YouTube ke baare me ham ye to jaante hai ke iski madad se ham Paise kama sakte hai. Bhut log acha paysa kama bhi rahe hai youtube se. hamne hamari pichli post me jana tha ki youtube se Paise kaise kamaye video banakar or Aaj Ham is post me jaanege ki youtube par video upload karne ke baad Paise kamana start kaise kare.
Video Se Paise kamane ke liye hame hamari Youtube Channel (Account) par Monetization Enable (Chalu) karna padta hai or Youtube Channel ko Adsense account se connect karna padta hai.
Is Jankari ko Dene se pehle me maanta hu ki aapne ek youtube channel banali hai or uspar ek Video upload kar diya hai agar nahi kiya to phele Video upload kijiye, Kaise youtube par video upload karte hai uski jankari yaha hai. or jo Video aap upload kare wo aap ka hi banaya hona chahiye, matlab kisi or ka copy nahi karna hai.
To Chaliye jaante hai Monetization ko Enable kaise karte hai or Adsense account ko kaise banate hai or connect karte hai.
Youtube Video Monetize kaise kare Step by Step
Step by Step muje follow karo
Step 1: Apna Youtube Account me Log In Kare.
Step 2:
- Youtube ke logo ke bagal me ek niche ka errow hai us par click karo
- My Channel par click karo
- Video Manager par click karo
Video Manager par click karne ke baad aap aapki channel ke Video Manager khul jayega.
Note: Agar aap Mobile me kar rahe hai to is link par click karke Video Manager par ja sakte hai.. Or aapko same aise hi follow karna hai.. is liye aap browser me ja kar desktop views ko enable karde.
Step 3: Apne Video Manager me aap dekhege ki aapne jo video upload kiya hai uske saamne 2 icon hai. iska matlab abhi aapke account par Monetization Enable nahi hai.
- Ab aap ko apne account ke CHANNEL section me jaiye.
Step 4:
- Ab aap dekhege ki Monetization ke saamne ek button hai Enable ki us par click kare
Step 5: Ab Monetize Enable karne ka Page aayega
New Policy Update: Youtube Channel ko monetize karne ke liye 1 saal ke andar 1000 subscriber or 4000 hours watch time channel par hona jaruri hai, uske baad hi youtube Channel par Adsense se Monetize on kar sakte hai.
Start ki button par click kare.
Aap Apply kar dege uske baad aapki channel ko check kiya jayega.. agar aapke Video Advertiser Friendly nahi rahe to aapka adsense approve nahi kiya jayega.. Aapko iska Email aayega jisme 1 hafta tak lag sakta hai.
Channel me koi bhi copy content ya galat video naa dale.
Step 6: Jaise hi aap Monetize par click karege, aap wapas se apne account ke Video Manager me pahuch jayenge. par ab aap dekhege ki Jo video hai uske samne ek $ ka sign or aa raha hai. Matlab Monetization to Enable ho gaya.
*Abhi aapke video par ads to aayegi par aapki income nahi hogi jab tak aap Adsense ke account ko youtube account se nahi jod dete.
Adsense Account ko Youtube Channel se jodne ke liye
- CHANNEL section me jaye.
Step 7: Ab aapse pucha jayega AdSense account se connect karne ke liye.
- Next ki button par click kare
Step 8: Ab Adsense ki site khulegi. uspar bo puchege ki aapka Google ka account hai ke nahi.
- Yes, proceed to Google Account sign in par click kare. agar aapka Google account nahi hai to pehle bo banaiye.
Step 9: ab aapko apne Gmail id ke password ke liye kahega.
- Apna Password daale
- Sign in par click kare
Step 10: Ab aap Adsense me login hogaye hai.
- Apni Language select kare. Hindi hai to Hindi select kare.
- Continue ki button par click kare
Step 11: Ab aapke saamne ek form khulega
Is Form me apni bilkul sahi sahi jankari bhare. Address bhi bilkul sahi hona chahiye. aapke address par ek latter aayega google se usme ek verification code hoga bo aapko apne adsense account me dalna padega. jabhi aapko apni payment milegi.
