobile se apni YouTube video ko monetise
verification code email me ayega ya hamara flat pe ayega plz batayeh
verification code email me ayrge ya hamara flat pe plz batayeh
meri prosesh step 14 se aage Nahi ho pa rahi hai pizz help me…
Sir plz main bahot confusion me hoon maine i will be paid par click kiya phir uske baad jo link aayi hai uspar click kiya kiyaaur jb ab next krna hai to baar baar whi page khul rha hai plz plzhelp
Sir jab main next krta hoon to next nhi hotakoi bhi page nhi khulta kyo
Kitne logo ke dekhe pr 1$ milega
1000 Visitor Per Google Adsense Se Kitni Income Hoti Hai ye dekhe
sir mene 2 video upload kiye h n us PR likes b aa rahe h but video manager me Monetization Ka logo nai aa raha h n cannel me Monetization ke niche eligible green underline me me likha h n uske samne enable likha hua aa raha h n click karne PR ek window khul rahi h n us PR enable ur ac aa raha h but click karne PR kuch nai ho raha h sir plz help me…
Rohit bhai 1st q:
mere youtube me $10+ ho gaye ab kya karna he
2nd
maine utube ch.. Alg email se banaya or blog alg email se adsense ke liye kaya karu blog ke liye uske alg banana hoga ya utube wala hi connect ho jayega
bahut hi achha post h sir
Hello rohit jo mera adsence ap Ho gaya he par mere video me adds nhi aa rahi mene fb shere kiya tha or mere dost ke phone chack bhi kiya tha aur you tube pe adds aati kaha he video ke strat me ya bitch me or kis taraki adds aati muje ye bhi bataye taki me firse check karlu
Hello rohit jo mera adsence ap Ho gaya he par mere video me adds nhi aa rahi mene fb shere kiya tha or mere dost ke phone chack bhi kiya tha aur you tube pe adds aati kaha he video ke strat me ya bitch me or kis taraki adds aati muje ye bhi bataye taki me firse check karlu
maine adsense se jod diya hai or veiw bhi 2065 hai mera toh uske paisa bank me kaise aayega ye bataiye or bank account ko kaise aad karenge adsense me
Sir kaise pta chalega ki adsense verify pin send hui ya nhi..
sir adsense jitne vidio upload kiya hai unsab se connect Karna pata hai ya phir Ek hi bar Karna hota hai
ek war hi karna hai
Kitne logo ke dekhne pr 1$ milega
mera adsense accunt bangaya youtube conect ho gaya lakin add nahi aa rahe you tube pa.2 agast ko adsense ki mail aai congra. ki us se pahla add aa rahe tha .you tube pa 0.02$ bata raha ha 28 july ka jiske bad mera video pe karib 1000 se jyada views aa gaye. lakin paishe utna hi so kar rahe ha.ab add bhi nahi aa raha ha.kya karu bataye.
sir mene youtube video upload kar diye he lekin monetiz nahi kar pa raha hu
please sir help me
agar video aapne nahi banaya to nahi hoga..
Rohit Bhai me NY ap ke sari post achi tarh sy padhi hy.plz mujhy ap ye batten ky mobile sy YouTube Chanel or AdSense ban saqta hy ya nhe.video uplode ho saqti hy…?thanks u.
mobile se bhi kar sakte hai..
Plz help me sir..
Sorry sir mujhse galte ho gye mujhe pta nahi tha…ab mane jo bhe video uplod ki thi sab delate kar de..ab sir me ak video uplod karta hu usko monatize karne ke liye kya kru..plz..help me
post me bataya hai wesa hi karna hai
mere pass koi code nhi aya..ye code kab aata hai. aur youtube pe jo money milte hai vo money ham kha se dekh sakte hai
name and address mai 64 character mang rha h kuch samjh nhi aa rha plzzz btao
aapka jo naam hai or address hai wo sahi dale.. aap address pura dale
sir time zone mai kya time daalu samjh nhi aa rha
India select kare
Bhai ji maine viseo dali hai youtube pr par monetizion nhi ho rhi hai bhai kya kre batana plz bhai ji
No activity to show
Suggestions
See realtime report instead
Check back in a day or two
Kya karu jaldi Batao na..plz
Ripley me bhai
ANALYTICS.me No activity to show
Suggestions
See realtime report instead
Check back in a day or two
Ye bata raha h plz help me
aapki channel new hai isliye.. thoda wait kare.. or jab aapki video ko koi dekhege to aap waha dekh sakte hai kitne logo ne dekhi
Hello sir kya hum mobile se bhi you tube per paise kama sakte h.
haa bilkul
sir maine apni voice record ki maine ek software se voice ko pic se jod diya firr maine wo video youtube pr upload ki tab wo include copyright content show kar rha hai plzz sir help kariye
bhai meri youtube videos pr dollers ka icon black aa rha h kyo
bhai youtube pr kitne viwe k baad monitize opne hoga
zero par bhi oipen ho jata hai.. par apna video upload karna jaruri hai phele..