Form me sahi jankari bharne ke baad jaise hi aap Submit my application par click kare. aap wapas apne Youtube account par aa jayenge.
To ab hamne Monetization bhi Enable kar diya hamare youtube channel ka or Adsense account se connect bhi kar diya.
ab jo aapka video hai usko jab bhi koi dekhega aapki income hoge. to der kis baat ki Paise kamaiye. :)
Aage me aap ko Youtube se sambandhit or bhi bhutsi jaakari duga. Nai Post ki jankari ke liye hame Subscribe karna naa bhule
Agar aap ka koi bhi sawal ya koi bhi doubt hai to Comment jarur kare. hame ye jarur bataye ki aapko ye jankari kaise lagi.
Ye Bhi Pade:
old you tube mobile version se monetize or AdSense se kaise Jode?
aapko computer se connect karna hoga.. mobile me ye option nahi aata..
m mbl se chala raha hu
chnl bana k monetization enbl b kr diya h
video ek b upload ni kiya
aur jb chnl ko adsence k saat cnect kr ra to
1st step ho rhi h email k saat cnect krneki
aur vo link b de raha h
lekin 2nd step se browsing hi ni hora
kya krna ab….
mai mobile se chala raha hu
maine chnl bana diya h enebl b kiya
videos ek b upload nhi kiye
aur adsence k saat connect kr raha hu to ek step ho rhi h email k saat connect krne vali
aur vo youtube ki link b de raha h
fir uske baad 2nd step se browsing hi ni hora
mbl m
to krna kya connect krne k liye ….
plz hlp
aapka net connection slow hoga.. aap kuch time baad try kare..
mera channel monitised bhi ho gya or adsence account se bhi coonect ha mere kam se kam 80000 view ha pr muje earning nhi ho rehi mene hr ko monitised bhi kya prr us pe ads nhi a rehi
Total kitne views hai usse koi fark nahi padta bhai.. aapke video par monetize karne ke baad ads aayege jab aapki earning hogi.
Rohit ji youtube videos pr total kitne view hone chahiye monetizing ke liye
Total Channel ke 10000 views hona jaruri hai..
Rohit ji youtube videos pr total kitne view hone chahiye moni
Bhai batate kyu ni hoo ,,,,,,
Hlw sir
Mene aapna channel monetize to kr liya h mujhe email bhi aaya lekin not monetize likha huaa aarha h or uske lean more par click krne par 1 2 3 4 options aa rhe 1 2 3 ro green tick hai par 4 optin red h or uske aage mujhe kuch smjh ni aarha h na hi videos monetize ho rhi h na hi dollar ka sine aa rha h
aapki channel par 10000 total views hona jaruri hai uske baad hoga..
Hello
Mene channel ko monetize karne le loye monetize option pr click kiya and sb kuch hogya email sms bhi aagya ki aapna channel asd se jud chuka h par not monetize like aarha h use ke lean more pr click krne pr 4 option aa rhe h 1 2 3 par to green yes tick par 4 bal red h or na hi video monetize ho rhi h plz help me
4 wale option me kya likha hai.. agar aapke channel par 10000 views nahi hue hai to aap monetize nahi kar sakte.
rohit sir ji hume paise kis account me milegi bank account dalna hoga..please bataiye
wo adsense me address veirfy karne ke baad dalna hota hai.
lekin sir aapane ye to bataya hi nahi ki pese hamko kese milenge ya fir account me aayange
wo adsense ke through aate hai jab hamare $100 ho jate hai.. waha hame apna bank detail dalni hoti hai.
sir mene apni video you tube pr dhali hai pr monotize nhi oo rhi (welcome to adsense ) ke bad phele yes ka option kiya uske bad save ka option select kiya pr uske badd kuch bhi nhi open ho rha hai
Aap video menegaer me dekhe .. monetize ka option aa raha hoga..
1viws me kitna income hota hai bhai
00, aap ye read kare
Apna last ma btaya KI apka adras par ek letter ayga jima verfy cod hoga vo letter kitna din ma ayga or nhi aya to kya kara
10$ income hone ke baad send hota hai jo 30 din me aa jata hai..
Sir mai ek new user hu mujhe apne channel ki monetization enebal kne ke liye kab apply krna chahiye
aap apna banaya huaa ek video upload krke apply kar sakte hai.
Sir plz tell me about my problem
Meri video par 13k views hain monotise bhi ji hai but ads nahi aarhe hain
kya problem hogi
mere channer ko 7 din ho gye lag bhag.
Abhi Youtube ne ads policy me update kiya hai.. jo video ads ke layak nahi hoge unpar ab ads nahi aayege.. sayad ye karan ho..
Dear Sir ye to thik h….PR agr video PR pahle SE like ho or ab me Adsense SE connect krta hu to Jo pahle SE likes h…kya uske paise bhi income add honge kya ?
bhai sabse phele to bata du likes ke koi paise nahi milte.. paise milte hai video par ads aate hai unke.. or monetize nahi kiye uske phele to ads aaye hi nahi hoge to earning kaise ho sakti hai..
Rohit ji
You tube pe kese pta kre ki hmare channel pe adsense connect hogya h ?
Or kitne views pe kitni income hoti h ?
kitne views par kitni income uski jankari mene di hai.. or jab adsense se jud jayega to jo option hai connect karne ka wo nahi aayega.
bhai mera vadio dekhne se mughe paisa kaise milega
Khud ko dekhne se nahi milte.. Wo naa ke warawar hi agar mil bhi jaye to..
You tube me not enabled kyo bata rha hai ?
Ham monetization karna chahte hai isi vajah se kar nhi pa rhe hai plz help kare hamari sir
Agar aapne video copy karke dala hai to aap usko monetize nahi kar sakte…
Copyright contant use nahi kar sakte..
Save and continue ke bad kuch nhi ho rha hai kya kare
Ye tab hota hai jab you tube + adsens ko jodna hota hai plzzz bataye
Aapne YouTube channel me kam se kam apni banai ek video upload karna jaruri hai adsense se add karne se phele.. Jab aata hai option..
Kisi hindi blog me itne comments pana waqai me kabile tareef hai Rohit aur me to samjta hu ki aapka blog hindi blog me sabse best hai. Kuch hindi blogs ko mai janta hu to ki bahut popular hai aur ek blog particularly sayad aap ne guess kar liya right :) uspar blog owner ne comments disable kar rakha hai par mujhe pura vishwas hai ki wo blog ko itne comments ate honge ki kya batau.
By the way tremendous post Rohit. You are rocking buddy
? Haa me samaj gaya.. N thanks
hello sir mera monetiiing enable nhi ho rha kya aap meri help kar sakte ho plz mere whatsup pr msg kr do plz sir 9034262831 sir i tried too but all vain plz rply me
Kya error aa rahi hai.. Copyright clam to nahi aaya aapke kisi video par..
Sir maine youtube channal bna liya h bt aapne jaisa first step me btaya h ki youtube ke right side me arrow wala icone aaega vo to left side me aara h…….plese btaiye sir ki aisa q ho ra h
Haa abhi update ho gai hai YouTube ki design
Sir kya you tube ko adsense se jodne k liye bhi youtube account 6month old hona chahiye ya nahi
Please reply sir
Because me jab website or language k bad continue kar raha hu to koi process hi nahi ho rahi
Please help me
Nahi.. Sirf apna banaya huaa ek video upload karke apply kar sakte hai
sir channel ka name kaise change kare
Google+ par change kare ho Jayega
sir ji mene sab kuch kar liya jo v apne btAya is post me lekin video v daal diya lekin avi tak kisi ne us video ko mi dekha jab ki mene public v kar diya he ..or dusre computer se apna cahannal ka nam daalk screch v karra hu to wo ni milra he
kya karu kuch samjh ni aara he kuch bta do
sir jese apne is post me btaya tha mene sab kuch karliya he .$ v dikhne laggya or adsense me v karliya sab lekin jo apne btaya tha ki monetization anebal karne k baad $ kE bagl me monetization ok icon aata he to sirf wo ni aara sir jiii
sir ye bataiye youtube se adsense approve karne ke liye kitne video upload karne padenge youtube par aur kitne view hone chahiye tab adsense approve hoga
sir ye bataiye youtube se adsense approve karne ke liye kitne video upload karne padenge youtube par aur kitne view hone chahiye tab adsense approve hoga
1month pahle video upload kya or 3000 viewer ho gaya hai to or kya ham monetize kar skate hai? kya ham itne time purane viewer add jode kar paisa kama skate hai?