Mene YouTube pe video ko monetize kiya dollar ka symbol bhi aaya ab mere video pe add aaya ki nahi vo kese pata chalega.
thnx rohit sir ,
sir mne u tube par account banaya h or AdSense bi approve ho gya h ab m us AdSense ke account ko apne blog kar lagna chahta hu kya ho payega aisa
aap ads code lagaye blog me..
Adensen kya hota he rohit bhai
YE Google ka ads network hai jisse ham paise kama sakt ehai ads laga kar..
Sir mera adsens ka form jo language select krte h vha atak gya h kyaa kru continue pe clik kiya toh sal nhi rha h
aapki net speed slow hogi..
Bhai mene jo video upload kr rha hu vo upload nhi ho rhe h panding lika aa rha h
aap usko close naa kare.. thoda time lagta hai.. aapki net speed ki baja se bhi jada time lag raha hoga..
sir jab ham youtub ko adsesns se jodte hai to your bebsite me kya kya dalna chahiye aur kitni der me conect ho jayega plz help
website ke option me youtube ki channel automatic aa jati hai
Sir me youtube se paissa kamana chahta hu mene
GOOGLE ADSENSE ke peg me jo save and continue par click karte he to koi naya page nahi khulta he kyu pls gaid mee
Hi mene adsense se jodne ke liye seve and continew kiya to age khulta hi nhi batana plz
bhaiya mene adcence connect toh kr dya pr pta kese chalega ki mere account adcence se connect ho gya h kyuki mene jb address dalke submit kiya toh vo wapas language select option pr aa gya so please help
sir muje google adsense s lettre aagya ab kya krna hai pls rely jrur krna
My channel is three year old but note still payment method
channel me koi payment ka option nahi aata hai.. aapko adsense se connect karna padega apni channel ko.. adsense send karta hai hamare account me paise..
rohit meri madad karo
Channel 2013 se bna hua h but last ek mahine se vedio upload kr he h but monetizetion ka system 1 week se kr rhe h usme 2nd step hone k baad 3rd step m save continue k baad adress window nhi khul rhi h plz tell me bhi
Channel 2013 chal rha h but monetization vgera ka system 1 week se kr rhe h.. 2nd step hone k baad 3rd step pr nhi ja rha.. Information pr aage nhi jaa rha h
Bhai…sab kuch kar diya video bhe uplod kar de lakin vedio monatize karne ke liye video manijer khota hu to loding hote rhte hai lakin video nahi ate ..kya kru..plz help me..
Rohit bhai monetizion ho gya green sain bhi aa gya thard stap your information par nahi ja raha h save and continue se age nahi ja rah h kya kru
aapki channel agar new hai to thoda wait kare,. fir hogi aage ki process
Hello sir maine mere videos ko youtube par monetize kiya or dollars ka icon bhi green ho gaya.
Par videos pe ads show nahi ho rahe.
To ab karna chahiye please help me.
har war ads show nahi hote.. jab video se sambandit ads ablable hote hai jab show hote hai.. aap dekho dusre video par bhi har war ads nahi aayege.
Sir AdSense account fully approved kab hota he pr kitna time lagta he or us ke liye koi tips do mujh plzz sir ..!
Sabse main baat apply hi jab kiya jaye jab ham puri trha se teyar ho.. Warna koi problem hoti hai Hamari site me to approve hone me bhut dikkat aati hai
hello
muje ye janna hai ki meri YouTube me country or category N/A kaise rakhe
socialblade.com me country N/A category N/A batata hai
meri YouTube.com/kodayworldhindi
YouTube.com/tachnicalinfohindi
YouTube.com/kodaywapkutch
in tino me N/A batata hai
Aap apne youtube channel ki setting me ye sab set kar sakte hai
youtube पर गूगल adsense का फॉर्म भरने के बाद अपने घर पर लैटर आएगा जिसमे CODE रहेगा उस CODE को youtube में कहा पर डालना है सर
youtube par nahi,.. adsense account me daalna hai.. kha dalna hai wo usme diya hota hai
Hii rohit ye process kab kya kaise hogi