sir account type me ky dalna hai
sir my name is sameer ahmad maine aapke batay anusaar sab kuch kar diya hai ab meri ye problem hai ki video ko main monitize phele kr diya tha aor ads bhi aate the magar monitize enable hai aor ads nhi aa rhi agar ads nhi aa rhi to income hogi
Sir mera naam sandeep kumar gothwal h m puchna chahta hu k pese bank account me aayenge ya kisi check se jo hm youtube se kmayenge
Kya kishi ko Camtasia software chahiye call kare +919301510691
Hello sir mai song create karta hu .but koi sisi site samajh ni a rahi hhai jis per song uplosd kar sake pleáse sir koi siteya trick bataiye
Bhai maine adsense pr payee name english main likha hai or bank main jo account hai voh Hindi main likha hua hai too kya voh AdSense usko accept krega ya nahii…please reply jarrur denaa…mere ko bhot mushkil se aapki site mile hai..
Sir mere youtube per video mobilize disable ho gaya hai invalid clik ki bajah se or ye click mere ki nahi hai pata nahi kisne ki hai …sir mere earning ab ruk gayi hai …..
Sir me fir se vedio ko montinize karna chahata hu kya karu… please help
dear sir
mera youtube , adsense se apruve ho gya hai. blog ko adsense se kab aur kaise jode.
plz help
sir pahali vedio dala to
$ green tha lekin fir 3 dala hu bana k to kewal $ bus dikhe RHA h..
jab vedio bana RHA tha to meri awaj k sath Jo room me song chal RHA tha WO bhi kam kam sunai de RHA h….
ab kya kru….
aur goolgle Jo code bhejta h usse kisi bhi address me maga sakta hu…
Mai sab kuchh kiya but AdSense me submit nhi ho raha hai taki mai bank detail daal saku please help
Namaskaar ji aapse khena chahta hu ki mane video upload kiya hai me ek kavi hu me apni hi video upload karta lekin bhut kam log usko dekhte hai kuch asi jaankaari do ki jayda se jayda log video ko dekhe.
Sir mere mobile per adsence k account ke liye website nhi open ho rhi uc browser s bhi kr liya or opera se bhi Adsence Account kese banao
Hi Bro, Me Ek Youtube channel Banana chahta hu.aur Adsense a/c Banakar Link karna chahta hu.kya iskeliye mujhe Alaag se website ya Blog banana parega?only youtube channel banakar Hum google Adsense se paisa nehi kama sakte kya?
bhaiya me youtube account me monetize karke adsense bhi add kar liya but muzye code kaise mile ga kya koi mere adderesh pe form leke aaye ga kya
Hello ser mane you tub par video upload ki video par ad bhi chal rha h lekin jo Video maneger me $ ka nisan aata h wah green nhi ho paya h eska kya karn h plese…
sar mene Admob.com adsense ke AD Apne App par lagaya hai mera app ek din me 8329 logo ne daunlod kiya hai or ek din me $68.90 hai par mera payment hold ho gaya hai Adsense PIN 30-35 din me millege par mera admo.com payment 10 dino se $68.90 hi hai kya adsense PIN Milne par Mujhe 30-35 din ka payment milega ya nahi or jyada app daunlod hone par adsense acount disebal to nahi hoga kyo ki jyada daunlod ya traffick hone par adsense Invalid activity appeal samjta hai or accound disebal kar deta hai mene apne app ko pramot nahi karwaya hai fir bhi 8000-10000 daunlod ek din ke hai mera ek adsense account disebal ho gya hai phle
step no 15 me jo form khulta h usme time zone me kya bharna h
bhai jo me cmt kr raha hu uskA RIPLAY KAHA MILEGA MUJHE
step no 15 me jo form khulta h usme time zone me kya bharna h
Dear sir.
You tube pr mobile me video upload krne pr my channel show nhi kar rha he..
Plz help me.???